Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?
    Forex market me traders ki market me azadi ka kia matlab hay? traders time ka paband nahi hoty aur us ko kesi key under work karna nahi pardta kia yahi traders ki azadi hoti hay ya be market me traders har tarha ki trading key ley azad hoty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

    dear forex market main traders ki azadi say muraad hay k yeh aik aisa online business hay jis main ham kisi k paband nai hain ham jub chayen jitna chayen is markeet main apni invest kar saktay hain jub hamko acha lagay ham is main kaam kar sakaty hain aur jub hamaray pass koi moukka nai hay ham isko chorr saktay hain jub ham chayen is say apni invest ko withdraw karwa saktay hain aur jub ham chayen is main say apnay orders ko lose k bawjood bhi cut kar saktay hain jis business main hamaray pass itni sari facilities hon ham us ko aik azaad business ka name bhi day saktay hain aur sath sath ham yeh bhi keh saktay hain k yeh aik aisa wahid business hay jis main sab k sab traders ko azaadi say kaam karnay ki ijazat hay wo jitna marzi apna profit withdraw kar saktay hain aur jis hisaab say marzi wo is makreet main kaam kar saktay hain un pay kisi kisam ki koi bhi pabandi nai hay mairay khayal say traders ki azaadi say ayhi muraad hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

      dear forex main azadi say murad yeh ha ky forex main ap aik azad ho kar apni trading kar sakty hain aur forex business main ap ko kisi ky bhi under kam nahi karna parta hai chahy ap ky pas 50 doller he investment ha tu ap forex business ky khud he owner hai is lea forex ko aik azad business kaha jata hai is lea ap ko is business main success hony ky lea achi tara say mehnat karni chahye ap ki achi mehnat he ap ko acha experience day sakti hai jiss say ap forex business ma kamyab ho kar achi earning kar sakty hain is lea ap ko is main mehnat ky sath kam karna chahye phir he ap is main aik professional trader ban sakty hain forex main wohi success hota hai ju is main hard working say kam karta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

        forex trading me ap ka koi boss nehi hota ha isliey forex trading ko azad business kaha jata ha traders apni marzi kay hisab se kisi bhi wakt trading kar kay profit earn kar sakte hain jaisa kay forex market aik week me 5 days 24 hours open rehti ha traders ko koi bhi pabandi nehi hoti ha kay wo is time hi osay trading karna allow ha balke traders apni marzi kay hisab se aik day kay 24 hours me kisi bhi wakt time ko select kar kay trading kar sakta ha jis se forex trading traders kay liey aik azad business hota ha jis me traders ko liey koi time ki fixing nehi hoti ha traders apni marzi se time ka intekhab karta ha baki business me traders ko time ki pabandi karna parti ha or forex trading me traders time ki pabandi karne se azad hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

          Ji han bilkul Jaisa ki aap is Baat Ko samajhte Hain Ki trading Mein Koi Bhi aapka owner Nahin Hota aap khud hi apne business ke owner Hote Hain to isliye aap se acchi Karke kar sakte hain aur aap Logon Ko Maloom Hai Ki isko join karne ke liye aapko to Kisi Ki permission ki jarurat padati hai aapko Karke aap kar sakte hain aapko kisi se nahin hai aur ismein jab aap trading karte hain to aapko Khud apni investment ke sath hi aap professor kar sakte hain to isliye aap befikra hokar ismein Mahendra Karen aap Kamyab acchi trading kar sakte hain aur Azadi ke sath mein kam kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

            Mujay to forex trading business ici lie axha laga tha kay ic may traders kici kay paband nai hotay hain . Forex trading ik aisa karobaar hay jis may traders ko Jo bi kaam kerna hota hay wo unho nay apni he marzi say kerna hota hay . Ic may na ghar say kahi Jana parta hay , na kici say milnay ki zarorat hoti hay aor sub kaam ghar may baithay baithay ho jatay hay. Forex trading may traders ki bohut azaadi hoti hay jis say traders bohut ziada easy bi rehtay hay aor ic may traders khud e apnay boss hotay hay aor unka koi dusra boss bi nai hota hay . Yei traders ki azaadi hoti hay Kay ic kaam ko shoro kernay say lay kay profit honay tak aor usay withdraw kernay tak sub kuch he ghar baithay baithay hojata hay . Kiu kay traders ko instaforex account banana , usay verify kerwana , skrill account banana aor verify kerwana , jazzcash account banana waghaira sub kaam he ghar baithay baithay koi bhi trader azaadi say ker sakta hay
            • #7 Collapse

              Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

              G dear forex mai azadi say murad i think ye hai kay na tu es mai koi order hai na ap ka koi boss hai ap apni karzi kay hisab say marzi kay time say es mai kam kar saktye hain jub kay ap ko es mai koi kam karnye ko nhi khaita hai matlab kay ap nay es mai kam apni marzi ka karna hai aur ap ka he es mai faida aur nuqsan hota hai ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka faida he faida hai jub kay ap nay es mai acha kam nhi kiya jata hai tu ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath apna kam kartye rha karain aur ap ka kam hai kay ap apnye kam pay focus dain ta kay kamyab ho pain tu azadi ye he hai kay ap es mai acha profit bhi laitye hain tu ap ka kam zauda faida tabhi hota hai jub ap es mai acha kam kartye hain aur es mai kafi profit bhi ho jata hai tu es mai jitna profit hota hai ap utna he es mai withdraw laitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apni marzi kay hisab say time daitye hain jub kay ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain achye kam ki niyat say mahnet kay sath kam karain ta kay kamyabi ki zamant hai tu apni marzi kay hisab say kam.kartye rhain ta kay ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Forex market me traders ki market me azadi ka kia matlab hay? traders time ka paband nahi hoty aur us ko kesi key under work karna nahi pardta kia yahi traders ki azadi hoti hay ya be market me traders har tarha ki trading key ley azad hoty hey?
                Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai trades tab lagani chaye jab ap ko ais mai achi trades mily ais market mai traders ais lehaz se azad hai k wo ais market mai jab chaye kaam kar skaty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai jitni investment ho ap kaam kar skaty hai ais mai jab chaye aor jitna chaye ap kaam kar skaty hai ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai mehnat karty hai ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap khud hi boss hoty hai ais mai se jitna paisa ap kamaty hai wo sab ap ka hota hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                  Forex trading business aik world wide business hai jiss mai puray world say laakhoo traders Monday day Friday takk trading kertay hain aur apnay liye bohat achi income haasil kertay hain. Forex trading duniya mai laakhoo traders ka permanent business ya profession bann chuka hai. Forex trading mai her trader apni he marzi say kaam kerta hai aur kisi bhi trader pay kaam kernay ya na kernay ki koi pabandi bhi nahi hai jaisay kisi job mai hota hai aur ne he kisi conventional business ki tarah iss mai koi timing ka masla hai kay dair sawair honay say koi loss ho jaey ga. Forex traders ki yehi azaadi hai jiss ki wajah say yeh kaam bohat ziada famous ho chuka hai. Koi bhi trader apnay ghar baithay, safar kertay ya koi dusra kaam kertay huay saath saath Forex trading ka business bhi apni marzi say jaari rakh sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                    Assalamu Alaikum dear friends forex market Mein trader Ki Azadi se Murad yah hai ki trader ko bahut jyada fayda Hasil hota hai vah bahut aasani se trade kar sakta hai Kisi bhi time trade Ja sakta hai bus market ko acche se analyse kar ke aur Market ki movement ko samajhne ke bad boys Madrid open kar sakta hai aur uske liye usko Har time laptop online baithane ki jarurat Nahin Hai vah trade lagakar Kahin Bhi Ja sakta hai ya koi bhi aur kam dekh sakta hai ya Kuchh Bhi kar sakta hai usko Har time uske upar Rahane ki jarurat nahin hai isliye iski Azadi bahut jyada meaning Aati Hai Kyunki usko hatane Ki Azadi Hoti Hai vah Kahin Bhi Ja sakta hai ya koi bhi aur kam kar sakta hai bus usko apni trade open karke Chhod Deni hoti hai lekin usko thoda sa time Dena bhi Jaruri hota hai yah bhi nahin kiya aapane open karke Kabhi usko Wapas check Ki Na Karen aur vah train loss mein chal jayega aapka account ki watch ho jaaye To Aisa Nahin Hota Hamen trade ko dekhna bhi padta hai aur Market ko acche se analyse Kar Ke train Lagani padati hai aur jab trade profit Mein Ja Rahi Ho To Hamen usko close karna hota hai aur profit earning karna hota hai ISI Tarah Se Kam Karke aur baat karke Ham ismein successful ho sakte hain aur Forex Ek Aisa business hai jis mein Ham dusre business ki nisbat bahut hi fast earning kar sakte hain aur bahut hi kam to bahut acchi earning kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                      g bahi jan forex markit ma agr trader ki azadi ki bat ki jay to es ma jo ha wo kisi or business ma hamy khuch hasl nai hu ga es liya hamy is ko karna ka liya na koi time fik ha na ya fix ha ka hamy kitna kam karna ha or hamra bosse kn ha jis ka hukam sa chlna ha asa khuch nai ha ya aik azad karobar ha jis ma ham kud sab khuch hota han na ham es ma kisi ka khuch han na koi hamra es ma jo kam karna hamy apni marzi sa karna hu ga hamy ya zarori ha ka ham rules ko follow karan aky hamy losse na hu on ruless ma agr at karna to wo kisi ka hulam nai ha bas ya ha ka hamy es ma jo bi kam karna ha os ko bohat hi achi tara karna hu ga acha knowldge hasl karna hu ga or exprience bi agr ap ka pass ya sab khuch hu ga to ap markit ma kam kar sakta han ham is ma khud samj ka kam karna hu ga hamy koi khuch nai kahta bas es ka matlb ya nai ha ka ham apni marzi sa jo bi karan ga os ma hamy profit hasl hu agr ahm es ma mehnat karta han to profit has huat ha sab khuch hamy apni marzi sa karna huta ha agr es ka bad ham es ma mehnat bi nai kar sakta to ap kabi kamyab nai hu saky ga or bohat acha losse bi gain kara ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                        Dear member jaisa k sb log janty hain forex aik international business hai aur yahan pay log kam kar k apna future bana rahy hain lakin aik bat jo hmen zahen main rakhni cahahye k forex trading main emotions humray dushman sy km nahi hain agar hum apny emotions pay control nahi karen gay tu trading account main hmen nuqsan k ilwa kuch bhi hasil na ho gaa is lye hmen chahye k jb bhi kam karen fully relax ho kar kam karen aur ghusy wagra ko side pay rakh dain tb hi kaheen ja kar kamyabi mumkin hai aur is k ilwa hmen aik bat zahen main rakhni chahye k forex trading nay hmen kitni azadi di hai hmen azadi hai k hum apni marzi sy trading kar k apna account barha skhty hain hmen azadi hai k hum apna munfa jb chahen niklwa skhty hain hmen azadi hai k hum yeah kam dosry logon ko bhi sekha skhty hain lakin itni zaida azadi k bawjood bhi hmen kuch asoloon ka qidi hona parta hai hmen in asolon ko bhi zahen main rakhna chahye aur phir os mutbiq kam karna chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                          dear forex market main agr hum apni marsi se kam krein gein is main lalach se kam krein gein tu hum kameyab nai ho sakte hein is main kameyab hone k liye menat krni chaiye is main har banda kameyab nai hota ha jo is main kameyab hote hein un ko phaly is business main menat krni hoti ha ye business eik zabardast onlines business ha hume is main tecncial analysis ur fundamental analysis ko dekhna chaiye hume market main high risk nai lena chaiye high risk lein ge tu hum nuqsan hoga hume is main acha kam krna hota ha is main menat se kam krna hota ha tab hi hum kameyab be ho sakte hein is buisness main menat krte rhein gein tu asani se kameyab ho sakte hein ye hamre liye acha business h
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                            Forex trading Mein traders Kiya jaati ka matlab hai K traders se is business Mein Jaise Chahe trading kar sakte hain UN per Kisi kism ka koi bhi dabav nahin hota hai Forex trading Mein Sare traders ka account Apna hota hai Jaise traders Chahe Forex trading Mein kam kar sakte hain aur is business se training kar sakte hain Kisi bhi trader per koi bhi limit Nahin Hoti Hai traders Jaise Chahenge Forex trading Mein kam kar sakte hain UN per Kisi kism Ki Koi limit Nahin Hoti Hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market me traders ki azadi se kia murrad hay?

                              Dear jahan tak mera khayal hai tu forex tarding market mein azadi ka ye matlan hai k ye aik aisa buisness hai jis mein ham kisi k under kam ni kar rahy hoty is buisness ka boss bhi ham khud he hoty hain aur worker bhi ham khud he hoty hain is mien jitna bhi profit ho ya loss ho hamara apna hota ha aur is k ilawa azadi ka ye matlab hai k ye market 24 hrs open hoti hai ham jab bhi dil kary tu is mein kam kar sakty hain aur ham tarde laga kar take profit aur stop loss laga kar azad hoty hain jab profit hoga tu auto par trade close ho jaye gi aur yad rakhna ya forex market mein ap jitni mehnat karyn gy apko faida hoga aur agar mehnat ni karyn gy tu apko loss hoga aur forex buisness ki aik aur azadi ki waja ye hai k ham mobile par bhi account bana kar ye kam kar sakty hain kahin bhi safe par jaty hain tu mobile ya leptop par asani se ye kam kar sakty hain aur apni tardes open close kar sakty hain is liye aur is mein ye bhi azadi hai k is buisness k liye koi age limit ni hai aur na he koi degree chahiye agar apka cnic bana hua hai tu ap apna account verify karwa k kam kar skty hain tu forex market aik azad aur relax buisness hai but is mein kamyab hona itna asan ni hai jitna ap mehnat karyn gy tu apko market ki samjh aaye gi aur apko success mily gi apko market ko time dena pary ga aur hardwork karna pary ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X