Trading plan kaise banta hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan kaise banta hai?
    Trading plan kaise banta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading plan kaise banta hai?

    Aapane bilkul theek kaha hai agar ham thraed banate hain to ham use per jo likes milenge unka benefit nahin le sakte hain kyunki rules ke accordingly post and thread qualitative or quantitative hona important hai agar aap trading market mein cheating karoge aapki bonus accumulation download ho jayegi aur aapko average bonus milega na main aapko maximum bonus milega isliye aapko trading ke liye permanently focus mind ke sath serious hokar kam karna chahie Pakistan Pak forum mein aapka bhi heavier best hona chahie aapko psychologically strong mind ke sath planning karte hue trading karna hogi apne demo account ko sath sath lekar chalna hoga jis baat ki aapko confusion ho aapane demo account se apni query solve karvani hai trading members are trading market mein technical and fundamental analysis ki value day-by-day increase ho jaati hai aur aapko forum mein upgraded knowledge ke sath kam karna hoga aapka experience song hoga to our professional expert trading member Ban sakte ho
    • #3 Collapse

      Re: Trading plan kaise banta hai?

      Dear ais market mai ap jab trading start karty hai to aus time ap ko ais market mai apna aik trading plan bana lena hota hai aus k baad ap ais market mai kaam kar skaty hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko apna trading plan banany mai ye dekhna hota hai k ap ne kis trading strategy par work out karna hai aus k sath ap ne lot size kitni use karni hai ais market mai ap ne aik time par kitni trades lagani hai ais k sath ap ne take profit aor stop loss kitna use karna hai apni trades k sath ye sab ap ko tab hi pata chalta hai jab ap ais market mai trading plan bana rahy hoty hai aor aus mai ye decide kar lety hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading plan kaise banta hai?

        Trading planing yahi hota hay jab ham account aur risk ko manage karny ki koshish karty hey aur discipline ki trading karny par focus karny lagty hey, mery khayal me planing traders key discipline aur us key experience ko zahir karta hay, plan jes tarha ka be bana leya jaye traders ko es plan se related experience hasil karny ki koshish karna hoti hy, hamari strong planing ye hoti hay key ham risk ko be market me manage karty hey aur account balance par etna risk market me leny ki koshish karty hey key capital ko zeyada nuqsan face nahi karna pardta hay aur ham planing key base par hamari trading na siraf achi ban sakti hay hamary ley profit aur loss ko manage karna be asaan ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading plan kaise banta hai?

          Ye bohut axha sawal hay jic ko parhna aor jawab dayna bi zarori hay aor members Kay jawab parhnay say bi new members aor junior traders ko bohut fayda ho sakta hay . Forex trading business may traders jub bi trading kerna shoro kertay hay to wo sub say pehlay aik plan he banatay hay aor wo plan bi aysa hota hay jic say unki apni trading may unko bohut fayda hota hay . Jo traders plan ker Kay trading kertay hay wo apnay account ko ic tara chalatay hay kay unko profit bi hota rahay aor wo uc profit ko nikalwatay bi rahay aor uc kay saath saath trading bi chalti rahay. Trader ka plan haqeeqi hona chahiye jic ka poora kernay kay liye laaluch aor greed na kerna paray . Apna lot size aor trading ka pair zaror pata hona chahiye. Trading kay terminal pay bi traders ko trends bana Kay he trading kerni chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading plan kaise banta hai?

            Asalam o Alikum dear forex friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ak lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut mehnat ki zarorat hoti ha is main ham jitni ziada hard work kareen gay is main utna he kamyaab ho sakeen gay forex ki market ak international market ha jab bhui hammy apni trading shoro kareen to hammy is trading ko ak plane bana kay kaam karna chaheye jis main is market main enter honey say pehly is pa achy say analysis kar kay is ki move ko jan sakeen gay or pher is main entry lay kay is say acha profit gain kar sakeen gay forex ki market ak world wide market ha is main hammy chahyeey kay acha experience gain karny kay leye bahut mehnat kareen or is say acha profit gain kareen or faida uthayeen lakin plane bana kar kam karna chaheye ta kay is mainm koi bhi parshani ka samna na karna paree
            • #7 Collapse

              Re: Trading plan kaise banta hai?

              Trading plan bananay kay liye traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jinn mai aisay bohat say elements hain jo kisi bhi trade ko open kernay aomir phir uss say faida lainay kay liye bohat zaruri hotay hain. Forex trading mai traders ko koi bhi plan bananay kay liye sub say pehlay apnay account balance ko daikhna hota hai takay aisa plan bann sakey jiss ko real market mai execute bhi easily kia jaa sakey. Trading plan mai selection or currency pairs ya commodities bihat importance rakhtay hain. Lot size aur take profits / stop loss ki settings bhi time taking decisions hotay hain. Market ki movement ko samajhnay kay liye time frames ko big slots mai he use ker kay trend kernay aur analysis kernay bohat zaruri hotay hain. Iss tarah jo plan banta hai woh bohat achay results daita hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading plan kaise banta hai?

                G dear ager ap nay kamyab hona hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha planing kay sath kam.karain kiyu kay ager ap planing kay sath kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakma nhi hotye hain aur planing banan koi mishkil kam nhi hai ap asani kay sath bana saktye hain jub kay ap es mai plan kar kay he tu kamyabi laitye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha achi say achi planing kay sath kam karain ta kay ap es mai hamesha kamyab ho pain ap acha kam kar kay he kamyab ho jatye hai tu acha tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha acha kam kartye rhaun ta kay ap es mai hamesha kamyab ho pain aur ap ka kam hai kay ap acha plan bana kay kam.kartye hain tu kamyab ho jatye hain tu acha plan kamyabi ki zamant hai tu ap es mai acha kam karain aur planing kay sath kam karain kay he ap es mai kamyab ho patye hain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Trading plan kaise banta hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                  Trading plan kaise banta hai?
                  Dear aapane Jo question Kiya Hai trading plan ke bare mein Main To yah Ek complete theory Hoti Hai Jisko study Karke aap trading plan banate hain ismein aapko Kuchh chijen assume karna Hoti Hai jinki best per aap trading plan banate hain aur ismein bahut Sare factor involved hote hain Jin Sab Ko focus Karke aap planning Karte Hain yah Itna Aasan Kam Nahin Hota ismein acchi mehnat ki jarurat Hoti Hai initial stages per aapko ismein bahut Sare problem bhi ho sakte hain aur Waqt Ke Sath Sath aap is Kabil ho sakte hain ki aapko plan banae Jaate Hain ismein market ke Tamam factor ko Madhya Najar rakhte aap Kuchh chijon ko assume Karke Ek planning Karte Hain ki agar yah chijen constant Rahi aur in main kuch chijon Ki kimat Mein Kuchh variation I tu Hamari trading Is Tarah honi chahie. Tu un chezun ko base bana kar aap ek plan banate hain aur trading start karte hain lekin fir market ki actual moment ke hisab se aap use planning Mein changing bhi karna hoti hai tab jakar aap ko kamyabi Hasil hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading plan kaise banta hai?

                    Yes brother ap nay sahi question kiya hai huma ais market may akm karnay and aus may faida hasil karnay kay liye apna solide treding plane bnana ha kiu kay humara jitna acha kam ho ga humay ais merket may utna hi faida hota hai humay forex forum kay rules kay according kam karnay say buhat profite gain ho sakta hai ais market mai ap ne aik time par kitni trades lagani hai ais kay sath ap ne take profit aor stop loss kitna use karna hai apni trades kay sath ye sab ap ko tab hi pata chalta hai jab ap ais market mai trading plan bana rahy hoty hai aor aus mai ye decide kar lety hain.Ager hum chahaty hain kay humay ais market say earning zayada ho tu humay buhat strong planing banani hai or aus kay according kam karna hai tab hi humay ais market may faida ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading plan kaise banta hai?

                      g bhai jan es tara ka online business ma hamy aik plan ka mtabik kam karna parta ha to hamy es ma achi kamyabi mil sakti ha agr kam karna ka andaz acha ha hamri soch achi ha es ma kisi kisam ka lalch nai ha to ham na kam hona sa koi nai rok sakta har ko jab ham aik maqsad sa karta han to ham osy achi tara perform kar sakta ha q ka acha plan hamy achi kamyabi da ga har koi es kam ma zyada sa zyada pasa kamna chata ha wo yaha tak bi chla jata ha ka rato rat ameer hu jay asa mumkin nai huta har kam ma kamyabi ka liya mehnat lazmi shamil huti ha koi ya nai kah sakta ka wo bagair mehnat ka kamyab howa ha hamy aik time ko mange karna hu ga or apna opar kisi kisa ka koi despration nai lana hu ga jab ham es ma aik achy plan ka mtabik kam karta han to os ka bohat faida huta ha esi waja sa wo aik acha trade ban sakta ha zyada sa zyda markit ma earning karni hu gi taky hamy jab ham plan bna ka kam karta ha to kamyabi ka pass chla jaty han
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading plan kaise banta hai?

                        Assalamu Alaikum dear friend aap bhai jaan aapane bahut hi accha question Kiya Hai Jaisa ki aap Jante Hain Ki Hamen Forex Mein kam karne ke liye bahut jyada mehnat karna padati hai agar Hamen Samay Jyada mehnat Karte Hain To Ham free Kamyab ho sakte hain Forex Mein Ja sake aapane kaha ki ismein trading plan Kaise Banta Hai To Agar Ham Forex Mein kam karne se pahle trading plan Banakar FIR ismein kam Karenge To Ham Kamyab ho sakte hain Forex Mein kam karne ke liye Hamen bahut jyada mehnat aur Forex ke rules ko follow karna hota hai aur FIR Ham Agar trading plan Banakar kam Karte Hain To Ham Kamyab Ho Jaate Hain aur aur is Mein Ham Kamyab Ho Jaate Hain To Ham acche Businessman Ban sakte hain ismein yah Baat Sahi Hai Ki Main trading plan Banakar kam karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading plan kaise banta hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                          Trading plan kaise banta hai?
                          Ji Bhai Jaan Duniya ke aur business Ki Tarah Forex trading business Main Bhi Ek plan banana bahut jyada Zaroori Hota Hai Kyunki jab tak aap planning Nahin Karenge aur aapke pass Ek acchi working strategy Nahin Hogi aap Kamyab Nahin ho sake aur forest trading ke kam ke liye Apne plan banae jismein sabse pahle to aap isase baat Ka Khyal Rakhenge aapko Pakistan Forex forum per Kitna posting karna hai jisse aapko Achcha bonus Hasil Ho Jaaye Jab aap is chij ko plan Mein Dal Denge Uske bad bonus aane ke bad aapko is baat ka plan karna hoga ki aap ko kis pair per trading karni hai aur usse pair ko market Mein analyse karna hoga ki iski movement kaise ho rahi hai aur fundamental analysis karna bahut Jaruri hota hai Kyunki fundamental analysis Kesariya Se Hi Humko Pata Chalta Hai Ki Hamen Kitna Prophet Hasil karna kar sakte hain aur usmein bhi bahut kam Hote Hain Ki aapko loss ho jaaye aap is Baat Ka Khyal rakhen ki aap Jab Bhi Kisi Kaam ko start Karte Hain To pahle Ek proper plan Mein Hona chahie tabhi Achcha aadami Hasil ho sakta hai
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading plan kaise banta hai?

                            g dear trading plan buhat zrori hy tradng krny sy phly planing kr ly aghr hamy trading ati ho to planing krna mushkil nhi hay aghr trading nhi ati to planing krna mushkil ho ga hamy daily k lan bnana chahye k daily kitni earing krni hay us k bad hi planing b kamyab hoti hay hmy plan krna chahye k daily kitny ghnty trading ko deny hay kon sy time fram py trading best rhy gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading plan kaise banta hai?

                              Mery forex friends jaisy k apko pata hai k koi bhi kam karny se pehly planing banaty hain tu same isi tarah forex trading business start karny se pehly ham aik proper plan banaty hain aur is mein har hikmate amli tayar karty hain k forex trading kis tarha karni hai aur kitni investment karni hai ya bonus account par tarding karni hai tu forum se kis tarha acha bonus ly sakty hain aur kon c trading strategy use karni hai aur broker kon sa select karna hai aur kon se analysis par trading karni hai tu dear forex tarders planing mein bahut saari cheezyn aa jati hain jaisa k currency par trading karni hai ya commodities par karni hai tu har trader ki apni strategy ki hisaab se planing hoti hai aur hamyn chahiye k apni planing k mutabiq kam karyn aur knowledge aur experience k sath aur full experience ko use karty hoye aur rules ko follow kar k trading karyn aur planing karty waqt apny bhi kuch rules banayn jaisa k lalach ni karyn aur stop loss k baghair trading mat lagayn aur emotion se kabhi trading na karyn aur agar ap achi planing kar lety hain tu planing ko follow karty hian aur patience k sath trading karty hain tu ap hamesha kamyab hon gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X