USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?
    International investors USA kay maamlaat say hamesha bohat concern hotay hain. Iss waqt USA ki 15 say ziada states mai halaat kaafi kharaab ho chukay hain. USA mai ehtejaaj barhta jaa raha hai aur fouj nay kaafi states mai control Sambhala hua hai. USA mai purr tashuddud ehtejaaj ka international business aur trading markets pay kia aur Kitna asar Parr sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے

    Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais time dekhy to USA mai jo halat ja rahy hai aus se kafi zayda faida ho raha hai aor usd weak hi hota ja raha hai ap ne agar ais market mai dekha ho to usd aisi waja se down ja raha hai k ais k halat kharab ho rahy hai ap ne agar ais market mai trade karni hai to ap ko ais market k trend ka pata hona chaye aor ais market mai ap agar mehnat karty hai to ap ko ais market mai achi trades mil jati hai ais market mai ap ko agar profit lena hai to ap ko ais market mai mehnat karni ho gi ais market mai apko time lagna hoga aus k baad ap ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai ap ko halat par nazar rakhni ho gi ais se apko kafi zayda faida ho jaye ga.
    • #3 Collapse

      Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      International investors USA kay maamlaat say hamesha bohat concern hotay hain. Iss waqt USA ki 15 say ziada states mai halaat kaafi kharaab ho chukay hain. USA mai ehtejaaj barhta jaa raha hai aur fouj nay kaafi states mai control Sambhala hua hai. USA mai purr tashuddud ehtejaaj ka international business aur trading markets pay kia aur Kitna asar Parr sakta hai?
      Dear aapane Jo question Kiya Hai Uske response Mein Main aapko yah Kahana Chahunga ki aapane Jis baat ki taraf Ishara Kiya Hai vah bilkul theek hai agar Kisi bhi country Mein strikes ho rahi ho to use Mulk ki economy per Uske bahut bure ashrat padhte Hain ISI Tarah Agar America mein strikes ho rahi hai to uska Asar uski currency per padta hai Jiski vajah se currency e week Hona start ho jaati hai aur jab dollar week hoga to international market per Iske bahut ashrat padenge Kyunki ki puri Duniya Mein International trading dalit per hi hoti hai is vajah se a Agar USA mein main strikes ISI Tarah Jari Rahi to uska USA ki economics per bahut bura Asar Padega aur iske sath sath international business jitni bhi hai UN per bhi iska Asar ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

        World level ka economy sara depend USA per he to USA main ager ahtajaj he to ye hmare country pakistan ke sath poore world per tmam gehra asrat per sakte he, ku ke Wold ke aham Idare unkee offices USA me he or USA $ ka poore world me business he, ager waha kee maishat per asarat hote he to unke world level per be buhar sara asrat hoge, aj kal USA me day by day Ahtjaj zor pakar rahe he, or USA kee maeeshat be gihra asar horha he, to unke sath sath poori world me be zaroor asrat hosakte he, agar USA kee maishat behar hoge to wold level ka business be behat hota jaiga, ager wahakee maishat up down hota he to unka world kee maishat per be buhat sa asarat hosakte he.
        • #5 Collapse

          Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

          G han dear kiyu kay usa mai jo muzherye ho rhain us ka kafi effect market mai para hai jis kay bad market mai gold aur usd ka kafi masla bana howa hai ap nay daikha ho ga kay doller kafi fown howa hai international level mai tu ap ka kam hai kay ap nay abhi kam karna hai tu ap soch kay sath aur daikh kay kam.karain ta kay ap kaliye masla na banye aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho patyr hain kiyu kay market ka waisye tu pta nhi chalta hai kafi time lag jata hai tu apna kam achye say acha karain aur ap ka kam hai kay ap usa kay barye mai jo kam chal rha hai usi hisab say ap es mai kam kar lain ta kay bad mai ap kaliye masla na banye aur ap es mai acha kam.kar kay kamyab ho patye hain kiyu kay gold mai kafi log kam kartye hain tu un ka pta chal sakta hai gold mai ap acha kam kay es mai kamyab zaroor ho jatye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

            Trading market members kisi bhi jagah per agar protest ho raha ho aur vah government ke against ho to to unki related economy and currency week and down ho sakti hai trading members aap ko maloom hona chahie ki United State of America mein agar protest Kiya ja raha hai against the government unko loss ho sakta hai aur share gir sakte hain currency bhi ko sakti hai trading market members forex market aap ke liye introduction ki surat mein maujud ne jisko aap trading ke liye international trading market mein kam kar sakte ho manage kar sakte ho aapke pass best opportunity hai aap trading market ko understand karte hue apni skills enhancement program main participate karte hue trading karo aor market ma apni pehchan bnany ky leay profit target bna kro support and resistance ko follow kro aor achaa kaam kro trading ky leay skills ko improve kro.
            • #7 Collapse

              Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

              Dear friend ap ki bat bilkul theek hey jab bhi kisi country men bahut ziyada strikes hoti hen tu uss ki economy pe bahut ziyada effect hota hey aur aj kal USA men bahut ziyada strikes ho rahi hen aur maximum business close ho chukay hen jiss ki waja se America ki economy pe bahut ziyada effect huwa hey aur forex market ka head office bhi America men hey aur poori dunia ki economy ka America k sath connect zaroor hey iss liay agar America men economy disturb hoti hey tu iss ka effect poori dunia pe hota hey aur forex market pe bhi bahut ziyada effect hota hey kiun forex market ka connect bhi kisi na kisi lihaz se foreign exchange k sath bhi hey aur foreign exchange men America ki bahut ziyada importance hey iss liay mojooda haalat aur strikes ki waja se forex market pe bhi bahut ziyada effect ho sakta hey iss liay soch samaj kar trading karen
              • #8 Collapse

                Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                International investors USA kay maamlaat say hamesha bohat concern hotay hain. Iss waqt USA ki 15 say ziada states mai halaat kaafi kharaab ho chukay hain. USA mai ehtejaaj barhta jaa raha hai aur fouj nay kaafi states mai control Sambhala hua hai. USA mai purr tashuddud ehtejaaj ka international business aur trading markets pay kia aur Kitna asar Parr sakta hai?
                Dear brother is time bahut jyada Halat kharab ho rahe hain USA mein Har Taraf ho rahe hain aur Iske vajah se USA ki Amar bahut jyada disturb kar rahe hai agar aapane Dekha Ho To jitne bhi log is time Mujhe kah rahe hain vah is time Tod fod kar rahe hain Jiski vajah se Kafi Jyada USA mein nuksan ho raha hai Jiski vajah se currency bhi ho rahi hai agar aise hi Halat Chalte Rahe The USA ki currency Kafi Jyada weak hoti Jayegi Agar aapane is market Mein fundamental analysis corporate kiya ho to usmein yah sari baten a Jaati Hain Ki aapane Jis bhi currency per kam karna Hota Hai Uske Mulk ke halat Ko Dekha jata hai aur uske bad aapko usmein trade Karni hoti hai hi aap Agar is market mein kisi bhi pair par trade Lagana Chahte Hain To aapko usmein Saathiya dekhna chahie ki use bare mein USD Agar hai to aapko USD index per trade Karni Hoti Hai tab aapko usmein analysis ke bad pata chal jata hai ki USD in a strong hona hai yah ismein bhi hona hai.
                • #9 Collapse

                  Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan aapki baat bilkul theek hai Jab Bhi Kisi country mein bahut jyada tarike hote hain to uski economic per bahut jyada effect hota hai aur aajkal USA mein bahut jyada tarike ho rahe hain aur maximum business close ho chuka Hai Jiski vajah se America ki chromic per bahut jyada effect hua hai aur forex market ka head office bhi America mein hai aur Puri duniya ki Mecca America ke sath contact Jarur Hai Jiske Liye Agar America mein main economic disturb Hoti Hai To iska effect Puri Duniya per hota hai aur forex market bhi bahut jyada effect hota hai Kyunki forex market ka contact bhi Kisi Na Kisi Ke hadse foreign exchange ke sath bhi hai aur foreign exchange Mein America ki bahut jyada important hai isliye mahjuda Halat aur tarike ki vajah se frocks market per bhi bahut jyada effect ho sakta hai isliye Soch samajhkar training Karen aur acche se kam Karen Taki aap Kamyab ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

                    Assalamu Alaikum dear friendTrading market members kisi bhi jagah per agar protest ho raha ho aur vah government ke against ho to to unki related economy and currency week and down ho sakti hai trading members aap ko maloom hona chahie ki United State of America mein agar protest Kiya ja raha hai against the government unko loss ho sakta hai aur share gir sakte hain currency bhi ko sakti hai trading market members forex market aap ke liye introduction ki surat mein maujud ne jisko aap trading ke liye international trading market mein kam kar sakte ho manage kar sakte ho aapke pass best opportunity hai aap trading market ko understand karte hue apni skills enhancement program main participate karte hue trading karo aor market ma apni pehchan bnany ky leay profit target bna kro support and resistance ko follow kro aor achaa kaam kro trading ky leay skills ko improve kro.
                    • #11 Collapse

                      Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

                      Dear forex members Pak forex forum business ake international online business hay jab dunya may kisi bhi jaga koi protest ho rha ho to uss ka Asar economics par hota hay sur United States America may Jo protest ho rha hay to USS ka impact world economics par hota hay jab Dollar weak hoga to automatically gold ki price bhi gir jati hay jiss ki waja say e tamam currency weak hoti hay jiss ki waja say tamam dunya may market Kay share girl jatay hay Pak forex forum business pay bhi United States America May honey Wala protest ka asar hota hay Pak forex forum business pay app ko faida hasal hota hay issi soorat jab app current affairs ko aur mojoda news ko analysis kartay hoye market may movement ko daikhtay hoye forum pay Kam kartay ho app ko forex forum business pay Kam karnay Kaye liye bohut zayada opportunities milti hay ab yeah app ka Kam hay Kay app apni abilities ko improve kartay hoye mehnut say Kam kar Kay kamyaabi hasal kar sakty hay dunya Kay badaltay halaat world economics pay bohut zayada impact hotay hain lehaza Pak forex forum pay app ko current affairs ko nazar may rakhtay hoye forum pay Kam karna hoga tab hi kamyab business Kar saktay hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

                        Asalam o Alikum dear Forex friends and dear member umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy achi mehnat ki zarorat ha ham is main jitni mehnat kareey gay kamyaab hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ki market ak world wide market ha or usa yeni doolar currency is ki main currency ha agar is currency ki kimat main kami ati ha ya is ki kimat ziada hoti ha to is say is pory business main bhi change ayee ga Q kay is business main say ham passy widhdraw bhi USA main karty han or deposit bhi USA main karty han Forex main hammy achi mehnat ki zarorat ha ham is main jitni mehnat kareey gay utna he kamyab hon gay baqi ghaty wadhy ta chaldy rasan
                        • #13 Collapse

                          Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

                          my dears forex member phaly pori dunyia ma corona virus say bot hi bury results mily ha sab karobar band ha or ab ya USA ma jo bi ehtejaaj ho rha ha who ya internation level par bi bury effect dal sakta ha kyu kay ya koi aik smaal reason nai ha USA ma aik police waly nay ksi black men par bot bura slook kia ha or jis say who ya sab bardasht na kar saka or us ki death ho gai or is say ab wha par wa ethejaaj ha or is say aik pori nation kay heart broken hova ha or jis say ya her din phalta ja rha ha or is say sab market band ah or log ghar say nikal kar road par aa gay ha or sab kuch block kar dyia ha or is say USA ki economie par bot bura asar ho rha ha or is say forex market ma dollars ki kimat ma bi bot kami aa sakti ha or ya masla kafi din say ha or ya na roka to is say bot hi bury sffect pary gay international market par
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: USA mai ehtejaaj ka international business pay asar Parr sakta hai ya nahi?

                            aapane Jo question Kiya Hai Uske response Mein Main aapko yah Kahana Chahunga ki aapane Jis baat ki taraf Ishara Kiya Hai vah bilkul theek hai agar Kisi bhi country Mein strikes ho rahi ho to use Mulk ki economy per Uske bahut bure ashrat padhte Hain ISI Tarah Agar America mein strikes ho rahi hai to uska Asar uski currency per padta hai Jiski vajah se currency e week Hona start ho jaati hai aur jab dollar week hoga to international market per Iske bahut ashrat padenge Kyunki ki puri Duniya Mein International trading dalit per hi hoti hai is vajah se a Agar USA mein main strikes ISI Tarah Jari Rahi to uska USA ki economics per bahut bura Asar Padega aur iske sath sath international business jitni bhi hai UN per bhi iska Asar ho sakta hai shukriya

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X