Analsis or Rbot Trading Mai Farq
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analsis or Rbot Trading Mai Farq
    Dear Forex Members

    Jo Traders analysis karty hain tu woh janty hain kay trend line kaisy niklaygi or kaisy apni trade ka stop loss or take profit ko set karna hai. Analysis se ap ko market ki situation ka andaza ho jata hai kay kab kiya trend rahy ga. us ki base pay trading ka andaza ho jata hai. lekin jo robot on karty hain un ko just robot ko on off or trade lagny ka alawa nahi kuch pata hota hai kay next kiya hoga.

    Koshish karain apni trade main manual trade or woh be analysis ki base pay karny ki adat dalain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

    aslam o alekum g sr analysis sy hi ham ko trading krni chahy pata hona chahy ham ko ab markeet kes janb jany lgi hai. markeet ko smjhna boht zarori hai es ko tab hi samjh pain gy jb ham analysis ko samjhin gy.or jo log rbot pe tread krty hain un ko kuj samjh nhi hoti hai k markeet main ab kia hony wala hai. or hamesha kmyab tred tab hi ban oain gy jb analysis pe kam krin gy.
    • #3 Collapse

      Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

      Analysis main aik trader khud forex market ko read kerta hay aur is k trend ko semjta hay phir apni ray k mutadiq is ka take profit aur end loss chose kerta hay aur is ko is bat ka bkhobi andazia ho jata hay k market kis traf move kray gi wo isi k mutabiq trade open kerta hay is lie is trade main profit k chances ziada hotay hain jeb k robot trading main trader ko market ki movement ka koi andaza ni hota wo only robot ko on ye off he kertay hain is lie humain always manually he trading kerni chahie.
      • #4 Collapse

        Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

        Hello friends Assalam U Alikum
        Analysis the market Up Down
        Dear wo member jo market ko analysis krta hai usa market k support line and resistence k pata hai wo profit market main zeyada krta hai and us k loss n hona k baraber hota hai to agr hum profit earn krna chahta hain to hama bhi market ko analyse krna chaheya

        Robot
        Bhai main recomand krun ga k ap robot ko kabhi bhi use n kro kyun k robot insan nhi hai robot ko ksi specific sell y buy k leya banaya jata hai ap dub ko pata hai market asa change hoti hai k ek professional trader ko bhi samjh nhi ati to robot ko kahan s ai gi to baht hai ap market ko analyse kran Thanks for reading
        • #5 Collapse

          Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mubeenabbas پيغام ديکھيے
          aslam o alekum g sr analysis sy hi ham ko trading krni chahy pata hona chahy ham ko ab markeet kes janb jany lgi hai. markeet ko smjhna boht zarori hai es ko tab hi samjh pain gy jb ham analysis ko samjhin gy.or jo log rbot pe tread krty hain un ko kuj samjh nhi hoti hai k markeet main ab kia hony wala hai. or hamesha kmyab tred tab hi ban oain gy jb analysis pe kam krin gy.

          ap market mai jab in hoty hain tu ap ko analysis ki zarorat parti hai. market ko samjnay kay leye ap apn pair ki currencies ki update rahkain us ki news kon ca rahi hai or kaisi ani hai yeh ap ko search karna hota hai sath mai ap jab trade karty hain tu analysis ki base pay karain ap jab judgement use karain gy ya short cut ka saharalain gy robot kay through ap nahi trading sahi se kar sakain gay esleye koshish karain proepr way se learning trade karain tu ap kamyab ho gy
           
          • #6 Collapse

            Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

            Analysis trading wo trading hai jis mai ham manual tarike se khud ka knowledge use krte hai our khud strategy ban kar market ko smjh kar trade karte hai our is main ham manual tarike se indicator tools use karte hai our money management k sat trade karte hai

            Jab k auto ya robot trading main ham simple aik robot ko apne trading chart par fit krte hai robot ek esa program hota hai jis main mukhtlif trading strategy program ki gai hoti hai robot markt ko analyse krta hai our suitable strategy ka use krte huy khudkaar tarike se trade krta hai our profit ya loss deta hai

            Mere khyal me auto trading se zyada manual trading profitable hoti hai ku k us main ham khud mehnat krte hai our apna knowledge and experience use krte huy trade krte hai
            Ayisha Cutey's Trading Journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
            • #7 Collapse

              Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

              analysis ap ko kudh karna hoty hain news ko daikh kar or sath main indicators ki madad se market mai apny pair ka trend teyar karna dunu kay through trend ko verify kar kay trade karny se profit kay chances kafi zaida ho jaty hian lekin jab ap robot ki bat kart hain tu robot ik software hai us mai kuch nahi karna hota hai ap ki trade woh kudh open or close kary ga.
                 
              • #8 Collapse

                Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

                Assalamualaikum friend analysing aur robot ma fork yh ha kh hm ko kasy market ma Kam karny sa phaly analysing Kar many chay kw ka as sa hm ko loss Kam hota ha robot ow ha Jo ak sell ha Jo bad ma ha ka kasy Kar bar ko loss karta ha aus ly hm JB kasy bi market ma Kam Kar rhy hoty ha to hm ko chi as ka analysis lasmi karna chay ta ky bad ma hm loss na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

                  Analysis jab ap karty hian tu ap ko pata hota hai kay ap nay market mai pair ki trades long term ki lagani hia ya short term ki lagani hia yeh ap ko sub pata chal jata hai.jab kay robot main kuch karna nahi hota ap woh on kar dain gay tu woh kudh ke trade ko open or close karta rahy ga. jis ka faida nahi hai. esleye koshish karian manual trading karian.
                     
                  • #10 Collapse

                    Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

                    Forex trading ek aisa platform hai jisme success Hasil karne ke liye aapko market analysis karna aata Ho Agar aapko market ki unexpected movement ko study karenge aur market ka pura knowledge aapke pass hoga to aap ek Kamyab trading kar sakte hain iske liye aapko manually kam karna hota hai ik professional trader market ko acche se analyse karke pir he trade karta hai aur vah jab chahe long term ke liye yah short term ke liye trade kar sakta hai
                    Agar aap robot trading karte hain robot trading ek aisi trading hoti hai jo k Ham apni trading chat per laga dete Hain Jo ke market ko acche se analyse nahin kar sakta ke usmein buyer zyada active hain ya seller wo khud Se Koi decision nahin Le sakta aur market ko acche se analyse nahin kar sakta wo sirf trade ko on aur off karta hai isliye main aapko suggest karta hun ki rebot ko kabhi bhi use na Karen balke manually kam Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

                      Asalmoalikum dear forex member forex hamin trade ka aik plateform provide karta hy jahan ap trading kar sakty hain or trade mai sucess hasil karny k ley apko market ka analysis karna parta hy apko hardwork kar k market k up down ko movemnt ko samjna parta hy jab ap k pas acha expernce or knowldge aa jae ap achy sy analysis kar sakty hain or acha trade laga dakty hain jo k rebot ni kar sakta wo achy sy analys ni karya apko kbi b bara los fila sakta hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

                        analysis ap kay base pay hoty hain ap kudh karty hain trend line, indicators or news ki base pay. lekin ap es mai jab robot ko use karian gay tu ap ko phir loss ho sakta hai. esleye koshish karian jab ap trade karian tu apni trade mai loss na honay day us kay leye ap kudh effort karian or manaul trading pay beleive karain es se ap ka experience be zaida ho ga or sath main ap ka career be us mai ban jayega.
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Analsis or Rbot Trading Mai Farq

                          Analysis woh hoty hian jo ap kudh karty hian like ap ager ap fundamental or technical analysis karty hian tu ap ko pata hota hai kay ap jo analysis kar rahy hian woh kya hai or ap kay technical analysis mai be yeh cheez ati hai kay ap kaisy analysis kar rahy hian. ap agr yeh sub nahi karty hian tu ap phir robot trading ki taraf a jaty hian. robot trading mai ap ko just robot ko on kar kay chor daina hota hai bad mai ap ko kuch nahi karna hota hai jis sy ap ko just robot pay depend karna hota hai yeh ap pay hai ap kya chose karty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X