Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?
    Kya haum Apnay thread pay post Kar saktay hay? Agar Post Kar saktay hay to kya post contest may count hogi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
    Kya haum Apnay thread pay post Kar saktay hay? Agar Post Kar saktay hay to kya post contest may count hogi?
    Dear brother aap ne Jo Sawal Kiya Hai Uska Jawab Nahin main aapko yah batana Chahta Hun Ki Jab aap Pakistan forexforum contest Mein kam kar rahe hote hain aur use per aap ek thread create kar dete Hain To Uske bad use per aapko post karna allow Nahin Hota iska matlab yah hai ki jo aapane question Kiya Hai yah aapane Koi information Apne seniors aur Junior members ke sath share ki hai to usmein aap khud participate nahin kar sakte usmein just aap Baki Sare members Ke jawabat Le sakte hain aur jo aapane thread create kiya hai use per aap khud ko like aur thanks bhi nahin de sakte isliye Agar aap rules and regulation to follow karna chahte hain to apni create ki Hui thread per kabhi bhi reply na Karen Aur Is per thanks Dene Ki Koshish Na Karen yah aapke contest Mein count Nahin Ki Jaya Sakthi
    • #3 Collapse

      Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

      forex ko samjna aik din ka kam nahi hain yai ak big business hain hum is mai aik din mai 4 thread or 50 posst kar sakty hain hum is mai apny tread py posts nahi kar sakty hum just thread bana sakty hai or log is py reply karty hain forex aik asa busienss hain jo hamy learning be dta hain or hamy earnng be deta han hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalach ban ky kam kary gy to harma account bandd ho jy ga frex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik legal busienss hain hum is mai apny boss ap he hoty han is jasa koi or business nahi hain all world mai
      • #4 Collapse

        Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

        forex aik best and unique karbar hain hum is mai apny thread py post submit nahi kar sakty hum thread he crate kar sakty han or hum dsory traders ky threads py posst reply kar sakty hai hum is mai night mai be kam kar skty hain hum is mai day mai be kam kar sakty han hum is mai agar lalacho ban ky kam kary gy to harma account baned ho jy ga hum ismai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account band ho jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hain hum is mai apne marze s tem table bana kar kam kar sakty han hum is mai aagr km karty howe koi mistake kar dety hain to hamy los ho jy ga hamy mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga forex aik legal business hain hum s mai apny bossap he hoty hain yai aik legal business han
        • #5 Collapse

          Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
          Kya haum Apnay thread pay post Kar saktay hay? Agar Post Kar saktay hay to kya post contest may count hogi?
          Dear brother main aapko yah Kahana Chahunga ki Jab aap Pakistan Forex form per kam Karte Hain To aap Jab new thread open Karte Hain To ismein sabse pahle post use member ki hi hoti hai jo thread post karta hai ismein aap khud Apne is credit ko dekh len ki aap ki post sabse pahle number per hai to isliye aapko Ek ped Par Ek post hi Karni chahie to ismein aap post to kar sakte hain lekin ismein Koi fayda Nahin ho sakta aapko chahie kya aap ismein sirf aur sirf red lagaen aur Baki aap dusre members ke Threads per information share Karen aur unke mutabik replies Karen aap Jab koi bhi new topic share Karte Hain To ismein sabse pahle details use topic ke bare mein aapki apni hi hoti hai isliye aapko uska reply karne ki koi jarurat Nahin Hoti.
          • #6 Collapse

            Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
            Kya haum Apnay thread pay post Kar saktay hay? Agar Post Kar saktay hay to kya post contest may count hogi?
            Pakistan forex forum main ap apny post pe reply ni kar sakty han jab ap thread post karty han to is k sath massage box ban jata ha k ap ka post ho gea ha jo k ap kisi bi thread pe post karty han to ban jata ha jis sy humy pata chalta ha k hum ny post ka reply da dea ha dobra is main reply ni dana ha is ley humy chae ha aik thread main aik he reply dan or apny thread main reply na karny q k ye rules k khalaf ha jis ki waja sy humara account banned ho sakta ha is key humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum utny he kamyab ho saken gy humy asa reply karna chae ha jo har trader k fayda mand ho jis sy sab seek sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

              G han dear ap posts kar saktye hain per jhan tak mera khyal hai tu us mai ap ka faida kam hota hai kiyu kay threads bhi ap ka ho ga aur neechye reply bhi ap ka ho ga tu ap ko log thanks kis pay dain ager aisa hota hai tu kafi gar bar ho jatye hai aur kafi masla ban jata hai tu mai samjhta hun kay humara kam hai kay hum es mai posts kartye hain tu un pay he reply karain auur apny threads pay kabhi reoly na karain kiyu kau ap kay threads pay reply dusrye dain gaye aur ap ka faida ho ga tu ap ak thread tabhi acha hota hai jub ap kay thread ko dusrye pasand kartye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karain aur achye threads hamesha kartye rhain ta kay bad mai ap es mai hamesha kamyb ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apnye kam mai focus kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ap es mai posts achi kartye hain tu bhi ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap always apna kam acha karaian aur mahnet kay sath kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hain
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                Dear ap ne jo sawal kiya hai us k jawab mein apko main ye kehna chata hon k ap agar koi thread lagaty hain tu ap 2 taraha k threads laga sakty hain aik tu ap koi sawal poch sakty hain aur doosra ap koi knowledge aur achi information ya trading tips share kar sakty hain tu dear ap agar koi sawal pochy gy tu ap k pass jawab hoga ni tu ap kaisy apny thread ka jawab dyn gy aur jab ap koi information share kar lyn gy tu ap us mein aur kya share karyn gy so apko main ye advice karon ga k ap apny threads par rply na karyn aur ap aur threads par post kar liya karyn apko total 50 post ki limit allow hai ap wo limit poori karyn
                • #9 Collapse

                  Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                  g han bhai jan aghr ap apny he threads par posts krna chahty hain tu ap kar skty hain laken os k acount hony or os par bonus milny ki koi guranity nahi hai q k ap just threads karen osk bad mera nahi khyal k os par rply karna zarori hai ap apni threads par bakiun k rplies ko read karen jo zarori hai or ap un se apny knowledge hasil karen forex main jub hum rules ko follow kar k kam karen tu hum os par acha kam kar skty hain os hmara kam bhi asani se khtam ho jata hai jub hum apny he hisab se kam karen tu hum kbhi bhi asani se apna kam khtam nahi kar skty hain es liye apny kam ko rules k according karen ta k apko oska result acha mil saky baki apka apni threads main posts karna koi issue nahi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                    Kya haum Apnay thread pay post Kar saktay hay? Agar Post Kar saktay hay to kya post contest may count hogi?
                    dear brother is tarah is forum per Kam nahin Kiya ja sakta agar aap is form per koi bhi thread lagate Hain to use per aap khud post nahin kar sakte ismein aapko iski ijaajat nahin Di Gai is form ke rules ko agar aap read karenge to aapko yah sari baten clear Ho jaenge ki aapane is form per kaise post karni hai aur kaun se post per aapko achcha bonus milega agar aap is form ke rules ko follow karte rahenge to aapko ismein fayda ho jaega aise he is form per kam karne ke liye aapko tamam rules ko ek dafa read kar lena chahie uske bad ismein kam karna chahie jab aap is form ke rules ko apni post per apply karenge to aap ismein high quality wali post kar sakte hain jis per aapko kafi jyada bonus bhi mil sakta hai agar Ham is form per time lagate Hain to humko ismein ka kafi jyada fayda bhi Ho jata hai magar uske liye humko is form per maina karni hogi uske bad humko is mein kamyabi mil jaati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                      Kya haum Apnay thread pay post Kar saktay hay? Agar Post Kar saktay hay to kya post contest may count hogi?
                      Nahe dear ap ne agar ais forum par kisi bhi section mai koi thread lagaya hai to aus par ap khud hi post nai kar skaty hai aor ais k sath ap ne agar aik thread par post ki hai to aus par ap 2 ya 3 posts nai kar skaty hai ais liay hum ko chaye k hum ais forum par aik din mai sirf 4 hi thread lagaya kary aor aus k baad hum ais forum k jis section mai kaam kar rahy hai aus topic k thread par hi post kary jis k bary mai hum ko acha knwoledge ho aus par hum post kary gay to hum aus par achi baat kar skaty hai ais forum par hum agar mehnat karty hai to hum ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai ais forum par hum ko kaam karny ka ye faida ho jata hai k hum ais forum par jitni achi posts karty hai hum ko atan hi zayda bonus dia jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                        G nahi dear esa possible nahi hay apny threads par post karna Forum key rules key against hota hay, bahot se members daily base par contest me be threads karty hey per apny threads par posts karny ka sawal hi peda nahi hota hay na hi es ka koi bonus mil sakta hay, contest me ham old se old other members key threads par reply kar sakty hey es ka bonus be count ho jata hay esy me agar ham apny threads par posting karna start kar den gey to esy kesi post ka bonus nahi mil saky ga aur ye be mind me rakna chaye key es tarha ki rules key khelaf posting karny se account be banned ho sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                          Dear friend ap ny bot acha swal pocha hy ji ni dear ham apni thread par post ni kr skty q k thread 2 tra ki hoti hy aik wo jis m ap apna bahtreen knowledge yahan share karty han ap k pas agr koi acha knowledge ya information hoti han to ap yahan share kar sakty han asi thread ko jaiza kahty han or jaiza par zahir c bt hy ap post ni kr skty q k ap already pahly sy hi apna knowledge thread m share kar chuky hoty han to post m dobara wahi knowledge share ni kr skty isi tahra dosri qism ki thread swalia hoti hy jis m ap ko trading k mutaliq ya forex forum ya contest k kisi b chez k mutaliq ap ko information chaiy hoti han is liay ap yahan question karty han or zahir c bt hy k ap apny hi kiay gy question par knowledge share ni kr skty q k agr ap k pas knowledge hy to ap question thread Karan gy hi q is liay ap ko sirf apny thread ka hi bonus mily ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                            Kya haum Apnay thread pay post Kar saktay hay? Agar Post Kar saktay hay to kya post contest may count hogi?
                            Pak Forex forum pay jab koi member aik thread banata hai aur usay submit ker daita hai tou uss kay khud say na tou post ker sakta hai aur na he usay khud say he thanks ker sakta hai. Agar koi member apna thread submit kernay kay baad yeh samajhta hai kay woh uss mai mazeed koi information add kerna chahta hai tou usay chaiye kay apnay thread ko edit ker kay dobara say submit ker lay. Pak Forex forum pay members ko jaha bohat say rules ka paband banaya Gaya hai wahi pay members kay liye bohat si asaaniaa bhi Banai gai hain. Forum members Agar apany seniors ki advices aur instructions kay mutabiq kaam kertay rahain aur pak forex forum pay moderators ki hadayaat ko parh kay kaam kertay rahain you iss Tarah ki koi query raise he nahi hoti hai. Pak forex forum pay members ko apni threads usi waqt banani chaiye jab unn kay paas mukammal knowledge ho ya unn kay paas aisa sawaal ho jiss ka unhain kahi say jawaab na mill raha ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya apnay thread pay post ki ja sakti hay?

                              Assalamu Alaikum dear friendPakistan forex forum main ap apny post pe reply ni kar sakty han jab ap thread post karty han to is k sath massage box ban jata ha k ap ka post ho gea ha jo k ap kisi bi thread pe post karty han to ban jata ha jis sy humy pata chalta ha k hum ny post ka reply da dea ha dobra is main reply ni dana ha is ley humy chae ha aik thread main aik he reply dan or apny thread main reply na karny q k ye rules k khalaf ha jis ki waja sy humara account banned ho sakta ha is key humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum log kamyab ho saken jtni ziada mehnat karny gy to hum utny he kamyab ho saken gy humy asa reply karna chae ha jo har trader k fayda mand ho jis sy sab seek sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X