ye review solar system par mubani ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review solar system par mubani ha
    asslam o alikam dear hum sab ko pta ha k garmiuo ka session shoro ho rha hai ur hamre mulk main light ki sab se zada problem hein hum apni life ko enjoy kr sakte hein agr hum solar paleat ka istamal krein
    dear solar system ka use hum kr sakte hein solar system soraj k zariye bijli paida krta ha agr hum eik achy solar system apne ghr lagwate hein tu hum ghr ki har cheez ise istamal kr sakte hein matlab k jitne zada voltij ka hamra system hoga utni zada higy bijli paida hogy ur hum apne solar system main battrey ka istaml kr k bijli ko safe be rakh sakte hein rat k waqat hume madad mil sakte hein matlab k hamre paas eik achi battrey honi chaiye ose solar system main attact kr dein tu hum asani se rat guzar sakte hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review solar system par mubani ha

    Hum Sabko pata hai garmiyon Kahan season shuru ho raha hai aur Pakistan mein achi Khasi Garmi hoti hai garmiyon Mein Pakistan mein light ka bahut hi matlab hota hai agar Ham Baat Karen solar system ki To vah Agar Ham ghar mein use karte hain to usse Hamari life acchi ho sakti hai solar system lagwane ke liye Hamen Main Apne Ghar Ki requirement ko dekhna Hota Hai matlab ke Hamen voltage ke bare mein information Hona chahie Hamen Pata Hona chahie ki Hamare ghar mein kaun kaun si chijen hain aur kitne kitne voltage Mein Chalti Hain Is hisab Se Hamen solar system lagwana chahie solar system Jitna Hai Bhi Hoga utani hi jyada bijali Paida Karega yah system Surat se bijali leta hai aur is bijali ko sev karne ke liye Hamen Ek battery ki jarurat hoti hai jo raat ko bhi Hamare istemal a sake
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: ye review solar system par mubani ha

      Solar system basically esa system hota hay jo key electricity ko reduce karny me help karta hay aur utility bills me es time kami lata hay jab garam session start ho jata hay, solar system key through ham bahot se electricity key cheezu ko use kar sakty hey, apny behtar solar system key base par ham fans aur lights chala sakty hey agar siraf din key time par ham apny ghar me solar system se fans aur lights ka use karen gey to utility bills me kafi had tak kami a sakti hay, mery khayal me Pakistan ka musam etna garam hay key asani se ham solar system ka use kar sakty hey aur apni bijli ko bacha sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: ye review solar system par mubani ha

        Assalamu Alaikum Dosto Jaisa ki aap Jante Hain Ki garmiyon Ka Mausam start ho chuka hai unhen garmiyon Ke Mausam Mein load shedding bahut jyada ho Jaati Hai solar system Ek Aisa system Hai jis mein ham garmiyon Mein Khoob enjoy kar sakte hain din ke Waqt To yah direct Kiya Ja sakta hai lekin Raat Mein is ki battery Ka istemal Karke Ham Aaram hassil kar sakte hain aur iske sath sath mein aapko batata Chalun ke iska Jyada kharcha bhi nahin Hota Hai munasib rate per Har size mein yah dastyab hota hai jo Har Ghar ki jarurat Ban chuka hai yah bahut munasib kimat Hota Hai Iske istemal Se Ghar Ki electrical chijen is per Chalai Ja sakti hain.
        • #5 Collapse

          Re: ye review solar system par mubani ha

          hello dear friend ji han is my neighbour luta du pesh kiya hai mere khyal mein solarsystem ek bahut jabardast kishan ka kam hai agar Ham saurav system use karte hain to yah mere khyal se is duniya mein sabse jyada sasta bijali paida Karne ka jariya hai hamesha ke liye aasani se a bijali banaa sakte hain aur use kar sakte hain aur sabse sasti bijali hai ye ki Ham bijali slar ke jariye paida Karen 16 ke bahut se fayde hai jaisa ke aap vishesham sitamani se bijli paida kar sakte hain aur agar aap light ko use nahin karna chahte aur aap electricity bil se Ban sakte hain aap apni solar plates ek bar lekar agar aap up etawah isko charge karke a istemal karenge to yah ek bahut hi fayde ki chij hai aur yah jaldi kharab bhi nahin hoti
          • #6 Collapse

            Re: ye review solar system par mubani ha

            Solar panel systems iss waqt bohat ziada zarurat bann chuki hai. Kiyu kay load shedding ki wajah say pehlay DC generators market mai aey thay laikin unn kay noise aur power fluctuations ki wajah say woh flop hogaey hain. Uss kay baad ups ka time shuru hua laikin phir load shedding ki he wajah say ups ki battery charging ka masla shuru Hua jiss say electricity bills mai bhi izafay ki shikayaat saamnay anay lagi tou uss kay baad standby power generation system mai mazeed upgadations Ana shuru hogai aur solar panel systems ka time agaya. Solar panel systems ka aik baar ka kharcha bohat saaloo kay liye tension free ker daita hai.

            Solar panels kay aik panel ki amperage hoti hai aur Agar aik ghar kay liye aik he baar 1 lakh say 1.50 lakh takk cost laga di jaey tou agalay 10 say 15 saal kay liye tension free ho jatey hain. Solar panel power system aik bohat acha option hai jiss kay barey mai zarur sochna chaiye
            • #7 Collapse

              Re: ye review solar system par mubani ha

              Ji han bilkul solar system abhi Har Tarah Se faydemand Hai Kyunki garmiyon Mein solar system ka istemal badh jata hai agar aap solar system Laga Le To yah aapke liye bahut hi Behtar Hoga Kyunki free mein acchi electricity aapko provide Ho Jaati Hai Kyunki Pakistan mein bahut jyada electricity kya problem hai aur electricity Kafi Jyada costly bhi hai to isliye Mere class a solar system make perfect Idea Hai Jiski madad se aap free mein acchi bijali Hasil kar sakte hain aur usko aap free mein istemal kar sakte hain aur iska koi bhi monthly rent Nahin Aata Ek Bar tabahi aapko solar system by karna padta hai
              • #8 Collapse

                Re: ye review solar system par mubani ha

                Solar System
                Advantages:
                Solar system agar aap ghar mein Lagate Hain To aapko loadshedding ki tension se Azadi mil jaati hai aur aap solar plate system ki vajah se aapko bahut fayda Hota Hai
                solar system Kafi Jyada Kamyab hai aur ismein cost bhi kam aati hai aur aapko iska benefit Jyada Hota Hai
                Onella, Jahan lights ki Kami Nahin Hai matlab sunlight bahut jyada hai to vahan per aap solar system kamyabi Se Laga sakte hain
                Solar system Lagana chahie aapko monthly bahut jyada fayda hota hai aur aapka bijali ka Bil Nahin Aata jisse aapki budget ki bahut management acchi Ho Jaati Hai
                Disadvantages:
                Solar system ine Logon ke liye Achcha Nahin Hai Jahan per sunlight Jyada Nahin Hoti aur Suraj bahut jyada Nahin Hota vahan per sunlight na hone ki vajah se solar system aap Nahin Laga sakte hain aur aapko solar system ki vajah se a Jyada Mushkil pesh a sakti hai
                1 solar system ka matlab bahut karta hai aur usmein Agar matlab jyada ho to aapko problem Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: ye review solar system par mubani ha

                  dear,mairay experience say agar ham is system ki gehrai tak jatay hain to ham yeh baat feel kar saktay hain k is sytem say hamko koi bhi lose nai hota hay is main aik baar paisa laganay say yeh system kaafi years tak hamko araam day sakta hay,wo is liye k yeh sytem maine bhi khud apnay ghar main lagaya huva hay jo k mujhay 5 years say mazay day raha hay,main kam say kam electric use karta hoon jiski wjha say mujhay kam say kma bil ata hay, is liye agar ham ye solar system lagatay hain to is main hamko sirf aik baar he paisa lagana parat hay aur agar iski care k jaye to shayed yeh system hamko life bhar tak ka araam day sakta hay aur ham ko aisa karna say bahut ziada faida bhi milta hay safety bhi aur araam bhi.
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review solar system par mubani ha

                    MI experience a Agar Ham is system ki Heera Tak Jaate Hain To Ham yah Baat seal kar sakte ho ki is system se Humko koi bhi loss Nahin Hota ismein Ek Bar Paisa Lagane se yah system Kafi Yuva Tak Ham Ko Aaram De sakta hai vah isliye ke yah system main bhi Khud apne ghar mein Lagaya hua hai jo ki mujhe 5 Sal se maje le raha hai main kam se kam electric use karta hoon Jiski vajah Se Mujhe kam se kam aata hai isliye Agar Ham Ja solar system Lagate Hain To ismein Humko Sirf Ek Bar hi Paisa Lagana padta hai aur Agar Iske Karke Jaaye to Shayad yah system Humko life Vartak ka Aaram De sakta hai aur Humko Aisa karne se bahut jyada fayda Milta Hai safety D alarm
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review solar system par mubani ha

                      Assalamualaikum Dear member aapko to pata hai ki garmi a gai hai aur garmiyon mein neta ya kisi bhi chij bijali to aksar jaati hai aur garmiyon mein generator yah kisi bhi aisi chij jo bijali chali jaaye aur istemal ho uski kitni jarurat hoti hai aaj ke daur mein generator ups ka istemal to hai hi lekin uska uska uska nuksan bhi hai aur har sal do sal bad uska mein kafi kharcha a jata hai jo aam aadami us krrche ko bardasht nahin kar sakta lekin aaj kal jo teesri chij i hui hai vah solar panel hai sonal panel se bahut fayda hua hai Sonal panel per bhi kafi kharcha a jata hai lekin uska ek hi dafa ka kharcha hota hai aur fir sari jindagi ke liye aaram aur sukun a jata hai sonal panel ko kisi petroleum gas ki jarurat nahin hoti wo kuderti chiz yani yank allah ki devi naman dhup se energy hasil karta hai aur jab bijali chali jaati hai to insan ko bijali bhi from karta hai Aur agar ham iske sath ek extra battery laga le to yah hamen bijali ke hote hue bhi fayda de sakta hai jisse hamari electricity kafi kam istemal hoti hai aur insaan is chiz se bhi fayda utha sakta hai Lekin agar dekha jaaye to jaha iske fayde bahut sare hain vahan per iske nuksan bhi bahut hai jo ham insan mahsus nahin karta lekin erd gred ke mahol pr boht yeyada bora eser hota hy mahaul per iska bahut j asar hota hai Isliye hamen chahie ke ham apne fayde ke liye apne mulk ya kisi bhi jagah ko nuksan na pahunche aur har c ke istemal mein itihaas baten aur iska istemal munasib aur tarike se kary
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review solar system par mubani ha

                        Assalamu Alaikum Dosto umeed karta hun ki aap log khairiyat se Honge doston Ghar ki jarurat bahut jyada hai lekin agar electricity Hi Na Ho To Ghar Ki Zaroorat Kaise Puri ki Ja sakti hain isiliye Ghar Ki Zaroorat ko pura karne ke liye solar system bahut hi Jabardast Hai solar system dhup se chalta hai aur yah Har Chote Bade size mein aapko mil sakte hain .
                        Yah Jyada expensive Nahin Hota din ke Waqt aap isase dhup se fayda Utha sakte hain aur iske sath hi Sath aap iski battery bhi charge kar sakte hain battery charge karne se aapko bahut bada benefit yah hota hai ki aap Raat Mein iska use kar sakte hain Raat Mein dhup Nahin Hoti Hai Lekin aap iska battery kezariye use kar sakte hain Jiske istmaal se yah Pankha light chal sakti hai Chhote size mein .aur Bade size mein aap Agar iska Jyada use karna chahte hain to aap ki motor bhi chal sakti hai aapki refrigerator bhi chal sakta hai. Solar ka Jyada use karne se aapko electricity Ka bill Bhi Jyada nahin aata hai iska use bahut hi dair tak Kiya Ja sakta hai jald kharab Hone Wali chij Nahin Hai. Yah Jyada expensive nahin hai isliye Iske bare mein Har Kisi Ko sochana chahie aur yah Har Chhoti Badi size mein mil sakta hai.THANKX
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review solar system par mubani ha

                          Dear friend solar system Ek bahut hi Achcha system Hai Jiski madad se Ham free mein electricity Hasil kar sakte hain jaise iski madad se koi bhi Hamen Aur Bhi ped nahin karna padta hai ek martba solar system Lagana padta hai aur bad Mein free mein Hamari electricity use Ho Jaati Hai

                          Fayde

                          Pyare doston is ka sabse bada yahi fayda hai ki Ham Mein Koi Bhi solar system Lagate Hain to uski madad se Hamen free mein hi electricity Hasil Hoti Hai Jaise ke ham to uska yah fayda Hota Hai ke solar system Jab electricity Jaise Pakistan mein bahut jyada Jaati Hai Jiski vajah se Hamen bahut Sare missile Ka Samna karna padta hai to solar system ke jarie Ham free mein main apne fan Chala sakte hain aur apni tubellite ko Chala sakte hain

                          Nuksaanat

                          Yah friends Ka nuksan Yahi Hai Ki solar system per agar koi bhi chij Girja Jaise ke solar system ki plate Agar Gir Jaaye to vah Tut Jaati Hai To fir vah bekar Ho Jaati Hai Aur Uska Bhi Bada nuksan Hai Ki Jaise Ki electricity ko Ham use karte hain actress ATI per Hamari Har chij chal Jaati Hai Lekin solar system per Hamari Har chij Nahin Chalti to is vajah se electricity solar system se behtar hai
                          • #14 Collapse

                            Ye Review Soler System par mubni hay

                            Pakistan forex forum k members ye thread Soler System par mubni hay soler system ka istmal pakistan ma din ba din bhar ra hy soler system zeyada tar grmio ma zeyada use hota hay q k soler k leye dhop ki zrorat hoti hay jo srdio ma hmy kam hi milti hay soler system ka sb se bra faida bajli ki bachat hay or bejli k bils se bachna hay aj kl to buhat hi chezy soler k sath chalny k leye market ma a gai hay ma sab ko mashwra o gi k Soler ka use zeyada kry ta k ham bijli bcha sky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review solar system par mubani ha

                              Dear aapane bilkul theek kaha solar panel har Ghar ki zaroorat hai aajkal garmiyon ka mausam hai load shedding bahut jyada ho rahi hai jiske liye log bahut si chijen istemal karte Hain for example generator UPS generator oilor gas istemal hoti hai vaise aapka gas ka bil j zyada ho jata hai aur UPS se aapka electric city ka bil barh jata hai UPS ki battery charge hoti hai solar system costly ho jata hai lekin kharch to ek bar hai lekin sukoon Zindagi bhar ka solar system sy electricity ka bill aadha ho jaega solar system agar bade paimane per lagaya jaaye tu mulki maheshat ka piya behtar tarike se chal sakta hai factories mein main bary paimane Pakistan mein agar dekha jaaye to electric city ke bahut se crisis haiisliye in halat mein agar dekha jaaye to solar panel hi sabse accha source hai electric city ka

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X