Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?
    Hamari trading me loss se bachny ki strategy be honi chaye agar ham trades open karty hey aur without loss se mehfooz rehny ki trading strategy use nahi ho gi to hamy loss se bachny ka muqa nahi mil saky ga, app key experience key mutabeq loss se bachny ki strategy kia honi chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Hamari trading me loss se bachny ki strategy be honi chaye agar ham trades open karty hey aur without loss se mehfooz rehny ki trading strategy use nahi ho gi to hamy loss se bachny ka muqa nahi mil saky ga, app key experience key mutabeq loss se bachny ki strategy kia honi chaye?
    Yes dear aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Hamara sabse main focus is Baat per Hona chahie ki Ham Ko nuksan Na Ho Aur nuksan se bachne ke liye Humko precaution Karni chahie Jiski vajah se Hamara account se Rahe aur ham bilkul Waisi Ho Kar kam Karte Rahe aur just munafa Hasil Karte Rahe lekin gussa mat ho jana Koi Badi Baat Nahin Hai Har Business mein nuksan ho jata hai lekin Fir Bhi Ham Ko Apni Taraf Se koshish Karni chahie ki Ham Ko nuksan Na Ho yah Agar Pata bhi hai to uski ratio bahut jyada minimise ho jaaye
    Analysis:
    Dear jab Ham analysis karte hain Forex trading Mein To vah Humko nuksan se bachane ke liye Hamari Kafi madad Karte Hain
    Indicators:
    Dear Forex trading mein bahut sari indicator istemal Hote Hain Jo Ham Ko indicate karte hain market ki movement ke bare mein hum un per Amal Kar Ke Ham minimise kar sakte hain
    Mistakes:
    Dear Agar Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Ko Forex trading Mein nuksan Na Ho To Humko chahie ki Ham koi bhi mistake na Karen Agar Ham mistake per control kar lenge To Hamara nuksan bhi nahin hoga
    Guidence:
    Dear jab Humko market ki samajh Nahin a Rahi hoti To Ham to chahie ki Ham Apne friends aur senior se us situation to discuss kar le aur Unse guidance Hasil kar len is Surat Mein Ham nuksan se bus sakte hain main.
    Avoid Trading:
    Dear aapko Forex trading Mein Is Tarah Ki situation ka bhi Samna karna pad sakta hai Jab aapko samajh Nahin a Rahi hoti ki Ham Ko Kya decision Lena chahie to is condition main aap trading se avoid Karke bhi apna nuksan Bacha sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

      forex main ager ap nay loss say bachna hai tu pehly market ky bary main knowledge ko learn karna ho ga phir he ap forex main loss say bach sakty hain aur jab bhi ap forex market ki hony wali next move ko samjh jaty hain tu forex market ap ky analysis say chalti hai is lea ap ko yeh confidence level hasil akrny ky lea din rat mehnat say kam akrna ho ga aur is market main ap ko demo account main ziada say ziada apni skills ko develope karna ho ga phir he ap is business say acha margin lay sakty hain is lea ap ko is market main din rat aik kar ky hard work karna ho ga aur aur ziada time spend karna ho ga aur market main har tarah ka knowledge ko sekh kar apply karna ho ga kyon ky is main jitna bhi knowledge hasil akr lai jay utna he kam hota ha.
      • #4 Collapse

        Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Hamari trading me loss se bachny ki strategy be honi chaye agar ham trades open karty hey aur without loss se mehfooz rehny ki trading strategy use nahi ho gi to hamy loss se bachny ka muqa nahi mil saky ga, app key experience key mutabeq loss se bachny ki strategy kia honi chaye?
        Dear ais market mai ap ne agar lalch karna hai to ap ko ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ap ko khud par control karna hota hai ais market mai ap ko time lagana hai aor aus k baad ap ais market mai agar khud par control karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai ais market mai ne agar lalch se bachna hai to ap ko money management k sath kaam karna hota hai ais time ap ais market mai ap lot size kam use karty hai to ap ko ais market mai loss hota hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai ap ko mehnat karni hoti hai aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hain ais mai ap ko planing karni ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Hamari trading me loss se bachny ki strategy be honi chaye agar ham trades open karty hey aur without loss se mehfooz rehny ki trading strategy use nahi ho gi to hamy loss se bachny ka muqa nahi mil saky ga, app key experience key mutabeq loss se bachny ki strategy kia honi chaye?
          Dear brother per is market Mein Har ****ericka Apna Ek freedom plan Hota Hai is market mein aapane agar nuksan Se Bachana Hai To uske liye aapke pass koi aisa plan available Hona chahie Jisko aap use Karke is market mein nuksan se bachayen agar aap is market mein Main Kisi vajah Se nuksan Karte bhi hain Itna Jyada nuksan na Karen ki aapka account Wapas ho jaaye ismein aapko thoda sa nuksan Ho Jaaye to usko aap aasani se bhi Khabar bhi kar sakte hain isliye aapko apni Har friend ke sath stop loss use karna hoga Taki aapke trade agar nuksan mein Jaati Hai To thoda se nuksan mein cross Ho Jaaye uske sath aapko Har trade Lagane se pahle market Mein analysis karne Honge Taki aap is market mein sirf best trade hi lagaen usse aapko nuksan ke chance bahut hi kam Hote Hain.
          • #6 Collapse

            Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

            Asalam o Alikum daer friends and pak Forex kay form members umeed ha kay ap sab theek hon gay or ap sab he meri umeed say hon gay theek jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak Bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut sari mehnat KI zarorat hoti ha ham is main jitni mehnat say kam kareey gay kamyaab hon gay Forex ki market ak international market ha is main baghir analysis or move ko samjhy baghir is main entry nai leni chaheye agar ham is main ghalat entry lay lety han to is say hammy loss bhi ho sakta ha or hamara account khuch he dear main sara wash ho sakta ha is leye is main soch samjh kar trade karni chaheye or is key education ko achy say samjh kae he is ki move ko jan kar is main entry leni chaheye ta kay is say profit hasil kar sakeen
            • #7 Collapse

              Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Hamari trading me loss se bachny ki strategy be honi chaye agar ham trades open karty hey aur without loss se mehfooz rehny ki trading strategy use nahi ho gi to hamy loss se bachny ka muqa nahi mil saky ga, app key experience key mutabeq loss se bachny ki strategy kia honi chaye?
              Ji ap nay bohat acha question kia hay. First of all to hamaray mind main trading start karnay say pehlay yeh baat honi chahiay k profit and loss donon parts of business hain bal k Forex trading main trader ko profit ki nisbat loss honay kay chances ziada hotay hain jis ki wajohat yeh hain k trader kay pass Forex ka acha knowledge nahi hota aor na hi achi learning hoti hay aor na hi us kay pass koi ziada experience hota hay es wajah say mistakes ziada hoti hain aor loss ho jata hay ab loss say bachnay kay liay har trader ki koshish honi chahiay k woh apnay knowledge ki kami ko poora karay aor learning strong karay aor ziada say ziada demo practice karay aor trading start karnay say pehlay koi achi strategy tiar karay aor usay real trading account main use karnay say pehlay demo pay use kar kay check kar lay agar strategy kam karti hay to usay real trading account main use kar kay kamyabi hasil ki jay aor agar kam nahi karti to phir usay change kar dia jay esi taran loss say bachnay kay liay trader ko kabhi bhi over trading nahi karni chahiay aor na hi jald bazi karni chahiay aor na hi lalach karna chahiay money management zaror karni chahiay analysis karnay kay bad real trading account main trading start karni chahiay es taran loss say kafi had tak baca ja sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                Dear forex members .Forex trading ek aesa business a jismy hmhy profit r loss dono ka samna karna parta a. Is my loss sy bachny e behtareen strategy knowledge ka majood hona a ,Aghr hmrhy pas knowledge majood o ga to hm ek proper discipline sy kam krhy gy .Analysis ka use krhy gy Jo k hmhy loss sy bachata a. Fundamental & technical analysis ,forex business my use kiay jty gay. Fundamental analysis economic, social & political forces py focus karta a Jo k supply & demand ko drive krte a,r different macroeconomic indicators ko use krta a jesa k inflation, interest rate, socioeconomic rate & unemployment & is tamam information ko jama kark past & future performance ko assess karta a. Jbk technical analysis price movement ke study py focus karta a ,yay historical currency data ko study kark future prices ke forecast k direction karta a. Price action ko study karty huay yay important Forex decision karny k liay knowledge required karta a . To dear forex members jb hm analysis ko sae sy smjh kr use krhy gy to loss sy bachy gy ,kse trh leverage ko limit my rakhy gy to serious financial problems sy Bach sakty hay.to dear forex members ,loss sy Bachny ke behtareen strategy knowledge ka gain karna e a.
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                  "Cut your losses short and let your winners run".
                  Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or hm hyn forex trade pe. Losses sy bachny k leay Kerry kea hyn.
                  1: trade course
                  Traders k pass trade sourse hota hy chahy apny experience ka ya un hu ny kisi achy business college or university sy apny business ki pdhai ki ho.
                  2: Pukhta plan
                  In k plans itny powerful hoty hyn k inthai mandy karobar me bi wo munafa ya boht km nuqsan pe hoty hyn.
                  3: invest in small number of assets
                  Wo hr kam le Sara kush lga k ni baith jaty wo ak game ki tra chalty hyn kam me utar chadhao ata hy lekin choti investment ko kafi hisso me bant k fair mamoli munafa kma lety hyn or loss sy dor rehty hyn.
                  4: risks
                  Hr jga risk hyn traders risks sy khailty hyn stock market total risk hy log ku invest krty hyn because they have different plans .
                  5: backup
                  Kisi bi business ko kamyab bnany k leay backup me investment ka hona boht zarori hy achy traders backup plan k sath chalty hyn or kamyab hoty hyn.
                  Umeed hy apko apny sawal ka jawab mil gya ho ga. Shukria
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                    G dear jhan tak trading ki bat ki jaye tu es mai profit aur lose dono hai tu ap nay ager es mai kam.karna hai tu ap ka lose bhi zaroori hai profit kay sath sath ap apnye kam mai achye hain tu ap ka lose kam ho sakta hai per ap ka lose kabhi khtam nhi hota hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath acha kartye hain tu ap es mai kamyab hai jub kay ager ap es mai apna kam acha nhi karain gaye tu ap kaliye kamyabi hasil karna mushkil he nhi na mumken hai tu ap apnye kam.mai.dil.laga kay kam karain aur kosesh karain kay ap ka kam acha ho aur es mai ap market kay serway karain ta kay ap market kay gharao kar kay es mai acha kam kar patye hain tu acha kam tabhi hota hai jub ap es mai acha kam.kartyr hain aur ap es mai karket ki samjh rakhtye hain jub kay ager ap es mai market ki samjh rakhtye hain tu ap es mai hamesha kamyab hai jub kay ap ko market ki samjh nhi hai tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu ap apna kam achye aay acha karain aur market kay barye mai knowldge hasil kar kay apna kam kafi asan kar laitye hain aur ap ka lose es mai kafi kam ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet kay sath acha kiya karian
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                      Dear forex market aik online business hai aur jis tarha baqi business mein loss hota hai tu forex trading mein bhi jahna profit hota hai wahan sometimes loss bhi ho jata hai kyun k koi bhi aisa trader ni hoga jis ko kabhi na kabhi loss na hua ho is liye agar apko trading mein 80 percent tak profit ho raha ho tu koi masla ni hai but agar regular loss ho raha ho tu apko loss ko easy ni lena chahiye aur loss se bachny k liye apko kuch batin bata deta hon apko amal karny k bad loss kam ho jaye ga
                      Loss hamesha 2 waja se hota hai less knowledge aur practice ki waja loss hota hai ya phir mistakes ki waja se loss hota hai aur forex trading mein mistkes kafi saari hoti hain jasiy k analysis k baghair tarding karna,money management ka khyal na karna ,news ko follow na karna ,aur over trading karna ,lot bari lagana aur bhi bahut saari ghaliyan hoti hain jin ki waja se loss hota hai
                      Tu hamyn loss se bachny liye apny knowledge aur practice ko improve karna chahiye aur is k ilawa apni mistakes ki correction kar k loss se bach sakty hain is liye forex trading mein mehnat karyn aur achi planing k satj trading karyn tu ap loss se bach sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                        Assalam walekum pyare doston agar aapane trading market mein love se bachana hai to aapko trading ke liye analysis dekhna hoga trading ke liye analysiss mein three types hai fundamental analysis jiske liye aapko economic calendar banakar kam karna hoga aapane economic calendar ko google play store se install kar lena hai aur apne mobile mein open karke bhagwan se aapko daily news schedule information mil jaati hai agar aapko news ki timing ke bare mein pata chal jaaye aur uski importance ke bare mein pata chal jaaye cream market mein news high level ki hai jano level ki hai yah middle level ki hai iske bare mein aapko maloom hoga to aap acchi trading kar sakoge technical analysis main aapko maloom hai ki humne moving average use karni hai indicator aur dekhne hain management karni hai lot size kitni hogi aur stop loss and take profit kahan lgana pta ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                          Loss say bachnay kay liye traders mukhtalif strategies apply kertay hain. Jinn ki wajah say woh loss say bachay rehtay hain. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai kiyu kay traders ko ziada fikar profits ki nahi bulkay loss ki hoti hai. Aur hona bhi aisay he chaiye kiyu kay jab takk traders iss baat ko nahi samajh laitay hain uss waqt loss say avoid kernay aur bachnay ki qaabil ammal strategy bhi mushkil hoti hai. Forex traders kay liye sub say achi aur faidamand trading strategy yehi hoti hai kay over trading na ki jaey aur aik waqt mai aik he trade open ki jaey kiyu kay loss say sirf isi tareekay say bacha jata hai. Traders kay account balance ki safety iss mai hoti hai Thora Thora profit apnay account mai accumulate ker ker kay apnay account ko strong ker ley aur phir uss say achi trading ker kay pehlay Agar koi loss huay ho tou unhain bhi recover ker lain aur mazeed losses say bhi bach sakain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                            . Assalamu Alaikum dear friend is market mein aapane agar lalach karna hai to aapko is market mein aapko mehnat Karni Hoti Hai is market mein aap ko Khud par control karna Hota Hai market Mein Garam Karte Hain To aap fayda Hasil kar lete hain agar aap kaise market Mein Lal Se Bachana hai to aapko money management ke sath kam karna hota hai is time aap is market Mein upload size kam use karte hain to aapko is market Mein loss hota hai uske bad aap is market Mein Kamyab ho Jate Hain is market Mein Kamyab Ho Jaate Hain ismein aapko planning Karni Hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                              Asalam o Alikum daer friends and pak Forex kay form members umeed ha kay ap sab theek hon gay or ap sab he meri umeed say hon gay theek jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak Bahut he acha or lajawab business ha jis tara hamy dosra karbar ma losse huta ha es tara es ma bi huta ha es sa hamy bachna ka liya apna anlysis ko zayda sa zyada karna hu ga es ma agr ham ap na kam ma mehnat karta ha to ham es ma kamyab huta han es ma ham losse ko kam kar sakta han but khtm nai q ka karobar ma ya mumikn nai ha ka hamy har bar losse hu es ma hamra liya apna account ko safe karna bi zarori ha agr ham apna account ko safe karna to es ka rules ko follow karna hu ga es ma stop losse ka estmal karna hu ga jis sa ap ka accouny hamysha ka liya safe hu jay g q ka hamy is ma pta huta ha ka hamy kab kis wakt kitna losse huna ha agr ham is ka use nai karta to hamri kisi trade ma account bi wash hu sakta ha hamy es sa bachna ka liya bohat zyada mhnat karni hu gi es losse hona wal kamo sa dor rahna hu ga taky aik acha trader bana ja saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X