Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

    Dear members jald bazi say trading kartay hain to loss ho jata hain is liya hum is liya hum trading main soch samaj kar kam karna chahiya jis say hum loss say bach saktay hain aik acha traders kabi be jald bazi say kam ni karta ku kay usay pata hota hain agar koi be mistake kar de to loss ho sakta hain jis kay pas acha knowledge or experience hota hai wo kabi be jald bazi say kam ni karta hai is main hamay sabar say kam karay gai to hamay bohat fayda hain aik acha trader jab ache strategy say kam karta hain to wo is business main kamyab ho jata hain or is main hamay kisi be kisam ka lalach ni hona chahiya lalach be hamay loss krwa dayta hain forex business samaj say karnay say ata hain agar hum is ko time day gain to jald he samaj main a jai ga or hum mahnat say kam kar kay acha profet hasil kar saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

      Loss se bachnay ki strategy kia honi chaye?
      1) Jaldbazi na karain
      hamesha market ko analyse kar k chart ko read kar hi koi faislah karian, q k jo soch smajh kar k entry leta ha wohi kamayb hota ha, is lye forex trading ma bohat hi care ki zarurat hoti ha
      2) Trend ko follow karain
      Trend is friend in forex market, hamesha trend k mutabiq hi entry lain, up trend ma buy, down trend ma sell aur sideway ma wait karain
      3) Trading tools simple use karain, chart ko ziadah complicated na banayain, q k jitna simple chart ho ga ap utna asha perform karain gay
      4) greed se avoid karain, q k greed forex trading ma sab sa bada dushman ha traders ka, is lye profit ki aik limit ko set karain
      5) multiples trades open karnay se avoid karain, over trading se bhi loss hota ha
      6) apnay emotions ko control ma rakhain, sabar karain, patient ka muzahira karain gay to ap loss se bach saktay hain
      • #18 Collapse

        Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap log kheriyat se hon gy.
        Ji han dostoforex main ager ap nay loss say bachna hai tu pehly market ky bary main knowledge ko learn karna ho ga phir he ap forex main loss say bach sakty hain aur jab bhi ap forex market ki hony wali next move ko samjh jaty hain tu forex market ap ky analysis say chalti hai is lea ap ko yeh confidence level hasil akrny ky lea din rat mehnat say kam akrna ho ga aur is market main ap ko demo account main ziada say ziada apni skills ko develope karna ho ga phir he ap is business say acha margin lay sakty hain is lea ap ko is market main din rat aik kar ky hard work karna ho ga aur aur ziada time spend karna ho ga aur market main har tarah ka knowledge ko sekh kar apply karna ho ga kyon ky is main jitna bhi knowledge hasil akr lai jay utna he kam hota ha.THANKX
        • #19 Collapse

          Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

          Dear forex members forex trading esa business hay jiss may haumay profit aur loss dono ka margin rakhtay hoye trading karni parti hay phir haum apni trade ko properly watch kartay hoye place Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay forex trading may achay traders bhi kabhi kabhar trading kartay hovay loss ko face kartay hay magar wo ake mistake ko dobara say repeat nai kartay hay achay traders hamesha fundamental analysis aur technical analysis ko istamaal kartay hay aur achi aur effective strategy and planning Kay sath trading ko prefer kartay hay .

          Sab say zayada important hay Kay haum trading kartay hoye trading strategy tarteeb daytay hoye trading karay to haum loss say bach saktay hay aur haumay money management ko follow kartay hoye trading karni chahiye jab haum money management nai kartay hay to hanara account balance secure nai hota hay account ki security Kay liye haumay hamesha money management karni chahiye.
          Forex trading ake risky business hay jiss may app ko profit aur loss dono ko face karna parta hay haumy risk ka margin rakhna hota hay.

          Haumy kisi bhi currency pair ya commodity pay trade open kernay say pehlay market ki movement aur trends ko judge karna hota hay aur phir uss Kay mutabiq apni trade ka lot size select karna hota hay haumay trading may lot size select kartay hoye bohaut zayada khyal rakhna hota hay aur koshish kerni chahiye kay small lot size select kartay hoye trading karni chahiye.

          Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada learning aur knowledge ki zarorat hoti hay appko hamesha apna knowledge aur learning increase kartay rehna chahiye aur market ki information hasal kartay hoye trading ko prefer karna chahiye.
          • #20 Collapse

            Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

            Ji se bachne ki bahut Hoti Hai Hamen Unse aur Apna Kam karna chahie Agar Ham per Apna Kam Karenge unko Soch samajhkar kam Karenge to definitely Hamen kamyabi Hogi Soch Lijiye Ham Sabko Yahan per apni time pipe na kam karna hoga Suchi Mein Dil lagakar Apne time par Apna Kam Karen mehnat karo apna bonus upyog ka bonus ko upyog karke kamyabi aur ham Sabko Yahan per Apne time per Apna Kam karna chahie aur apne usko upyog karna chahiye phone usko improve Karke successful hone Ki Koshish Karna Hogi Agar Ham Sab Yahan per Apne bonus ko improve Karte Hain To Ham Sab Yahan per Kamyab hote hain Soch Lijiye Ham Sab Ko lagakar kam karna chahie mehnat Karni chahie aur apne Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Apne time per kam Karenge mehnat Karenge To Ham Sabhi Ham per Kamyab Honge Socha liye kar kam Karen aur ham Sabko Yahan per ke time per Aana kam kar ki ki kam log bhi Hath se karne ki koshish karen Hogi aur acchi kamyabi ke andar prakat Hoti Hai Ham Sab Ko Jaan per Apne time par Apna Kam karna chahie Dil Laga kar Apna Kam karna chahie aur apne ko improve karna chahie Agar Ham Apne bola Kaun blue Karte Hain To Ham Yahan per Kamyab hote hain SO isiliye Dil Laga kar kam Karen ya na Karen Aur mehnat Ke Sath kamyabi Hassan koshish karen
            • #21 Collapse

              Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

              forex main ager ap nay loss say bachna hai tu pehly market ky bary main knowledge ko learn karna ho ga phir he ap forex main loss say bach sakty hain aur jab bhi ap forex market ki hony wali next move ko samjh jaty hain tu forex market ap ky analysis say chalti hai is lea ap ko yeh confidence level hasil akrny ky lea din rat mehnat say kam akrna ho ga aur is market main ap ko demo account main ziada say ziada apni skills ko develope karna ho ga .
              4: risks
              Hr jga risk hyn traders risks sy khailty hyn stock market total risk hy log ku invest krty hyn because they have different plans .
              5: backup
              Kisi bi business ko kamyab bnany k leay backup me investment ka hona boht zarori hy achy traders backup plan k sath chalty hyn or kamyab hoty hyn.
              Umeed hy apko apny sawal ka jawab mil gya ho ga.
              • #22 Collapse

                Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                Forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye loss se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen jitna ho sake apne experience our knowledge ko increase karna chahie kyonk forex mein jitna acha hamara experience aur knowledge hoga forex mein hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein achi kamyabi ke liye discipline bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen discipline ke sath start karna chahie aur forex mein hamen trading money management k sath karni chahie kyunki forex main achi kamyabi ke liye money management bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen apni trading mein stop loss our profit ko zarur use karna chahie aur is tarah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain jisse forex mein hamara bonus account wash hone se bach sakta hai aur forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye aur apne account ko safe rakhne ke liye hamen trading main normal lot size use karna chahie jismein trading risk bahut kam hota hai aur forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain jisse forex main hamara bonus account mehfoz ho jata hai aur forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamen trading se pahle market ko achi tarah se analyse karna chahie kyonk forex main achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex main trading fresh our active mind k sath karni chahie aur forex mein trading sabar kar sath karni chahie jisse forex mein ham achi kamyabi aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur forex mein hum aik ache trader bhi ban sakte hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                  Assalamu alaikum dear friend agar Forex trading mein loss se bachana hai to ek kamyab trader hamesha money management ke sath kam karta hai money management karenge to aapka account bhi safe rahega aur aap acha profit hasil kar sakenge loss se bachne ke liye market ko acchi tarah analysis Karen soch samajhkar trading Karen jaldbazi yah to ke ki trading bilkul na Karen aur to ke ki trading karenge to aapko sirf loss hoga aur aapka account wash ho sakta hai isiliye apne account ko safe rakhen soch samajh Kar kam Karen Forex online business hai is main wahi members kamyabi hasil karte Hain jinke pass trading ka experience or knowledge hota hai jinke pass market ki movement ki samajh hoti hai agar aap new hai aur aapke pass trading ka experience aur knowlege nahin hai aap real account per trade na Karen soch samajh Kar kam Karen demo per pahle practice Karen demo pr practice karenge aapke experience mein ijaafa hoga hamara teacher hai acchi earning ke liye Zyada learning zaruri hai learning karenge to acchi earning kar sakenge aur successful trader Ban sakte hain isiliye daily time invest Karen 6 mouth mein demo per practice Karen loss or profit business Ka hissa hai hamari apni Mistek ki wajah se hota hai hamare pass trading ka experience or knowledge na hona overtrading karna ya tension mein trading karna isiliye aisa nahin karna chahie apne account ko safe rakhe market ko acchi tarah analysis karke fresh mood aur active mode hokar trading Karen Puri responsibility ke sath aur pure confidence ke sath ke aap Jo trade open Karen usse aapko bahut acha profit ho aur aap kamyab Ho sakengen
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                    Business koi bhi ho har business mein loss or profit chalta hi rahata hai hamen kabhi bhi loss hone par ghabrana nahin chahie loge hamari apni mistake ki vajah se hota hai basically iska reason kya hota hai ki Ham market ki related information nahin rakhte hote aur ham market mein entry Le lete hain hamare analysis strong nahin hote money management ko follow nahin karte normal losses ka use nahin karte to hamen loss ho jata hai ek expert raider 1 successful trader trading karne se pahle market ki movement ko samajhta hai vah aise Hi apni investment market mein nahin karta sabse pahle vah demo account ka use karke khud ko ek achcha aur successful trader banata hai bad mein vah investment karke acchi aur successful trading kar sakta hai agar Ham bhi Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen sabse pahle Forex main market ke rules ko follow karna hoga kabhi bhi Mar kadke rules ki against nahin Jana hoga market ke rules mein se yah baat bhi shamil hai ki Ham money management ko follow Karen normal lot size ke sath trading Karen kabhi bhi trading karte hue lalach na Karen market ko fundamental analysis and technical analysis karke trading Karen trading karne se pahle market ki movement ko check kar le money management ke sath trading Karen Jo log forex market ke rules ke against jaate Hain vah kabhi bhi falak se acha profit hasil nahin kar sakte unko hamesha logi hota hai ham log ko hamesha ke liye khatm to nahin kar sakte lekin mehnat karke learning karke loss ko kam jarur kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss se bachny ki strategy traders ki kia hoti hay?

                      Pak forex main ager ap nay loss say bachna hai tu pehly market ky bary main knowledge ko learn karna ho ga phir he ap forex main loss say bach sakty hain aur jab bhi ap forex market ki hony wali next move ko samjh jaty hain tu forex market ap ky analysis say chalti hai is lea ap ko yeh confidence level hasil akrny ky lea din rat mehnat say kam akrna ho ga aur is market main ap ko demo account main ziada say ziada apni skills ko develope karna ho ga phir he ap is business say acha margin lay sakty hain is lea ap ko is market main din rat aik kar ky hard work karna ho ga aur aur ziada time spend karna ho ga aur market main har tarah ka knowledge ko sekh kar apply karna ho ga kyon ky is main jitna bhi knowledge hasil akr lai jay utna he kam hota ha bahot shukriya apka.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X