New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?
    Pak Forex forum pay anay waley new aur junior members contests mai directly posting start ker rahey hain. Iss Tarah unhain forum say trading ki learning milna bohat mushkil hai aur trading business mai unhain mushkilaat aengi. Contests kisi bhi waqt khatam ho saktay hain laikin normal posting aur trading khatam nahi hogi. New members ka directly contest mai posting kerna Kitna sahi hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے

    Ji ap nay bhai bohat acha question kia hay Pakistan Forex Forum ko this time bohat say new members join kar chukay hain jin main say aksar aisay bhi hain jin ko Forex trading kay baray main kuch knowledge nahi hay woh first time hi Forex kay baray main sun rahay hotay hain aisay members ko chahiay k woh contest main posting karnay say pehlay aam Forex ki guftgu main posting start karain aor jab un ko kuch na kuch Forex kay baray main knowledge ho jay to tab ja kar contest main hisa lain aor achi posting karain kun k contest main posts lambi hoti hay aor agar new members kay pas acha knowledge na howa to es taran un ka time wast ho ga esi taran agar new member koi expert trader hay ja Forex kay baray main acha ya kuch na kuch knowledge rakhta hay to es soorat main un ko contest main zaror hisa laina chahiay aor achi posting say acha bonus hasil karna chahiay aor achi learning karni chahiay aor apna knowledge and experience threads kay zariay others members main bhi share karna chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Pak Forex forum pay anay waley new aur junior members contests mai directly posting start ker rahey hain. Iss Tarah unhain forum say trading ki learning milna bohat mushkil hai aur trading business mai unhain mushkilaat aengi. Contests kisi bhi waqt khatam ho saktay hain laikin normal posting aur trading khatam nahi hogi. New members ka directly contest mai posting kerna Kitna sahi hai?
      Dear brother new members ko chahiye ke baad sabse pahle is Forum Ke Baras Ki guftgu section Mein kaam karte Rahen Taki unko Fark market ke bare mein Achcha Na Lage Hasil Ho Jaaye Uske bad boy is Forum ke contest mein hissa liya Karen agar aap Swayam ke contest Mein hissa lete hain to aapko yah fayda ho jata hai ki agar aap ismein achha kam karte hain to aapko ismein kam karne ka Achcha bonus Mil Jata Hai ismein aap pagal test mein experience ke bagair kam Karenge to aapko ho sakta hai ismein nuksan ho jaaye isliye Humko chahie ki Ham pahle is form ke rules ko read Karen aur unke hisab se kam Karte Rahe tab Humko acchi learning ho jayegi aur uske bad Ham is Kabil Ho Jaate Hain Ki is program ke contest mein aasani se kam Karke Achcha banaa shasan kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Pak Forex forum pay anay waley new aur junior members contests mai directly posting start ker rahey hain. Iss Tarah unhain forum say trading ki learning milna bohat mushkil hai aur trading business mai unhain mushkilaat aengi. Contests kisi bhi waqt khatam ho saktay hain laikin normal posting aur trading khatam nahi hogi. New members ka directly contest mai posting kerna Kitna sahi hai?
        Dear jo new members ais forum k contest mai kaam karna chaty hai wo ais mai kar skaty hai ais mai her member kaam kar sakta hai aor yaha se bonus le sakta hai ais mai kaam karny se phly aik dafa rules ko read kar lena chaye ta k ap ko ye pata chal jaye k ap ne ais market mai kaam karna kaisy hai aus k baad ap ais market mai acha kaam kar k faida tab auta skaty hai jab ap ko ais forum se zayda bonus mily ga ais forum par contest mai ap ko informative thread aor posts karni ho gi aus k baad ap ko yaha se acha bonus mil jaye ga ap ais forum par agar mehnat karty hai to ap ko ais ka faida ho jata hai ais forum par ap ki apni mehnat hoti hai aus k baad ap ko yaha par kaam karny se faida ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
          Pak Forex forum pay anay waley new aur junior members contests mai directly posting start ker rahey hain. Iss Tarah unhain forum say trading ki learning milna bohat mushkil hai aur trading business mai unhain mushkilaat aengi. Contests kisi bhi waqt khatam ho saktay hain laikin normal posting aur trading khatam nahi hogi. New members ka directly contest mai posting kerna Kitna sahi hai?
          Dear ok bahut hi accha question kiya hai main iski Jawab Nahin aapko yah Kahana Chahunga ki Jab Koi number Pakistan forexforum to join Karte Hain To unko chahie kya hua kuch time contest Mein posting na Karen lekin contest ki posting ko daily basis kar study Jarur Karen aur apni learning Mein izafa Karte Rahen Kyunki Jab koi bhi member Pakistan forexforum ko join karta hai uske paas Itni Jyada information Nahin Hoti Jiski vajah se uski posting ki quality mein Itni bettery Nahin Hoti isliye usko start Mein chahie k wo contest Mein participate na Karen unke Agar ek mumber contest Mein participate karta hai aur uska bonus kam aata hai usko Inam bahut kam Milta Hai To usse vah disheart ho sakta hai isliye aap koshish karen kay first Ek Ya Do month Normal Form per kam Karen aur uske bad contest Mein Shamil Ho Jaaye Jab aapke pass acchi information achi ho chuki ho
          • #6 Collapse

            Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

            G dear mai khaita hun kay un kaliye theak nhi hai kiyu kay wo es mai acha kam nhi kar patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam mahnet kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain tu new member ka kam hai kay wo start mai aam forex mai kam karaye wohan say posts ko read kar kay us kay bad wo contest mai aye kiyu kay alwa posts karnye mai kafi time laga jata hai aisa nhi hai kay ap jaldi mai he seekh jatye hain ya ap direct es mai kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath kartye rhain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karty hain tu ap kamyab hai warna tu ap es mai nakam ho jatye hain jub kay mew member kabhi es mai first time acha kam nhi kar sakta hai tu ap apna kam mahnet kay sath karain
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

              Asalam o alikum dear ap ny bot acha swal pocha hy ji han bilkal hamy sab sy pahly knowledge hasil karny k liay forex forum join karna ho ga q k agr ham new han to hmary pas na to trading k mutaliq ziada knowledge or experience hota hy or na posting k mutaliq koi knowledge hota hy is liay hmari koshish honi chaiy k ham pahly forex forum m zyada sy ziada time spend kar k acha knowledge hasil karan phr contest m kam start karan contest aik bahtreen jwb ka muqabila hy jis m agr ham agr sahi knowledge or information share karan gy to hi hamy acha bonus mily ga aj kal contest m bot zyada new members a ry han wo jb thread lgaty han to km knowledge hony ki wja sy un ki thread or posts ki koi smj ni ati k wo kya kahna chahty han kya pochna chahty han is wja sy zyada tar hmari posts b galt ho jati han
              • #8 Collapse

                Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                Contest me es bat ki pabandi hi nahi hay contest open posting section hota hay jes me senior aur junior members sab hi posting kar sakty hey, contest start karny ka aur es me posting karny ka maqsad hi ye hota hay key apny minimum knowledge ko posting key through increase kia jaye, mery khayal me agar ham contest ko perfect knowledge ka section samjy to koch ghalat nahi ho ga, Amm Forex ki gufftagu section me posts bahot hi short hoti hey magar contest me har topic ko tafseel key sath aur behtar tareeqy se discus be kia jata hay es ley junior members ko be contest me direct hi posting karni chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Pak Forex forum pay anay waley new aur junior members contests mai directly posting start ker rahey hain. Iss Tarah unhain forum say trading ki learning milna bohat mushkil hai aur trading business mai unhain mushkilaat aengi. Contests kisi bhi waqt khatam ho saktay hain laikin normal posting aur trading khatam nahi hogi. New members ka directly contest mai posting kerna Kitna sahi hai?
                  Ji han bilkul dear Sar aapane Sahi baat ki hai Ham dekhte hain ke Pakistan Forex form per new members direct contact Mein kam kar rahe hain Jiski vajah se unke knowledge mein Zafar hona bahut Mushkil ho jata hai unko chahie ke pahle vah Pakistan Forex forum Mein normal posting Karen aur trading ke liye normal bonus Hasil Karen Kyunki contest Mein kam karne ke liye aapke pass knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai ismein aap Jitna Achcha aur quality work Karenge aapko ismein itna hi Achcha bonus milane ke chances hota hai contest Mein kam karne ke liye aapko pahle a posting ka experience Hona chahie Kyunki agar aap ismein acchi quality ki post Nahin Karenge aapko ismein Koi fayda Nahin Hoga new members directly contact Mein kam kar rahe hain jisse unko Koi fayda Nahin Hoga unko posting experience Hasil karne ke liye normal posting Karni Hogi.
                  • #10 Collapse

                    Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                    Assalam o Alaikum mery piyary dost. Bhai new contract ka direct constant main posting krna sahi nh hota unhein chye k wo pehly demo account py kam krein taky unko experience hasel ho sky or phir wo es main drct posting krny esa es lye zaroori hai agr usko experience nh ho ga tu forex waly uski post ko dlet bhi kr skty hyn.
                    • #11 Collapse

                      Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                      my dears friends umeed ha akya pps ab thk ho gay forex aik lajwab business gha or jo bhi new member ha or forex ko join kia hova ha or un kay lyia contest ko join karna zroori ha kyu kay is say ham ko earning bhi achi milty ha or jab bhi ham forex ma apan real account bnaty ha to hamay apna trading account ma passy rakhna zroori ha or jis say ham trading kar saky gay or contest ma jo bhi trader hazrat new ha who is ma apni achi mehnat kary or sab information ko clear kary or analysis ko apply kary or contest say bomus hasil kary or app apni mehnat say apna account bnaty ha or is say hasil hony wali earning say ham trade kar sakty ha or ya in sab kay lyia sab say batr option ha or kuch asay trade ha jo trading kay lyia apny account ma passy add nai kar sakty ha or contest ma mehnat kar kay results achy hasil kar sakty ha
                      • #12 Collapse

                        Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                        Aslam o Alekm umed he ke all member theek hoge, me dear members jaha tak mra experience he ke new members ko chahye ke ane account open karne se pehle unhe forex ka maloomat hona zaorree he ke forex me contests me posting kese hote he 1stly all new memebs ko chahye ke wo forex sahee namoone read kare unko learning kare phir apne seniors ke sath touch me rahe unhe se seekhle phir wo apna new account bana kar forex me direct contests me posting sahee namoo se kar sakte he ku ke forex ko jina nam learning karege utnee hamre achi se achi eaning hoge inme chahe new members ho ya seniors member ho sabk kamyab hoge phir sab ko koi be posting me dushware pesh nahe aaigee wo forex se behatree namoone se earning lete rahe ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                          Dear ap ne bahut he achi bat ki hai new members withdrawable bonus k lalach mein aa kar direct contrst par kam kar rahy hain but main aisy new members ko thora detail se contest k bary samjhana chahta hon
                          Contest kya hai..? Dear new forum members pak forex forum par contest aik muaqbla hota hai behtrren jawab ka aik competition hota hai contest mein hamesha sirf wohi traders hissa lety hain jo purany members hoty hain jo aam forum ki guftagu mein kam kar chuky hoty hain aur un k pass itna acha knowledge hota hai k wo achy jawab dy sakty hain aur muqably mein win kar sakty hain kyun k contest ki post k alag rules hoty hain jin ko follow karna parta hai aur kam se kam 500 se zaayada characters ki post karni hoti hai aur jo contest ko win karta hai sirf usi ko bonus zayada milta hai but jo new member contest mein post karty hain wo jab tak amm forum par knowledge gain ni karty kabhi bhi contest mein kamyab ni ho sakty
                          Aam forum ki guftagu... jo new forum members forex forum join kar rahy hain unko aam forum ki guftagu mein post karni chahiye is k 2 faidy hain aik tu weekly bonus mil jata hai aur doosra is par trading kar k practice bhi ho jati hai aur profit bhi withdraw karwa sakty hain aur is par knowledge bhi barhta rehta hai aur aam forum par post bhi choti kar sakty hain is liye aam forum par jab well experience aur full knowledge gain kar lyn phir ap contest mein kam karyn
                          • #14 Collapse

                            Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                            Dear forex members Pak forex forum business ake international online business hay jiss may dunya bhar say logg participate kartay hoye bohut zayada kamyaabi hasal kartay hay isi tarah junior members bhi bohat zayada Kam karna start kar chukay hay aur wo Pak forum pay forex forum ki guftagu may Kam karnay Kaye bajaey directly contest may hissa laytay hoay posting kar daytay hay lehaza unko chahiye kay pehlay so trading ki guftagu may posting start Kartay hoye forex forum pay appear hon aur jab unko kam karney ka experience ho Jay to phir wo trained ho kar participate kar Kay kamyaabi hasal kar sakty hay Pak forex forum pay junior members ko bohut zayada patience ki aur fundamental analysis ki zarorat hoti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay aur pehlay so trading may Kam karnay aur experience hasal kartay hoye contest may participate Kartay hoye kamyaabi hasal Kar saktay hay phir jab app Kay pass experience hoga knowledge hoga to app confidences Kay sath contest may hissa laytay hoay apna account stable kar saktay hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New members ka direct contests mai posting kerna Kitna sahi hai?

                              Trading members directory forex trading market mein agar aam start karte hain Pakistan forex forum mein to Koi pareshani nahin hai agar unko trading ke liye basic terms rules and regulations aur instaforex organisation ke bare mein complete information hai aur vah manage kar sakte hain khud ko to unko kam karna chahie no issue trading market mein hamara frustrated person release ho sakta hai agar Ham trading acchi karna chahte hain aur professional expert trading member banna chahte Hain to hamen openly free environment mein kam karna hoga aur fresh mind ke sath trading experience aur analysis ke bare mein search karna hoga agar aap reading market mein casual behaviour rakhkar technical aur fundamental values ko nahin dete aur trading start kar dete ho to iske liye aapko maximum pareshan hona pad sakta hai trading ke liye aapko apni skills ko strong karna hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X