jald bazi ap ki dushman hai...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jald bazi ap ki dushman hai...

    Ji han bilkul aapane theek kaha hai agar aap jaldbaazi se kam kar rahe hain to aapko kabhi bhi Kuchh Hasil Nahin Hoga jaldi se kam karne wale Hamesha nakam hote hain isliye Hamen jaldbazi se avoid karna chahie aur jaldbaji se white karke hi trade Karni chahie Jo log patient ke sath kam karte hain vah Hamesha Ek acchi Bate karte hain aur ek accha profit Karte Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jald bazi ap ki dushman hai...

      Jab Bhi Kisi ka account hota hai to sabse pahle uski vajah Chand pass hi banti hai bahut se log jald pass hi Mein Aakar to diya tha trading karte hain to jao Khoob bahut jyada trading Karte Hain To lost aata hai to Unka account ho jata hai jata hai
      • #18 Collapse

        Re: jald bazi ap ki dushman hai...

        Forex trading mein achi trading ke liye aur ache work ke liye sabar hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex main hamen trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain lekin forex trading mein hamen jitna ho sake hamen jaldbazi se bachana chahie kyunki Forex trading mein jaldbazi ki wajah se ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho jata hai jisse forex mein hamari puri mehnat waste ho sakti hai.
        • #19 Collapse

          Re: jald bazi ap ki dushman hai...

          Forex aik risky market ha jis ma profit k sath sath loss bhi ha, is lye trading kartay waqt boaht samjh kar koi faislah kia jata ha, trading ma hamesha cool, fresh aur relax mind se kam karain, jaldbazi se avoid karain, q k jaldi ma ap hamesha mistakes kar jatay hain jis se ap ko loss ho jata ha, ziadah tar traders jaldbazi ki wajah se forex trading ma fail hotay hain, is lye sab se pehlay chart ko ashi tarh se read karain, market k trend ko identify kar k trend k according entries lain, strong signals ka wait karain, money management k mutabiq lot size, stop loss ko set karain, in tamam baton ko zehn ma rakh kar trading karain gay to ap loss se bach saktay hain aur ashi earning kar saktay hain, forex trading ma jo hardworking k sath smart work karta ha wohi is ma kamyab hota ha
          • #20 Collapse

            Re: jald bazi ap ki dushman hai...

            G haan ap sb logo nay suna he ho ga k jald bazi shaitan ka kaam ha aur yeh daikhnay mn aya ha k jald bazi walay kamm mn koi reliability nai hoti. Jaldi forex mn to bahut he ziyada khtarnak aur hmari sb say bri dushman sabit ho skti ha. Forex aik asia karobar ha jis mn har banda profit ko he calculate krta ha aur koi bhi loss ko face nai krna chahta lekin aksar jb loss ziyada honay lgata ha to usko cover krnay k chakr mn ziyada tar log jald bazi ka muzahira kr jatay hain jis ki vja say unko kafi loss hota ha. Do hmain cool aur fresh mind say trade krni ho gi na k jald bazi say kyun k jald bazi say hmain forex k andar ziyada nuqsan ho skta ha.
            • #21 Collapse

              Re: jald bazi ap ki dushman hai...

              ji han bilkul aapane theek kaha hamen jaldbaji nahin karni chahie jaldbaji se hamesha nuksan hota Hai balki jaldbaji hamari dushman hoti Hai hamen kabhi bhi jald baat hi nahin karni chahie balke soch samajh Kar Hi Kam karna chahie tabhi hamen ismein acchi tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen trade karte waqt sochana chahie usko samjhana chahie chahat ko follow karna chahie tabhi Ham is mein achcha kam karke kha sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                Ji aapane Sahi kaha hai ki jald bazi Hamari Dushman hai Agar Ham Soch samajhkar trade Nahin Karenge aur jaldbaji se kam Karenge To Hamara account wash ho sakta hai Kyunki Humne iske liye main experience Se Kam Nahin liya Jab Ke Jab Ham experience Se Kam Nahin lete To Ham khate Mein Jaate Hain
                • #23 Collapse

                  Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                  ji bilkul aapane bilkul theek kaha hai ki jaldbazi hamare dushman jaldbaji mein kiya Gaya kam hamare liye hamesha nuksan ne sabit hota hai kabhi bhi hamen jaldbaji se profit nahin ho sakta Jo mere Bhai koshish Kiya karenge hamesha thande dimag se kam le agar aap Park forex mein ho to aapko chahie ki apni posting equality ko behtar banaen treads knowledgeable post Kiya Karen iske alava trading mein jaane se pahle aapko marketing ko analyse karna important hai uske sath mere Bhai koshish Kiya Kare ki apni planning behtar se behtar banaen Taki aapko jyada se jyada profit hun agar loss hota hai to aapka loss recover ho sake
                  • #24 Collapse

                    Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                    G han jaldbazi apki dushman ha kabhi bhi jaldbazi may kaam na Karen kyu jaldbaz may jaab bhi hum kaam karty han tou hum se koi na koi mistakes ho jati han aur mistakes se hi loss hota ha agar hum jaldbazi karen gay tou phir kabhi bhi kamyab nahi hon gay is liye forex per kabhi bhi jaldbazi na karen aur sabar se kaam karen aur mahnat karen ap zaror kamyab hon gay
                    • #25 Collapse

                      Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abdul8075 پيغام ديکھيے
                      dear forex member umeed hai ap sab thek hon gay mien ap se 1 baat khon ga k kabi b jald bazi na krine aur aram aur sakoon k sth forex men faisla lien waran ap ko loss ho sakta hai baz meber is chakar mien apny key karay pe pani pahir bhthy hien jo bhut he nuksan wali baat hai please apny andar itemad peda krine aur sakoon se kam krine forex ap ki mehant ko kabi zaya nai kare ga..:1f61a::1f61a::1f61a::1f61a:
                      bilkul right Kaha aapane jaldbazi Hamari Dushman hai Hamen Kisi kam Mein Teji Nahin Karni chahie Agar Ham Kisi bhi kam ko jaldi se jaldi karne Ke Chakkar Mein Rahenge To vah Kam Hamare liye nuksan bhi ho sakta hai Hamen is Baat Ko Apne mind Mein Rakhna chahie aur cool mind hokar kam karna chahie Jitna fresh hokar kam Karenge itne hi chances hain ki aapko kam acche se kar Payenge pata hai ki aap jaldi na Karen kaun sa kam Karen acche se kam Karen aapka time utna hi lagega jaldi mein bhi aur aaram se karne mein bhi
                      • #26 Collapse

                        Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                        Assalam o Alikum,,,


                        Kisi b trade ma juld bazi krna hmsry loss hony ka sub sa bara resin h es prr agr hum qaboo krien gy to hm trading ma experience b aca hasil krein gy r sat ma pir profit b aca kamein gy.
                        • #27 Collapse

                          Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                          G han ap thek kah rahay han jaldbazi hamari dushman hoti ha forex may kabhi bhi jaldbazi se kaam nahi karna chahiye kyu kay jaldbazi se kaam karen gay tou forex per loss hoga is liye kabhi bhi forex per jaldbazi se kaam na karen kaam karna ha aur kamyabi hasil karni ha tou apko chahiye kay hemesha sabar ke sath kaam Karen tab hi kamyab hon saken gay
                          • #28 Collapse

                            Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                            Jald bazii forex k ilwa bhii sub say bhri tabii hy as lay humy kbii bhii forex pay jald bazii ni krna chye na hi asa koi kam jas main hum jald bazi kary ya lalach kry tu us ka buht bhra loss nuksan hoga humy humsha sabr tahomal k sth amandarii k sth apna kam krna chye jald bazi say humsha bachna chye.....
                            • #29 Collapse

                              Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                              g han ap nay shi khaa hy agar hum es main apna kam jald bazi saay kurtay hain to es say humaain loss ho jata hy bs itna asamujh li jiyay keh agr um es main apna kam jald bazi maain kurtay hain to yeh humari dushmun hy or esv say humaain loss he milta hy es lyay humain apna kam es main jald bazi say nhi kurnaa chaahiyay humaain es main sakoon say apna kam kurna chahiyay takehhum es main kamyab ho sakay or es maain hum acha sa apna kam bhi kur sakay to hamesha humain jald bazi ko avoid kurnaa chahiyaay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jald bazi ap ki dushman hai...

                                Apki baat 100% sahi hey. Jald bazi hum sub ki dushman hey. Aisy logu ko Allah talla kabi pasnd nah karta. Aisa karny sy log nakaam rehty hain. Bikul jaldbazzi bikul na kreen agr apna zendgi me kaamyab hony chahty hain tu.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X