Positive mind key sath kesy work kia jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Positive mind key sath kesy work kia jaye?
    Forex forum aur Forex market me traders ko kesy positive aur active ho kar work karna chaye kia har Forum member ko be positive mind key sath work karna chaye ya traders ko hi siraf postive rehna chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Forex forum aur Forex market me traders ko kesy positive aur active ho kar work karna chaye kia har Forum member ko be positive mind key sath work karna chaye ya traders ko hi siraf postive rehna chaye?
    Dear brother apni is market mein agar positive mind ke sath kam karna hai to uske liye aapko lalach Se Dur Hona padega Kyunki aap Jab is market Mein lalish Karte Hain To aap is market mein galat decision Lete Hain Aise Hi aapane is market Mein Chabi trade karni ho to aapko ismein sabse pahle yah dekhna Hoga Ki market mein aap hi trading strategy ke hisab se trade ban rahi hai to usmein aapko money management ke hisab se A trade place kar deni chahie aise hi agar aap is market Mein Koi trade Lagate Hain To usmein aap aap use pattern ke bare mein native sote Hue Yahi Kahenge ki aapko ismein nuksan ho sakta hai Agar aapke mind Mein Yaad Rahega to aap is market Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte isliye aapko chahie ki aap apne mind ko positive rakhen aur jo Patra ban raha ho money management ke hisab se is per trade Laga De Is Tarah aapko use per fayda ho jaega aur aapki trade aapko accha result Degi.
    • #3 Collapse

      Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

      Dear forex members haum Zindagi may kisi bhi Kam ko ake positive souch aur ake positive mind Kay sath hi poora kar saktey hany agar hamary mind may nagtivity hogi you haum koi bhi kaam behtareen tareekay say to karna door ki bat hay us Kam ko poora hi nai kar saktay to friends Pak forex forum pay you Kam karnay Kaye liye bohat zayada apney mind ko fresh air positive rakh na hoga tab hi haum kamyab traders ban saktay hay Pak forex forum pay Kam karney key liye apnay app pay trust hona bohut zayada lazmi haye tabhi app forum pay kamyab member ban saktay hay jab bhi traders koi trading kartay hay you bohut sabar Kay sath trading Kary jald bazi aur aggressive app ko loss ki taraf lay Kaye ga .
      • #4 Collapse

        Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

        G han deàr ap forex mai kam.kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam.mahnet aur lagan kay sath postive mind kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap aram kay sath aur soch samjh kay sath market mai anylsis kay hisab say kam.kartye hain tu ap zaroor kamyab ho jatye hain jub kay ager ap nay market mai mahnet say hat kay kam.kiya tu yaqeen manye kay ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap jub bhi trade lagtye hain tu ap ko pta hona chaye kay profit kay sath sath ap ko es mai lose bhi ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap apnye kam mai dil.laga kay kam karain aur ap es mai kabhi parshan na hun aur ap es mai postive mind kay sath kam saranjam dain kiyu kay postive mind kay sath kamyabi hamesha mil jatye hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

          Positive mind ho kay kaam kernay say traders ko bohat faiday hotay hain kiyu kay positivity hamesha achay option daiti hai aur negativity hamesha loss daiti hai. Senior or expert traders ki taraf say jab coll and calm reh kay kaam kernay ka kaha jata hai tou uss ka maqsad yehi hota hai kay traders apnay kaam ko positive lain aur positive ho kay he acha kaam kia jaa sakta hai. Forex trading mai achay kaam say yehi muraad li jaati hai kay achi trading ker kay achi earnings ki jaa sakey aur acha profit gain ker kay business ko barhaya jaa sakey. Her Forex trader ko profit ya loss dono honay ki soorat mai apnay aap pay bohat control hona chaiye aur jab bhi traders negativity ki taraf aatey hain tou unn kay reasons yehi profits aur loss hotay hain. Aur aakhir mai traders ko yehi seekhna aur samajhna phir bhi parta hai kay positive rehnay mai he faida hai
          • #6 Collapse

            Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

            Forex market mein kamyabi hameaha positive mind k sath kam kar k milti hai mean k ap forex mein kamyabi hasil karny k liye sirf mehnat aur knowledge aur practice ka sahara lyn kabhi bhi ap koi shor cut use na karyn aur market mein dil laga kar mehnat karyn aur learning hasil karyn aur jab trading karyn tu ap pehly demo account par trading ki training lyn aur trading ki practice karny k bad ap real account par aik proper planing k sath aur account balance k hisab se apny money management karny k bad trading start karyn aur hamesha aik bat zehn mein rakhyn k lalach aur emotions ko control karyn gy kyun k ye aisi mistakes hain jin ki waja se bahut loss hota hai is liye apko chahiye k ap patience k sath aur small lot k sath trading karyn aur apny capital ko grow karyn aur forex tarding aik bahut mushkil buisness hai kabhi bhi learning hasil karna mat choryn aur rules ko ignor mat karyn aur over trading na karyn jab tarders ko kuch profit hota hai tu wo samjhty hain hamyn market mein kamyabi mil gai hai but dear aisa ni hota forex market mein kamyabi hamesha time deny se aur struggle karny k bad milti hai is liye dil laga kar kam karyn aur aik professional trader banny k liye mehnat karyn aur knowledge aur practice karyn aur positive mind k sath kam karyn tu apko success zaroor mily gi aur ap ak din achy trader ban jayn gy
            • #7 Collapse

              Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

              Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab or ap kay ghar waly theek hon gay or mehfooz hon gay forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main ham jitni mehnat kareen gay is market main utny achy results hasil kareen gay is market main hammy positive kam kar kay he achy results hasil kay ja sakteen han is market main hammy har waqat jab bhi kam kar rahy hon gay to is main acha profit gain karny kay leye is say hameshaa apna mind ko bilkul he sai rakhna hota ha is main hammy apna mind bilkul he freesh rakhna hota ha is main kamyaabi hasil karny kay leye is say kay demo account pa jitni ho sakeey is ki parectice kar kay is say utny he achy results hasil hoty han demo account pa kam karna hamary leye bahut he acha kam ha is say jab ham real main jaty han to is say acha profit gain kar sakteen han
              • #8 Collapse

                Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Forex forum aur Forex market me traders ko kesy positive aur active ho kar work karna chaye kia har Forum member ko be positive mind key sath work karna chaye ya traders ko hi siraf postive rehna chaye?
                Dear aapane Jo question Kiya Hai Iski Jawab Mein Main aapko yah batana chahta hun Ki Jab aap trading ko join Karte Hain To usmein Positive Thinking Ke Sath Na kam start kar diya Karen agar aap ki thinking positive Hogi to ismein aap hi bahut Sare fayde Hasil ho sakte hain aapke decision bhi acche Honge aur aapki trading bhi acchi Hogi lekin Agar aapki thinking positive Nahin Hogi aur aapke mind Mein pahle hi bahut sari chijen hongi ki Ham Ko nuksan Ho Jaega yah Hamari trading acchi Nahin Hogi ya iske liye Hamen bahut Sare problem face karne padenge to Fir ine sari chijon Ka Asar aapke decision per per Hota Hai Jiski vajah se aapke decision galat ho sakte hain aur aapki trading per uska bahut bura Asar pad sakta hai isliye aapko koshish Karni chahie ki aap Jab Bhi trading Karen post ko Positive Thinking ke sath kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                  Jo log forex trading ko bilkul easy letey hen woh forex trading men kamyabi hasil nhi kar saktay kiun k forex trading aik tough business hey iss men aatay tu bahut ziyada log hen lekin ziyada tar log nakam ho jatay hen jahan tak mera khayal hey forex trading men 50 percent log nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir forex trading ko serious len aur apna mind positive rakhen kiun k forex trading men jo log hardworking jari rakhtay hen woh zaroor kamyab traders ban jatay hen aur forex trading men negative mind k log kamyab nhi ho saktay iss liay pahlay posting k zariay aur seniors se rabta kar k achi learning hasil karen aur phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir market ka analysis karen aur time ki achi investment karen aur daily base pe forex trading men 10 hours zaroor kam karen aur lalach aur jald bazi se perhez karen aur soch samaj kar fresh aur cool mind k sath trading karen aur apnay balance aur experience k hisab se achi lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Forex forum aur Forex market me traders ko kesy positive aur active ho kar work karna chaye kia har Forum member ko be positive mind key sath work karna chaye ya traders ko hi siraf postive rehna chaye?
                    Dear ais market mai hum ne jab kaam karna hota hai to ais market mai hum ko khud positive sochna hota hai aor ais market mai jo process hai aus k hisab se kaam karna hota hai ais market mai hum acha kaam tab kar skaty hai jab hum ais market mai planing kar lety hai ais market mai hum agar risk lety hai to aus mai hum ko ye pata hona chaye k ais market mai hum agar positive ho k kaam karty hai to humra loss bhi ho ga to hum ais market mai disheart nai ho gy ais market mai hum ko plan karna hota hai aor aus k hisab se kaam karna hota hai ais market mai hum ko planing karni ho gi aus k baad hum ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai humry mind ki sari game hai ais mai mind sahe hoga to hum ko kamyabi mil jaye gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                      Dear aisy ha ke ye har member ko positive mind ke saath kaam karna chahye kyun ke koi bhi insan jab tak positive mind ke saath kaam nahi krey ga wo kabi bhi kamyaab nahi ho sakta aur isi tarha agar aap market mein live trading kar rehy hn to aap ko postive mind ke saath aur mehnat ke saath kaam karna hoga tab hi hum kamyaab ho sakty hein is ke sath sath hamen apny emotions pe b qaabo rakhna hoga aur apny experience ko broye kaar la kar achi trades lagani hogi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                        Asalam o Alikum dear forex friends umeed ha kay ap sab or ap kay ghar waly theek hon gay g bhaoi jan forex aik bohat hi lajawb business h is ma hamy kam karna ka liya bohat mehnat karni parti ha hamy es ma bohat sa ruless ko follow karna parta ha agr ham en ko follow nai karta to kabi bi kamyab nai hu sakta es liya hamy mehnat karni hu gi apna mind ko postive kar ka kam karna hu ga online markit ma har koi kam kara ha is ma hamri choti si galti hamy bohat zyada nuksan dati ha or yahi bari waja bi ha agr ham trading ma apna mind postive nai rakhta to hamy losse huta ha hamy markit ma aik plan bna ka kam karna hu ga agr hamra pass aik acha plan ha to hamy es ma bohat acha kam kar sakta han q ka jab kisi kam karna ma hamra aik point a jata ha yaha asa karna ha to ham os ma kabi nakam nai hota osy ham bohat achi tara karta ha aik matlb sa life guzari jay to ham osy achi tara guzar lata han q ka hamri life ka aik mission huta ha aik acha plan huta ha ham to hamy osy guzar lata han or os ma koi rkwat a bi jay ham easyli handl kar lata han es liya hamy har kam ko karna ka liya bohat mehnat karni hu gi apna mind ko postive rakh ka kam karna hu ga aik planna bnana sa bi ap es ko postive rakh sakta han
                        • #13 Collapse

                          Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                          Positive thinking of a psychological behaviour ko identify karti hai agar aapane all detail thinking ke sath trading karna hai aapko emotional control avoid greed fake trading market movement ko identify karna hoga iske liye aapke pass maximum demo account practis hogi to aap sabar ke sath trading kar sakoge aur aapki management acchi hogi leverage aapko maloom hai ki 1ratio 50 itni dangerous leverage nahi hai balki ek initial stage per perfect leverage size hai high breathing ke liye aapko lot size ke bare mein bhi information honi chahie Ham ne minimum lot size use karna hota hai initial stage per hamare pass experience kam hota hai aur ham agar greedy approach ke jariye trading karenge aur maximum lot size use karenge to hamen trading market mein apna deposit amount ya bonus amount wash ho jaega isliye hamen management karna hogi aur positive thinking ke sath technical fundamental and sentimental analysis hasil karte hue trading market mein trading karna hogi iske liye hum successful approach rakh sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                            Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
                            Ji han dosto koi bi business ho hun agr positive mind ke sath kerty hein to kamyab ho jaty hein or acha naam bana lety heinais market mai hum ne jab kaam karna hota hai to ais market mai hum ko khud positive sochna hota hai aor ais market mai jo process hai aus k hisab se kaam karna hota hai ais market mai hum acha kaam tab kar skaty hai jab hum ais market mai planing kar lety hai ais market mai hum agar risk lety hai to aus mai hum ko ye pata hona chaye k ais market mai hum agar positive ho k kaam karty hai to humra loss bhi ho ga to hum ais market mai disheart nai ho gy.THANKX
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Positive mind key sath kesy work kia jaye?

                              Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan apni is market mein agar positive mind ke sath kam karna hai to uske liye aapko Lal Se Dur Hona padega Kyunki aap Jab is market Mein Laal Ishq Karte Hain To aap is market mein galat occasion Lete Hain Aise Hi aapane is market Mein Chabi trade karni ho to aapko ismein sabse pahle yah dekhna Hoga Ki market mein aap hi trading se kar ke hisab se trade ban rahi hai to usmein aapko money management ke hisab se tradeplus kar deni chahie aise hi agar aap is market Mein Koi trade Lagate Hain To usmein aap use Patan ke bare mein net suit Ho Yahi hi Kahenge ki aapko ismein nuksan ho sakta hai agar aapko aapke mind Mein Yad Rahe to aap is market Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte hain isliye aapko chahie ki aap apne mind ko positive rakhen aur jo Patan ban raha ho money management ke hisab se is per trade lagaen Kisi Tarah aapko use per fayda ho jaega aur aapki trade aapko Achcha result Degi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X