forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?
    forex trading me theory knowledge or practical knowledge ki kitni percentage honi chahie?
    matlb ager 6 month market ki learning ki ha tu kitnay month tak practice matlb practical work karna chahie demo account me?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

    Forex trading mai theory aur practical knowledge ka bohat ziada acha combination bann jata hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur forex trading mai sub say pehlay start he theoritical knowledge say hota hai. Forex kay barey mai seekhna bohat zaruri hai kiyu kay jab takk theory strong nahi hoti uss waqt takk practical knowledge bhi strong nahi ho sakta hai. Forex trading business kay knowledge ko theory mai tou pak Forex forum say bohat achay tareekay say seekha jaa sakta hai. Aur phir demo trading account mai apnay knowledge ko practically apply kia jata hai. Aur demo trading account mai theory aur practical knowledge ko mila kay bohat achi trading ker li jaati hai
    • #3 Collapse

      Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

      G dear forex mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai best knowldge kay sath kam karain kiyu kay ager ap kay pass acha knowldge hai tu ap ka kam acha hai ager ap kay pass acha knowldge nho hai tu ap es mai kabhi acha kam nhi kar patye hain aur na he ap es mai kamyab ho patye hain aur jhan tak practical ka masla hai tu wo zaroori hao ager ap practical kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain kiyu kay ap ka kam hai kay ap demo account pay apna kam kiya karain demo account ka kafi faida hai tu ap demo pay kam kar kay he es mai practical mai kamyab ho patye hain jub kay ager ap demo pay kam acha nhi kartye hain tu ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha account ka kam karain kamyabi ap ko yaqeeni mil jani hai
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
        forex trading me theory knowledge or practical knowledge ki kitni percentage honi chahie?
        matlb ager 6 month market ki learning ki ha tu kitnay month tak practice matlb practical work karna chahie demo account me?
        Dear aapane Jo question Kiya Hai Devri knowledge aur practical knowledge kis percentage Mein Shamil Hona chahie aapki acchi trading ke liye to Iske Jawab Mein Main aapko yah Kahana Chahunga ki yah yah donon Ek dusre ke sath closely attach Hain Agar aapka Puri knowledge Achcha hai aur aap usko practically acche tarike se utilise nahin kar sakte to fir bhi aap Kar Na Lage best ho jaega aur Agar aapko practical karna Achcha aata hai lekin aapke pass theoretical knowledge Nahin Hai To fir bhi yah aapka kamyabi Ki jamanat Nahin Hai isliye agar aap Chahte Hain Ki aapko trading Mein Mukammal kamyabi Hasil ho to aapko theory knowledge aur practical knowledge donon per per Dhyan Dena Hoga aur aapane Jis percentage Ki Baat Ki Hai To Main Apne sal ke mutabik donon ko 50% equally Dena Chahunga Kyunki donon jab tak present Nahin Honge Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          forex trading me theory knowledge or practical knowledge ki kitni percentage honi chahie?
          matlb ager 6 month market ki learning ki ha tu kitnay month tak practice matlb practical work karna chahie demo account me?
          Dear ais market mai ap ne kaam karna hai to ais mai ap k pass knowledge ho ga to aus k baad ap ais market mai practical kaam kar skaty hai kun k ais market mai ap ne agar experience hasil karna hai to aus k liay ap k pass knowledge ka hona bahot zarori hai ais k sath ap ne agar ais market mai trade kar k kamyab hona hai to ap ko demo account par practice karni ho gi ais se ap ko ais market mai kaam karny ka pata chal jaye ga aor ap ais market mai as a expert trader ki tarha kaam kar skaty hai ais market mai ap jitni zayda mehnat karty hai ap ko atna hi zayda faida hota hai ais market mai ap ko apny knowledge aor mind ko use karna hota hai tab ap ais market mai achi trading kar skaty hai aor ais market se paisa kama skaty hain.
          • #6 Collapse

            Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

            Aap Forex trading Mein kam karne ke liye Jitna Marji theory ko learn kar lo lekin agar aap Forex trading Mein kam karne ke liye proper tarike Se Kam Nahin karte ho aur understanding Karke Kam Nahin karte ho to aapko fayda Nahin Hoga sirf theory Kaur ruled Karke aap kabhi bhi acche trading nahin kar sakte jab tak aap proper practical practice Nahin Karoge Aap Yun trading abilities improve Nahin ho sakti isliye traders ko chahie k-theory isko aur books for vate karne ke sath sath demo account per apni trading ki practice way properly Kya Karen isase Unki trading mein bahut jyada improvement a Jayegi
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

              dear is main jitna knowledge hamre paas hoga hum utni hi jaldi kameyab be ho sakte hein is main kameyab hone k liye hume phaly menat krni parti ha phr hi kameyab be ho sakte hein hume is main demo account ka istamal krte rehna hota ha demo account main hume is business ki lerning krni hoti ha kameyabi hume menat k bhagir nai milti ha menat krein gein tu hi kameyab be ho sakte hein lerning krne k liye is main hume time dena hota ha forex hamre liye sab se acha onlines business ha is main hum daily apna target pora kr sakte hein lekin os k liye hume is main rule k mutabiq kam krna hota ha acha kam krna hota ha tab hi kameyab be ho sakte hein ye hamre liye zabardast onlines business h
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

                Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ka business ak lajawab business ha is main ham jitni mehnat kareen gay utna he kamyaab ho sakeen gay forex ak kamyaab business ha is ki market ak international market ha is main ham jitni mehnat kareen gay utna he kamyaab ho sakeen gay forex main hammy enter hony kay leye bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha is main hammy bahut sara knowledge hasil kar kay is ki market say acha profit gain kar sakteen han forex main hammy jitni ho sakeey study karni chaheye or is ki market ki jitni information hammy is kay bary main ho gi is main hammy jitni ho sakee utna he mehnat ki zarorat ha forex main hammy dil laga kay kam karna chaheye ta kay is say achy profit hasil kar sakteen han
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

                  g bhai jan forex ak kamyaab business ha is ki market ak international market ha is main ham jitni mehnat kareen gay utna he kamyaab ho sakeen gay forex mai hamy na to kam karna ki limt huti ha na khuch or ham jitna acha kam kara ga otna zyada profit hasl kar sakta han es ma hamy swal kiya gya ha kam hamy kitni parsentage honi chahiya apna knowldge ma or exprience es ki koi limat nai ha es ma hamy 100% sai kam karna ka liya 100% zarort huti ha ka apna kam ma focuse karna parta ha acha knowlgde hu ha to ham apna kam bi acha kar sakta han q ka online markit ma kam ka sara depend malomat pa hota ha jis ko hamy apna daily base ma upgrad karta rahna zarori huta ha jjitn acha hamra pass acha knowlde hu ga ham trading ma analys ko achi tara samj saka ga es liya acha kam ka liya hamy achi information ka hona zarori ha markit ka trand ko samjan zarori ha
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

                    Dear forex members sab ko pata hay Kay Pak forex forum ake famous business ban gaya hay aur Pak forex forum pay Kam karnay Kaye liye practice bhoat faida dayti hay aur iss Kay sath sath haumary pass forex forum pay Kam karney ka experience hona chahiye aur knowledge bhi hona chahiye tab hi haum kamyab traders ban saktay hay Pak forex forum sab ko good opportunity provide karta hay jis pay haum kamm kar Kay apna bounce increase kar saktey hay Pak forex forum pay members ko kamm karney ki ake limit hoti hay usi limit Kay mutabiq posts karney hoti hay aur acha Kam karnay Kay liye bohat lazmi hay Kay haum apna general knowledge ko improve Kary tajy haum Pak forum pay kamyab ho saky.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

                      Assalamu Alaikum dear friend is market Mein aapane kam karna hai to ismein aapke pass knowledge hoga to Uske bad aap is market Mein practical kam kar sakte hain Kyunki is market mein aapane agar experience Hasil karna hai to uske liye aapke pass knowledge Ka Hona bahut jaruri hai iske sath aapane Agar is market Mein trade Karke Kamyab hona hai to aapko demo account per practice karni Hogi isase aapko is market Mein kam karne ka pata chal Jaega aur aap is market Mein expert Raider Kitna kam kar sakte hain is market mein aap jitni Jyada mehnat karte hain aapko itna hi jyada fayda hota hai is market mein aapko Apne knowledge aur mind ko use karna Hota Hai Tabhi aap ismein acchi trading kar sakte hain aur is market mein se aap Paisa Kama sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                        forex trading me theory knowledge or practical knowledge ki kitni percentage honi chahie?
                        matlb ager 6 month market ki learning ki ha tu kitnay month tak practice matlb practical work karna chahie demo account me?
                        Dear brother as market Mein kam karne ke liye aapke pass Churi bhi honi chahie aur uske sath sath aapke pass Express bhi Hona chahie agar aap is market mein experience ke sath kam karte hain to aapko ismein kamyabi mil jaati hai aapke pass experience tabhi aaega Jab aap is market Mein learning Karte Hain Uske liye aapko Apne senior se study Karni Hoti Hai is market mein aap Jab Bhi kam start karte hain to usmein aapko Ek percentage left Karni hoti hai aap Agar demo account per practice start Karte Hain To aap ismein rojana kam Karte Rahe aur jab aap Uske level improve Ho Jaaye to Uske bad aap is market Mein kam kar sakte hain market mein aap Agar skill level ko improve karna chahte hain to aapko learning Karni Hoti Hai Uske bad aap is market mein aasani se kam kar sakte hain aapka experienced Itna Jyada Hota jata hai aapko itna hi fayda ho jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

                          Assalamu Alaikum flex Mein kam karna hai to Aapka kam hai ki aap ismein best knowledge ke sath kam Karen Kyunki Agar aapke pass Achcha knowledge hai to Aapka kam Achcha hai Agar aapke pass Achcha knowledge nahin hai to aap Kis Mein Kabhi Achcha Kam Nahin kar paate hain aur na hi aap Kis Mein Kamyab Ho paate hain aur jahan tak practical practical ka masla hai to vah Jarur hua hai agar aap practical kam Karte Hain To aap ismein Kamyab ho Jate Hain Kyunki aapka kam hai ki aap demo account per Apna Kam Kiya current account ka Kafi fayda hai to aap demo per kam karke hi ismein practical mein kamyabi ho paate Hain Jab Ke agar aap demo per kam Achcha Nahin Karvate Hain To aap ismein kamyabi nahin paate hain to Aapka kam hai ki aap ismein apna kam mehnat Lagan case Sath Achcha Karen tar ke bad mein aap ismein kamyabi ho jaaye aur Aapka kaam hai ki aap Kis Mein achha account ka kam Karen kamyabi aapko Jiski mil Jayegi
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading me theory or practical knowledge ki kitni percentage hone chahie?

                            forex mai kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai best knowldge kay sath kam karain kiyu kay ager ap kay pass acha knowldge hai tu ap ka kam acha hai ager ap kay pass acha knowldge nho hai tu ap es mai kabhi acha kam nhi kar patye hain aur na he ap es mai kamyab ho patye hain aur jhan tak practical ka masla hai tu wo zaroori hao ager ap practical kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain kiyu kay ap ka kam hai kay ap demo account pay apna kam kiya karain demo account ka kafi faida hai tu ap demo pay kam kar kay he es mai practical mai kamyab ho patye hain jub kay ager ap demo pay kam acha nhi kartye hain tu ap es mai kamyab nhi ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jain aur ap ka kam hai kay ap es mai acha account ka kam karain kamyabi ap ko yaqeeni mil jani hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X