Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?
    Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

    Forum:
    forum ko join karne ke fayde;

    ​Pyare pyare doston aapko aur chahie ke baare trading market mein forum ke sath kam karna aapki trading confidence ko increased kar deta hai agar agar aap apne deposit trading confidence ko increase kar deta hai agar agar aap apne deposit amount ke sath trading karna chahte ho to aapko yahan per kamyabi nahin mil sakti aapko yahan per extra mehnat karna hogi aur struggling extra mehnat karna hogi aur struggling ke sath expert trading member banna hota hai agar Ham Jahan per trading market ko understand karne ke liye apni e knowledge or experience Koi use nahin e knowledge or experience Koi use nahin karte hamare liye trading market mein kaam karna mushkil ho jata hai aur ham apne experience ko increased nahin kar mushkil ho jata hai aur ham apne experience ko increased nahin kar sakte agar aap trading market mein main acche trader band kar kam karna chahte ho aap ko Pakistan forex forum ke main acche trader band kar kam karna chahte ho aap ko Pakistan forex forum ke benefits ko avail krna chye aur tradingaur trading market main facilities ko understand karte hue trading ke liye kam karna chahie aur motivation aur confidence ke sath avoid grd thinking ke sath kam karoee
    • #3 Collapse

      Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

      Dear ap ko ais forum par subscribe nai karna parta hai ais forum par ap ko apna account open karna hota hai aus k baad ap ais mai kaam karty hai to apko ais mai ye faida ho jata hai k ap ko yaha se learning ho rahe hoti hai ais k sath ap ko yaha se bonus mil jata hai jis par ap trading kar rahy hoty hai ais forum par ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais forum ki waja se ap ko faida hota hai ais forum ko apki waja se koi faida nai hota hai ye aik support karny wala forum hai jaha se ap ko faida ho raha hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

        G dear jo forum mai kam.karta hai wo trader kabhi mar nhi khata hai wo es mai acha kam kar kay hamesha kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap bhi forum mai kam karain kiyu kay es mai kafi information hai aur ap kaliye faida bhi daitye hai tu ap apna kam.mahnet aur lagan kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho katye hain tu ap ka kam hai kay ap forum say knowldge lain ta kay bad mai ap ko kam karnye mai zayda masla na aye kiyu kay ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab ho patye hain tu forum ap ko kafi acha knowdge daita hai jos kay bad ap es mai kafi asani kay sath kam kartye hain aur ap kamyab ho jatye hain tu kam tabhi acha hota hai jub es mai ap knowldge rakhtye hain jub kay ap es mai acha knowldge nhi rakhtye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu forum ka kam hai kay wo trader ko acha knowldge daita hai aur es mai ager trader kam kartye hain tu un ko kafi acha faida bhi ho jata hao tu kam ager ap nay best karna hai tu ap fotum mai kam karain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

          Pak Forex forum pay subscribe nahi hona parta hai bulkay iss pay account registered kerna hota hai. Pak Forex forum pay kaam kernay kay kaafi faiday hain jinn mai say kuch faiday aisay hain jo new traders ko bohat suit kertay hain aur Kuch faiday aisay hain jo new aur senior dono he kisam kay traders ko bohat suit kertay hain. Forum pay registered ho kay kaam kernay say new traders ko forex trading ka bahtreen knowledge aur learning milti hai aur trading seekhnay mai bohat ziada help milti hai. Kiyu kay yaha pay trading ka bohat acha knowledge aur learning share hota hai. New traders ko bonus say trading start kernay mai bhi bohat madad milti hai. Issi tarah senior traders bhi iss forum pay registered ho kay bohat acha knowledge lay bhi saktay hain aur apna experience bhi junior members ko share ker saktay hain aur acha bonus lay kay apnay account ko bhi strong ker saktay hain. Senior traders kay paas kiyu kay experience aur knowledge bhi bohat acha hota hai iss liye woh forum contests mai participate ker kay bhi bohat acha withdrawable bonus lainay kay liye mehnat ker saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
            Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?
            Dear aapane question Kiya Hai Jab koi bhi member Forex to join karta hai yah Forex ko subscribe Karta Hai To usko iska kya fayda Hasil Hota Hai To Main uski Jawab Nahin aapko yah Kahana Chahunga ki ismein Humko bahut Sare fayde Milte Hain jo sabse bada fayda members Ko Milta hai vah main aapke sath share karna chahta hun ismein aapko sabse Jyada learning aur experience Hasil karne mein madad milati Hai Jab aap Forex ko join Karte Hain To aapke pass bilkul Koi information Nahin Hoti aur aapke pass zara Sa Bhi knowledge Nahin Hota ki trading kya chij hoti hai aur ham isko kaise kar sakte hain lekin Jab aap Forex ko subscribe karte hain to aapko Forex ke related sari information pata chal Jaati Hai Jiski vajah se aap apna kam aasani ke sath kar sakte hain yah Forex ke subscriber ko bahut bada fayda hai jo unko Har Jagah Se Nahin Mil Sakta
            • #7 Collapse

              Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

              g bhi jan agr ham es ka forum ki bat karta ha es ma bi hamy bohat zyada mehnat karni parti ha or es ma hamy forex ka bara ma bohat zyada knowldge ml jata ha itna kahi or sa kam agr ham mehnat sa kam karta rahy ga es forum ma to hamy information bi milti rahy gi es ka elawa hamy es ma acha bonus bi milta ha jisy ham trading ma bi estmal kar sakta han trader ka liya ya forum bohat ahmiyat rakhta ha wo es ka istmal sa bohat khuch hasl kar sakta ah achi earning ka sath acha bonus bi mil jata ha knowldge ma bi azafa huta rahta ha es foru ma bohat faida ha jo es ka estmal karta ha os ko forex ka bara ma bohat zyada ilam bi hasl hu jata ha or khud sa koi pasa bi invest nai karna parta har kam ko karna ma hamy mehnat ka estmal karna zarori ha or online business ma sabr karna bi bohat zarori ha
              • #8 Collapse

                Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                Brother ap nay sahi kaha hai jo bhi forex may regular kam karta hai wo kabi bhi loss may nahi jata humay ais market may kam karnay kay liye aisy subscribe nahi karna parta hum jab ais market may jitna acha kam karay gay utna hi humay ais market may faida ho ga jab humari learning achi hogi tab hi humay ais may kamyabi mill sakti hai humay mahnat say or buhat struggle say kam karna hai yeh buaht hi profitable bussinus hai tu humay mahnat say ais may kam kar kay zayada profitable hasil kar saktay hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                  Assalamu Alaikum dear friend ki jagah kya aap Jante Hain Ki Forex forum Mein kam karne ke liye aapko bahut jyada mehnat karna padati hai aapko is form ko subscribe nahin karna Hota aapko sirf ismein Apna account open karna hota hai aur usmein trading Karni hoti hai aap jitni Jyada mehnat aur knowledge ke sath quality wali aur quantity wali post aur trading Karenge to aap is message ki bahut jyada kamyabi Hasil kar sakte hain aur successful ho sakte hain aapko sirf ismein apni mehnat ke sath kam karna hota hai aur acchi training Karni Hoti Hai quality wali to aap ismein Kamyab ho Jate Hain aur aap Ko Jitna bonus Milta hai vah aapki mehnat ki vajah se Milte Hain aap jitni acchi trading Karenge aapko itna hi jyada bonus milega
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                    pakistan forex forum k member ap ko es ko subscribe nhi krn a hota blky es pay account bnana prta hay es ma buhat faida hay ek to ap forex ko sekh jao gay or dusra ap ko possting krny or thread lgany py bonnus mily ga jes bonus sy ap trading kr sko gy or profit ko withdrew b lay sko gay yha forex ki buhat knowledge milta hay new member k leye buhat faidy mand hay ye platforum
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                      Dear brother pak forex forum par account bana kar kam karna part hai is par subscribe ni hona parta forum ka proper account bana kar is par daily work karna parta hai aur ye facility sirf instaforex hamyn provide kar raha hai aur pak forex forum ka bahut sary faidy hain sab se bara faida tu ye hai k agar koi new trader forum par post work kary tu us ko bahut acha knowledge milta hai is forum par bahut saary experienced traders apna experience aur knowledge share karty hain jis ki waja se hamyn achi learning milti hai aur is k ilawa dear agar forum par achi quality ki post karyn aur achi informations share karyn aur trading k related achy thread lagayn tu hamyn forum bonus bhi deta hai kis ki waja se ham trading baghair investment k kar sakty hain aur is k ilawa ham agar contest par post karyn tu ham withdrawable bonus ly sakty hain jis par trading ki koi zaroorat ni hoti aur ham wo bonus direct nikalwa sakty hain is liyeb forum par mehnat kar k aik acha trader bhi ban sakty hain aur achi earning bhi kar sakty hain but dear forum par regular kam karyn aur rules ko bhi lazmi follow karyn ta k account bhi safe rahy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                        Dear forex members app ko yeah bat to pata honi chahiye Kay hamany forex forum ko subscribe nai karna parta hay balky haumy Pak forex forum pay Dill laga Kay Kam karna hota hay jis ki waja say traders kamyab hotye hay aur Pak forex may app ko apna account open karna hota hay aur phir apnay seniors ki guide line let kar app Pak forex forum pay ake acha business start kar sakty ho haum Pak forex forum pay trading Kay through bonus hasal kar saktey hay aur jiss ki madad say haum ake acha bonus hasal kar saktey hay is liye Pak forex ko subscribe nai karna hota hay balky forex forum page kamm karna hota hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                          Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?
                          Dear brother Hafiz forum for Agar kam Karte Hain To Humko is Mein ya fayda hota hai ki Ham yahan se bonus Hasil kar sakte hain aur is bonus per Ham trade kar sakte hain otherwise Humko is market Mein trade karne ke liye investment karni padati hai aur is market Mein invest karne ke liye Humko apni saving se ya Kisi bank se loan Lekar invest karna hota hai Taki Ham is market Mein account Banakar use per profit Manasa ke aise hi agar humne is market Mein Apni pocket se investment Nahin Karni to Humko is form per kam karna chahie jisse Ham Ko ya fayda hota hai ki Ham ismein Jo investment Karte Hain Humko ismein fayda tab Hoga Jab Ham is Forum per acche kam Karke Jyada bonus Hasil karte hain aur uske bad Ham Jahan Se Acha was betrayed karte hain aur usse fayda Utha sakte hain Agar Ham is form per Achcha kam Karte Hain To Humko Jyada bonus Mil Jata Hai Aur use per Ham aasani se trade Karke account ko growth kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                            Ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan ji han Agar Ham iska form Ki Baat Karte Hain To ismein bhi Hamen bahut jyada mehnat karni padati hai aur ismein Hamen Kahin aur se kam Agar Uske bare mein bahut jyada knowledge Mil Jata Hai Itna Kahin aur se kam Milta hai agar Ham minut se kam karte rahenge is form Mein To Hamen information Bhi milati Rahegi Iske alava Hamen ismein achha bonusly Milta Hai jismein Ham trading mein bhi istemal kar sakte hain member ke liye yah form bahut ahmiyat Rakhta hai vah iska istemal se bahut Kuchh Hasil kar sakta hai achi earning ke sath Achcha bonus bhi Mil Jata Hai knowledge mein bhi azafata hota rahata hai is form mein bahut fayda ho jata hai iska istemal karte hain uska product ke bare mein bahut jyada lambi Hasi ho jata hai aur Khud Se Koi Paisa bhi invest nahin karna padta hai kam ko karne mein Hamen mehnat Ka istemal Karna jaruri hai aur online business Mein Sabar karna bhi bahut jaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum ko subscribe karne se trader ko kya fayda milta Hai?

                              ap ko ais forum par subscribe nai karna parta hai ais forum par ap ko apna account open karna hota hai aus k baad ap ais mai kaam karty hai to apko ais mai ye faida ho jata hai k ap ko yaha se learning ho rahe hoti hai ais k sath ap ko yaha se bonus mil jata hai jis par ap trading kar rahy hoty hai ais forum par ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko atna hi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais forum ki waja se ap ko faida hota hai ais forum ko apki waja se koi faida nai hota hai ye aik support karny wala forum hai jaha se ap ko faida ho raha hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X