Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?
    Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
    Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?
    Dear brother Humne Agar is market Mein Mani Mani meet ko follow karna hai to uske liye Humko chahie ki Ham is market Mein Apne rules banaa Le aur money management ko follow karte hue kam Karen Agar Ham is market mein humko trade Lagani Hai To uske liye Ham Ko Ek trading plan taiyar kar lena chahie aur uske hisab se is market Mein trade Karni chahie isase Ham Ko Kafi jyada fayda ho jata hai Kyunki is market mein jo trade abhi money management ko follow karte hain unko Kisi bhi trade per nuksan Itna Jyada Nahin Hota Jisko vah recover nahin kar sakte agar aap many-many meet Ko Dekhkar trade Lagate Hain To aapke account per Jo nuksan Hota Hai vah Aap aasani se recover kar sakte hain Uske bad aapko is market mein itna masala pesh Nahin Aata.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

      dear member forex trading main money mangement ki boht ahmiyat hai jis main ap apni trading main success hasil kar skty hain achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain osk sath kam karny se ap loss se bach skty hain or apny account ko bhi save rakh skty hain yah sub qualities money management k sath kam karny main apko mil skti hain es liye apko en sub ko mind main rakhty howe forex main trading krna hogi jis se ap achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain mobey management k liye apko apni trading main risk ka margin kam se kam rakhna hoga jis k liye ap small lot size k sath apni trading karen or apni trading main stop loss ka bhi use karen jis se ap apni trading main loss se bach skty hain or achi trading k sath kamyab trading bhi kar skty hain forex main apny account ko save rakh kar he ap forex main kamyab hony k moky hasil kar skty hain aghr ap kamybhi k moky he hasil nahi karengy tu ap kbhi bhi achy trader nahi ban skty hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

        main money management ki bahut hi jyada hoti hai agar koi trader money management se hatkar kam karta hai to use hamesha loss hi hota haimoney management bahut hi jaruri hai aur money management Sahi aapka trading account secure aur safe rahata hai aur jo bhi trader money management se hatkar kam karta hai use hamesha Loss hi hota haiek kamyab banne ke liye har EK points ko proper follow karna bahut hi jaruri hai aur har ek chij ko acchi Tarah se follow karke hi kamyabi hasil ki ja sakti hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

          G dear forex mai ap acha kam kartye hain aur ap mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap es mai money managment kay sath kam kartye rhain ta kay ap es mai acha kam.kar kay apna money ko safe rakhtye hain aur ap ka kam acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap poira focus kay sath trading karain aur ap ka kam hai kay ap es mai money managment kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain aur ap ka balance save rahta hai tu ap ka kam hai kay ap kam hamesha mahnwt kay sath aur lagan kay sath kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap es mai hamesha acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kamyab ho jatye hain tu acha kam kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu kamyabi tabhi ap es mai hasil kartye hain jub ap ka kam acha hai tu hamesha dil laga kay kam kartye rhain ta kay bad mai ap ko masla na banye aur ap es mai kamyab ho jatye hai tu acha ho jata hai tu acha kam kamyabi ki zamant hai tu acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap ka kam acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu kam hamesha money managment kay hisab say kartye rhain ta kay bad mai ap better kam kar saktye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
            Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?
            Money Management:
            Dear money management sa murad ya ha k apko jb b trading krni ho ap us ma lot kasize apny account balance or capital pa depend kr k decisions lena money management khelata ha.
            Importance of Money Management:
            Dear Forex trading main money management ki bhaout importance hoti ha. Agr ap isko properly time da k learn kr k kam krin ga tu apko babout zyda faida hasil ho sakhta ha. Is liye hum ko Forex trading ma money management per lazmi focus krna ho ga.

            Click image for larger version

Name:	unnamed.png
Views:	13
Size:	209.0 کلوبائٹ
ID:	12327579
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

              Ji ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading main kamyab honay kay liay money management bohat hi zarori hay agar koi trader money management kay baghair hi trading start karta hay to us ko kisi bhi soorat kamyabi hasil nahi hoti aor na hi woh acha profit kama sakta hay bal mairay khial main to woh profit earn karna to door ki bat bal k woh loss ko bhi kisi soorat control nahi kar sakta aor apna account wash kar bethta hay es liay Forex main mney management zarori hay es kay liay trader ko pehlay apnay capital ko dekhna ho ga es kay bad apnay knowledge, experience and capital kay mutabiq lot size ko choose karna chahiay agar capital small hay to lot size bhi small honi chahiay yehni mini ya micro lot size honi chahiay capital ziada hay aor trader bhi expert hay to us soorat main lot size ziada laga saktay hain esi taran take profit and stop loss ko bhi use karna money management kay liay bohat zarori hay lehaza lot size, take profit and stop loss har trader hi ko use karnay chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                Dear friend Forex trading mein aap money management ke sath hi kam kar sakte hain Forex trading Aisa business hai jismein aap acche experience on Knowledge ke sath Forex trading mein basa ke liye bahut hi accha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading Ek Aisa word Jisme aapka Achcha experience Achcha knowledge aapko kamyabi dilva sakta hai to isliye Kabhi Bhi Jab Bhi aap Forex trading Mein mehnat Karte Hain To usmein money management Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki aap ko Maloom Ho ki aap ki amount kitni hai aur kaise aap use amount ke sath backup Lekar acchi training kar sakte hain Kyunki Jab Bhi aap wrist valy trade Karenge to aapko bahut jyada nuksan Hoga backup ke sath acche experience ke sath aur knowledge ke sath aapki trading hi aapko Kamyab Bana sakti hai isliye mehnat Karen acche experience ke sath aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: SajidZaman786 پيغام ديکھيے
                  Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?
                  Dear ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai money managment k lehaz se kaam karny par faida ho jata hai ais market mai hum agar lalch karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai hum agar account par koi bhi trade lagaty hai to aus par hum money management k hisab se kaam kary gay to hum ko ais market mai faida ho jaye ga ais market mai hum mehnat karty hai to ais market mai kamyab hony k liay money management k hisab se kaam kary gay to hum ko kamyabi asnai se mil jati hai aor hum ko profit ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                    my dear friend forex trading main money management ki boht ahmiyat hai jis ki base par ap forex main success hasil kar skty hain money management es liye zarori hoti hai k ap apni trading ko secure method k sath kar k achi earning hasil kar skty hain money management es liye zarori hoti hai k apko apki trading main loss na ho or ap forex main apny account ko save rakh kar achi earning haisl karen or achay or trader banen forex main hmaisha risk ko manage kar k apni trading karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning haisl kar skty hain forex aik best online trading ka business hai jis main ap jitni mahnat karengy yah otna he apk liye faida mand sabit hota hai q k jis trha apki apni ability strong hoti jati hai otna he yah apko paisa kamany ka moka deta rahta hai or ap forex main kamyab ho jaty hain or daily base par boht achi earning bhi hasil karty rahty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                      Jab aap trading ke liye planning karte ho to aapko analyses ke mutabik mein lot size lagana hoti hai aur aur leverage ko dekhte hue aapko stop loss and take profit ke bare mein apna target setting karna hoti hai agar aap trading market mein support aur resistance different candlestick chart patterns ja sake harmonic pattern bullish engulfing and bearish engulfing pattern ke bare mein samajh sakte ho to aap trading market mein situation mein trading strategy use kar sakte ho scalping kar sakte ho aur forex trading market ko Independence day topic understand karte hue apni har nahin kar sakte ho aapko yah bhi maloom hona chahie trading ke liye kaise increase karke apni earning ko strong bana sakte ho forex trading market liquid market mein jis mein aapko maloom hona chahie kaise prophet hasil karna hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                        Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut hi Achcha question Kiya HaiForex trading main kamyab honay kay liay money management bohat hi zarori hay agar koi trader money management kay baghair hi trading start karta hay to us ko kisi bhi soorat kamyabi hasil nahi hoti aor na hi woh acha profit kama sakta hay bal mairay khial main to woh profit earn karna to door ki bat bal k woh loss ko bhi kisi soorat control nahi kar sakta aor apna account wash kar bethta hay es liay Forex main mney management zarori hay es kay liay trader ko pehlay apnay capital ko dekhna ho ga es kay bad apnay knowledge, experience and capital kay mutabiq lot size ko choose karna chahiay agar capital small hay to lot size bhi small honi chahiay yehni mini ya micro lot size honi chahiay capital ziada hay aor trader bhi expert hay to us soorat main lot size ziada laga saktay hain esi taran take profit and stop loss ko bhi use karna money management kay liay bohat zarori hay lehaza lot size, take profit and stop loss har trader hi ko use karnay chahiay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                          Asalam o Alikum dear Forex friends and members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha or lajawab business ha is main hammy jitni ho sakeey hard work ki zarorat ha is main hammy achi hard work kar kay is say acha profit hasil kar sakteen han ye ak esa online business ha jis main hkam kar kay ham acha profit gain kar sakteey han dear money management say murad ha kay is main apny balance ko dekhty howeey is main apna lote size us kay mutabik rakheen ta kay is say acha profit gain kar sakeey ye ak international market ha is main money mangement ko sahi tareeqy say he set kar kay is say acha profit gain kar sakeey gay is main agar ham ghalat management set kareey gay to is say hammy bary loss ka samna karna par sakta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                            Money management ki bahot ehmeyat aur value hoti hay agar ham trading me reasonable risk le kar trading kar sakty hey to hamy pehly money management ki learning karna ho gi, market me trades me risk leny ki kabi kabar ham se ye ghalti ho jati hay key kesi trade ham se bahot zeyada hi lot size ka use ho jata hay aur over trading ki waja se hamy loss ho jata hay jab key money management key mutabeq trading ki jaye to ham es loss ko be avoid kar saken gey, hamary ley important money management ki learning hoti hay jes ki waja se hamy market me correct level ket risk leny key bary me information mil jati hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein money management ki kya ahmiyat hoti hai?

                              Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Doston Forex forum Ek bahut hi famous business a is Mein kamyabi Hasil karne ke liye Iske rules ko follow karna bahut hi jyada Zaroori Hai Jab tak Ham Iske rules ko follow Nahin Karenge tab tak ismein kamyabi bilkul bhi Mumkin Nahin Hai Iske rules mein stop loss or take profit ka use karna aur kisi bhi trade ko open karne se pahle yah investment karne se pahle Hamen money management ka use karna hoga tabhi Ham ismein Achcha kam Karke Jyada profit earn kar sakte hain Agar Kisi bhi trade ko open karne se pahle yah investment karne se pahle money management ka use na Kiya Ho To Ham loss Ka Shikar Ho Jaate Hain Agar Hamari trade mein loss Ho Jaaye to Hamari Tamam money zaya Ho Jaati Hai Lekin Agar Ham money management ka use Karke investment karte hain Ya Kisi bhi trade co open Karte Hain To Hamari money safe rahti hai is mein ager loss Ho Jaaye to hamare money safe rahti hai or hum loss se bach skte hein. THANKX

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X