skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????
    skill ko increse karna ho ga tab hi hum sucesful tradr ban sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny main bi asani ho saky gi aur hamain demo main practice kar k hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain expeirence hasil kar k hi hum oss sayy bach sakty hain aur hamainr ules ko mind main rakhna ho ga ta k earn ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

    Forex Trading me Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen I am not sure if you are right brother all Forex trading hai.
    • #3 Collapse

      Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

      gg hamy expert ban ky skills ko improve kar ky kam karrna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is ma i part time be kam kar saty ain hum is smai ful time be kam kar sakty hain ya kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy g a yai aik best business hain hum is mai apny boss kud ap he ity hain
      • #4 Collapse

        Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

        G Han Mehnat bahut zaroori Hy skills ko improve krny k liy is k mery khial main demo account aik wahid source Hy jis sy ap yeh target achieve kr sakty hain agar ap demo account p regularly trading ki practice krty Hain aur her angles sy annylsis krty ho to is main koi shak ni ho ga k apki trading skills her aay din ziada improve hon gi aur ap mazeed confidence sy trading kr Pao gy
        Last edited by ; 03-06-2020, 01:51 PM.
        • #5 Collapse

          Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

          اصل پيغام ارسال کردہ از: omair پيغام ديکھيے
          skill ko increse karna ho ga tab hi hum sucesful tradr ban sakty hain aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora karny main bi asani ho saky gi aur hamain demo main practice kar k hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain expeirence hasil kar k hi hum oss sayy bach sakty hain aur hamainr ules ko mind main rakhna ho ga ta k earn ho
          apni skil ko improve karne ke liye jyada se jyada demo account per practis Karen taka jab aap real account mein trade Karen to aapko usmein Koi mushkil darpesh na ho isliye jitna jyada aap is form mein practis karenge aur usko samajhne ki koshish karenge utna hi jyada aap achcha han han kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham ismein jyada se jyada twajo din aur isko learn krin
          • #6 Collapse

            Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

            ji han dost apne sahibkaha jab ham skills ko improve karne ki koshish karte hain to is ke lye ap ko mehnat karna hogi jab ap koi bhi kaam mehnat se karte hain to ap ko is main zror kamyabi milti hai our ap kamyab ho bhi jate hain.
            • #7 Collapse

              Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

              ji ha bilkul friends skills ko improve karne ke liye mehnat ki bohat zarrorat hoti hai .agar hum apni skills ko hi improve na kare ge tu is se hume bohat zyada nuqsan hoga .aur humari posts ki quality bhi achi nhi ho ge .agar hum zyada se zyada mehnat kare ge tab hi hum kamyab ho ge aur apni skills ko improve kar sakte hain .agar hume forex me kamaybhi chahie to hume apni posts ke target ko poora krna chahie aur yeh tabi mumqin hai jab humare pas experience aur learning ho gi .
              • #8 Collapse

                Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

                Bilkul dear Forex trading business mein agar Ham apni trading skills ko improve karne To Ham easily forest per Achcha profit hatane kar sakte hain aur apne earning ko increase kar sakte hain new members ko chahie ki vah demo count for practice Karen aur Market ka analysis karte hue trading Karen Is Tarah Ham easily apni reading skills ko improve kar sakte hain aur Market Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen Jitna Jyada practis Karni chahie aur forest mein jyada Se Jyada time spend karna chahie market ki up and down movement ko Dekhte Hue trading karna bahut jyada Jaroori hai apni trading School usko improve karne ke liye Agar Ham apni reading skills ko improve karne To Ham easily real account per profitable trading kar sakte hain aur apni earning ko increase kar sakte hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

                  skills Usi ke pass hoti hai jo apni life mein experience karta ho aur experience wala Bandar Kabhi Bina Kam Nahin Hota Hamen chahie apni skills ko improve karne ke liye market ka analysis Karen aur Market ke latest trend ko study Karen YouTube per lectures read Karen isase Hamare Mein Hosla aur mehnat karne ka jajba Paida Hota Hai because Hamara Paas S7 collect ho jata hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: skill ko improver karny k liye mehnt zrori hai ????

                    G han bilkul zarruri hay mehnat skills ko improve karne ke liye. Jese ke apne kaha ke forex me skills ko increase karengy tab hee kamyaab hongy. Skill ko improve ke liye khud self learning, Demo practice, Seniors Help, Must hay ke hum apne seniors ki help se apne ander wo chezein laein apne skills me wo chezoon ka izafa karein ji lazmi hay, khud mehnat karein learn karein, demo per practice karein bar bar practice karein apne apko check karein ke humney kitna improve kia kia humari mehnat rang larai hay kia humey or zada mehnat karni hay, ye check and balance khud bhi karein or seniors se bhi check karwain or advice lein.
                    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X