Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?
    Nuqsan ki kaya kaya waja ho skhti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Katrina502 پيغام ديکھيے
    Nuqsan ki kaya kaya waja ho skhti hai?
    Dear aapane Jo question Kiya Hai Ki nuksan Hone ki kya reason ho sakti hai to iski Agar Dekha Jaaye to trading mein bahut jyada reasons hoti hain jinki vajah se aapko nuksan ho sakta hai ismein se aapko main Kuchh actors Bata deta hun jinki vajah se aapko nuksan ho sakta hai
    1: jaldbazi:
    Trading with jab app Koi decision jaldbazi mein le lete hain aur uske bare mein Soch Samajh Kar Faisla Nahin karte waqt aapko nuksan ho jata hai yah aapki main reason Hai nuksan hone ki
    2: lack of Knowledge:
    Dear trading Main Jab aapke pass Na Lage Na Ho to use Waqt aapko decision lete hain to vah bhi aapka galat ho sakta hai isliye Agar aapke pass complete knowledge Nahin Hai To yah Bhi nuksan ki Ek main reason hoti hai
    3: Analysis ko Follow na krna:
    Trading me jab aap analysis per focus Nahin Karte aur Isko Koi importance Nahin Dete Hain aur analysis ke bagair aap koi bhi trade open kar dete hain aur great close kar dete Hain To is se bhi aapko nuksan ho jata hai
    4: Guidence na lena:
    Junior members sometime isliye bhi nuksan kar Jaate Hain Jab vah Koi decision Lete Hain To usse Apne senior Se Koi guidance Nahin lete aur Khud Hi trade open kar dete hain aur close kar dete Hain Jiski vajah se unko nuksan ho jata hai isliye aapko guidance Lena bhi bahut Jaruri Hota Hai
    5: Rules and Regulations:
    Dear Kuchh members Forex ke rules and regulation ko follow nahin karti hai Jiski vajah Se Kabhi unko nuksan ho jata hai isliye agar aap Pasand Se Dur Rahana Chahte Hain To aapko rules and regulation ko follow karna hoga

    Dear Ji Main aapko Kuchh reasons identify Ki Hai Iske alava bhi aur Kafi reason hai lekin main Srishti aapko Kuchh reason identify ki hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Katrina502 پيغام ديکھيے
      Nuqsan ki kaya kaya waja ho skhti hai?
      Dear ais market mai ap jab trade lagaty h to aus mai ap agar trade agar analysis k baghair lagaty hai to aus mai ap ko loss ho jata hai kun k ais market mai ap ne agar trade lagani hai to ap ko ais market mai analysis karny k baad trade lagani hoti hai ais market mai ap agar money management k hisab se kaam karty hai aor ais market mai ap agar stop loss nai lagaty hai to aus ki waja se ap ko loss hota hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko aik trading plan bana lena chaye aor apni trading strategy k hisab se kaam karna hota hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

        Trading market mein aapko pata hai ki loss ki bahut sari reasons hain trading market mein agar proper analysis Nokia jaaye to loss ho sakta hai iske alava trading market mein Agra insecure management karte ho to fir main aapko pareshani hoti hai trading ke liye sentimental analysis profit or loss lagakar kam karna chahie market mein aapko study karni chahie agar aapki reading skills proper nahin hai aur bich hain to aapko kamyabi nahin milati hai trading market main aapko bahut soch samajh kar lena hote hain aap apni trading ko strong bnana hai reliable aor consistent bna ky kaam krna hai agar aap trading market mein risk ko dekh lete ho aur usko main kar lete ho isase aapko pareshan nahin hona parichaya aapko tension free hokar emotional control ke sath chatting karte hue kam karna hoga
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

          bhai is main hume tab hi nuqsan hota ha jab hum is main mistake krte hein agr hum is main phaly se hi knowledge hasil kr k kam krein gein tu asani se kameyab ho sakte hein hume is main indicotor ko fallow krna chaiye hume hardwork krna hota ha is business main hum jitni lerning kr k kam krein gein utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein hume is business main daily work krna hota ha daily is main kam krna hota ha nuqsan ur profit hume is main dono main face krna hota ha jab hume nuqsan hota ha tu tension nai leni hoti ha balkey hume is k mukabla krna chaiye hamra kam acha ha tu hum asani se kameyab ho sakte hein samjdari se work krte rehna hota ha samjdari se kam krein gein tu kameyab be ho sakte hein
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Katrina502 پيغام ديکھيے
            Nuqsan ki kaya kaya waja ho skhti hai?
            Forex trading Mein loss hone k traders ko bahut sari reasons Hote Hain lack of knowledge B traders ko loss hone ka ek bahut bada reason Hota Hai Jab trader ke pass trading karne ka Achcha knowledge Nahin hota hai to vah wrong decision Lete Hain Agar traders ke pass trading calculated acchi knowledge ho to vah Achcha kam kar sakte hain traders ke pass Achcha knowledge Nahin Hota Hai To Yahi vajah hoti hai ki traders wrong decision Lete Hain traders ko chahie ki vah trading karte hue pure confidence ke sath trading Karen aur unko mehnat Karke kam karna chahie
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

              G dear nuqsan ki kafi sari wajhoohat hotye hai aur qasoor humara hota hai ager hum es mai acha kam kartye hain tu humain es mai kam lose hota hai kiyu kay ager hum es mai acha kam karain gaye tu yaqeen manye kay nuqsan es mai kam say kam ho ga jub kay ager es mai hum jald bazi kay sath kam kartye hain tu hum es mai kabhi kamyabi hasil nhi kar patye hain tu ap ka ka hai kay ap relex ho kay market mai trend ko daikh kay aur anylsis kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain ager ap es mai kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap apna acha kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap hamesha relex hp kay apna kam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain acha kam hamesha he kamyabi hasil kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam kar kay kamyab ho patye hai acha kam nhi hai tu ap kamyab nhi ho patye hai
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                Nuqsaan ki bohat si wajuhaat hoti hai jo kay traders ko samajh laini chaiye. Forex traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur Agar traders pehlay yeh faisla ker Lia karain kay forex business mai kaam permanent kerna hai ya temporary kerna hai aur part time trader rehna hai uss kay baad Forex trading ki learning aur usay proper tareekay say kernay kay iraday say seekhna chaiye. Forex trading mai traders ko aik aisi list zarur banani chaiye jisay woh baar baar daikhtay rahey aur apnay aap ko refresh kertay rahey aur woh lists unn ki apni trading mai honay waley losses ki ho tou iss say bohat faraq Parr Jata hai. Forex trading mai nuqsaan honay ki aik bohat he common wajah over confidence hai jiss ki wajah say bohat nuqsaan uthatay hain. Over confidence ho kay traders apnay accounts ko risk mai daaltay hain aur zaya bhi ker laitay hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                  Bhai jan forex trading mein loss ki bahut sari waja hoti hain kyun k ye aik bahut he bara buisness hai aur is mein har tarder kamyab ni hota ye bahut he mushkil buisness hai is mein success hasil karny k liye kafi zayada mehnat karni hoti hai aur nuqsan ki kuch waja main ap se share karta hon
                  Sab se bari waja tu less knowledge aur less practice hai maximum tarders jald bazi karty hain apni learning complete kiye baghair tarding karty hain aur demo account par parctice ko ignor kar dety hain tu nuqsan uthaty hain aur is k ilawa analysis na karny ki waja se bhi nuqsan hota hai aur money management na karna bhi nuqsan ki bahut bari waja hai aur kuch aisi mistakes hain jo maximum traders karty hain jaisy k lalach(greed) aur emotional trading tu ye bhi loss ki bahut bari wajoohat hain aur stop loss na lagana aur over tarding karna tu dear aisi bahut saari wajoohat hoti hain jin ki waja se nuqsaan hota ha aur ham in par control kar k forex tarding mein kamyab ho sakty hain but hamyn bahut mehnat karni hogi aur apny liye khud bhi kuch rules banany hon gy jin ko follow kar k nuqsan se bach sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy. Doston Kisi bhi business ko start karne se pahle Hamen Iske rules ko learn karna chahie yah bahut hi acchi baat hoti hai ke is ke rules ko follow Karen tabhi Ham ismein achha profit Hasil kar sakte hain Forex ke rules follow karke hi Ham ismein achha profit hasil kar sakte hain loss hone Ki Sabse Badi vajah Yahi hoti hai ki Iske rules ko Tod Kar Khud Apne Rules Banakar kam karna tabhi Ham ismein loss kar lete hain Hamen chahie ki Ham is ke rules ko Jyada Se Jyada follow Karen Taki ismein acchi earning Hasil ki Ja sake. Kisi bhi trade ko open karne se pahle Hamen money management ka use karna chahie money management ka use kiye bagair Agar Ham Kisi bhi trade ko open karte hain to loss hone ki vajah se Hamara account wash ho jata hai .aur hmein stop loss aur take profit ka use karna chahie yah bhi Hamen bahut jyada faydemand hai vah bahut jyada fayda deta hai isiliye Hamen in hi sab chijon se avoid Karna chahie ta ki Ham Iske rules ko follow kar sake aur Hamen fresh mind ke sath Hi ismein Kam Karen Taki Jyada earning Hasil kar sake.THANKX
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                      Forex may traders ko sub say zayada nuksaan ghalut lot size ki waja say he hota hay . Jo traders apna lit size zayada rakhtay hay takay unhay zayada profit ho jay to wo trade jub market kay change honay say loss may jaati hay to bohut nuksaan hota hay . Forex trading may jub koi trade lagani honto pher uss Kay chart pay bara time frame select kerna chahiye. Kiu Kay trader wasay to market may chotay time frame kay saath market ko daikhtay rehtay hay jiss say bohut zayada movement lagti hay laykin jub bi trade open kerni hoto pher time frame zayada kerna chahiye uc say he said movement ka pata chalta hay kay movement asal may kis taraf ki hay. Small time may to sai pata bi nai chalta kay movement kis taraf aor kitni ho sakti hay . Ye bi trader kay nuksaan ki waja hoti hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Katrina502 پيغام ديکھيے
                        Nuqsan ki kaya kaya waja ho skhti hai?
                        Dear brother is market Mein Ham jo bhi trade Lagate Hain usmein Ham Ko fayda ya nuksan market Keemat ke hisab se hota hai Humne Jab is market Mein trade Lagani Hoti Hai To usmein Ham Ek decision Lete Hain Ki market Ne kis Taraf jana hai aap Agar is market Mein Koi trade Lagate Hain To usmein aapko ji Dena hota hai to market rate kya hai is market mein aap Agar mehnat karte hain to aapko ismein yah Dena hota hai ki aap is market Mein kam kaise karte hain agar aap is market mein Main Ek trade Lagate hain aur vah aapke opposite Jana start Ho Jaati Hai to use per aapko nuksan ho jata hai is market mein aapko market Ki Mujhko aur perfect Hota Hai Uske bad aapko ismein fayda ho jata hai aise hi yah market Jab Mohabbat karti hai to aap use site per trade Lagaye Ho To aapko fayda ho jata hai agar aapane opposite side per koi bhi trade Lagai Hogi to use per aapko nuksan ho jaega.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                          Asalam o Alikum dear Forex friend and all members umeed karta hon kay sary bahi theek hon gay Forex ka business ak bahut he lajawab or beymisal business ha is ma hamy boht zyada mehnat karni huti ha onlin markit ma kam karna bohat muskkal huta ha hamy es ma achi kamyabi ka liya zyada mehnt karni huti ha tradindg karna ma hamy losse q huta ha es ki kya bari waja ha ka ham markit ma kam karna ma mehnat nai karta agr mehnat karta han to hamy es ma trading ka darmyan laprawi karta han jis sa hamy bohht zyadalosse huta ha achi trading ka liya hamy achi earning ki zarort huti ha es liya hamy markit ma kam karna ka liya hamy es ko samjna hu ga es ma achi learnng karni hu gi agr achi learning hu gi to ham agr es tara ka karobar ma kisi kisam ka lalch karta han ya jaldbazi to hamy es ka bohat losse hu ga or yahi choti choti galitya bohat nuksann dati han
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                            Assalamualaikum Pyare bhaijaan Forex trading Mein load ki bahut sari vajah Hoti Hai Kyunki Ek bahut hi Bada business hai aur ismein Har tridal Kamyab Nahin ho sakta yah bahut hi Mushkil business hai is Mein Safal Hasil karne ke liye Kafi Jyada mehnat karni padati hai aur accha work karna padta hai Sabse Badi budget allot Kiye Hai ki knowledge aur practice hamare pass bahut kam hoti hai Kyunki Agar hamare pass Achcha knowledge aur hota hai tab Ham Kamyab hote hain aur Jiske pass Achcha experience ya knowledge ho vah kabhi bhi usko lost Nahin hota agar loss Ho bhi Jaaye to vah use control kar leta hai aur FIR vah Aage Se Achcha kam karte hain tab hi vah kamyabi Hasil kar sakta hai Polo Sone Ka nuksan yah bhi hai ki loss hone ki vajah se Hamara account was ho jata hai aur Hamen shop Lo sportek profit ka use karna chahie yah bhi Hamen bahut jyada faydemand hai aur vah bahut jyada fayda Ham Le sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

                              G Dear humre laye noqsan ki sab se badi waja ye hay ka jab hum forex trading ma work karna shuro kar daite hay to humra yehi minde hota hay ka hum achi earning kare ga or high trade lgaye ga or wo apne minde ma lose ka sochte hi ni to jab lose ho jata hay to apne ap ko kabo ma ni rakh pate to on ka laye bada nuqsan ka bais banta hay her business ma lose or profit hota hay is laye hume her kam confidence or zimedari ka sath karna chaye jab ap her kam active ho kar or confidence ka sath karte hay to kabi bi ap apna nuqsan ni kar sakte jab ap apne ap ko maneg karna seikh jate hay to ap ka experince ma bi increas hota rheta hay or ap humesha kamyabi ki taraf ja rahe hote hay or acha profit bana rahe hote hay or nuqsan ki waja os wakt banti hay jab ap lalach karte hay or ap ko apne opar confidence ni hota jis laye ap nuqsan ka samna kar rahe hote
                              hay.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X