Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?
    Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or mera sawal hy k zindgi kea hy or zindgi ka maqsad kea hy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

    zindagi ka maqsad sirf khana peena nai zindagi ka maqsid namaneen parhna nai hai ghar banana zindagi ka maqsid nai insan ki zindagi ka ek maqsid hai k Seraty Mustaqeem pe chaly ALLAH k btaye howey rasty pe chalna hai zindagi ka maqsid ek Momin k elawa koe nai janta momin kon hai momin ALLAH k rasty pe chalny wala zindagi ek jhang hai zindagi musalsal koshish ka name hai zindagi ka maqsid hamary ender hai dosron k sath bhaly krna ap acha krny k liay piada hoe hain insan ko wo sekhana jo wo nai janta insan insano k kam aye ye hai zindagi
     
    • #3 Collapse

      Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

      ye rivew zindgi kya h or uska muqsad kya h pr mubni h jesa k hum janty h k zindgi ka muksad ye ni bs kha lia pi liya chal liya phr liya or so liya zindhi ka ye muqsad ni ki ibadat kr li nmaz pr li roz rakh liye or sb ko bta diya k hum den pr amal krty h dosto humari zindgi ka asl muqsad ye h k Allah or us k R asool k btay hoe tareeko pr aml kry or uni tareeko pr chly humy sirty tayyaba k rasty pr chlna cahie humari zindgi ka ye muqsad ni k kisi se lraiya ki jay bulky humari 4 din ki zindgi h or humy cahie k hum hr kisi se acha behave kry or muskil wqaty me us ka sath dy ta k agr hum mar jay to wo humy yad zror kry lehaza Nabi pak (S.A.W) k btay hoe tareeqo pr aml kry or akhrt k liye zindgi sunwary
       
      • #4 Collapse

        Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

        Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review zindgi kiy hay or is ka maqsad kia hay dosto zindgi ka maqsad ya ni hay kay chal lia khia lia free main bhat kar ghapchap kar li ya roze kasic ko tang kar lia balkay zindgi ka asal maqsad to ya hay kay ap allaha or is kay rasool Hazrat Muhmmad SAW kay baty hoe tareeqo say zindgi gazar lain or allaha ki abadt kar lo or allaha ki maklok ki khadmat kar lo to ya asal maqsad hay zindgi ka
        • #5 Collapse

          Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

          dear apka yeh aik bahut he aehm sawal hay k zindagi kia hay zindagi asal main Allah pak ki aik dain hay jiska maksad hamaray samnay HOLLY QURAN main bhi bayan kia ja chukka hay jis main Allah pak apnay farishton say faramatay hain k jo main janta hoon aap wo sab nai jantay hain jub Allah pak nay insaan ko banay to bahut saray farishton nay isk baray main bahut zid say israar kia k apki tareef aur apki baat mannay k liye ham sab kaafi hain to phir Allah pak nay farmaya k jo kaam yeh insaan kar saktay hain aap farishtay kabhi nai kar saktay ho is liye ab hamko is baat say yeh sabit hota hay k hamari zindagi ka asal main maksad kia hay aur ham kia kar rahay hain hamari kisi aik bhi sans ka koi pata nai hay jub k ham yahan pay samaan 100 sal tak ka ikatha karnay main lagay huway hain is liye hamko is zindagi ka asalmaksad yaad kartay huway yeh samjhna lazmi hay k hamko is zindagi main sirf Allah pak ko yaad karna hay usk hukam ko mantay huway har aik kaam karna hay jis main aisa karnay say ahmko apnay aap he pata chal jayega k is zindagi ka asal maksad hay kia aur isk sath ham kar kia rahay hain jis main hamko hukam hay k ham nay jhoot nai bolna hay to ahm sab sara din is forum main bhi jhoot boltay hain jis main hamko yeh bataya gaya hay k ham nay 5 time namaz ki pabnadi karni hay to hamko aisa karna bhi bahut ziada mushkil nazar ata hay is liye yahi asal maksad hay is zindagi ka jisay ham sab jaan boojh kar bhi nazar andaaz kiye huway hain.
          • #6 Collapse

            Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

            Jo hamari zindagi hy ya hamari ibadat k liya hy k ham nek kak kry ayk dosry ki ham help kry our ham is my Allah ki ibadat kry our ham koi gunah na kry apny gunah ki mafi mangy is liya zindgi hy our ham sahi sahi ham kam kry achy sy ham agy jaye our ham kamyab rahy gy is my agr ham sahi sahi kam kry agr ham sahi mhant kry gy to ham kafi zeada is kam sy ham mhnat kr k ham agy jaye gy our ham achy sy is my kamyabi hasil kr pyn gy. Agr ham is life my ham apni zindgi jo ham guzar rahy hy is ko acah kry to akhrat bhi achi ho jaye gi hamari to ham ko chiay k ham aoany oper cou trol kry our jis maqsad k liya ham idr aye hy who ham pura kry us k sathham halata kama k khaye our haram na khaye is liya sahi sahi aoni mhant ko pora kia kry our koi bhi galat km na kry balky sahi achy sy apni life ko pura kry jhsy k ham is dunia my aye hy jo hamara maqsad hy who ham pura kry sakon k sath ayk dosry ki help kia kry our trading sy pesy kama k atk dosri ki bhi madat kia kry jis sy ham achy sy ham agy barh sgy gy our ham kamyab ho sgy gy is kam sy to ya hamary luya bhot zeada faida hy our hamari kamyabi hy is my
            • #7 Collapse

              Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

              Is question ka answer hr bnda apni perception k according dy ga hr insan ki zindgi ka maqsad alg h hr bndy ny apny apny targets rkhy hoty hn or apni zindgi ka maqsad b unhi ko bna lety hn agr hm religion ki bat kren to hr religion me zindgi ka maqsad alg alg ho skta h but jo main maqsad h vo h dusry logon kam ana apki zindgi fzul ni honi chahiye ya sirf ap k liye ni honi chahiye blky is se dusry logon ko bhi faida hona chahiye . Allah ne chrind prind hevanat or frishton ko apni ibadt k liye peda kiya lekin insan ko aql o shauur dia ta k vo achy bury me frk kr sky halal haram ka pta ho usy or jin chizon se ya kamon se Allah ne mna frmaya h un se door rhen....agr is zindgi me rehty insan ko lgta h k vo Allah or usky rsool SAW k btae huye triqon pr chal rha h kisi ko nuqsan ni pohncha rha blky sb k kam aa rha h asanian peda kr rha h dusron k liye to hm ye keh skty hn k yehi uski zindgi ka maqsad h jo pura ho gya
              • #8 Collapse

                Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

                bhai zindagi hamre liye sab se bhari nemat ha jo allah se hume di hai hume ise faida hasil krna hota ha sab se phale hume allah ko razi krna hota ha phr hum achi life guzar lene k liye hume achi income ki zahrorat hoti ha hume halal kama na hota ha is mn acha work krein ye business hamre liye halal hai is mn hum asani se kameyab ho sakte hein lekin is mn hume phaly kameyab hone k liye menat krna hoti ha hum is mn menat krein gein tu asani se kameyab ho sakte hein ye hamre liye eik zabardast onlines business h
                • #9 Collapse

                  Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

                  Assalamu Alaikum friends aapane bahut hi Achcha hai review Diya Hai Hamen apni life Islamic tarike se Guzara Nahin Hoti Hai Main apni life hazor Sallallahu Alaihi wa aalihi wa salam ke ke mutabik Guzar Ne chahie Agar Ham apni life mein acche acche kam Karenge gay aur Hamari Aankh bhi acchi Ho ki isliye koshish karen ki apni Jindagi ko ek Aisa namuna banaa Jaaye Ki Aane Wala Kal aap ko salute ab Yad Karen Hamen Delhi 5 time ki Namaz Ada Karni chahie aapas Mein Mil jul Ke Rahana chahie Yahi hamri life ka maksad hai agar Ham is ke mutabik life To Jaate Hain To Hamari aap rate acchi hoti hai aur Aam Is Duniya Mein Bhi kam Labh hai aur Aane wali Duniya Mein Bhi Kamyab Hote Hain Hamen is business Mein Ravivar kam Karte Rahana Hota Hai Forex trading business maybe Agar Ham main se kam Karte Hain To tabhi Kamiya bahut sakte hain Jitna Achcha Hamara walk hai utani hi acchi Hamari success hai aur itni jaldi Ham kam hai aap bhi ho sakte hain Hamesha Hamesha se milati hai jo free mein is business Mein Karte Hain vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte
                  :1f60d: hard work :1f60d:
                  • #10 Collapse

                    Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

                    Assalam o Alaikum dear
                    Zindagi Allah taala ki di gaye aek bari nemat he zindagi aek amanat he zindagi jo insaan ko di gayi he wo buhut hi kam di gayi he insan zindagi main achhe kaam kare doosron ki madad kare adab or ikhlaq se rahe Nek kaam kare yahi aek behtereen zindagi he.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

                      Re Pyare bhai aapka Jo trader Laga Hai Sawal Laga Hai To Zindagi ke bare mein Laga Hai Ki Jindagi kya hai aur iska maksad kya hai Dekho Zindagi Allah Ki Di Hui Amanat Hai hamare pass Aur Is Jindagi Ka Kuchh pata nahin kab kis Waqt kahan per II khatm Ho Jaaye finish ho jaaye isliye ye apna Ne bahut accha Sawal Kiya Hai Hamen chahie ki Ham Nek Amal Karen Kyunki Hamara maksad Duniya per aane ka yah hai ki Ham Apne aukat wale ghar ko Sawar Saken yah Duniya arji Duniya Hai yah Jindagi Arvi Jindagi Hai Hamesha Hamesha Baki Rahane wali Jo Jindagi Hai vah Kayamat ke bad milegi Tu Jitna Achcha kam Ham Karenge utna hi jyada Hamare liye Behtar Rahega aur Har Koi Har field Mein Har Subah Mein Ek dusre ka madadgar rahata hai hamen bhi chahie kya humse jo bhi dost tha Khwab sikhane ke liye Raabta Karte Hain Koi baat karte hain to unko Sahi Sahi information Deni chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Zindgi kea hy? Zindgi ka maqsad kea hy ?

                        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;\
                        Yeh review Zindagi keya hai , our Zindagi ka maqsad kya hai ;
                        Dears , Ajj ka hamara review bohatt hi interesting hai kiun k iss mein ham sy hamari Zindagi k bary mein pucha gaya hai . Jo hamari zindagi hy ya hamari ibadat k liya hy k ham nek kak kry ayk dosry ki ham help kry our ham is my Allah ki ibadat kry our ham koi gunah na kry apny gunah ki mafi mangy is liya zindgi hy our ham sahi sahi ham kam kry achy sy ham agy jaye our ham kamyab rahy gy is my agr ham sahi sahi kam kry agr ham sahi mhant kry gy to ham kafi zeada is kam sy ham mhnat kr k ham agy jaye gy our ham achy sy is my kamyabi hasil kr pyn gy. Agr ham is life my ham apni zindgi jo ham guzar rahy hy is ko acah kry to akhrat bhi achi ho jaye gi hamari to ham ko chiay k ham aoany oper cou trol kry our jis maqsad k liya ham idr aye hy who ham pura kry us k sathham halata kama k khaye our haram na khaye is liya sahi sahi aoni mhant ko pora kia kry our koi bhi galat km na kry balky sahi achy sy apni life ko pura kry jhsy k ham is dunia my aye hy jo hamara maqsad hy who ham pura kry sakon k sath ayk dosry ki help kia kry our trading sy pesy kama k atk dosri ki bhi madat kia kry jis sy ham achy sy ham agy barh sgy gy our ham kamyab ho sgy gy is kam sy to ya hamary luya bhot zeada faida hy our hamari kamyabi hai iss mein .
                        Dears , Yehan per yeh kehna ghalatt nahein ho ga k Zindagi ik bojh hai , Balky Zindagi to ik bohatt hi zayada khubsuratt sa tohfaa hai hamary liye ALLAH ki taraf sy .
                        Abb ye ham per hai k ham iss ki kis terhan sy dekh bhall kerty hein . our kitny iss ki qader kerty hein .
                        Dears , Ager app apny zindagi ko khubsuratt banana chahty hein to khud app ko pehly acha hona chahiye , tabb dusry logg bhi app k sath achy hongein .
                        OUR hamary Zindagi ka maqsad bhi yahi hai k dusry log ham sy khush hon na k naraz . Zindagi ALLAH ki taraf sy ik hasseen tohfa hai hamein iss ko zaya nahein kerna chahiye
                        balky iss ko ALLAH ki ibadatt mein serf kerna chahiye . our ikisi ka dill nai dukhana chahiye .
                        :1f60d:​:1f60d:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X