Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?
    WHO kay mutabiq Corona covid 19 ki second wave iss waqt USA aur China mai start ho chuki hai. Kia uss ka impact dobara say market ko weak kernay ka sabab bann sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    WHO kay mutabiq Corona covid 19 ki second wave iss waqt USA aur China mai start ho chuki hai. Kia uss ka impact dobara say market ko weak kernay ka sabab bann sakta hai?
    Dear brother aapane Jo question Kiya Hai Uske Jawab Mein Main aapko yah Kahana Chahta Hun Ki no doubt Jis Tarah coronavirus Ne Pehli Baar Puri market Ko Ek Tarfa crash kar diya tha aur bahut jyada effect hua tha ISI Tarah Agar coronavirus ki ki Ek Aur wave Aati Hai To vah China ko aur USA ko Buri Tarah effect kar sakti hai agar yah donon countries Buri Tarah effect hote hain to iska directly Asar Hamari e instaforex ki market per ho sakta hai aur Jiski vajah se Forex trading Puri Tarah Se Motasirr ho sakti hai lekin ismein Hamare liye sabse Jaruri baat ki hai ki Ham Jab Bhi Koi trade Lagane Lage to Humko fundamental analysis per Jarur focus karna chahie aur iske sath sath Humko bahut jyada care Karni Hogi aur long term trading se avoid karna hoga aur koshish karen ke short term trading Karen aur aur apni trade ko reasonable profit per Saath-Saath close Karte jaen Taki Agar Is Tarah ka koi effect market per Hota Hai To Ham usse bilkul mahfooz Re sake
    • #3 Collapse

      Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

      G han dear aisa he hai kiyu kay covid 19 ki waja say market mai kafi nuqsan howa hai aur aisa mai samjhta hun kay aj tak market mai nhi howa hai kiyu market hamesha stable chalti rhatye the per covid 19 ki waja aay kafi mushkil ho gaya aj kal ap market trade lagtye hain tu ap ko es mai kafi problems atye hain jis jay bad aj kal ap trade asani kay sath nhi laga pa rhain tu sochain pher market kay broker hai un ka kiya hal ho ga aj kal kafi log hai jo market mai kam tu kartye hain per acha kam karna kafi mushkil ho gays hai kiyu kay jo bhi trade lagaya jata hai es mai nuqsan ap ka he hota hai tu ap ka kam hai kay ap trading tu karain per aj kal news pay focus dain aur ap market mai anylsis achye kar kay ge tu ap ka kam acha ho ga aur ap es mai kamyab ho jain gaye tu acha kam kamyabi ki zamant hota hai he bat tu confirm hai na
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

        Dear ap ne bahut acha sawal poocha hai usa aur chaina mein ab corona virus covid-19 ki second wave hai aur jahan tak mera khayal hai tu ab ye itna shidat se ni hoga aur doosri bat k agar shidat se covid-19 ka scond atack hua bhi tu ab is ki waja se lockdown ni hoga aur uski waja ye hai k jab pehly corona ki waja se poori duniya k economy tabah hoi tu ab har country apni economy ko bachany ki koshish kar rahi hai aur ab covid-19 ki waja se koi country bhi lock down k haq mein ni hai aur smart lock down ka trend chal gaya hai k jo area zayada effected ho us mein smart lock down kar dyn aur baqi karobar aur life normal chalny dyn tu yahi reason hai k mera experience kehta hai k ab is ki waja se kisi country ki economy ko loss nai hoga aur forex market bhi stable rahy gi aur hamyn forex market mein har traha se market ko understand kar k aur technical aur fundamental analysis k bad trade open karni chahiye ta k loss na ho aur hamyn aj kal news ko zayada focus karna hoga kyun k ab har Country ki economy stable ho rahi hai tu hamyn news ko lazmi follow karna chahiye tab he profit ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

          my dears friends
          umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik international business ha or aj kay dor ma corona virus ki diese phaly hovi ha or ya sab say phaly china say starts hovy thi or who par bot death hovi ha is ki waja say or china aik strong country ha or is nay isy control kar lyia ha lakin ab ya usa ma sab say zyiada ha or who par is kay effects sab say zyida ha or is ki koi bi injection ya koi bi antitode nai ready hova ha or is say forex market say bot hi bad effect pary ha jis ki waja say market ma har cheez (currency pairs ,gold or oil ) apr bot hi bury effect pary ha jis say market ma har din koi na koi tabdali aa rahi ha or in ki kimat up or down move kar rahi ha or sab say zyida oil par para ha is ki kimat ma bot hi kami hovi ha or abb sab margen equal ha
          • #6 Collapse

            Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
            WHO kay mutabiq Corona covid 19 ki second wave iss waqt USA aur China mai start ho chuki hai. Kia uss ka impact dobara say market ko weak kernay ka sabab bann sakta hai?
            dear brother abhi Tak Jo covid-19 chal Raha hai iski first mein bhi hai jo kabhi jyada countries go damage kar chuki hai iski vajah se kafi e jyada death ho chuki Hain magar abhi tak iski second wave start nahin Hui ismein jab market ki halat ko dekha jaaye to kafi jyada damage Kiya hai aise he is market mein jo maut ho rahi hoti hai vah kisi bhi country ke economic ko dekhkar ho rahi hoti hai agar kisi bhi country ke halat acche ho jaenge to uski vajah se uski currency ya economy be strong hogi aur use per Ham acchi trade laga sakte hain magar jab kisi bhi country ke Kan me bhi hogi uski vajah se is market per bhi kafi jyada Fark padega vaise hi Ham nahin agar is market mein trade lagani hai to humko is market mein bahut hi planning ke sath kam karna hoga uske bad Ham is market mein aasani se kamyab ho jate Hain agar Ham is market mein planning karke kam karte Hain to humko kamyabi jarur milati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

              Assalamu Alaikum dear friendaisa he hai kiyu kay covid 19 ki waja say market mai kafi nuqsan howa hai aur aisa mai samjhta hun kay aj tak market mai nhi howa hai kiyu market hamesha stable chalti rhatye the per covid 19 ki waja aay kafi mushkil ho gaya aj kal ap market trade lagtye hain tu ap ko es mai kafi problems atye hain jis jay bad aj kal ap trade asani kay sath nhi laga pa rhain tu sochain pher market kay broker hai un ka kiya hal ho ga aj kal kafi log hai jo market mai kam tu kartye hain per acha kam karna kafi mushkil ho gays hai kiyu kay jo bhi trade lagaya jata hai es mai nuqsan ap ka he hota hai tu ap ka kam hai kay ap trading tu karain per aj kal news pay focus dain aur ap market mai anylsis achye kar kay ge tu ap ka kam acha ho ga aur ap es mai kamyab ho jain gaye tu acha kam kamyabi ki zamant hota hai he bat tu confirm hai na
              • #8 Collapse

                Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

                hanji dear yei baat thek hai kay crona virus ki waja say market ki movement ko bohat khrabi hoi thi or sab trader bohat preshan thy market ki movement main bohat ziada chaenge aya tha is lea hamen chaea kay ham kam ko karty rahen in diono ka fiada utha kar isko chornay ki bjay ham is pay focus kren or iska knowlege gain karen ta kay jesy hi market ki movemnt sai hooham poray dil say apana kam kar skaen or yei baat bhe thek hain covid 19 ki second wave say kam dobar phir say khrab ho skata hai laikn hamen ghabrana nahi chaea kyun kay ghabrany ka koi faida nahi hai is ka asar sari dunia par hai sab ko is say loss ho raha hai lakin forex nay tu phir bhe hamen aisy lock down main bhe ghar beth kar income lanay ka moka dia hai is lea hamen fiada uthana cahea.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  WHO kay mutabiq Corona covid 19 ki second wave iss waqt USA aur China mai start ho chuki hai. Kia uss ka impact dobara say market ko weak kernay ka sabab bann sakta hai?
                  Nahe dear aisi koi baat nai hai ais time covid-19 ka koi case china mai nai hai ais time jo USA mai halat hai aus mai cases kafi zayda hai magar wo sab ais mai normal cases hi hai abi tak covid-19 ki second wave start nai hoi hai ais market mai her country ko dekh jata hai aus k baad ais market mai asaar hota hai aik hi dam se ais market mai atna zayda masla nai aata hai ais time jo dunia k halat hai wo atny zayda kharab nai hai k ais market mai hum ko trade lagaty waqat covid-19 ko dekh k hi trade karni ho gi ais market mai trade karny k liay aor bhi bahot sary factors hoty hai jn ka asar ais market par ho raha hota hai sab ko dekh k ais market mai trade lagani hoti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                    WHO kay mutabiq Corona covid 19 ki second wave iss waqt USA aur China mai start ho chuki hai. Kia uss ka impact dobara say market ko weak kernay ka sabab bann sakta hai?
                    Brother aapane bahut Achcha question Kiya Hai Iske reply Mein Main aapko yah Kahana chahta hun ki agar Ham previous conditions ko Dekhen forex market Mein To coronavirus ki vajah se market Ki Halat bahut jyada kharab ho gai Thi Aur market bahut jyada effect hui thi coronavirus ki vajah se specially Jab China Mein purana virus hua tha to uski vajah se crude oil per bahut jyada Asar hua tha aur aap jis Tarah aap kah rahe hain K Europe and China Mein second wave Ka Asar ho raha hai to is se bhi fir market ki movement Mein tabdili a sakti hai aur Market Mein condition Jyada kharab ho sakti hai Kyunki Virus ki vajah se Tamam countries Mein log down ho gaya tha jisse market bahut jyada effect hui thi the lekin ab a star a star market apni e position Mein a rahi hai lekin ab fir se Agar coronavirus ka effect Hota Hai To fir se market Ki Halat kharab ho jayegi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

                      G han China aur USA me corona virus ki 2nd wave start ho chuki hay aur es ki waja se market par be esa ka koch na koch asaar deka ja sakta hay ye market par be se pehly ki tarha hi asaar andaz ho gi, China aur USA government ko per se esy steps leny ki zarorat hay jo es ne pehly corona virus key first wave par ley tey, lock down masly ka haal nahi hay agar country me koch din tak complete lock down laga dia jaye to per possible hay key corona ka effect slow ho jaye magar Pakistan China aur USA ne jes tarha se smart lock down laga kar ghalti ki ye ghalti per se na ki jaye, complete lock down economy par acha asaaar nahi karti magar ye ab majbori ban gai hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

                        Maket mai kafi nuqsan howa hai aur aisa mai samjhta hun kay aj tak market mai nhi howa hai kiyu market hamesha stable chalti rhatye the per covid 19 ki waja aay kafi mushkil ho gaya aj kal ap market trade lagtye hain tu ap ko es mai kafi problems atye hain jis jay bad aj kal ap trade asani kay sath nhi laga pa rhain tu sochain pher market kay broker hai un ka kiya hal ho ga aj kal kafi log hai jo market mai kam tu kartye hain per acha kam karna kafi mushkil ho gays hai kiyu kay jo bhi trade lagaya jata hai es mai nuqsan ap ka he hota hai tu ap ka kam hai kay ap trading tu karain per aj kal news pay focus dain aur ap market mai anylsis achye kar kay ge tu ap ka kam acha ho ga aur ap es mai kamyab ho jain gaye tu acha kam kamyabi ki zamant hota hai he bat tu confirm hai na
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia USA aur China mai covid 19 ki second wave market ko weak ker rahi hai?

                          Bismillah Rahman Rahim good evening dear friend ummid karta hun aap sare khairiyat se honge dear friend to covid ki vajah se a China yah USA America ki market per kya Fark padta hai yah kya Fark pad raha hai to dear friends forex trading Ho chuke online jo hai online trading hai to is mere sal mein un per bhi iska Koi itna asar khas nahin hota hoga kyunki yah bilkul totally online aur online aap gaye ho matlab akele baith kar ja kahin bhi baith kar aap kar sakte hain kya aap current time ho gaya aap office mein Hui aap kar mein ho to aap ko isase ko koi Fark nahi padta hai achcha China vs USA Ho Jo bhi Ho to yah mera ek apni matlab Socha yah Mera apna najriya hai to usmein Ham Jani kar sakte ke China mein covid-19 hai to vahan trading nahin ho rahi hogi USA covid-19 aathvan trading nahin ho rahi hogi to yah bilkul mere sal mein galat baat hai ki China hamen agar tu vahan vahan per

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X