Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?
    Assalamu Alaikum dear friend kya Koi Mujhe Bata sakta hai ki Ham Forex trading ki news ko kaise kar sakte hain matlab Ham Kaise Maloom kar sakte hain ki news ka train Down ki taraf hai ya FIR Upar ki taraf Hai To isliye ine chijon ko kaise Ham Maloom kar sakte hain aur apni trading ko kaise Bata bana sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
    Assalamu Alaikum dear friend kya Koi Mujhe Bata sakta hai ki Ham Forex trading ki news ko kaise kar sakte hain matlab Ham Kaise Maloom kar sakte hain ki news ka train Down ki taraf hai ya FIR Upar ki taraf Hai To isliye ine chijon ko kaise Ham Maloom kar sakte hain aur apni trading ko kaise Bata bana sakte hain
    dear brother aapko jab is market main use per trade karni hai to uske liye aapke pass different methods hote hain aap is market mein previous news Kozhikode karke bhi andaza laga sakte hain ki is time aapane is market mein kaise trade lagani hai iske sath aapko bahut sari sites mil jaati hai Jahan per different expert baithe hote Hain Jo apna opinion share kar rahe hote hain an opinion ko aap agar acchi tarike se khareed kar lete hain to aapko yah pata chal jata hai ki market mein jo news aane wali hai uske vajah se kya fayda ho sakta hai aur market uski vajah se kitna jyada munh mat kar sakti hai agar aap is market main use per trade karte hain to aapko yah sari baten tab samajh aati hai jab aap is market mein bahut soch samajhkar trade lagate Hain agar aap is market mein planning kar lete hain to aapko is market mein news ke time per trade karne mein kafi jyada aasan Ho jati hai kyunki aapko yah pata chal jata hai ki news mein.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear friend kya Koi Mujhe Bata sakta hai ki Ham Forex trading ki news ko kaise kar sakte hain matlab Ham Kaise Maloom kar sakte hain ki news ka train Down ki taraf hai ya FIR Upar ki taraf Hai To isliye ine chijon ko kaise Ham Maloom kar sakte hain aur apni trading ko kaise Bata bana sakte hain
      W/ salam dear brother is ma kuch tools esy hoty han jin ko base banakar hum idea lga sakhty han ka markit ki movement kis turf hony ja rhi ha. aapke pass different methods hote hain aap is market mein previous news Ko check karke bhi andaza laga sakte hain ki is time aapane is market mein kaise trade lagani hai iske sath aapko bahut sari sites mil jaati hai Jahan per different expert baithe hote Hain Jo apna opinion share kar rahe hote hain an opinion ko aap agar acchi tarike se khareed kar lete hain to aapko yah pata chal jata hai ki market mein jo news aane wali hai uske vajah se kya fayda ho sakta hai aur market uski vajah se kitna jyada movement kar sakti hai agar aap is market main use per trade karte hain to aapko yah sari baten tab samajh aati hai jab aap is market mein bahut soch samajhkar trade lagate.

      Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	15
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12327851Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	15
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12327851
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

        News ko read karny key ley traders key pass koch na koch knowledge zaror hona chaye key news kesy aur kinu kesi pair par impact kar sakti hay, news me supply aur demand ka be andaza lagaya jata hay aur economic calendar ki sab se achi bat mujy ye lagti hay key es me ye be clear kar dia jata hay key jo news release ho rahi hoti hay ye currency par low ya high impact kar sakti hay, news ko siraf read karny ka faida nahi hay traders me ye ability be majood honi chaye key jo be news release ho es key bary me traders ko ye maloom ho key es news ki waja se kon si currency par low ya high impact hony wala hay.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

          G dear forex news ko read karna koi mishkil kam nhi hai ap es mai acha kam kar kay har aik news ko achye say read kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai tu ap es mai acha kam karain mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab zaroor ho jatye hain tu acha kam hamesha he kamyabi daita hai jub kay ap es mai achi tarha newd ko read kar saktye hain ager ap es mai news ko read kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu news pay trading karna kafi acha jo jata hai tu acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain kiyu kay news pay kam karna kafi asan ho jata hai tu acha ho jata hai tu apna kam achye say kartye rhain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho he jatue hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear friend kya Koi Mujhe Bata sakta hai ki Ham Forex trading ki news ko kaise kar sakte hain matlab Ham Kaise Maloom kar sakte hain ki news ka train Down ki taraf hai ya FIR Upar ki taraf Hai To isliye ine chijon ko kaise Ham Maloom kar sakte hain aur apni trading ko kaise Bata bana sakte hain
            Forex market mein news ko read Karke analysis Kiye Jate Hain jinko Ham fundamental analysis Kahate Hain News ko read karny key ley traders key pass koch na koch knowledge zaror hona chaye key news kesy aur kinu kesi pair par impact kar sakti hay, news me supply aur demand ka be andaza lagaya jata hay aur economic calendar ki sab se achi bat mujy ye lagti hay key es me ye be clear kar dia jata hay key jo news release ho rahi hoti hay ye currency par low ya high impact kar sakti news se market mein bahut jyada effect padta hai news ko siraf read karny ka faida nahi hay traders me ye ability be majood honi chaye key jo be news release ho es key bary me traders ko ye maloom ho key es news ki waja se kon si currency par low ya high impact hony wala hay. Agar aap ismein analysis Karke kam Karte Hain To aap Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

              Dear ais market mein news to read karne ka Apna tikakar Hota Hai Har use kiye elected uska Apna data a Raha Hota Hai jismein Humko previous news ko dekhna hota hai ki usmein previous news Kaisi I Thi Aur abhi jo news a rahi hai uski forecast kya a rahi hai is market Mein jitni bhi news a Rahi Hoti Hai Un mein jyadatar news ki forecast Ko Dekha jata hai aur usse andaza Lagaya jata hai ki is Time news Kaisi Aaegi Kyunki is market Mein jitne bhi news Aati Hai vah forecast ke liye yahan se aati hai agar Ham ismein for Costco Dekhti Hogi trade Karenge Humko is market mein jyada Achcha fayda ho jata hai aur ham time se pahle yah bata sakte hain ki news today se market mein kya farak Padega.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear friend kya Koi Mujhe Bata sakta hai ki Ham Forex trading ki news ko kaise kar sakte hain matlab Ham Kaise Maloom kar sakte hain ki news ka train Down ki taraf hai ya FIR Upar ki taraf Hai To isliye ine chijon ko kaise Ham Maloom kar sakte hain aur apni trading ko kaise Bata bana sakte hain
                Dear instaforex trading main economic calendar available ha jis main har news ki full update available ha jis sy ap easily samj sakty han news kasi ho sakti ha par humy jab tak news aa na jay tab tak wait karna chae ha news result any k bad he trade open karny q k news result kuch bi ho sakta ha q k jo bi expected value ha wo andaza hoti ha sahe ni hoti ha is ley humy andazun pe trading ni karni chae ha balky proper money management or risk management k sath or result any k bad trading karni chae ha ta k humy loss na ho or hum log behtar planning or strategy sy trading kar sakeny or ache earning kar k kamyab hon economic calendar main news ki previous value or expected value donu hoti han or is k alawa news ki full history hoti ha is main pehly kase news aai kya result hota raha ha
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

                  Kisi bhi news ko read kerna bohat asaan hota hai. News ko read kerna aur uss kay mutabiq apni trading ko plan kerna bohat simple hota hai. Forex trading mai news ko read kernay kay liye mukhtalif methods use kiye jatey hain. Instaforex pay bhi her waqt mukhtalif news ki updates ho rahi hoti hain iss kay elawa bohat si websites hain jo traders ko her waqt news day rahi hoti hain. Forex kay related news mai proper mention hota hai kay woh news kiss kay barey mai hai. Kiss currency ki news hai aur kiss pair pay uss ka kia impact parey ga. News pay trading kerna asaan bhi bohat hai. Traders ko news mai prices bhi mention ker di jaati hain kay kiss price say kiss price takk movement kay chances hain aur kitni movement kay chances hain. Support levels aur resistance levels ko mujhatalif indicators aur expert analysis kay analysis say Bata diya jata hai. Traders nay news anay kay baad sirf unn levels ka he wait kerna hota hai aur unn pay hidayaat kay mutabiq trade open ker laini hoti hain. Stop loss aur take profit limits bhi news mai aksar Bata di jaati hain jo traders ko set ker kay sirf wait kerna hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

                    Assalamu alaikum dear my ummid karta hun per sab bhai khairiyat se honge aur Meri Dua hai ki Allah Pak aapko khush rakhe
                    read karne ke tarike hote hain aur do tarike main aapko batana chahta hun tarika vah hota hai ke red ko red karna baju ka tashan hota hai aur baju ka mukt hota hai agar ped ko red karna aasan Ho to Ham uske bare mein jaldi samay jaate Hain aur agar uske bawjud usko red karna aasan Na Ho to usko samajh mein dikkat pesh aati hai jiski wajah se hamara kam achcha nahin Ho pata aur agar hamen market ke trade ke news ka pata chal jaaye to hamen pata chal jaega kidhar humko loot ho jata hai yah profit Ho jata hai to agar hamen yah pata chal jaaye to usmein Ham aasani se kamyab ho sakte hain aasani se kamyab hone ke liye hamen apne Sina se raabta karna chahie aur apne senior ki news ko dekhna chahie unko acchi tarah se karna chahie aur jo trade Ham Karen Ham apni trade ko shuru se aakhir Tak aur se dekhen Taki agar koi galti Ho to usko khatam kar dena chahie kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

                      Dear frend jesa k ap janty hai k forex k bary mai janana bhot zaruri hai or os ko janany k bhot sy tareqy hai jin mai newz b shmil hai newz ko watch karny sy hm bhot zayada information hasil kar sakty hai es liye hmy chaye k tym k sath sath hm newz ko b lazmi watch kary or newz ko watch kar k os ko apni treading mai use kary es k elawa agar hm analysis ko samjh kar treading karty hai to wo treading b hmay bhot faida dati hai es k elawa agar hm agar hm candle sticks ko samjhty hai to candle sticks b hmy kafi faida dati hai or aj kal youtube py bhot si aisi video mojood hai jis sy hm market ko achy sy samjh sakty hai agar hm kabhi tread open na b kary to hmy news k bary mai lazmi update rakhni chaye kun k jab ap ko market ki newz k nary mai update ho gi to hm bhot asani sy tread lga sakty hai or achi treading k loye market ko watch karna or samkhna bhot zaruri hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

                        Dear frind forex trading krty ho forex news ko dakh kr trade lgain gy to ap zuda profit bna skty hin is luy hum ko chauy k hum forex news ko bhi dakin aur news k faidy bhi hain aur nuksan bhi hai but mera kehna ap k ap real main start k news to kabhi kabhi aati hai ap real start karein wo ziyada behtar hai agr ap ko news conform hai k is side par jaye ge to do whatever you want to do main to live trading hi karti hun Forex news market ko kafi effect kerti hain khas toor py jo news zeada high impact red colour main hoti hain un ki waja say marjet kafi move kerti hy forex ko news ki base pr krny sy hamein trading mn kafi kuch mil sakta hy. q k news sy pta chal jata hy k market kis side move kry gi to hamein chahye k trading mein Forex factory website sy news read kr lein ta k market trend ka pta chaly r trade open kr k profit earn kr sakein aur forex news ko follow kar k trading karna achi bat hay or me 100% sure hon k forex news ko jo b follow karty hey wahi traders achi trading kar sakty hey Forex me forex news aisi news hoti hai jo currency pe bohat zeyada asar dalti hain forex news me se 3 kisam ki news hoti hain aik high impact ki news hoti hai jo currency pe bohat zeyada asar andaz hoti hai aur phir medium level ki news hoti hain jo forex pe medium impact dalti hain aur aik low level ki news hoti hain jo forex me kafi low impact dalti hain aur trading krtay waqt aap k liay bohat zarori ha k aap is mraket ki news ko nazar andaz na krain kio k ye market news par ziada move krti ha forex ke news ko lazmi learn krna chaya ha dear qn ka es ka ilawa to bnda ko kuch sumjh e nhn ata ha dear so es pr bh kam krna e chaya ha dear andd es market ko learn krna chaya ha dear jo ka best hota ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; forex news ko kesy read kiya jata ha?

                          forex news ko read karna koi mishkil kam nhi hai ap es mai acha kam kar kay har aik news ko achye say read kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai tu ap es mai acha kam karain mahnet kay sath kam kartye hain tu ap es mai aik na aik time pay kamyab zaroor ho jatye hain tu acha kam hamesha he kamyabi daita hai jub kay ap es mai achi tarha newd ko read kar saktye hain ager ap es mai news ko read kartye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu news pay trading karna kafi acha jo jata hai tu acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain kiyu kay news pay kam karna kafi asan ho jata hai tu acha ho jata hai tu apna kam achye say kartye rhain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho he jatue hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X