Moving average ke kya benefits hote Hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average ke kya benefits hote Hain ?
    Assalamu alaikum dear member Jo Ham chart ke andar moving average ki line lagate Hain to hamen is line se Kya benefits milte Hain moving average darasal kya hota hai Ham isase kis tarah se fayda utha sakte hain please explain kar den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq khan786 پيغام ديکھيے
    Assalamu alaikum dear member Jo Ham chart ke andar moving average ki line lagate Hain to hamen is line se Kya benefits milte Hain moving average darasal kya hota hai Ham isase kis tarah se fayda utha sakte hain please explain kar den
    dear brother moving average 1 indicator hai jisko Ham market mein use karte hain trade lagane ke liye yah indicator ek lagging indicator ki tarah kam karta hai aur market ke piche piche chal raha hota hai ya market ko follow karti hui humko trading signal de raha hota hai agar yah indicator humko CO2 restaurant ki confirmation deta hai to use time tak market kafi jyada munh mat Kar chuki hoti hai aur uske bad Ham ko yah pata hota hai ki abhi market ka friend ban chuka hai Ham aise he is market mein trade lagate Hain jab humko is market mein achcha fayda ho jata hai aise indicators ko use karne se humko yah fayda hota hai ki Ham is market mein Jo bhi trade lagate Hain use per humko tab bhi fayda hoga jab Ham aise moving average ke cross-over ko dekhkar trade karenge ismein Ham confirmation mil jaati hai aur ham is market mein accident lagakar use per jyada profit banaa sakte hain vah bhi every ki sabse acchi baji hai ki yah har time frame mein achcha result deta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq khan786 پيغام ديکھيے
      Assalamu alaikum dear member Jo Ham chart ke andar moving average ki line lagate Hain to hamen is line se Kya benefits milte Hain moving average darasal kya hota hai Ham isase kis tarah se fayda utha sakte hain please explain kar den
      Dear brother Forex trading aapke pass bahut Sare indicators aur metallic tools hote hain Jinka aap istemal kar sakte hain aur ismein achha profit Hasil kar sakte hain dear jab tak aap ismein Nahin Karenge aur isko time nahin Denge aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte iske liye aapko apni mehnat karna padati hai moving averages Ka istemal Karke aapko acchi trades mil sakti hain ismein aap long term trading bhi kar sakte hain aur short term trading bhi kar sakti hain moving average ke sambhal ke liye aapko Pata Hona chahie ki aap ismein kaun si moving average acchi hai aur ismein Kis Tarah kam Kiya Jata Hai moving average se aapko long-term trades bhi mil sakti hain aur ismein aap short term scalping bhi kar sakte hain our sabse acchi moving average 50 wali moving average Hoti Hai ismein 21 ki moving average be best Hai Aap ine Ka istemal Karke achha profit Hasil kar sakte hain..
      • #4 Collapse

        Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

        bhai jan forex trading k abusiness main moving avourage aik best indicator hai jis ko use kar k hum achi trading kar skty hain forex main aghr hum moving avrages k sath trading karen tu hmain loss hony k chances kam se kam hoty hain or hum achi trade kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main hmaisha apni trading ko best indicators ka use kar k karen jis main ap kamyab ho skty hain achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain forex main jitni mahnat ki jay otna he hmain faida hota hai q k forex main knowledge kiz arort hoti hai jis main hum kamyab ho skty hain or achi trading kars kty hain aghr hmain forex ka knowledge nahi hoga tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he hum achi earning kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

          Dear is market Mein Har indicator ki apni Khushiyan Hoti Hai Aise he is market Mein Humne Agar Kisi indicator ko use karna hai To Ham Ko sabse pahle yah Pata Hoga yah indicator kaun se time frame pariksha result Deta Hai Uske bad Ham use indicator Ko Agar use karte hain To Ham Ko yah Pata Ho is indicator Mein Kaise signal lena hai aur is per Kaise Lagani Hai Kyunki Har indicator ka study karne ka Apna Tarika hota hai agar aap moving average to use karte hain to yah Ek Lene mein dikkat hai jo ki Ham Ko Kafi Jyada let chalana leta hai aur yah long term trading karne walon ke liye best hota hai agar aap short term trading karte hain to aapko is main kabhi bhi trade Nahin leni chahie is vajah se aapko nuksan bhi ho sakta hai Humko moving average tabhi use karna chahie Jab Humko acchi trademill rahi ho.
          • #6 Collapse

            Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

            moving average ky bohut sary faidy hoty hain is say ham market ky trend ko bhi pridict kar sakty hain aur market main daily baisis pay trade bhi kar sakty hain aksar trader is ko use kar ky scalping trading karty hain jiss say market main achi earning hoti hai aur log is main scalping ka ky apna account chand he dino main double kar laity hain is lea ap ko ager moving average pay kam karna hai tu pehly demo pay apply kar ky is ki working ko samjhna ho ga phir he ham is main achi tara say success hasil akr sakty hain forex main koi bhi strategy bekar nahi hoti hai jab tak us ko practice kar ky perfect na bana lia jay tab tak wo ap ky lea profitable sabit nahi ho sakti hai is lea ap ko jis strategy par bhi kam karna hai tu ap ko pehly is ko samjh karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Tariq khan786 پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum dear member Jo Ham chart ke andar moving average ki line lagate Hain to hamen is line se Kya benefits milte Hain moving average darasal kya hota hai Ham isase kis tarah se fayda utha sakte hain please explain kar den
              Walaikum assalam dear brother aap ne bahut hi informative question poochha hai Kyunki Agar Ham Forex trading Mein daily basis per kam Karte Hain To Ham Ko moving average ke bare mein complete information Jarur Hasil Karni chahie aur iska ful procedure Pata Hona chahie chahie kya chij hai aur isko kaise utilise kar sakte hain.
              Dear brother moving average 1 indicator hai jo aapko market ki movement ke bare mein indicate karta hai aur aapko market ke different friends ke bare mein batata hai ki market ki next movement aap Kis Tarah hone Ja Rahi Hai Jiski basis per aap apni trading kar sakte hain.
              Aur dear aapane Jo question main line ko mention Kiya Hai dosa wale se main yah Kahana Chahunga ki Jab Ham chart pattern per Ek line Dra kar dete hain to vah indicate kar rahi Hoti Hai different levels ke market in levels ko touch karti hui e movement Karegi aur FIR Uske bad aap use Line ko market ki movement ke sath compare kar sakte hain aur dekh sakte hain ki yah kis had Tak market Ne is line ko Touch Kiya Hai

              Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	14
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12327823
              • #8 Collapse

                Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                bhai jan forex trading main moving average aik best pridict of market tool hai jis main hum market ko achi trha se smjh skty hain or os main achi trading kar skty hain forex main moving average se ap aghr apni trading krna chahty hain tu apko pahly demo account main os trading ki practice krna hogi os method se jub ap practice karengy tu apko os main acha profit mil skta hai jis se ap achi trading bhi kar skty hain tu sub se aphly apko forex main demo account par practice krrna hogi jis se kam yab ho skty hain or apni trading main kamyab ho skty hain forex main boht se trading tools hain jin main hum apni trading kar k acha profit lay skty hain or os main kamyab ho skty hain forex main kamyab wohi hoty hain jo mahnat karty hain or apni trading ko bhi bahter se bahter bnaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                  Asalam o ALikum dear Forex friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay Forex ka business ak bahut he acha hony kay sath sath ak bahut he riski business bhi ha is main hammy agar acha kam karna ha to is ki market ko achy tareeqy say samjhny ki zarorat ha ta kay is say acha profit hasil kar sakeey gay dear ham is market main bahut sary indicators ko use kar kay is market ki move ko pata chala kay is main ham achi trade kar sakteey han or is say acha prfit bhi gain kar sakteen hanis ki market ko samjhna kay leye is market main kuch apny bhi tools hoty han jin ko ham is market pa apply kar sakteey han is main ak indicator moving indicator ha jis ko ham market pa aply kar kay is say acha profit gain kar sakteey han
                  • #10 Collapse

                    Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                    Moving average market key technical analysis key hi kam ata hay aur traders har tarha se market key technical base par analysis karny me moving average se faida le sakty hey, moving average ka benefit ye hota hay key members ko market ki movement key key bary me bahot achi information milna start ho jati hay, moving average key baghir kesi trader ko market ka jaiza leny me asani nahi ho sakti hay kesi be technique se market ka technical base par jaiza kinu na leya jaye moving average technical analysis me important role play kar sakt hay aur traders ko trend se related information deta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                      Dear moving averge kay barye mai ager pta chal jaye tu es kay kafi faidye hain ap es mai kam kar kay kafi faida laitye haim kiyu kay maximum trade tu chaltye he moving everge kay hisab say hain tu ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ager ap ko es kai tool ki samjh a jatye hai tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu apna kam achye say acha kiya karain aur aik limite kay hisab say kam kar kay ap ka kafi faida ho jata hai tu ap es mai limite kay hisab say he kam kiya karain aur ap ka kam hai kay ap es mai moving everge ki samjh rakh laitye hain tu ye ap ko kafi faida daita hai aur ap es mai kam kar kay life time kaliye kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap es mai acha kam karain tool ki samjh kay bad ap kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                        forex mai indicator ke boht value hain hamy RSI indicator ko or CCA indicator ko learn kar ky use kar ky km karna ho ga pher he hum kam kar ky munfa kama saky gy hamy soch samj kar forex mai kam karna hoga pher he hum agy bar saky gy forex aik best business hain hamy is mai kamyba hony ky luye moving avrage indicator ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky munfa kama saky gy forex aik legal business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai part time be kam kar sakty hainhum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account baned ho jy ga is mai hum APNE marz sy tiem table banaakr kam kar sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                          hamy moving average ky bary main full information hasil kar lyne chahey market ke movement up or down hote he rahte han jab market ke movement down ho to hamy is man ahteyat sy kam karna chahey hamy market main trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account k wash hony sy bachta han hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky is ky rules ko follow karty howy kam karna hi ga agar hum is mai is main rtukky laga kar kam kary gy to hamy is man negative result hasil ho ga hamy is mai positive soch ky sat kam karna chahey pher he hum is man acha resuly hasil kar sakty hain hum is man aik din main aik account main 50 posts or 4 threads karty hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                            hamy forex ke market mai moving avrage ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky psia kama saky gy hamy moving avrage ko kabe be ignore nahi karna chaey hum is mai posting ya trading kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hum ismai currncy mai kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam karty han to hamara account band ho jy ga hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is ko smjna aik di ka kam nahi hain hm is ma mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai strugle karty hain to hamy kamaybe hasial ho jate hain forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum isy apna life time career be bana sakty hain asan sy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Moving average ke kya benefits hote Hain ?

                              my dears friends umeed ha kay app sab thk ho gay forex aik lajwab business ha or forex ma jab bi ahm koi bi trade ko starts karty ha to is ma graph ki move karnay ki ratio aik hi side ma kafi dar tak move karty ha kyu kay technical analysis ma hum apni trade ko starts karnay say phaly apni pichly market may move marny ki ratio ko dakh kar hi trade karty ha or profit hasil karty ha jab bi market ma trade karty ha to market aik trend kay mutabik hi move kar rahy hoti ha or jab graph karnay hi speed ya direction aik hi side ma ho to ya who kafi dar tak aik hi tarf upp ya down move karty ha or ya kuch dar tak hi chalty rahty ha or app is ki pichli average ko dakh kar hi trade kar kay acha bonus haisl kar skaty ha or is say app ko achy earning ahsil ho sakty ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X