Crose trade ka faida hai ya lose?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crose trade ka faida hai ya lose?
    G dear friends forex trading mai ye phuchna chata hun kay ager ap trading kartye hain aur crose trading kartye hain tu us mai ap ka faida hai ya nuqsan hai please koi breef kar daye??
    $$$ Never Give Up $$$
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

    Cross trade ka nuqsan hi ho sakta hay es ka koi faida nahi hota agar cross pairs me trading ki jati hay to kesi 1 trade me to profit yakeeni ho sakta hay magar other kesi pair me zeyada loss be ho sakta hay, es bat ka khayal rakna chaye key kabi be cross trades open nahi karny chaye aur hamesha kesi 1 hi pair me trading karny ko tarjeeh deni chaye, traders ka goal profit earn karny ka hi hota hay agar traders cross pairs me trading karen gey to un ka koi 1 trade to zaror profit kary ga magar trader ko ye be pasand nahi hota hay key kesi aur trade me un ko same time me hi loss ho jaye es loss ko recover karna hi mushkil kam hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
      G dear friends forex trading mai ye phuchna chata hun kay ager ap trading kartye hain aur crose trading kartye hain tu us mai ap ka faida hai ya nuqsan hai please koi breef kar daye??
      Dear aapane Jo question Kiya Hai cross trading Ke Hawale se to yah Ek technique Hai Jisko hedging strategy Kaha jata hai yah aapke liye Jaruri Nahin ki aap Hamesha is technique ko istemal Karen yah use Surat mein aap technique istemal kar sakte hain Jab aap ek trade Lagate Hain aur vah trade aapke analysis aur aapki observation ke hisab se a market ki movement use Tarah Nahin Hoti aur vah aapki trade nuksan Mein Teri Jaati Hai To is situation per aap Uske against Ek Aur trade Laga Dete Hain jisse aapka account hedge ho jata hai FIR aap ka ek account nuksan mein rahata hai aur ek trade aapki profit Mein Leti Hai To fir Jab Ek great aapko Achcha profit de rahi hoti hai aap usko close Karke market ke reverse aane ka Intezar karte hain Taki aapka han vah account sev Rahe aur aap baat jaen lekin is strategy ko istemal karne ke liye Achcha Na Lage Aur acche analysis ki jarurat hoti hai isliye aap Har situation per is cross trading se avoid Karen
      • #4 Collapse

        Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
        G dear friends forex trading mai ye phuchna chata hun kay ager ap trading kartye hain aur crose trading kartye hain tu us mai ap ka faida hai ya nuqsan hai please koi breef kar daye??
        Dear ais market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai aisy pairs select karny ho gay jin par ap achi trade kar skaty hai ais market mai ap ko trade lagnai hai to ap ko ais market mai apko mehnat karni ho gi ais market mai ap ko time lagana ho ga uas k baad ap ais market mai jitna time lagaty hai ap ko ais market mai kaam karny ka faida ho jata hai ais market mai ap mehnat karty hai to ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap kisi bhi pair par trend ko samjh k trade lagaty hai aor ais market mai mehnat karty hai ais market mai ap ko trade karny k liay chart ko dekhna hota hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AB75 پيغام ديکھيے
          G dear friends forex trading mai ye phuchna chata hun kay ager ap trading kartye hain aur crose trading kartye hain tu us mai ap ka faida hai ya nuqsan hai please koi breef kar daye??
          Dear brother off is market Mein cross fair trade karte hain to usmein aapko yah fayda hota hai ki Inki moment Kafi Jyada fast hoti hai pair mein aap Agar rojana Keemat ko Dekhen to Kafi Jyada yah fayda ho sakta hai ismein Sabse acchi bajay hoti hai ki aapki trade Agar ek side per Lagi Hui Hai hi aur aap ke opposite market Agar Jati bhi hai to aapko ismein mauka Mil Jata Hai use trade se nikalne ka kya Ke crosswires Main Market ring banati Hui Jaati Hai Kai dafa Ek Taraf format karne ke bad dubara Wapas a Jaati Hai is time aapko yah dekh lena chahie ki agar aapane market ke train ke opposite Lagai hui hai to aap use trade se nikal jaen ismein ho sakta hai aapko Kai dafa thoda se nuksan mein trade to close karna Pade Magar isase aapka account safe rahata hai aur aap kara spare per apni trades per Jyada profit earned kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

            Asalam o Alikum dear Forex friends and members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak buhut he acha or lajawab business ha is main success hasil karny kay leye achi education kay sath sath bahut ziada parectice kay bad is kay analysis ko strong kar kay is main say acha profit gain kar sakteen han Forex ki market ak international market ha is main hammy bahut sari trade karny ko milti han Forex main ham ak easi trade bhi ha jo crose trade kay name say jani jati ha ye ak base currency nai balky crose currency hoti han jin pa trade kar kay ham acha profit gain kar sakteen han ye crose trade ak he move main kafi earsy tak move karty han or is main ham achi trade kar sakteen han isi leye is main achi trade karny kay leye is main achy analysis kar kay is main trade shoro kar sakteen han
            • #7 Collapse

              Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

              trading karne ke liye different source istemal karna hote hain aur different strategies ko istemal karke trading market mein kamyabi hasil ki ja sakti hai agar aap prostrating karna chahte ho to aapko maloom hona chahie ki aap hedging trading strategy ke bare mein hedging trading strategy karo aap ki maloomat agar acchi hogi to aap kamyab ho sakte ho forex trading member main aapko yah batana chahta hun trading ke liye aapko important factors maloom hona chahie jaise aapane management karni hai aapke pass support Ho resistance aapko pata Ho moving average aapane use kar leni hai uske bad aapane intraday trading aur prostrating karna hogi aapko maloom hai ki trading market mein independent trading ho sakta hai independent analysis future businessman aapko kamyab banaa sakta hai iske liye aapane jyada nahin karni hai aur apne aap ko source only trading ke liye multiple approaches istemal karke apne account se rakhna hai aur apna target achieve karna hai
              • #8 Collapse

                Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

                Bhai forex trading market bahut he wide business hai aur poori world se lakhon traders is market mein kam kar rahy hain aur daily trillion dollar ka business hota hai is market mein aur is market se earning karna itna asan ni hai kuch log hoty hain jo kamyab hoty hain aur har tarder apni mehnat se aur knowledge se different strategies par kam karty hain aur isi tarha hedging bhi aik strategy hain jisy ap cross trading kehty hain aur cross tarding se bhi log bahut acha profit earn kar lety hain but ap k pass experience hona chahiye aur hedging strategy k liye ap k pass acha experience hona chahiye aur agar ap ko aik side par profit ho raha hota hai tu ap k analysis achy hon tu ap jab trend change ho tu ap profit wali tarde close kar dyn aur jab market wapas jaye gi tu apka loss kam hota jaye ga aur apko faida hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

                  g bhai jan forex aik bohat bara business ha jis ma hamy kam karna ka liya bohat zyada mehnat ki zarort huti ha agr es kam ko karna ma ham achi mehnat karta han to es ma hamy achi kamyabi bi mil jati ha es liya hamy es ma apna kam ma pora dhyan dana hu ga es ma ham pair ki shal ma trade krta han ji ma hamr pas major pair hut han or cross air bi agr ham major pair pa trading karta han to os ma hamy kam wakt ma acha profit hasl hu jata ha es ma bi khuch asa huta ha pair koi bi ho es ma hamy zyada sa zyada mehnat ki zarort huti ha achi mehnat kar ka ham apna acha kam bi kar sakta ha acha profit hasl kar sakta han markit ka trend ka sath hamy chlna hu ga agr ham es ma koi galti karta han to es ma bi hamy achi kamyabi milti ha money ko manage kar ka hamy api trading karni hu gi jab tak ham es kam ko karna ma apni money managment ka khyal nai karta hamy es ma acha nai huta cross pair ma hamy trade karna ma zayda jaldi profit hasl nai huta es liyta in pair ma log kam tared karta han markit ma sab sa zyada log major pair pa trade kar rahy huta han
                  • #10 Collapse

                    Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

                    Cross trade ko forex trading business mai hedging kaha jata hai. Hedging ya cross trading uss waqt ki jaati hai jab traders ki lagai gai aik trade loss mai jaa rahi ho aur traders kay paas balance sufficient na ho aur unhain yeh lagg raha ho kay unn ka trade negative margins mai chala jaey ga tou traders ko uss Loss waali trade kay opposite aik trade open ker laini chaiye takay woh profit mai chalay aur loss kay sath sath profit ki wajah say equity balance mai he chalti rahey. Hedging ka cross trading ka aik faida tou yeh hai kay traders apnay account ko safe ker laitay hain aur dusra faida yeh hai kay traders jab daikhay kay loss phir Kamm ho raha hai aur profit waali trade bhi reverse ho rahi hai tou apnay profits waali trade ko pehlay close ker lain aur uss kay baad loss khatam ho jaey ga aur woh bhi profit mai ajey gi ya jab loss Kamm ho kay account profit day chuka ho tou usay bhi close ker dain. Iss tarah traders cross trading ya hedging say faida utha laitay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

                      . Assalamu Alaikum dear friend is market mein aapane agar lalach karna hai to aapko is market mein aapko mehnat Karni Hoti Hai is market mein aapko Khud par control karna hota hai Iske bad bad market mein aapko aapko Mera Karni Hoti Hai FIR aap Kamyab hote hain aapko ismein planning ke sath kam karna Hota Hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Crose trade ka faida hai ya lose?

                        Ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan aapane Jo question Kiya Hai cross training ke Hawale se to yah kick technique Kyon Hai Jisko handling tarike Kar Kaha Jata Hai yah aapke liye Jaruri Nahin ki aap Hamesha is taknik ko istemal Karen ya use Surat mein aap Jatt Ne kyon istemal kar sakte hain Jab aap ek trade Lagate Hain aur vah trade aapke aur aapki Ki Ab sureshan Ke hisab se aap market ki movement use Tarah Nahin Hoti aur vah aapki trade nuksan Mein Pyar jati hai isliye solution per aap use Uske against Ek Aur train Laga Dete Hain jisse aapka account hi ho jata hai FIR aapke account nuksan mein rahata hai aur ek trade aapki profit Mein Leti Hai To fir Jab Ek great aapko Achcha profit de rahi hoti hai aap usko close Karke market to recover aane ka Intezar karte hain Taki aapka Hua account save Rahe aur aap baat jaen lekin is tarike kar ko istemal karne ke liye Achcha Na Lage Aur Achcha anuchchhed ki jarurat hoti hai isliye aap Harsh ration per is cross trading say about Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X