currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?
    lots size ki waja se trades par boht zeyda asar parta ha currency or commodity me lots size ki ratio kitni honi chahie takay trading safe rehay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
    lots size ki waja se trades par boht zeyda asar parta ha currency or commodity me lots size ki ratio kitni honi chahie takay trading safe rehay?
    Dear ais market mai ap ne agar trade laganai hai to aus mai ap ko trade lagani chaye ais market mai ap ne agr 1000$ ka account open kia hai aor aus par ap ne 2% risk lena hai to aus par ap ko jo trade lagani hai aus par lot size aisy select karna hota hai ais market mai ap ne agar trade lagani hai to ap ko ais mai ap analysis kary aor ais mai ap ki trade ka stop loss 20 pips hai aor trade ka take profit 40 pips hai to ais mai ap lot size 1.00 ki lot use kary gay insta forex par kun k ais mai ap ne jo lot lagani hai aus par ap ko agar loss ho ga to 20$ ka ho ga jo ap k account k hisab se total 2% ban raha hota hai ais market mai ap ne agar account par trade lagani hai aor lot size select karni ho to aus mai ap ne jo trade lagani hoti hai aus mai ap ne stop loss ko dekh k lot select karni hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
      lots size ki waja se trades par boht zeyda asar parta ha currency or commodity me lots size ki ratio kitni honi chahie takay trading safe rehay?
      Dear no doubt aapki baat bilkul theek hai Jab Ham Koi trade Lagate Hain to use per uski lot ka size bahut respect karta hai aur Hamari is baat ki selection Hamare Apne experience aur Malik per Hona chahie iske sath sath Hamara capital he is per bahut depend Karta Hai Agar aapke pass Achcha Na Lage Hai Aur aapki information bahut acchi hai aur aapke analysis bhi acche hain aur uske sath Agar aapka capital equity jyada hai to aap lot ka Jyada Rakh sakte hain lekin Agar iski against Agar aapki equity kam hai aur aapka experience Ki Itna Jyada nahin hai aur abhi tak aapke analysis bhi Itni Shakti Nahin Hai To fir aapko lot exercise thoda Rakhna chahie Kyunki agar aap lot ka size Bada Rakhenge to aap to nuksan bhi ho sakta hai hi
      • #4 Collapse

        Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

        Currency mein aapko lot size major currency pairs mein according to daily average movement rakhna hota hai aur aapko apne capital amount ke according manage karna hota hai iske alava aapko commodity pairs mein lot size minimum rakhna chahie aapko pata hai ki commdity movement bahut zyada hoti hai commodity trading fear fast move karte hain aur inki fast movement ki vajah se ine per spread bhi zyada hota hai aur Inka risky trading zyada ho rahi hoti hai aapko maloom hai ki log forex trading market mein risk lene aate hain aur dangerous player kaha ja sakta hai trading members ko lekin kuchh log trading market mein management karte hain aksar market members trading market mein management nahin karte jiski vajah se unko loss aur pareshani ka samna karna padta hai aapko chahie kya aap trading market mein proper management karo loss ko dekhkar trading karo aur apna target aur gol set kar lo agar aap aisa nahin karte ho to aapko isase pareshani ho sakti hai market members stop loss lagao take profit lagao taki aapko bad mein tension na ho
        • #5 Collapse

          Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

          pair trading krne main hume zada risk lena parta ha pair trading main hum is main zada lose hota ha agr hamre paas knowledge nai ha tu hamre paas bonas be kam ha tu hum is main currency trading kr k asani se kameyab ho sakte hein hume is main kameyab hone k liye daily menat krte rehna hota ha ye hamre liye eik zabardat business ha hume is main analysis ko fallow krna hota ha tecncial analysis ur fundamental analysis dono ko fallow krte rehna hota ha hume is main asani se kam krte rehna chaiye is main daily menat krni hoti ha phr hi hum kameyab be ho sakte hein ye hamre liye acha online business ha hume is main sabro tamal k sath work krna hota ha
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

            Agar aap commodities Mein kam kar rahe ho to aapko 10 ya 15 percent se jyada risk Nahin Lena chahie Kyunki commodities ki market Jyada fast Munh karti hai agar aapko profit hoga to aap itna risk Lene se bhi accha profit Bana Loge aur jab aap currency pairs Mein kam karo to aap apne risk ko increase kar sakte ho aur 30% Tak risk Le sakte ho Kyunki currency pairs ki market Jyada fast mood Nahin karte kya aur traders ko Jyada nuksan hone ke chances bhi Thode Hote Hain isliye traders ko chahie ki currency pairs Mein Hi Kam Kiya Karen aur trading karne ke liye thoda risk liya Karen
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

              G dear ap ager kam kartye hain curency mai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai lot size kam rakha karain kiyu kay ap ager lot size kam rakhtye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apnye kam pay tawajo dain aur ap curency pay kam kartye rhain ager ap curency mai kam.kartye hain tu ap es mai har had tak kamyab ho jatye hain kiyu kay es mai ap kaliye kafi profit hai lose kay sath sath ap ko kafi profit mil jata hai tu ap ka kam hai kay ap trading kartye hain tu ap kam curency mai karain aur ap ka kam hao kay ap es mai lot size kam say kam karain ta kay ap kamya hp pain kiyu kay trading mai lose kay sath sath ap kaliye profit bhi hota hai curency mai ye kam tu hota hai kay ap kamyab zaroor ho jatye hai ager ap es mai kam achs kartye hain tu
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

                Dear forex traders apko forex market mein agar tarding karni hai tu apko lot size apny account balance ko dekh kar select karni chahiye aur apko total account par 2 percent risk lena chahiye aur apka account balance agar kam hai tu ap commodities par trading mat karyn kyun k koi bhi metal hai jaisy ap gold dekhyn ya silver dekhyn is k ilawa oil dekh lyn tu in par spread zayada hota hai aur apko loss ho sakta hai aur jo zayada spread waly pairs hain un par bhi ap small balance k sath trading mat karyn aur agar apka capital bara hai tu ap small lot k sath sirf 2 percent risk k sath tarde open karyn tu is mein ap k account ki safety hai aur jo new tarders hain jin ka experience kam hai ya jin ko thora bonus milta hai tu un k liye bhi mashwara ha k wo aisy pairs par tarding karyn jin ka spread bahut thora ho aur slowly apna account grow karyn aur apny emotion par control rakhyn aur 0.01 lot k sath trading karyn tu forex market mein kamyabi hasil kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

                  Forex trading mai lot size ya trading volume woh component hai jiss pay traders ka Sara he business depend ker raha hota hai. Account ki safety aur security, trades ka profit ya loss yeh sub kuch lot size pay he depend ker raha hota hai. Forex traders ko iss baat ka achi tarah knowledge aur experience hona chaiye kay currency pairs mai lot size kia hona chaiye aur commodities mai lot size kia hona chaiye. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Currency pairs ki prices kamm hoti hain iss liye lot size ziada rakhna theek rehta hai laikin uss kay liye account balance bhi acha hona hona chaiye. Issi tarah commodities mai gold aik aisi commodity hai jiss ki price bohat ziada honay ki wajah say minimum lot size he theek rehta hai. Laikin crude oil aur silver mai lot size ki minimum say Ziada rakh kay achi earnings ki jaa sakti hain aur account bhi secure range mai he handle ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                    lots size ki waja se trades par boht zeyda asar parta ha currency or commodity me lots size ki ratio kitni honi chahie takay trading safe rehay?
                    Dear brother Ham baat karte hain instaforex broker Mein lot size ki ismein agar aap Koi currency per trade Lagana Chahte Hain To aapko 1.0 kilo DSE 1 Paper 1 Dollar ka profit ya nuksan hota hai aise hi agar aap ismein Kisi commodities Mein trade karna chahte hain usmein aapko 0.10 keytrade se kitna fayda hota hai Jaise aap Agar Gold per trade Lagate Hain To usmein gold one moment karta hai to aapko use per $1 ka profit ya nuksan Hota Hai Magar Jab gold $1 complete moment karta hai use per aapka profit ya loss $10 banta hai aise hi agar aap Princy per 1.0 ki trade Lagate Hain to use per aapko Van per $1 hi profit Hota Hai ismein aapko for decide karna hota hai aapke account ke size ke hisab se trade Karni hoti hai agar aap account per Jyada risk Lena Chahte Hain Uske liye Aapke Paas Hai leverage account Hona chahie is form wale account per aap Itni Badi lot size Nahin Laga Sakte Agar aapke pass account Chhota hai to aapko chhutti trade hi Laga Ne hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

                      Dear forex members forex trading may lot size ya trading volume bohut zayada important hay aur forex business may traders ka Sara depends lot size pay hi hota hay account ki hifazat Kay liye aur traders ka profit aur loss sab iss pay depend karta hay jab market may currency pairs Kam hoti hay to ask situation may lot size zyada rakhna faida mand hoga magar members ko is bat ka bhi khyal rakhna hota hay Kay app Kay account may balance mojod ho tabhi haum faida hasal kar saktey hay jab app Kay pass account chota ho to hamay apni trade bhi choti hi lagani chaye tabhi haum kamyab hongay Pak forum trade may traders ko bohut zayada opportunities milti hay Kay wo apnay account may balance ko increase kartay hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

                        Assalamu Alaikum dear friend agar aap comedy 30 Mein kam kar rahe hain to aapko 10-15 percent se jyada risk Nahin Lena chahie Kyon Ke comedy 30 ki market Jyada fast karti hai agar aapko profit hoga to aap itna risk Lene se bhi achcha profit banaa loge aur jawab currency pairs Mein kam karo to aap apne ko increase kar sakte ho 30% Tak risk Le sakte ho unke currency pair ki market Jyada fast nahin karti aur trader ko Jyada nuksan hone ke chances bhi Thodi hote hain isiliye trade ko chahie ke currency page Mein kam Kiya Karen aur trading karne ke liye thoda Rishta liya Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: currency or commodity me lots size kis ratio se rakhna chahie?

                          Fracturing Mein lot size share trading volume component has paid member ka sara Hindustan depend ho raha hai account ki safety Geet ka profit your loss yah sab Kuchh load size per hi depend karega kar raha hai frock trailer baat ka acchi Tarah knowledge Sona chahie currency pairs Mein lot size kya hona chahie Press Trading Business mein member ko bahut Si Baton Ka Khyal Rakhna padta hai currency pairs ki price kam hoti hai isliye load size Jyada Rakhna theek rahata hai lekin uske liye account main Sabhi Achcha Hona jaruri hai ISI Tarah comedy ladies Mein gold Ek Aisa kam Deti Hai Jiski price bahut jyada banane ki vajah se maximum load size theek rahata hai lekin Krodh Royal aur silver Mein lot size ki maximum Se Jyada rakhi hai aur account bhi Rahegi main Kundli ho sakta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X