Market ki Hisotry ko Follow Karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki Hisotry ko Follow Karain.
    Asslamoalikum Dear Members

    Ap ager long term ki taraf jana chahty hain tu ap ko itna kaho ga us pair ko chose karain jis ki basic ap janty hain. jis kay fundamental analysis ap asani se or achy se kar sakty hain tu us kay bad ager last 5 years nay market mai kiya movement howi hai kaha se kaha tak market move kar chuki hai tu us ki base pay ap analysis karain gy long term kay leye tu kafi zaidfa chance hai kay ap kay analysis be achy ho ap us trade ko asani se long term mai achy pips dilwa sakty hai. yeh sub ap kay time to time experience gain karny kay sath or acha hota jayega.

    shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

    ASSLAM O ALAIKUM dear friends
    g bilkul theek kaha apny hmy market ki history ho follow krna chahiya is sy hmy market ki movement ka andaza rahta hy or hmy sahi trand ka andaza hona chahiya trade kry waqt hamesha market ko mady nazr rakhna chahiya agr hm market ko follow krty howa chahly gy to losse sy bach jy gy or achy trade kr py gy or agr hm market ko follow ni kry gy apny tuky lagy gy to buhat lose krwy gy ak acha trader hamesha market ki moves or back history pr nazr rakhta hy tky wo achi tarde ly saky or profit ma rahy
    Last edited by ; 24-06-2020, 07:11 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

      Ji han doston market ki history follow karna chahie dekhna chahie ki market next movement kahan hai ki kya kar rahi hai kahan Jayegi Sara Karke fir market ki ki hours ko check Karke a market ki next movement ko check Karke acchi Jara analyse Karke price movement Ko Dekhkar FIR Lagana chahie Inshallah Tala fayda hoga Aur Din Raat practis Karke
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • #4 Collapse

        Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

        trading karne ke liye ek expert mind ki jarurat hoti hai agar Ham jo bhi trading shuru Karen to hamen se pahle market level ko samajhna chahie Ham agar trade laga Rahe Hain to hamen chahie ki hamen complete market history ko samajh Lena chahie aur uske according hamen trade lagani chahie ISI tarah hamen is Surat mein loss nahin a sakta.. agar Ham jaldbaji ke sath market history ko dekhe bagair Koi trade laga dete Hain to is Surat mein hamara nuksan ho sakta hai aur hamen benefit nahin hoga..
        • #5 Collapse

          Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
          Ji han doston market ki history follow karna chahie dekhna chahie ki market next movement kahan hai ki kya kar rahi hai kahan Jayegi Sara Karke fir market ki ki hours ko check Karke a market ki next movement ko check Karke acchi Jara analyse Karke price movement Ko Dekhkar FIR Lagana chahie Inshallah Tala fayda hoga Aur Din Raat practis Karke

          jab tak ap ko nahi pata ho ga kay ap ka pair ik din mai kitni movement karta hai or kon c news pay kaisa behave karta hai tu ap ko nahi samaj aye gi kay ap ko kaisy us ko analysis karna hai. ap ko kam as kam aik din ki us ki high low ka pata hona cheye jab ap ko yeh pata ho ga kam as kam ap mushkil time mai acha decision lay sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
            jab tak ap ko nahi pata ho ga kay ap ka pair ik din mai kitni movement karta hai or kon c news pay kaisa behave karta hai tu ap ko nahi samaj aye gi kay ap ko kaisy us ko analysis karna hai. ap ko kam as kam aik din ki us ki high low ka pata hona cheye jab ap ko yeh pata ho ga kam as kam ap mushkil time mai acha decision lay sakty hain.
            bhai previous history ko follow karny kay sath zaida zarori hai ap technical or fundamental analysis be kar lain. bad mai market ki history ik plus point add o jata hai lekin zaida zarori ha wo hai ap kay analysis. jin ki madad se market ka trend kiya rahy ga ap ko milyga or pa sahi se apni trades ko manage kar sakty hain or es kay sath sath future mai koi situation aisi a jaye kay ap ko samajna mushkil ho tu ap asani se decision lay sakty hain.
             
            • #7 Collapse

              Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

              Assalamu Alaikum dear member agar aap yah Baat Nahin Jante Hain To ab aap isko acchi Tarah Se Jaan Le ki market jo hai na Hamesha apni history ko repeat Karti Hai Jaisa ismein past Mein vah Hota Hai Na yah vaise hi movement Karti Hai To ab Khush Ishqiya Karen ki is market ki history ko Samjha Karen Kyunki yah ISI ko follow Karti Hai Asal Mein Hi areas hote hain sport aur resistance Hoti Hai market Masi Mein Jahan per rukti hai yah Jahan se break Karti Hai To yah sab point Hain jinko market follow kar rahi hoti hai isliye Hamen chahie ki Ham market ki history ko follow Kiya Karen isase Ham Achcha kam kar lenge aur Achcha munafa Kamal Lenge
              • #8 Collapse

                Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

                Assalam o alaikum dosto,
                Market ki history ko dekhty huy trading krna boht he mufeed aml hai es se hamyn market ki previous movement or esky graph me mojood different pivot points k bary me pta chlta hai, market ki history he hamyn market pair k sahi rukh or direction ka Pata deti hai jahan market ne future me Jana hota hai, garz hr trah se market ki history ko read krny se hum analysis ko strong bnaty huy achi trading kr sakty Hain or reward bhe acha hasil kr skty Hain, aksr yehi dekhny ko Mila hai k market jab upr ya nechy move krti hai tow apna previous graph he kisi hadd tak repeat krti hai or agr ayse me hamyn makhsoos pair ki history k bary me ilm ho tow hum achi income kmaa skty Hain trading kr k.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

                  Forex member aapki bat bilkul thek hai boht achi bat kahi hai aap ny k humen market main trade krty howy market ki back history ko b check krna chahiye kyon k es sy humen trade krny main asani ho jati hai or achy analiys b mil jaty hain expert traders analiys krny k liye long term history ko dekhty hain or pory maheeny or saal ka hisab rkhty haain k flan month main flan year main market ny kitna move kiya kahan tak high lgaye hain or kahan tak low.. phir us ko dehty howy humen apny analiysis py gor krna chahiye q k history main Jo kuch hota hai market usy zaror dohrati hai es liye history ko b check krna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

                    Assalam o alikum hello forex traders hope you are doing well today I want to talk about forex trading m hamain hamaesha market ki history ko dekh kr trade lgani cahaye trading ko isy lye analysis k sath trade lgani cahye q k apko pta chal jayega k ap ko profit ana hy ya loss isy lye ap mehant Karin baki sb Allah pr chord dain umeed hy apko meri baat pasand Ayi hogi thank you so much Allah hafiz
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki Hisotry ko Follow Karain.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sadiahasnain پيغام ديکھيے
                      Assalam o alikum hello forex traders hope you are doing well today I want to talk about forex trading m hamain hamaesha market ki history ko dekh kr trade lgani cahaye trading ko isy lye analysis k sath trade lgani cahye q k apko pta chal jayega k ap ko profit ana hy ya loss isy lye ap mehant Karin baki sb Allah pr chord dain umeed hy apko meri baat pasand Ayi hogi thank you so much Allah hafiz
                      Sister jab ap tak ap ko apny support or resistance ya trend ka pata nahi chaly ga tu old trend jo use ho chuka hai us kay daikhny sy experience karny ka koi faida nahi hai. market kay fundamental or technical analysis har bar aik jaisy nahi hoty hain. aisa hargiz nahi hai kay har sal kay khas month mai market down aye or bad mai next year be aisa ho. esleye aisy experience sy door rahain. yeh just by luck trade karny wala hisab ho sakta hai.
                       

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X