Apni mistakes ko next time avoids karey ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni mistakes ko next time avoids karey ?
    Bilkul teek baat hai jo banda apni mistakes ko avoid nahe karta aor wo bar bar same mistakes ko repeat karega har time wo niqsaan he otaega es leye jab ik mistake hojae tab es baat ka khyal rakna chaheye kay jo ghalti osnay pehlay ki hai aosko kesi sorat dobara dohraya nahe jaya aor apko ye baat zehan mai rakni chaheye kay jo banda apni mistakes say kuch nahe seekta aor humesha nakam he rehta hai es leye es baat ko har sorat mai yaqeeni banana chaheye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

    Yes ager is markete main success gain karni hai to Agar aapko Yahan per loss ho jata hai to Jis mistake ki vajah se aapko loss ho raha hai then find that mistake and next time use avoid karte hue kam Karen fir bhi aap is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain lekin agar aap use mistake ko ignore kar dete hain aur usse avoid Nahin Karte aur Bar Bar use mistake ko repeat Karte Hain To fir yah possible Nahin Hota ki aap is market Mein kamyabi Hasil kar sake because Yahan per aapka total dependence is chij per depend karta hai ki Aap Yahan per bahut hi careful hokar kam Karen aur jab aap Yahan per careful hokar kam karte hain Apne mistakes se avoid karte hue is business Mein Rang karte hain FIR aap ke liye is business Mein kamyabi Hasil karna possible ho jata hai
    • #3 Collapse

      Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

      hamain apni har mistaks ko avoid kar k hi hum achy say trade karni ho gi ta k earn karny main bi asnai ho saky gi aur hamain chahye is forum main kam kar k hi um asani say achi earning kar skaty hain but hamain is forum main kam kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur knowldge k begar hum kam nai ka rskaty hain so hamain is fourm main earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

        G bikul mistakeka ho jana koi issue ni hy hr kisi sa galtiyan ho jati hain but un ko repeart krna bht bura hota us sa loss ho ta hy forx m tarde xkrty howy b mistake ho jati hain but try kray us point ko talash kray jo weak hy or us ko improve krny ki koshish kray agr mistak bar bar hoti rhain to wo loss dain giii first time mistake ka hona hamim sabaq seekhata hy but un ka adi ho jana loss data hy nakami ki trf la jata hy agr ap forx m kamyab hona chahty hain to mistake s avoid kray un ko khatam krany ki koshish kray tb ap ko kamyabi mil skti hya
        • #5 Collapse

          Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

          yes dear, hmain jin mistakes ki waja sa loss ho jay un sa seekhain aur unhain clear karain aur next time un ko repeat na honay dain ta k hm achay trader bn sakain aur mazeed nakaami sa bach sakain, hmain mehnat k sath kam karna chaiay aur situations ko samajh kar trade k decisions lain jo mufeed hon
          • #6 Collapse

            Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

            Yes dear, mistakes sub say hoti hayn, laikin ager mistakes per timely control kar lia jaye to ye mistakes hamain achi learning and knolwedge ka sabab banti hain, or ager in mistakes say hum laparwahi karain or careless work karain gay to ye he mistakes hamary experience ko bhi waste kar dain gi.
            • #7 Collapse

              Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

              Asllam o alikoum dear aap nay kafi achi bat ke hai jab aik trader mistake krta hai na too nest time auto matic wo galti nhi hoti koun kay us time wo trader apnay loss say learn kr rha hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

                aapane bahut acchi baat boli Hai Ham Agar Ek dafaa Mistry Karte Hain To Hamen apni mistake se Sabak sikhana chahie aur isko dubara dohrane se perhaz karna chahie Agar Ham Ek Galti Ek Dafa karte hue Dobara Karte Hain To Matlab Ham learning nahin kar rahe
                • #9 Collapse

                  Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Bilkul teek baat hai jo banda apni mistakes ko avoid nahe karta aor wo bar bar same mistakes ko repeat karega har time wo niqsaan he otaega es leye jab ik mistake hojae tab es baat ka khyal rakna chaheye kay jo ghalti osnay pehlay ki hai aosko kesi sorat dobara dohraya nahe jaya aor apko ye baat zehan mai rakni chaheye kay jo banda apni mistakes say kuch nahe seekta aor humesha nakam he rehta hai es leye es baat ko har sorat mai yaqeeni banana chaheye
                  ji han dost apne sahi kaha forex business bhot hi acha business hai agar ham se koi mistake ho jai to hamain loss ka samna karna parta hai our agar ham fobara us mistakes ko nhi karte to hamain zror us main kamyabi hasil hoti hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni mistakes ko next time avoids karey ?

                    Ji han hamen apni mistakes ko avoid karna chahie agar Ham apni mistakes se learn Karenge To Ham kabhi bhi nuksan nahin utha payenge hamen chahie ki Ham apni mistake se learn Karen aur acchi tarah mehnat Karen apni galti ko sudhar tabhi Ham apne loss Ko recover kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen Dil lagakar kam Kare tabhi acchi tarah se successful ho sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X