long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?
    jub profit hone kay chances zeyda ho tu risk factors kam hota ha kaya long term trading me risk kam ho ga?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

    Short term trading har tarha se risky hota hay aur agar trading me risk na leya jaye to short term trading me profit earn karna be mushkil hota hay, long term trading kar key kesi had tak ham risk ko minimize karny me kamyab ho sakty hey es ki waja ye hay key long term trading ki jaye to hamara account balance be zeyada hota hay aur kam risk le kar ham har tarha se market ki swing movement se faida le sakty hey aur long term trading ko har tarha se hi profitable bana sakty hey jab key short term trading ki jaye to bahot kam chance profit earn karny ka mil sakta hay aur es key ley zeyada risk be lena pardta hay es ley me short term trading ko bahot hi risky samjta hon.
    • #3 Collapse

      Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

      gee han is main agr hum long trem kam krte hein tu os main hum acha profit hasil kr sakte hein lekin long trem kam krne k liye hume jitna zada apni trade ko open rakh sakte hein hume acha kam krna lazmi ha acha kam krein gein tu hum kameyab be ho sakte hein is main short trem trading se be hum profit hasil kr sakte hein lekin os main hume high risk lena parta ha hume zada nuqsan be ho sakta ha hume is main samjdari se kam krna lazmi ha is main hume menat krni lazmi ha hume is main riaky kam krna dora hota ha is main apney account k mutabiq hume risk lena parta ha hume is main low spread se kam krna hota ha tab hi kameyab be ho sakte hein hume chart indicotor dono ko fallow krna chaiye
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
        jub profit hone kay chances zeyda ho tu risk factors kam hota ha kaya long term trading me risk kam ho ga?
        Dear aapki baat bilkul theek hai hi main aapki advice se bilkul agri karta hun Ek Hoti Hai long term trading aur ek Hoti Hai chart term trading agar aap long term trading ko choose Karenge to iska matlab yah hai ki aapane Apne rishto minimise kar liya hai Kyunki long karne aap apni pet Chhota rakhte Hain aur aur iske sath sath Aur Bhi analysis per focus Karke aap apni rate Laga Dete Hain Lekin agar aap short term trading Karte Hain To usmein aap to bahut jyada discipline ki jarurat hoti hai aur bahut jyada mehnat karna karti hai Lekin agar aap long term trading koshish karte hain vah aapke liye Aasan Bhi Ho Jaati Hai aur usmein aapka risk bhi minimise ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
          jub profit hone kay chances zeyda ho tu risk factors kam hota ha kaya long term trading me risk kam ho ga?
          Yes dear long term traders ais market mai bahot hi kam time dety hai wo ais market mai aik dafa aaty hai aor ais mai analysis kar k trades laga k target set kar k ais market mai side par ho jaty hai aus k baad kuch din baad ye check karty hai k market ne aun ka target hit kia hai ya nai aisy hi ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai aik trade lagani hai long term k lehaz se to aus mai ap ko lot choti lagani hoti hai aus k sath ap aus trade par agar risk reward ratio use karty hai to aus mai ap ka stop loss atna zayda nai hota hai magar aus trade par ap ka target kafi zayda hota hai ais mai ap ko wait karna parta hai apny target k hit hony ka aus mai ap ko kafi zayda faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

            Long term trading ko choose ker kay trading kay risk ko bohat Kamm kia jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss say apnay business ko bohat ziada achay level pay lay jaya jaa sakta hai. Long term trading ki strategy mai traders aisi news pay kaam kertay hain jo long time mai results daiti hain aisi news ko traders long term mai use ker saktay hain jiss kay liye trading terminal kay charts kay time frames ko bohat ziada big times mai use kia jaata hai. Iss ki example aaj kall crude oil ki price ko lay kay long time trading kerna bohat faida ho sakta hai. Iss waqt crude oil pay Agar buy ki trade long time kay liye open ker li jaey aur usay kuch weeks takk open rehnay diya jaey tou bohat ziada profit easily aik he trade mai ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

              Dear Forex trading business Mein long term trading ke liye Hamare Paas Jyada experience aur Jyada balance Ka Hona bahut jyada Jaroori Hai long term trading sirf expert trader hi kar sakte hain Aise traders Jinke Paas Jyada knowledge aur Jyada experience ke sath Jyada balance bhi hota hai vah isliye Apne loss ko recover karte hue long term trading karte hain aur apne profit ko increase Karte koshish karen ki kabhi bhi long term trading ke liye risk na layo short term trading karte hue Apne experience aur apne balance ko increase Karen Jitna Jyada Ham Forex Mein risk Lenge Hamen Itna Jyada Forex a loss ka Samna bhi karna pad sakta hai isiliye save trading Karen postmortem trading karte hi Apne balance koshish Kyon rakhen Agar Hamare Paas Jyada experience hai aur Jyada balance hai aur ham market ka analysis karte hue long term trading kar sakte hain To Hamen long term trading Karke Apne profit ko increase karna chahie magar jo new traders Hai unko kabhi bhi long term trading Nahin Karni chahie aur short term trading Sahi Apne profit ko increase karna chahie Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                jub profit hone kay chances zeyda ho tu risk factors kam hota ha kaya long term trading me risk kam ho ga?
                Dear brother is market Mein kam karne ke liye aapki apni choice hoti hai ki aap long term trading karna chahte hain yah short term trading karna chahte hain Kyunki is market mein aapko trade karne ke liye Ye Ek Faisla karna hota hai Taki aap is market Mein Uske hisab se trade lagaen agar aap is market Mein long-term ke hisab se trade Lagate Hain To aapko ismein yah fayda hota hai ki aapki jo bhi trade hoti hai use per aapko lot size kam Lagana hota hai taaki market aapke opposite bhi Jaaye to aap itna Jyada nuksan Na Ho Kyunki vahan per trading main aapke pass stop loss Kafi Jyada hota hai agar aap intraday trading karte hain usmein aapki trade ka stop loss Kitna Jyada Nahin Hota Jiski vajah se aap trade co Assamese De Los mein bhi ho Rakh sakte hain Magar long term trading ke liye aapko log size ka Hasya Rakhna Hota Hai hi aur ismein aap Chhoti lot ke sath Jyada profit bhi le sakte hain isliye long term trading bahut hi best hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                  Dear forex members forex forum business may app Kay pass options hotay hain Kay app long term trading karna chatay hay ya app Short term trading karna chahtey hay forex trading may kamyab traders honey kay liye app Kay account may balance bhi hona bohut zayada lazmi hay takay app market Kay mutabiq trading kar saky forex forum pay members ko apnay andar confidence Prada karna hoga takay app business ko axhay tareekay say kar saky aur app ki will power app ko forex trading may kamyab kra sakti hay forex trading may short term ki bajay long term zayada behter hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                    Asalam o Alikum dear forex friends forex form main ap kay pas options hoty han kay ap kon si trading pasnd karty ho ap wohi kar saktee ho forex trading main 2 types ki trading hoti ha 1- short term trading or 2- long term trading in main ham trading to kar sakteen han lakin in kay leye hammy bahut he ziada mehnat ki zarorat ha ham is main jitni mehnat kar kay is ki education hasil kar kay is kay analysis strong kar kay in pa trade kar sakty han ziada tar logg aj kal short term ki trading ki tarf he roghan dety han
                    1-short term trading
                    short term trading ase trading hoti ha jis main ham roz ki trading har roz karty han yeni kay jis waqat ham market main enter hoty han to usi waqat trade lagaty han or is trade say hony wala profit ya loss hasil karty han agr in trades ko lay kay ham mehnat kareen gay to us say profit mily ga agar mehnat na kareen gay to loss ho ga lakin ye time pa he ho ga yeni usi waqat ho ga
                    2-long term trading
                    long term trading ak ase trading hoti ha jis main ham pehly say he market main achy analysis kar kay or apny experiecnce ki bunyaad pa ak weak bad main hony wali market ki movement pa ya ak month kay bad ya pher ak year kay bad he market ki hony wali moves pa apny knowledge or experience ki base pa trade lagaty han or jab pher wo time ata ha or hamari pehly say lagai howi trade us waqat is main khud he enter ho jati ha or apna profit lay kay band ho jati ha
                    • #11 Collapse

                      Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                      Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab or ap kay ghar waly theek hon gay forex ma trading karna ka liya hamy zyada sa zyada knowldg ki zarort huti ha agr ham es ma mehnat karta han to ham bohat jald kamyab hu jata han es ma hamy kisi kisam ka roisk la ka kam nai karna hu ga q ka ya hamy losse da sakta ha risk lana ka liya hamy acha analys karna zarori ha ya karobar aik risk ki tara to ha but jab ham achi tara analys karta han to ham es ma boha achi tara kamyab hu sakta han hamy kabi bi log term ma risk nai lana hu ga q ka q ka agr ham log term trading karta han to os ma hamra risk boht zyada hu ga new member ka liya log term trading bohat hi nuksan da hu sakti ha es liy hamy samll ter trading ma kam karna ho ga or choti choti trde lga ka ham bohat acha profit hasl kar sakat han ham small lot sa ahsta ahsta bohat zyada profit hasl kar sakta han es liya hamy asa risk nai lana hu ga jis ma hamy zyada nuksan na hu jay hamysha achi trading ka liya small lot ka istmal karna bahtr hu ga log term trading ma kabi bi risk na lan
                      • #12 Collapse

                        Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                        Assalamu Alaikum dear friendLong term trading ko choose ker kay trading kay risk ko bohat Kamm kia jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss say apnay business ko bohat ziada achay level pay lay jaya jaa sakta hai. Long term trading ki strategy mai traders aisi news pay kaam kertay hain jo long time mai results daiti hain aisi news ko traders long term mai use ker saktay hain jiss kay liye trading terminal kay charts kay time frames ko bohat ziada big times mai use kia jaata hai. Iss ki example aaj kall crude oil ki price ko lay kay long time trading kerna bohat faida ho sakta hai. Iss waqt crude oil pay Agar buy ki trade long time kay liye open ker li jaey aur usay kuch weeks takk open rehnay diya jaey tou bohat ziada profit easily aik he trade mai ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                          Ji han Sab Ko short term trading Park focus karna chahie Apne time par Apna Kam complete karna chahie Apne time par Apna Kam complete Karke Ham Sab Yahan per Kamyab hote hain SO isliye Ham Sabko Yahan per mehnat Karke Apna bonus level improve karna hoga bonus ko improve karne se Ham Kamyab hote hain isliye mehnat Karen aur apne time par Apna Kam Karke success Sachiv Karen Agar Ham Sab Yahan per mehnat ke sath Apna Kam Karenge to definitely Hamen kamyabi Milegi show isiliye Apne time per Apna Kam Karen mehnat Karen aur Apna bonus improve Karen bonus ko improve Karke Ham Sab Yahan per Kamyab hote hain isliye Dil lagakar aur apne time per Apna Kam Karen Dil lagakar Apna Kam Karne Se Ham Sab Kamyab Hote Te Hain so isliye mehnat ke sath Apna Kam Karen aur kamyabi Hasil karne ki struggle Karen Agar Ham Sab Yahan per mehnat Karenge To Hamen larceny kamyabi Milegi show isiliye Apne time per Apna Kam Karen mehnat Karen aur apne bonus ko improve Karke mehnat Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karna Kisi Se Ham Sab Kamyab Honge aur isliye Ham Sab Ki kamyabi Hai Ke Apne time par Apna Kam Karne ki koshish karen
                          • #14 Collapse

                            Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                            dear friend aap bilkul theek kar rahe hain ki Hamen forest trading Mein Hamesha long term trading Karni chahie jisse a risk kam padta hai Hamen forest Mein lalach Nahin Karni chahie aur Hamen northside mein bhi lalach nahin Karni chahie Agar lot size mein lalach Karenge To Hamen main bahut jyada Lash ho sakta hai Hamen last se bachne ke liye Sabar ko apnana chahie Agar Ham Forex trading Mein Shabd se kam Karenge To Ham Kamyab Ban sakte hain Hamen Forex Mein acchi acchi information 4 Karni chahie aur Hamen Encyclopaedia mein acchi aur high quality wale posting share karne chahie Jo Hamen bonus Milega vah Ham bhi kar sakte hain Hamen Forex mein mehnat aur Lagan ke sath kam karna chahie Agaram Forex Encyclopaedia Mein kam karna chahte hain To Hamen mehnat aur quality wali posting share Karni chahie Agar Hamari quality wali post Hogi To Hamen Uske Badle Mein quality wala bonus Milega Jo ke Ham bhi kar sakte hain Hamen Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kyunki mehnat Mein Mata hai aur main se kamyabi bhi Jarur milati hai Hamen Lala Se Bachkar kam karna chahie aur sab baten kam karna chahie Karenge kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: long term trading ko choose kar kay risk ko kam kiya ja sakta ha?

                              Assalam O Alaikum dear friends trading ek esa business hai jis main hamari kamyabi ka inhasar hamare trading knowledge and experience k bad hamare trading style par hota hai k ham kis tarah ki trading kar rahe hain our ham kon c strategy use kar rahe hai

                              dear friends Trading main beshumar strategy and trading style use hote hai jis par ham trade kar k achi trading kar sakte hai kucg famous mandrja zail hai

                              Long term Trading
                              short term trading
                              Scalping
                              Position Trading
                              Swing trading
                              Day Trading

                              is k ilawa b beshumara trading style and strategy mojood hai ham jis k bare mian b acha knowlegde rakhte ho ham wo style use kar k earing kar sakte hai lekin ham bat kar rahe hai long term trading k bare main k ye hamare liye kis had tak profitable hai


                              LOng term Trading ::

                              dear friends long term trading trading krne ka ek esa method hai jis main ek trader long time tak ek hi order k sat market main mojood rehta hai our market k big Trend se faida hasil karta hai ye order hafty our monthly base par ja sakta hai is main short market diffelection ya price changing koi value nahi rakhti hai is main hamare profit ka inhasaar hamari achi trading strategy par hota hai our hamare Trend ko follow kane par hota hai is trading main risk kam hota hai ku k ham main trend par trade kar rahe hote hai jis main ham percet trend trade par faida haisl kar sakte hai :)
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X