Trading mein ham apni trades per control kaise kar sakte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein ham apni trades per control kaise kar sakte hain?

    Dear friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki Forex trading bahut hi jyada risky business bhi hai to isliye agar aap ismein apne aap ko control Nahin Karte to aap nuksan hi Hamesha Karte Hain To isliye trading mein jyada lot size open karne ke liye control karna bahut jaruri hai aur uske liye aapko chahie ki aap apni leverage kam se kam rakhen Kyunki aapke account ki jitni leverage kam Hogi utani Hi Kam lot size aapke account mein open Hogi to aap Jyada nuksan Se Ban sakte hain Kyunki aap apni lalach ko control aur trading ko control karne ke liye leverage ko kam rakhen aap Hamesha acchi aur beta trading kar sakte hain Kyunki aapki kam trad he aap ko behtar profit mein aane ke bad newtrade open Karenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein ham apni trades per control kaise kar sakte hain?

      . Assalamu Alaikum dear friend is market mein aapane agar apni trade per control karna hai to uske liye aapko is market Mein learning Karni hogi uske bad aap IMO per practice Karke Khud Ko Kisi plant mind Mein nange Uske bad aap is market Mein Jagah kam karte hain to aapko US market mein fayda ho jata hai is market mein aapko time Lagana Hota Hai Uske bad aap is market Mein Apni trade per control kar lete hain aap Jab lot size Khud control Karte Hain To Uske bad aapki trade aapke Hath Mein Hoti Hai is market mein aapko Apne account Ko Dekhkar risk Lena Hota Hai
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Janab jo 2 tools hai jis sy trader apni trades ko control karty hain woh ap kay take profit or stop loss hoty hain. Ap in dunu ko chose kar kay apni trade ko behtar sy behtar bana sakty hain. Or koshish karain kay jab be ap trade open karain ap in dunu ko analysis sy find kar kay pir use karain. Ap es ka aisy use karain gy tu ap ko loss ho sakta hai. Ap apni trade main jab be trade karain sath main ap risk management kar skaty hain jis sy ap ko acha faida ho sakta hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X