Trend k against trade ko thory se loss mai close kar dena chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trend k against trade ko thory se loss mai close kar dena chaye?

    Assalamu Alaikum dear friendaapane bahut hi acchi advice ki hai agar Ham to trade mein nuksan ho raha ho aur uske sath market trend bhi Hamari select ki Hui expectations ke against chal rahe ho to Humko chahie ki Ham trade ko Thode Se last Mein close kar diya Karen Kyunki vah Jo Thoda sa loss Hai vah Hamen aasani ke sath recover kar sakte hain lekin Agar Ham Ko nuksan jyada ho jaega to hamare liye Hua nuksan recover karna bhi Mushkil ho jaega aur Humko Apna account se Rakhna bhi bahut Mushkil ho jaega isliye Ham chahie ki ham trade ko Thode Se nuksan Mein close kar den lekin yah situation Mein Karna Hai Jab aapko pata chal Jaega ki aap mujhe trade Lagai Hai market trend Uske against Ja Rahe Hain otherwise aapane trade close Nahin Karni aur Intezar Karna Hai acche pakad kar
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trend k against trade ko thory se loss mai close kar dena chaye?

      Pak forex trading main trend k against kabi bi trading na karny q k kisi bi waqat ap ko loss ho sakta ha is ley humy chae ha pehly ache tahra trend find karny is k ley hum analysis karny or proper money management or risk management sy trading karny to hum log kamyab ho sakty han is k ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy bana k trading kar sakty han par jab bi trend k against trading karny or humy loss ho to humy chae ha tohry loss main close kar dan behtar ha stop loss ka istamal karny ta k auto pe trade close ho jay warna hum log khud kabi bi loss main close ni karty ham balky wait karty han or isi wait ki waja sy humy utna he ziada loss hota jata ha
      • #18 Collapse

        Re: Trend k against trade ko thory se loss mai close kar dena chaye?

        Assalamu Alaikum dear friend I hope you well right they are Forex mimba aapane bilkul right baat ki hai ki Jab Ham friend ke against rate Lagate Hain To Jab Hamen thoda sa loss Ho To Hamen apni trade close kar deni chahie iska fayda Hoga Kya aapka Jyada loss Nahin Hoga Agar aapko Jyada loss hota hai to yah aapke liye Achcha Nahin Hoga Kyunki aap ko Jyada last recover karna padega isliye Hamen chahie ki Ham Apne trade ko close kar den Jitna kam last Hoga utna hi aap jaldi Apna loss recover kar sakte hain iske liye Hamen hard work ki jarurat hoti hai jo log hard work karte hain vah Kamyab Hote Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Trend k against trade ko thory se loss mai close kar dena chaye?

          Assalamu Alaikum ji han dear agar aap se mistake se koi bhi trade Trend ke against open Ho Jaati Hai To yah behtar hai ki aap use Thode loss ke andar hi close kar deni bajay Iske ke aap vate Karen ke market aapki favour Mein Aaegi aur sometimes trend reverse Nahin Hota aur aapka account hi wash ho sakta hai isliye Thode loss ko pradash karke trade ko close karna bahut jyada karta hai isase ke aap Sara account waste Karen train ke against trade kabhi bhi open na Karen agar aap ek acche trader Banna chahte hain aur Forex trading se profit Hasil karna chahte hain to

          اب آن لائن

          Working...
          X