take profit ko ignore krny sy acccount ko nuqsaan ho jata hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: take profit ko ignore krny sy acccount ko nuqsaan ho jata hain ?

    Ji han bilkul take profit ko ignore karne se aapko is vajah se nuksan hota hai ki Jab Bhi aap trading open Karte Hain To aap market Mein take profit to use Nahin Karte lekin Kuchh time aisa hota hai ki Jab market per level per Jaati Hai To Uske bad Jab down a jaati hai to aap trade close nahin kar paate Jahan per aap ka target hota hai to isliye target Ko Jab aap set Karte Hain To vahan per take profit ka istemal bahut Jaruri ho jata hai to isliye is jaruri hai ki apni Har trade Mein take proper aur stop loss ka istemal Karen Taki aapko Koi Bhi nuksan Na Ho aur aap ko profit ki ration jyada ho jaaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: take profit ko ignore krny sy acccount ko nuqsaan ho jata hain ?

      Take profit ko ignore kar leny se na siraf hamary account ko nuqsan ho sakta hay es ki waja se hamy profit ko manage karny me be mushkil ho sakti hay, hamara profit har tarha se manage be hona chaye aur profit safe be hona chaye, profit mehnat karny se hi hasil hota hay es ko loss key ley market me nahi rakna chaye, agar kam se kam profit be kesi trader ko ho to es ka safe ho jana hi trader ko faida de sakta hay aur take profit na laga kar ham apna profit kabi be safe nahi rak sakty hey aur na hi es ki ham protection karny me kamyab ho sakty hey hamara profit take profit tool ki waja se har condition me hi mehfooz ho sakta hay.
      • #18 Collapse

        Re: take profit ko ignore krny sy acccount ko nuqsaan ho jata hain ?

        Asalam o Alikum dear Forex friends and members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ap sab janty han kay Forex ka business bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat ki zarorat hoti ha Forex ki market ak international market ha is main kam karny kay leye achi education kay bad is ki demo parectice ka hona bahut zarori ha is main ham jitni ziada mehnat or lagan kay sath kam kareey gay is main utna he success ho sakeey gay is market main jab bhi ham trade lagaty han to isi market main is ko control karny kay bhi methed hoty han jesa kay stop loss or take profit in ko use kar kay ham achi trade kar sakteen han or agar in ko istamal kareey to hammy bahut sary nuksan ka samna karna par saktaa ha is leye inheey lazmi istamal kareen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: take profit ko ignore krny sy acccount ko nuqsaan ho jata hain ?

          ap ager acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap es mai apna kam acha kartye hain tu ap es mao hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap har aik tool kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain kiyu kay take profit yani kay tp ka kafi faida hai aur esi tarha stop lose yani kay sl ka bhi apna faida hai tu ap ka kam hai kay ap trade lagtye hain tu es mai ap tool kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu ap es mai acha kam tabhi kartye hain jub ap es mai acha kam kartye hain aur es mai ap tool ka istamal kartyr hain kiyu kay ap ka kam tabhi acha hai jub ap trade lagtye hain market mai acha kam kartye hain aur ap es mai har aik tool ka istamal karna seekhtye hain jis kay bad ap es mai ap kamyab ho jatye hain tu kosesh aur mahnet kay sath har aik tool ka istmal kar kay ap es mai kamyab ho jatye hain

          اب آن لائن

          Working...
          X