News ko dekh k trade krna kesa hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ko dekh k trade krna kesa hai?
    Dears aap sb jante hai ke forex eik bht e mushkil kam hai is m mahnt ki zarort hoti hai jo b Is main mahanat krega kamyab hoga Aaj ka topic hai News ki ahamyat G to dear Mere khayal se News bht acha Kam hai trade lagane se phle uss dekh ke jaiza le k buy ja rha hai sell Phr e ja k kise p trade lagai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

    Dear friend jab se Corona viras aya hey forex market pe bahut ziyada effect huwa hey jiss ki waja se market bahut ziyada risky aur dangerous position men hey iss liay trading karna mushkil ho gaya hey kiun k fast aur unexpected movement ki waja se account jaldi wash ho jata hey iss liay aj kal news forex market pe bahut ziyada effect karti hen aur news k mutabik market ki movement zaroor hoti hey aur kuch log news ko follow kartay hen jiss ki waja se woh achi trading kar k acha profit kama letey hen lekin forex trading aik risky business hey iss men market kabi kabi news k opposite move kar jati hey iss liay bara loss bhi ho jata hey iss liay her waqt news pe depend karnay k sath sath apnay knowledge aur experience pe depend karen aur market ka mukamal analysis karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
      Dears aap sb jante hai ke forex eik bht e mushkil kam hai is m mahnt ki zarort hoti hai jo b Is main mahanat krega kamyab hoga Aaj ka topic hai News ki ahamyat G to dear Mere khayal se News bht acha Kam hai trade lagane se phle uss dekh ke jaiza le k buy ja rha hai sell Phr e ja k kise p trade lagai
      Dear ais market mai ap ne jab bhi trade lagani hai ap ko aik dafa news calendar dekh lena chaye ais se ap ko ye pata chal jata hai kon si news aa rahe hai aor aus ki waja se market mai kitni moment ho sakti hai ais k sath ap ais market mai agar news par trade karna chaty hai to ap ko aus mai ye pata chal jata hai k data kaisy aye to ap ko ais mai trade karni ho gi ye sari baaty ap ko news ki detail ko read karny se pata chal jati hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko news k time apni trade k sath stop loss use karna ho ga aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko news ko dekh k kaam karny mai kafi zayda faida ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

        G dear news pay kam karna kafi better hai kiyu kay ap ka kam hai kay mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap news kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam acha karain ta kay ap ko bad mai masla na banye ager ap kam acha kartye hain tu ap es mai acha kam kartye hain aur ap hamesha he es mai kamyab hai tu apnye kam pay focus dain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay kafi log hain jo kay news pay kam kartye hain jub kay aik acha trader hamesha news pay he trade lagta hai kiyu kay news pay kam karna he kamyabi hai ap ka khyal mai ager ap news kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai zaroor kamyab ho jatye hain tu ap apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karain aur anylsis kay sath sath ap ka kam hai kay ap news kay sath bhi kam karain mahnet aur lagan kay sath apna kam kartyr rhain ager ap es tarha kam.kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu acha kam he kamyabi hai jub kay news pay kam karna mai he kamyabi hai tu ap ka kam hai kay ap news pay kam kartye rhain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

          Bilkul dear Hamen Forex trading business Mein Hamesha news ko Dekhte Hue ki trading Karni chahie Agar Ham news ko Dekhte Hue trading Karenge To Ham easily Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur apni earning ko bhi increase Keh sakte hain senior traders prefer Karte Hain Ki Hamesha news Ko Dekhkar aur Market ki movement ko Dekhte Hue trading Karen bahut se traders news to ignore karte hain without news analysis trading Karte Hain Aise traders kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte Kyunki news bahut jyada effect Karti Hai market Mein Jiski vajah se Hamen profit ke sath lot Ka Samna bhi karna pad sakta hai hame koshish karni hai ke Forex trading business mein Forex trading business bahut jyada technical business Hamen Agar without analysis trading karni ho to Ham kabhi bhi achcha profit Hansi nahin kar sakta aur Hamesha nuksan ka Samna karna padega sometime Hamara account bhi was ho jata hai Hamen Apne account ko secure Ne ke liye Hamesha koshish karni hai kis trading Karen aur apne analysis ko Dekhte Hue trading Karen aur kabhi bhi news ko ignore na Karen Shukriya
          • #6 Collapse

            Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
            Dears aap sb jante hai ke forex eik bht e mushkil kam hai is m mahnt ki zarort hoti hai jo b Is main mahanat krega kamyab hoga Aaj ka topic hai News ki ahamyat G to dear Mere khayal se News bht acha Kam hai trade lagane se phle uss dekh ke jaiza le k buy ja rha hai sell Phr e ja k kise p trade lagai
            Yes dear aapki baat bilkul theek hai Jab Ham news Ko Dekhkar trading Karte Hain To yah Hamare Liye Ye bahut fayda ho sakta hai aur ham bahut accha profit Hasil kar sakte hain Kyunki kuch commodities aur currency pair ki trading totally directly related Hoti Hai news ke sath aur jis kism ki news Aati Hai Unki market Mein Usi hisab se movement Bhi Ho Jaati Hai is Sare process ko fundamental analysis bhi Kaha jata hai isiliye Kahate Hain Ki analysis per bahut jyada focus Kiya Karen.

            Types of News:
            Dear jab aapko market Mein different news milati hai to aapko FIR usmein Thodi Si mehnat Karni hoti hai aur news ko follow karna hota hai ki is news ki Kitni importance Hai Kyunki news 3 type ki hoti hai aur uska market per Asar bhi depend Karta Hai uski type ke hisab se

            1: High-Impact news
            Dear kuch news Aisi Hoti Hai Jinka market per bahut jyada impact Hota Hai Is Tarah Ki news Jab Aati Hain to market ki movement bahut fast Ho Jaati Hai Aur vah bahut Teji ke sath Upar ya niche a Jaati Hai Is Tarah Ki news ka bahut jyada Khyal Rakhna chahie

            2: Medium-impact news
            Dear news ki second type HI medium impact news in Ka bhi market per Kafi Asar hota hai lekin high-impact se inke ashrat Thode Se Kam Hote Hain

            3: Low-impact news
            Dear news ki third type Ha low impact news Jab low impact news Aati Hai To Unka market per bahut kam Asar hota hai ya Kabhi Unka market per Koi Asar Nahin Hota Jab Bhi Koi news aaye to aapane uski votality check Karti hoti hai ki iska market per Kitna impact ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

              news trading bohut he achi trading hoti hai aksar jitny bhi trader hain ju ky forex ko professional ky toar par karty hain wo ziada tar news pay he trading karty hain kyon ky news time market main kafi taiz movement hoti hai jiss main ap aik say do hour laga kar he forex main achi earning kar sakty hain aur kuch expert kuch he hour main apny account ko double kar laity hain mager news trading jitni profitable hoti hai utni he loss bhi day sakti hai ager ap ky pas acha knowledge aur acha experience nahi tu ap news pay loss bhi kar sakty hain pehly ap ko jitny bhi news events hain in ky bary main information honi chahye aur us ky bad ap ki demo account main practice honi chahye jab ap ko achi tara say samjh main aa jay tab he ap ko news trading karni chahye.
              • #8 Collapse

                Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                Jee dear members Pak forex trading may haumay kamyab business karna hay to haum international business market ki need aur update ko nazar andaz nai kar saktay hay Pak forex forum business pay mehnat Kay sath sath app ko market ki movement ki news ko analysis kartay hoye agar Pak forum pay trading kertay hay to haum hand some profit hasal karney may kamyab hotay hay Pak forex forum business pay hamary seniors hamesha trading Kartay hoye market ki news pay focus kartay hoye Kam kartay hay to profit haasil kartay hay haum market ki movement ko daikhtay hoye aur news pay focus kartay hoye Kam kartay hay to ake achi earning hasal karney may kamyab hotay hay Pak forex forum business pay news ki bohut so types hoti hay to hamany market ki movement Kay hisaab say apny liye select kar Kay trade open kerni hoti hay to haum kamyab business karney may kamyab hotay hay .
                • #9 Collapse

                  Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                  Forex market mein news ko dekh kar trading karny mein he fiada hai kyun k jab news ati hai tu market technical analysis ko follow ni karti aur jo tarders fundamental analysis par trding karty hain unko profit hota hai aur apko ab btana chahta hon k ap news ko check kaisy kar sakty hain tu diffrent websites par new calender available hota hai aur main tu investing.com par news check karta hon ap jab ye website open karyn gy tu jin din ki news check karni ho wo select karyn for example aj ki karni hai tu today ki select karyn aur aur time zone apny area ka select karyn +5 GMT karachi ka time zone hai select karyn tu apko news ka time show ho jaye ga aur kis currency ki news hai ye bhi pata chal jata hai aur news ka kya impact hai high impact ki news hoti hai aur low impact ki hoti hai aur medium ki hoti hai is liye lazmi news ko follow karyn aur money management k sath tarding karyn tu apko faida hoga is liye achi tarha analysis analysis kar k trading karyn aur jitni mehnat karyn gy apko faida hoga aur kamyabi mily gi
                  • #10 Collapse

                    Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                    Dear forum fellows news ko dekh kr trading krna profitable hai har management aor strategy apko kamyab bna skti hai agr ao market ma proper analysis ko follow krty hain to apki har approach fundamental aor technical ho gi aor apko professional trading ky sqth kam krny ka experience hasil ho ga jo ap ky leay earning ka sabab bn skta hai agr ap trading ky leay dosry factors ko dekh ky kam kro gay to aoko trading ky leay asani ho gi management krny aor support and resistance ko use kr ky stoploss take profit lgany ma bhi koi tension nhi ho gi is ma apko yeh bat bhi achi trah sy maloom kr leni chye ky agr qp trading marlet ko feild ma apne target aur bro goals ko achieve karna chahte ho aur aap trading market mein parmanent kamyabi ka daromadar dekhna chahte ho aap reading ke liye skills ko demo account mein hasil kar sakte ho demo account aapke liye best source hai jahan sy apko sara practicing work strong informed skills mil jati hain
                    • #11 Collapse

                      Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                      FOREX TRADING BUSINESS
                      Bilkul dear acchi baat ki hai aapane Forex trading business Jahan per bahut behtarin hai wahin per bahut risky bhi hai Hamen is business ke andar Achcha kam karna hoga aur Achcha decision Lene Ki Koshish Karni hogi uske bad Ham is business ke andar bahut acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur apni kamyabi ko future Tak secure banaa sakte hain
                      OBSRVE OR STUDY NEWS
                      Theek baat ki hai aapane dear main aapki is Baat se agree karta hun Agar Ham news ko study karne ke bad Apne kam Mein unko follow karne ki koshish karen Uske according apni trade open karne ki koshish karen to Ham definite baat hai Achcha result Hasil Karenge Kyunki is Waqt market ki jo situation chal rahi hai use per news bhi bahut effect ho rahi hai agar Ham news ko acchi Tarah Se study Karen Uske according information Hasil karne ki koshish karen aur Usi ke according acchi entry find Karke acchi trading co possible banane ki koshish karen to hamare liye acchi earning Hasil karna Koi masla Nahi rahega isliye Hamen is Waqt Jitna ho sake Apne trading Mein fundamental analysis ko importance Dene Ki Koshish Karni chahie Taki Ham apni trading ko aasani se successful Banakar Achcha profit Hasil karne mein Kamyab Ho jaen
                      • #12 Collapse

                        Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
                        Dears aap sb jante hai ke forex eik bht e mushkil kam hai is m mahnt ki zarort hoti hai jo b Is main mahanat krega kamyab hoga Aaj ka topic hai News ki ahamyat G to dear Mere khayal se News bht acha Kam hai trade lagane se phle uss dekh ke jaiza le k buy ja rha hai sell Phr e ja k kise p trade lagai
                        Dear brother is market mein aapane a jab kam karna hota hai to ismein aapko Ek schedule ke hisab se kam karna hota hai is market mein aap Jab kam karte hain to aapko ismein rojana ke hisab se ek schedule banaa Lena chahie is market mein aap Agar kam Karte Hain to aapko ismein Aise kaam karna chahie Jaise aap is market Mein mehnat karte hain aapko ismein kamyabi per Jaati Hai is market mein aapko news ke time per trade isliye Nahin Karni chahie aap is market mein kam karte hain to aapko ismein ho sakta hai ki aap is market Mein kaam karte hain to aap is business ke time per trade karne ke liye kam karna hota hai is market mein aapko news ke time per rate Lagane se ho sakta hai Kafi jyada nuksan ho jaaye Kyunki news aane ke bad market Kakinada volatile Ho Jaati Hai Uske bad aap is market mein aasani se prapt banaa sakte hain Agar high volatile aur aap trade Laga Dete Hain To usmein Jab market apni Maut Naman karti hai aur Wapas friendly match start karti hai to aapko use termux and ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap is market Mein aaram se kam Karen Jab market main uska Asar khatm ho jaaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Yasir/pips پيغام ديکھيے
                          Dears aap sb jante hai ke forex eik bht e mushkil kam hai is m mahnt ki zarort hoti hai jo b Is main mahanat krega kamyab hoga Aaj ka topic hai News ki ahamyat G to dear Mere khayal se News bht acha Kam hai trade lagane se phle uss dekh ke jaiza le k buy ja rha hai sell Phr e ja k kise p trade lagai
                          Forex trading main news ki both ziada importance ha jab bi hum bagar news ko dakhty trading karny gy to humy utna he loss k chance ziada hoty han is ley humy chae ha news k any tak wait karny or jab news aa jay to humy us waqat result dakhena chae ha or us k bad trade open karni chae ha result k mutabiq ta k humy loss k chances both kam hon or maximum profit hasil kar saken or forex trading main kamyab ho saken is k ley humy ziada sy ziada mehnat karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum kamyab ho saken gy is ley humy economic calendar ko daily dakhena ho ga or is main any wali sari news ko check karna ho ga or us k mutabiq he trading karni ho ge ta k hum log behtar trading kar saken gy or forex trading main mehnat kar k kam karany gy ache trading kar k kamyab hon gy is ley news pe tawaja dani ho ge
                          • #14 Collapse

                            Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                            asslam o alaikum umeed karta ho mara forex forum ma karna wala sab thk hu ga ya aik online business ha jis ma hamy kam karna ka liya bohat zyada mehnat karni huti ha hamy markit ma kam karna ka liya bohat zyada chizo ko follow karna huta ha bohat sa member news kofollow kar ka kam karta han markit ko hamy zyada sa zyada trend ko samjna hu ga news ko follow karna thk ha but news kai bar markit ka tradnd sa olt kam kar rahi hutii ha es liya agr hamy news ko follow karna ha to hamy es ma zyada sa zyad khud bi analysis karna hu ga jab tak ham markit ko khud nai samj lata ham kabi kamyab nai hu sakta es liya markit ma hamy news ka sath es ko bi achi tara analysis karna huta ha acha trader kbi bi news ko dakh ka os wakt tak es ma trade nai karta jab tak esy markit ki samj na a jay aj kal ki bat kara to virus ki waja sa halat bohat zyada khrab han hamy markit ma kam karna thora asan ha q ka ab ham agr news ko follow kata han to hgamy es sa bohat acha profit hasl hu skata han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News ko dekh k trade krna kesa hai?

                              Assalamu Alaikum dear friends news trading bahut hi acchi trading Hoti Hai Aksar jitne bhi trader hai jo ke Forex ko professional ke Taur per Karte Hain vah aadaton news per hi trading Karte Hain Kyunki newstime market Mein Kafi Tej movement hoti hai jismein aap ek se do aur lagakar hi Forex Mein acchi earning kar sakte hain Oru Kuchi Kuchi our main apne account ko double kar lete hain Magar news trading Itni protein profitable hoti hai utani hi Laut bhi de sakti hai agar aap ke pass Achcha knowledge experience Nahin to AAP news per loss bhi kar sakte hain pahle aap ko jitne bhi news events Hai inke bare mein information honi chahie aur uske bad aap ki demo account mein practis honi chahie Jab aapko acchi Tarah Se samajh mein a Jaaye tab hi aapko news trading Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X