wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?
    aisy fear factors konsay hain jo loss ki waja bante hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

    G dear jhan tak daikha jaye tu lose ki kafi sari wajoohat hai ap kam kartye hain tu ap ko es mai pta ho ga kay ap acha kam kartye hain per ap market kay hisab say kam nhi kartye hain jis kay bad ap ka lose ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kabhi jald bazi kay sayh kam na karain balky ap ka kam hai kay ap es mai market kay trend aur anylsis kay hisab say apna kam kartye rha karain kiyu kay anylsis kay hisab say ap kam kartye hain tu es mai ap ka kafi faida hai jub kay ap acha kam kar patye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain lose tabhi hota hai jub hum kam jaldi mai kartye hain aur dusra ye kay bina daikhye kartye hain tu humain es mai lose ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap relex ho kay soch kay aur daikh kay kam karain ta kay bad mai ap ka lose na ho aur ap es mai kamyab ho jain tu acha kam karain ta kay ap kamyabi ki taraf jain aur dusra ye hai kay es mai lose tu hota rhata hai ager ap kam karain gaye tu ap ko es mai lose tu ho ga ager acha kam karain gaye tu km lose ho ga ager acha kam nhi kartye hain tu zayda lose ho ga lose say koi nhi bach sakta hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
      aisy fear factors konsay hain jo loss ki waja bante hain?
      Dear trading main aapko nuksan hone ke liye bahut sari reasons ka Samna karna padta hai agar aap in factors ko focus Nahin Karenge aur ine per kabja Nahin Denge to aap ko nuksan ho sakta hai aur ismein iski bahut sari reasons Hoti Hai inmein se Kuchh reasons main aapko batana Chahunga
      1: Lack of Knowledge
      Trading me sabse main reason nuksan hone Kijiye Hai Jab aapke pass complete knowledge aur information Nahin Hoti aur aap properly Naal Ishq ke bahar kaam kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada chances Hote Hain Ki aapka nuksan ho jaega
      2: decision power:
      Dear jab aap ismein acche tarike se decision Nahin Lenge aur decision lete Hue jaldbazi ka Muzhaira Karenge aur Soch Samajh Kar koi bhi decision Nahin Lenge to aap to ismein nuksan hone ka chance hota hai isliye Jab aap trading kar rahe ho to Soch samajhkar decision liya Karen
      3: Time Management:
      Dear jab aap trading kar rahe hote hain to ismein aap ki kamyabi ke liye Jaruri hota hai ki aap proper time per trade open Karen aur proper time per heat rate close Karen agar aap time management ko follow Nahin Karenge to aapko bahut nuksan uthana pad Jaega isliye time and impact per Jarur focus Karen
      4: Money Management :
      Money management be Ek bahut badi design hai high rating Mein nuksan hone ke liye Kyunki agar aap apni trade Apne account ke mutabik nahin lagaenge to usmein bhi aapko nuksan ho sakta hai isliye time management ke sath money management ke rules and regulation per bhi Jarur focus Kiya Karen
      5: Use of Limits :
      Dear trading main aapko Kuchh facilities provide ki Jaati Hai jismein take profit aur stop loss Jaise option aapke liye available hote hain agar aap Inko bhi acche tarike se utilise nahin Karenge to aapko nuksan hone ka chance hota hai isliye ine facilities ko bhi apne liye istemal Karke apni kamyabi Hasil karne mein madad Hasil Kiya Karen

      Dear main aapko Kuchh reasons identify karke de Hain jinki vajah se aapko trading mein nuksan ho jata hai Iske alava bhi aur bahut sari reasons Hai Jinka han FIR ISI 3rd Mein detail ke sath tazkira Karunga to aapko ismein concept' bilkul clear ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

        Traders ko trading kertay hoay bohut say fears hotay hay jo traders ko dara rahay hotay hay. Forex trading kiu kay aik online business hay ic liye ic may darr bi bohut lagta hay . Jub bi koi trade open kerni hoti hay to traders sub kuch ker to rahey hotay hay laykin pher bi sath sath darr bi lag raha hota hay kay loss na ho jay. Ic liye traders ko pehlay apni learning aor knowledge bohut zayada acha ker layna chahiye jic Kay baad he traders ko ic baat ka bi khayal rakhna chahiye kay kabhi bi juldi juldi ker kay trade open nai kerni chahiye. Juldi may traders say zayada ghalti ho jaati hay aor fear factor ki waja say wo ghalti zayada bi ho sakti hay ic liye traders ko fear factor ko zehan may he rakhna chahiye. Fear sirf trading ko axhi tara siekh kay he khatam ho sakta hay ic ka koi aor tareeka nai hay
        • #5 Collapse

          Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          aisy fear factors konsay hain jo loss ki waja bante hain?
          Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai aor loss se bachna hai to ap ko ais market mai aik trading plan bana lena chaye aor ais mai apni trading strategy ko use karty hoye trade karni ho gi ais market mai ap agar aisy hi kaam karty hai to ap ko market mai loss hi ho ga ais market mai kamyabi k liay ap ko money management k hisab se kaam karna ho ga aus k sath ap ne jo trade lagani hai aus k sath stop loss use karna ho ga ap ne agar ais market mai kaam karna hai to sab se phly ap ko learning karni ho gi ais market mai learning k baghair ap kabi kamyabi nai ho skaty hai is liay loss ho jata hai ais market mai ap ko loss se bachna hai to ap ko apna knowledge hasil karna ho ga aus k baad ais market mai kaam start karna ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

            Forex mai sub say Bara fear jisay traders face kertay hain woh yehi hota hai kay kahi mujhay loss na ho jaey ya kahi maira account wash na ho jaey. Yeh fear factor aisa hota hai jo traders ko na tou achi tarah trading kernay daita hai aur na he sakoon say rehnay daita hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn say woh apnay fears pay qaabu paa kay fear factor ko minimum rakh saktay hain. Traders ko iss baat ko start mai he samajh laina chaiye kay for trading aik business hai aur business mai loss bhi hona hai aur profit bhi hona hai aur loss ko bhi khud he Pura kerna hai tou saarey fear factors pay control kia jaa sakta hai. Forex trading mai fear factor ki sub say bari nishaani yeh hoti hai kay traders chahtay huay bhi trade nahi open ker patey ya itni late open kertay hain kay uss waqt takk time he guzar chuka hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
              aisy fear factors konsay hain jo loss ki waja bante hain?
              Loss hone ka sabse bada factor hi Yahi Hota Hai K traders Jab trading karte hain to loss Kadar karte hain Jiski vajah se vah acche tarike se analyses nahin kar sakte aur na hi proper decision Le sakte hain isliye vah wrong decision lete hain aur FIR unko trading kar ke nuksan ho jata hai traders ko Dar ke Kam Nahin Karna chahie Kyunki profit and loss Kisi bhi business ka important part hota hai trading Karke aapko vaise bhi loss ho sakta hai aur agar aap lost se dar ke trading Karoge To aap Jyada wrong decisions log Hain Jiski vajah se aapko Aur Bhi Jyada nuksan hone ke chances jyada ho jaenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                dear bro is main lose hamri knowledge ki kami ki waja se hota ha lose hone k bad hum extra kam krte hein jab hume lose hota ha tu hum chahte hein k ose foran recover kr lein lekin esa nai hota ha is main lose hone k bad hume dora relex krna chaiye phr is main hume sabro tamal se apan knowledge ko recover krna chaiye is main kameyabi hume menat se hi milti ha bhagir menat k is main kameyab hone muskil ho jata ha is liye phaly sehi hume is main knowledge hasil kr k kam krte rehna chaiye ye hamre liye zabardast onlines business ha jise fallow kr k hum asani se kameyab ho sakte hein hume tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow kr is business main kam krte rehna chiaye kameyabi hume tab hi hasil hon gi
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                  g bhai jan agr ham sochta han ka hamy losse q hota ha es ki bohat wajohat han pakistan ma zyada tar log jald sa jald umeer hona chahta ha on ko koi kam milta ha os ma jald bazi sa kama lata han or losse lata han sab sa bari bat hamra mehnt na karna agr ham mehnat nahi karta to hamy kamyabi nahi mila gi or asa business ma mehnat na karna ka losse bi huta ha or phr wo es losse ko recover karna ma jald bazi karta ha to or losse huta ha akhr jab tak wo es lalch ma kam karta rahy ga wo apna account wash krwa sakta ha bar bar losse lana hamra liya bohat nuksan da huta ham mehnat ka sath learning bi zyada karni chahiya taky markit ko samjan ma asni hu jay agr hamra pass acha knowldge ha to hi ham es ko achi tara analys kar vsaky ga hamy es kam ko karna ka liya sabr karna bohat zarori ha kamyabi hasl karna ka liya sakon sa kam karna hu ga zyada tar log es ma itna zyada knowlgde rakhna ka bad bi acha khasa losse la lata han on ki yahi waja hota hi ka wo markit ma jald bazi sa kam lata han
                  • #10 Collapse

                    Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                    Asalam o Alikum dear forex friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay forex ka business ak lajawab business ha is is main kam kar kay ham is say acha profit gain kar sakteen han forex main kam karty howee ham kuch cheezo ko nazar andaaz kar dety han jis ki waja say hammy los ho jata ha or is ko hammy bad main parshani ka samna karna parta ha forex main jitni ho sakeen mehnat kareen is main sab say maain cheez jo ham mis karty han wo ha forex ky bary main achi education bhi hasil karna hoti ha is kay bad is ki parectice or phr is main enter hony say pehly is ki movement ko janna bahut zarori ha agr ham in cheezo ko mis kar dety han to hammy loss ka samna karna parta ha is leye loss say bachny kay leye in tamam cheezo pa bhi tawajoo deni chaheye ta kay loss ko increase karny ki bajaye decrease kia ja sakee
                    • #11 Collapse

                      Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                      Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                      Doston Aise bahut se Fear Factor han jinki vajah se Hamen Forex ke alava bahut se Business mein bhi loss ho sakta hai aise Fear Factor Hamare liye loss ki vajah bante Hain.
                      Ham ismein knowledge hasil kiye bagair bhi uski posting trading aur analysis karne ki koshish Karte Hain Jo ki Hamari education se bilkul alag hote hain isliye Ham in mein loss ker lete hain acchi posting bhi nahin karte hain aur thanks liye bagair Ham ismein posting kerty Hain Jiski vajah se bhi Hamen kam points Milte Hain aur loss Ka Shikar Ho Jaate Hain isein Jyada profit hasil Nahin ho sakta ismein jab tak Ham Iske knowledge ko Hasil nahin kar lete tab tak Ham is per bilkul bhi Kamyab Nahin ho sakte aur ismein sab se important baat ye hoti hai ki Iske rules ko follow karke hi Ham ismein acchi posting trading kar sakte hain tabhi Ham is terha hmein Kisi bhi market Mein investment Karke acha profit Hasil kar sakte hain. jab tak Ham Forex ke rules ko follow Nahin Karenge aur Khud Ke rules hi follow Karenge tab tak Ham ismein bilkul bhi successful Nahin ho sakte isliye Hamen Kisi bhi trade ko open karne se pahle stop loss or take profit aur money management ka Hamen istemal Jarur karna chahie tha ki Ham loss Se Bachkar Jyada profit Hasil kar sake Iske rules ko Ham follow karke hi Achcha profit Hasil kar sakte hain .ismein Jab Koi new member hota hai vah ismein Jyada Se Jyada profit Hasil karne ki koshish karta hai aur lalach Mein Aakar ismein overtrading karte hain jisse use avoid karna chahie .ye 1 bohet bri reason Hai jisse vah Loss Ka Shikar ho jata hai ine sab chijon se avoid karna chahie Taki Achcha profit Hasil Kiya Ja sake.THANKX
                      • #12 Collapse

                        Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                        Assalamu Alaikum dear friend traders ko trading karte hue bahut se Aise Hote Hain Jo trader ko Rahe hote hain Forex trading Kyon cake online business hai isliye ismein Dar bahut Lagta Hai Jab Bhi Koi trade open Karni Hoti Hai To traders Sab Kuchh kar to Rahe hote hain lekin Fir Bhi Sath saal Bhi lag raha hota hai ki loss Na Ho Jaaye isliye traders ko pahle apni learning aur knowledge bahut jyada Achcha kar lena chahie Jiske bad hi traders ko is baat ka bhi Khyal Rakhna chahie ke kabhi bhi jaldi jaldi Karke trade open Nahin Karni chahie jaldi Mein traders Se Jyada Galti Ho Jaati Hai Aur Fear Factor ki vajah se vah Galti Jyada bhi ho sakti hai isliye traders ko FIR factor ko Jahan Mein Hi Rakhna chahie sirf trading ko acchi Tarah sikhe khatm ho sakta hai iska Koi Aur Tarika Nahin Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                          aisy fear factors konsay hain jo loss ki waja bante hain?
                          Dear brother is market mein bahut Sare factors available hai jinki vajah se traders is market Mein Apna nuksan karte hain UN Mein sabse jyada to Insan ka Apna Dharm hota hai Kyunki Jab Bhi trader is market Mein trade Lagan lagta hai to use time Hua Dar Jaaye ki ho sakta hai usko trade per nuksan Ho Jaaye to vah is market mein Main Darta hi rahata hai aur Chitra bhi miss kar deta hai iske sath Kuchh traders Aise Hote Hain Jo trade Lagane ke bad yah kah rahi Hote Hain Ki market Ne yah wala Patra follow nahin karna uska Dar Bhi Insan ko Los ki taraf Le jata hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein Jo Bhi trade lagaen usmein aapko Apne analysis karne Honge aur uske hisab se trade Karni Hogi is market Mein trade Lagate hai agar analysis kar lete hain to aapko ismein Kafi jyada fayda ho jata hai aise hi aapko is market Mein Aise factor Todna chahie jinki vajah se aapko nuksan ho raha ho isase aap apne nuksan ko minimise kar sakte hain aur is market mein aasani se Kamyab ho sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                            Ji Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Agar Ham sochte Hain Ki Hamen Laut Kyon Hota Hai to uski bahut acchi baat hai Pakistan mein jyadatar log jald se jald ummid Hona Chahte Hain unko Koi kam Milta Hai usmein jaldbazi se kam Kama lete hain aur loss lete hain Sabse Badi Baat Hamari mehnat Se Na Karna Agar Ham mehnat Nahin Karte To Hamen kamyabi Nahin Milegi aur Aisa Business mein minut na karne ka loss bhi hota hai aur FIR vah is loss ko recover karne mein jaldbaji Karta Hai To aur loss hota hai Aksar jab tak vah is lalach Mein kam Karta Rahega vah Apne account was Karva Sakta Hai Bar Bar loss Lena Hamare liye bahut nuksan hota hai Ham mehnat ke sath learning Bhi Zyada Karni chahie Taake market ko samajhne mein aasani ho jaaye Agar hamare pass Achcha knowledge hai tu hi Ham isko acchi Tarah Anil Karva sakte hain aur Hamen is kam ko karne ke liye Sabar karna bahut zaroori hai kamyabi Hasil karne ke liye Sakun se kam karna hoga jyadatar log is Kitna Jyada knowledge Rakhna ke bavjud bhi achcha Khasa loss Le lete hain aur ke yaha Wajah hoti hai ki vah market Mein jald baje se kam Lete Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: wo konsay fear factors hain jin ki waja se loss hota ha?

                              Dear friend Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki Forex trading Ek risky business Hai Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Ham ismein risk ke sath Hi Kam karte hain lekin Apne risk factor ko Dur Kiya Ja Sakta Hai Jiski vajah se aap apne experience ko Jyada kar le Kyunki Jab aapke pass Achcha experience or knowledge maujud hoga to aap kabhi bhi nuksan nahin Hasil Karenge aur Jin traders ko Forex trading Mein loss hota hai unki Sabse Badi vajah main Yahi banti hai number Van per unke pass Achcha backup balance nahin Hota number Tun ke pass acchi equity Mein judna hone ki vajah se vo nuksan karte hain number 3 vah Apne andar lalach ko Paida karte hain Jiski vajah se vah badi badi lot size open karte hain Jiski vajah se vah apne account ko zero kar Baithe Hain number 4 vah Jab Bhi trading karte hain vah Khud to ka trading karte hain Kisi bigaad line ke sath trading Nahin Karte market ko analysis ke sath kabhi bhi trading Nahin Karte Jiski vajah se vo nuksan karte hain Auron Ki Sabse Badi vajah Yahi rahti hai ki vah lalach ki vajah Se Jyada Badi lot size open karte hain aur ek hi Din Mein Apne account ko double karna chahte hain Jiski vajah se vah apne account ko zero kar Baithe Hain To Jab traders in chijon ko Dur kar lega Khud Ke Andar confidence Paida Karega aur Khud acche experience or knowledge ke sath trading Karega to vah hamesha Kamyab trading kar sakta hai otherwise Forex trading Mein loss hi hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X