dostu kesy hain ap sab . mera sawal ue hai kay yahan par bht sary members kam kar rahy hain tu kia sab ku inam dya jata hai ju bnda bhi yahan contest me posting karta hai ? mjhy tu last month me koi bhi inam nhi dya gya tha ap loog kindly mjhy bta deeb kay mjhy kesy yahan say contest ka bonus dya jayga acha
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим