Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?
    Assalamu Alaikum dear friend Hamen Kaise Pata Chalta Hai Ki ham news ko kaise aur kis jagah dekh sakte hain Hamen Kaise Pata chalega ki news kis time aane Wali Hai Aur Hamen usko Kaise control kar sakte hain aur usmein ham trade ko rok sake to uske liye maloomat Kahan Se hasil ki ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے

    your brother is market mein Jo bhi news aati hai uska ek schedule a Raha hota hai uske liye different websites available hai jinko dekhkar Ham is market mein yah dekh sakte hain ki market mein kaun se news a rahi hai aur uski vajah se market mein kitni mohabbat ho sakti hai kyunki market jab bhi volatile hoti hai to usmein humko yah pahle se pata chal jata hai ki kaun si news a Rahi hai jiski vajah se itni jyada mohabbat Hui hai agar Ham is market mein news reading karna chahte hain to uske liye Ham ko sabse pahle news ki related trading strategy banana hogi Taki Ham use per aasani se trade kar sakte kyunki news ke dauran kafi jyada is hota hai agar Ham use time badi lot size laga dete Hain to humko thodi si der mein kafi jyada nuksan ho sakta hai humko chahie ki ham is market mein rail lagate wakat ko control Karen aur aaram se trade Karen tab Ham ko ismein fayda Ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

      Forex market par jo news impact karti hey ye koi khas news nahi hoti hay har financial news hi Forex ki news hoti hay esi news ko ham news papers me be find kar sakty hey aur sab se behtar to ye hay key economic calendar me hi esi news ko find kia jaye, news kesi be time jo release ho kar market par asaar kary es ko social news ka name dia jata hay ye news economic calendar me nahi hoti hay, agar war tension jesi sorat e haal peda ho jaye to ye social news hoti hay jo har tarha se hi market par asaar rakti hay aur esi news economic calendar key schedule me nahi hoti hay
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum dear friend Hamen Kaise Pata Chalta Hai Ki ham news ko kaise aur kis jagah dekh sakte hain Hamen Kaise Pata chalega ki news kis time aane Wali Hai Aur Hamen usko Kaise control kar sakte hain aur usmein ham trade ko rok sake to uske liye maloomat Kahan Se hasil ki ja sakti hai
        W/ salam dear brother ap na jo question kia ha esko forex ma fundamental analysis ka name sa jana jata ha. Apko news impact ka bd markit ka idea lagana fundamental analysis kaha jata ha. uske liye different websites available hai jinko dekhkar Ham is market mein yah dekh sakte hain ki market mein kaun se news a rahi hai aur uski vajah se market mein kitni mohabbat ho sakti hai kyunki market jab bhi volatile hoti hai to usmein humko yah pahle se pata chal jata hai ki kaun si news a Rahi hai jiski vajah se itni jyada movement Hui hai agar Ham is market mein news reading karna chahte hain to uske liye Ham ko sabse pahle news ki related trading strategy banana hogi Taki Ham use per aasani se trade kar sakte kyunki news ke dauran kafi jyada is hota hai agar Ham use time badi lot size laga dete Hain to humko thodi si der mein kafi jyada nuksan ho sakta hai humko chahie ki ham is market mein rail lagate wakat ko control Karen. Or is ma kuch news ki types be hoti han.
        1: high impact news
        2: medium impact news
        3: low impact news

        • #5 Collapse

          Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

          G han dear ap market mai acha kam kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap market mai acha kam kartye hain jub kay ap web mai acha kam kar kay es mai kamyab ho jatye hain tu forex news ap online kam kar saktye hain jub kay es mai news ko ap onile kam kar saktye hain jub kay ap es mai online news ko read kartye hain aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu news kay hasab say acha kam hota hai jub kay news pay kam kartye hain tu ap acha kam kar saktye hain tu acha kam kartue rhain aur ap ka kam hai kay ap es mai apna acha kam news kay hisab say kam kartye rhatye hain tu ap kamyab ho jatye hain tu ap es mai acha kam ho jata hai tu ap acha kam he ap kaliye kamyabi hai jub kay news mai acha kam ho jata hai
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear friend Hamen Kaise Pata Chalta Hai Ki ham news ko kaise aur kis jagah dekh sakte hain Hamen Kaise Pata chalega ki news kis time aane Wali Hai Aur Hamen usko Kaise control kar sakte hain aur usmein ham trade ko rok sake to uske liye maloomat Kahan Se hasil ki ja sakti hai
            W salam dear brother apny bahoot acha sawal kia hy ap agr us mein Jo bhi news aati hai uska ek schedule a Raha hota hai uske liye mukhtalif websites available hai jinko dekhkar Ham is market mein yah dekh sakte hain ki market mein kaun se news a rahi hai aur uski vajah se market mein kitni mohabbat ho sakti hai kyunki market jab bhi volatile hoti hai to usmein humko yah pahle se pata chal jata hai ki kaun si news a Rahi hai jiski vajah se itni jyada movement hai agar Ham is market mein news reading karna chahte hain to uske liye Ham ko sabse pahle news ki related trading strategy banana hogi Taki Ham use per aasani se trade kar sakte kyunki news ke dauran kafi jyada is hota hai agar Ham use time badi lot size laga dete Hain to humko thodi si der mein kafi jyada nuksan ho sakta hai humko chahie ki ham is market mein rawakat ko control Karen aur aaram se trade Karen tab Ham ko ismein fayda Ho jata hai aur hum us sy acha profit hasil kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

              Dear is market Mein vaise to bahut sari news a Rahi hoti hai aur unke liye Humko Khud dekhna padta hai ki kaun si news a rahi hai iske liye hamare pass news service ki alerts bhi a Jaate Hain jinko Ham Dekhkar yah andaza Laga sakte hain ki is time kaun si news I hai aur is market Bhi Mat start ho gai hai aise hi Agar aapane is market mein news ko dekhna ho to iske liye news calendar available hota hai Jisko Dekhkar Ham is market Mein yah andaza Laga Lete Hain Ki kaun si news I hai aur uski vajah se is market Mein Kitni Himmat Ho Rahi Hai Kahin use Aisi Hoti Hai jinki vajah se market Mein Fark Nahin Padta Humko chahie ki Ham is market main you scod18 set Karen Taki Ham uska Achcha decision Lekar Jyada profit banaa sake.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

                Forex market ki news ka pata economic calendar say bi chal jata hay. Kiyu kay uc may main events ki dates likhi hoti hay Jo market pay asar andaaz hotay hay. Forex market pay directly bohut ci news nai bi impact kerti laykin un news ki waja say kici commodity pay asar parta hay jic say market pay asar hota hay. Jaysay corona pandemic ki news ka direct forex market say koi taaluk nai tha. Bulkay corona ki waja say industry close ho gai. Prodction ruk gai. Jab production band hui to energy ki demand khatam hona shoro hogai pher lock downs ki waja her qisam ki transport bi close ho gai to energy ki demand he khatam hogai. Jic say pehlay crude oil ki price kum hui aor phir uc ki waja say dusri bohut si currencies bi kum hona shoro ho gai . Forex traders ko aysi news pay bi nazar rakhni chahiye jin say koi political activity juri hui ho. Ic say bi forex market pay bohut asar parta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

                  Forex trading kay barey mai news haasil kernay aur parhnay kay mukhtalif tareekay mojud hain. Forex market kay related news market kay economic calendar say bhi mill jaati hain aur uss kay elawa babypips, ************ aur investing dot com say bhi latest news mill rahi hoti hain. Iss kay elawa bhi international news channels aur local channels ko monitor kertay rehnay say news ka pata chalta rehta hai. Forex trading kay doraan news aati rehti hain laikin traders ko unhain samajhnay kay liye acha knowledge rakhna zaruri hota hai. Bohat say aisay countries hain jinn ka direct Forex market kay saath connection hota hai jaisay kay OPEC aur OPEC plus countries ki political aur economical news Forex market pay direct impact kerti hain. Forex traders ko koi bhi news milay tou unhain trading terminal kay charts ko big time frames mai monitor kerna chaiye takay kisi bhi kisam ki changes ko fori observe ker kay uss kay mutabiq trading ker sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum dear friend Hamen Kaise Pata Chalta Hai Ki ham news ko kaise aur kis jagah dekh sakte hain Hamen Kaise Pata chalega ki news kis time aane Wali Hai Aur Hamen usko Kaise control kar sakte hain aur usmein ham trade ko rok sake to uske liye maloomat Kahan Se hasil ki ja sakti hai
                    Dear instaforex trading site pe jany gy to ap ko wahan pe aik economic calendar ka option mily ga jab ap us ko open karny gy to wo ap ko sari news jo shadule hoti han sab ki information da ga or in ka impact kya ha or ye ktna market pe asar andaz ho sakti ha is news ki history bi btati ha or next any wali pashangohi bi karti ha is ley humy economic calendar ko daily dakhena chae ha or khas tor par jab news time ho lazmi dakheny k news ka result kya aaya ha phr is k mutabiq he trading karny to ap ko maximum profit hasil ho sakta ha is ley humy chae ha ziada sy ziada news pe nazar rakheny q k news ki waja sy market main both fast movement hoti ha jis ki waja sy humy both ziada loss ho sakta ha
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza;forex ki news ka kesy pta chalta ha ?

                      ap agr us mein Jo bhi news aati hai uska ek schedule a Raha hota hai uske liye mukhtalif websites available hai jinko dekhkar Ham is market mein yah dekh sakte hain ki market mein kaun se news a rahi hai aur uski vajah se market mein kitni mohabbat ho sakti hai kyunki market jab bhi volatile hoti hai to usmein humko yah pahle se pata chal jata hai ki kaun si news a Rahi hai jiski vajah se itni jyada movement hai agar Ham is market mein news reading karna chahte hain to uske liye Ham ko sabse pahle news ki related trading strategy banana hogi Taki Ham use per aasani se trade kar sakte kyunki news ke dauran kafi jyada is hota hai agar Ham use time badi lot size laga dete Hain to humko thodi si der mein kafi jyada nuksan ho sakta hai humko chahie ki ham is market mein rawakat ko control Karen aur aaram se trade Karen tab Ham ko ismein fayda Ho jata hai bahot shukriya apka

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X