Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?
    Dear ais market mai hum ko trade k sath stop loss use karna hota hai ais mai hum apni trades k sath kaisy stop loss use karty hai jis se humri trades safe rahy aor hum ais market mai apni trades k sath trailing stop kaisy use karty hai ais market mai kon sa tareeka hai jis se hum apni trade par trailing stop use kar k apni trades par loss ko kam kar skaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
    Dear ais market mai hum ko trade k sath stop loss use karna hota hai ais mai hum apni trades k sath kaisy stop loss use karty hai jis se humri trades safe rahy aor hum ais market mai apni trades k sath trailing stop kaisy use karty hai ais market mai kon sa tareeka hai jis se hum apni trade par trailing stop use kar k apni trades par loss ko kam kar skaty hain.
    Dear friend forex trading main stop loss or trailing stop loss ka kam same ha sirf tohra sa farq ha par donu he humary account ko safe rakhty han
    Stop loss
    Stop loss jahan hum set karty han wahan he rehta ha or move ni karta ha jab tak hum is ko aik jaga sy dosri jaga move na karwany stop loss jtna set karny gy to wahan he set rahey ga or us sy ziada loss humy ni hony da ga or humara account safe ho ga
    Trailing stop loss
    Trailing stop loss move able hota ha is ko hum jtny pips pe set karty han hum to ye active hony k bad current value k sath same pips pe move karta ha jab market ki value wapis movement start karti ha to trailing stop loss stop ho jata udr he wapis ni ata ha agr value ziada wapis aati ha or trailing stop loss tak punchti ha to trade close ho jati or humy profit ho jata ha agr value trailing stop loss sy pehly wapis ho jati ha or mazeed aagy jati ha to trailing stop loss bi pechy chalta rehta ha is tahra humara profit ziada hota jata ha or loss ni hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

      forex trading me stop loss or trailing stop dono ka matlb Apne loss ko protect karna ha stop loss jub traders use kartay hain tu market traders kay jub stop loss price Apr ati ha tu traders ki trades stop loss hit hone ki waja se automatically close ho jati ha or jo trailing stop ha wo bhi aik stop loss ki form ha par is me ap ka stop loss market ki movement kay hisab se move karta ha rehta ha jaisay jaisay market ki movement ap kay haq me jati ha waisy hi trailing stop bhi market ki movement ki taraf move karta ha rehta ha jis se ap ka risk kam hota rehta ha or ager trades ap ki stop loss me hit hoti ha tu ap ko boht kam loss hota ha
      ap ne 30 pips par trailing stop ka use kea ha tu market ki movement jaisy hi 30 pips se zeyda ho gi ap ki open price se tu ap ka trailing stop bhi move kar jae ga
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

        Stop loss aur take profit do aisay tools hain jo traders ko bohat faida daitay hain. Forex trading mai traders ki sub say ziada safety take profit aur stop loss ko use kernay mai he hai. Forex traders kay liye stop loss ko use kerna asal mai apnay account aur apni trade jiss mai stop loss lagaya hua ho uss kay Loss ko control kerna hai. Traders khud apnay loss ki aik limit set ker laitay hain jaha takk unn kay kahayaal mai loss unhain ziada nuqsaan nahi day sakta aur unn kay account ko uss say koi khatra nahi hota hai. Take profit bhi traders kay profit ko define kerta hai. Take profit say traders apni trades Kay aik matawaqoo profit ki expectations rakh kay set ker laitay hain. Stop loss aur take profit uss waqt ziada ehmiat ikhtiyar ker laitay hain jab traders khud apni trades ko monitor nahi ker saktay hain
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
          Dear ais market mai hum ko trade k sath stop loss use karna hota hai ais mai hum apni trades k sath kaisy stop loss use karty hai jis se humri trades safe rahy aor hum ais market mai apni trades k sath trailing stop kaisy use karty hai ais market mai kon sa tareeka hai jis se hum apni trade par trailing stop use kar k apni trades par loss ko kam kar skaty hain.
          Dear aapane bahut hi Achcha question poochha hai Kyunki Is Tarah Ke question aam Tour pr ni pochy Jaate aur yah Ek different aur unique question hai js Mein Logon K liye bht zyda information hasil karne ko milega Main Usko apni Alfaaz mein Bayan karne ki koshish karta hun ummid hai aapke liye ismein na samjhny k liye asan ho jaega

          STOP LOSS:
          Dear stop loss ik constant limit hoti hai jo ap apni thinking ka hisab sa fix kr daty han or jb apko us limit ma nuqsan ho rha hota ha tu apki trade automatically close ho jati ha.

          TRAILING STOP LOSS:
          Dear Trailing stop loss constant ni hota balky ya moveable hota ha or ya apki trade ma markit ki movement ka sath move krta rehta ha. Is ma apki trade itni jaldi close ni hoti. Umed ha apko is concept k bry clear ho gya ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

            dear jub stoplose hit hota hay to hamko kaafi sara lose hota hay jubk triling stop k hit honay say hamko markeet main koi lose nai hota hay balk ham bahut barray ya bahut kam lose say bach jatay hain,forex markeet k chart main yeh dono bahut ziada har traders k liye useful sabit hotay hain wo liye k jub ham chart pay kisi currienci ko sell ya buy kartay hain to hamko is baat ka bhi dar hota hay k agar markeet main koi aisi news ayege jis say poori markeet ka trend aik side say dusry side tak moove kar sakta hay to agar ham makreet main kaafi dair say enter hain to hamara order achay khaasay profit main honay ki wajha say hamko bahut saray pip mil rahay hotay hain aur agar ham thori he dair pehlay markeet main in huvay hain to hamko us surat main sirf stoplose k hit honay ka dar hota hay is liye forex markeet main samjhdaari isi main hai k ham kam say kam lalach karain aur ziada lalach say bachnay k liye triling stop ka hona bay had zaruri hay jub markeet main total lose say bachnay k liye zaruri hay k ham orders laganay k filfor markeet main sab say pehlay stoplose ka use karain jis say hamaray sath jo kuch bhi hoga ham us say aik limit main lose ya earn karaingay aur hamko pata hoga k agar lose hoga to kitna hoga aur agar profit milna hay to kitna milna hay.
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

              G dear trading stop ka matlab hai kay ap trade band kar daitye hain jub kay stop lose tu tabhi lagta hai jub ap es mai trade lagtye hain us kay bad ap es mai stop lose laga daitye hain ager ap es mai stop lose ka istamal kartye hain tu es ka kafi faida ho jata hai tu ap es mai mahnet kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai har aik tool pay kam kartye rha karain ager ap tools kay hisab say kam.kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain tu har kisi ko pta hai kay tool ka istamal karna antehai zaroori hai tu ap ka kam hai kay ao har aik trade mai tools ka istamal karain aur ap ka kam hai kay ap acha kam karain aur trade lagtye howye he ap ka kam hai kay tp aur sl laga liya karain kiyu kay ager ap aisa kam kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hao kay tp ka istamal kartye rhain ta kay ap es mai kamyab ho jatue hain acha kam kartye rha karain hameaha
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                gee han bhai ap ne thek kaha hai is main kam krne k liye hume trading tools k bhrey main pta hona lazmi ha is main hume acha kam krna hota ha hum jitna acha is business main kam krein gein utni hi samjdari se hum kameyab be ho sakte hein is main take profit stop lose ko hume har trade k sath lazmi use krna hota ha
                stop lose . stop lose hum apni trade k sath set krte hein ye udyhi rehta ha ur jab hamri trade main zada lose hota ha tu ye hamri trade atuo main close kr deta ha hamre atrget k mutabiq is ka ye hi acha faida ha ur hume is ka lazmi istmal krna chaiye
                traling stop .ye jab hamri trade profit main jati ha ur hume fikar hoti ha k dora hamri trade lose main na chali jaye tu hum apney entry point mn trading ko set kr lete hein is tra hamri trade lose main nai jati h
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                  g bhai jan ham bat karta ha ka stop lose kya huta ha ya bohat hi acha question ha trader ka liya ya bohat ahmiyat data ha aik new trader ka pas itna zyada exprience nai huta agr wo s ka istma karta ha to kabi account wash nai krwa sakta markit ma jab ham trade start karta han to es ma hamy stoplosse or profit ka bi point huta ha jis ko ham apni marzi sa lgata han ham markit ko is tara stop losse ma set karta han jitna ham losse bardasht kar sakta han taky agr hamy trade m losse hu jata ha wo itna hu ka jo ham easly bardasht kar lan jo es ka estmal karta ha os ka kabi accont wash nai huta or esi tara take profit huta ha ka agr hamy profit hu to eski limt ham slect karta ha ka hamr trade itna profit hasl karna ka bad band hu jay en ka istmal sa hamy koi tenshion nai hoyi ka hamra account wash na hu jay es ko use karna ka bad ap es ko chod ka kahi bi ja sakta ha q ka ap ko pta ha ka agr losse huwa itna hona agr profit howa wo itna hona ha es ka bohat faida huta ha
                  or agt ham trailing ki bat karta han to wo os wakt lgaya jata ha jab hamri markit profit ma move kar rahi huti ha jis ka matlb agr markit apni movment badl lati ha to itna profit ma hamri trade closse hu jay
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                    Asalam o Alikum dear friends umeed ha kay ap sab theek hon gay g bhai jan ham bat karta ha ka stop lose kya huta ha stop loss ak esa amal ha hamari trading main jis say ham apny ap ko bahut ziada loss say bacha sakteen han forex main ham apny loss honey par ham isy minimize kar sakteen han forex main hammy apna stop loss laga kar apna ap ko loss say bacha sakteen han stop loss kay bahut sary faidy han ham is main apni marzii par take profit or stoop loss laga dety han forex ki market ak world wide market ha is main hammy stop loss zaro lagana chaheye
                    trading stop karny kay keye hammy sirf or sirf hammy is pa tawajoo day kay is kay loss ko kam karna chahyee or jab apki trade prfit main a jaye to us waqat profit lay kay apni trading ko stop kar dena chaheye is say hammy koi nuksan nai hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                      Assalamu Alaikum dear friend stop loss aur take profit To Aise tool hai jo traded ko bahut fayda Dete Hain Forex trading Mein traded ki sabse Jyada safety take profit aur stop loss ko use karne mein hi hai Forex trader ke liye stop loss ka use karna Aasan Mein Apne account aur apni trade jismein stop loss Lagaya Hua Hai Uske loss ko control karna hai trader Khud Apne dost ki ek limit set kar lete hain jahan tak unke Khyal Mein Logon Ne Jyada nuksan Nahin De sakta aur unke account ko use Se Koi Khatra Nahin hota hai take profit bhi traders ke profit ko define Karta hi tech profit se traders apni trade ke 1 profit ki expectation Rakh ke set kar lete hain stop loss or take profit use Waqt jyada pyar kar lete hain Jab trader Khud apni trade ko Mita nahin kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
                        Dear ais market mai hum ko trade k sath stop loss use karna hota hai ais mai hum apni trades k sath kaisy stop loss use karty hai jis se humri trades safe rahy aor hum ais market mai apni trades k sath trailing stop kaisy use karty hai ais market mai kon sa tareeka hai jis se hum apni trade par trailing stop use kar k apni trades par loss ko kam kar skaty hain.
                        Dear brother is market mein aap koi bhi trade Lagate Hain To usmein aapko Ek profit aur Star Plus use karna hota hai aise hi aap Agar yah Chahte Hain ki aap Agar market Mein available na ho to Aapka stop loss time to time shift Hota Rahe profit wali site per iske liye aap apni trade ke sath stop loss ke Baje trailing stop use karte hain ismein yah fayda hota hai ki aap ki trade Jaise Jaise profit Mein shift hoti Jaati Hai Aapka stop loss level time to time shift hota rahata hai ismein aapane Kuchh points select karne Hote Hain Jidhar se aapki trade shift hoti rahti hai ismein aap ko yah tension Nahin Hoti ki agar market Wapas a Jaati Hai To Aap Ko nuksan Hoga ismein aapka profitscore hota rahata hai Jaise hi market Wapas Aana start hoti hai aapki trade profit Mein Hi close Ho Jaati Hai ismein aapko yah fayda Mil Jata Hai ki aap is market Mein Jo Bhi trade Lagate Hain usmein aapko planning kar leni chahie ki aapane Apne trade ke sath stop loss use karna hai ya trailing stop use karna hai ya aap per depend kar raha Hota Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                          Dear friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki yah donon tools metatrader 4 ke hain jaise ke stop loss aur trailing stop yah donon tools hai joki aap apni trading co karte hue istemal kar sakte hain jaise ki agar aap main aapko Ek tools ke bare mein pahle explain karta hun Jiska Naam Hai Star Plus Star Plus ka Asal maqsad Yahi hota hai ki Jab Bhi aap trade open Karen aur aap market mein bahut jyada movement ho rahi ho to aapki trade pros hone Mein Kafi time lag jata hai lekin agar aap stop loss ka istemal Karte Hain To aapke. Ke mutabik Agar aapki trade galat bhi ho jaaye to aapko Jyada nuksan Nahin Hota To isliye Star Plus ka istemal beckoned per liya jata hai aur jab ke trailing stop ka istemal kab Kiya Jata Hai Jab aap Kisi bhi news time kam kar rahi ho aur Market mein bahut jyada teri ho aur aapko yah Bhi lag raha ho ki market Wapas bhi a sakti hai trailing Stop main Hamesha market profit ke sath hi trade co close karti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                            Assalamu Alaikum Forex trading Mein stop loss for trading stock donon ka matlab Apne dost ko protech karna hai job loss Jab member use karte hain to market member Ke Jab Tu lowest price Upar Aati Hai To member ki train stop loss hit hone ki vajah se automatic ki Roj Badalti hai aur jo trading stop Hai vah Bhi Ek stop loss ki form hai ki movement hisab se Mukt karta hai aur rahata hai Jaisa Jaisa market ki movement Aapke Haath Mein Jaati Hai vaise hi trading stock D market ki movement ki taraf Karti hi rahti hai jisse aapka risk kam hota rahata hai aur Agar trade aapki stop loss Mein hit Hoti Hai Tu aapko bahut kam log hota hai aapane Chalti tips per trading stop ka use kiya hai to market ki movement jaise ki 30 Se Jyada Hogi aapki open price se to aap kya trading stop remove kar Jayegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss aor trailing stop mai kai faraq hota hai aor kaisy use karty hain?

                              trading me stop loss or trailing stop dono ka matlb Apne loss ko protect karna ha stop loss jub traders use kartay hain tu market traders kay jub stop loss price Apr ati ha tu traders ki trades stop loss hit hone ki waja se automatically close ho jati ha or jo trailing stop ha wo bhi aik stop loss ki form ha par is me ap ka stop loss market ki movement kay hisab se move karta ha rehta ha jaisay jaisay market ki movement ap kay haq me jati ha waisy hi trailing stop bhi market ki movement ki taraf move karta ha rehta ha jis se ap ka risk kam hota rehta ha or ager trades ap ki stop loss me hit hoti ha tu ap ko boht kam loss hota ha
                              ap ne 30 pips par trailing stop ka use kea ha tu market ki movement jaisy hi 30 pips se zeyda ho gi ap ki open price se tu ap ka trailing stop bhi move kar jae ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X