Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.
    Dear Forex Members

    Jo trader trading main hoty hian woh jab time nahi day patay hain ya phir apni trading main loss ki taraf jaty hain tu phir woh Robot ka sahara laity hain jis waja se woh trading main fail ho jaty hian or Robot ki taraf jaty hian tu woh usi pay depend karty hain un ki apni marzi nahi chalti hai or akhir mai loss kar jaty hain.esleye jab trading karain tu faisla kar lain ap ko kiya karna hai.Ap ager es mai thora sa time dain tu ap apni strategy bana kar trade kar sakty hain or ap instant decision lay sakty hain

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

    Assalam o alikam!daer member forex market jasa k hum log janta k ha automated trading ma hum apne marzi ke kuch bhe ni kr sackta ha agr hum automatied trading ma khud kam ni kara ga to hum log roboot sa kam lata ha as sa hum log loss bhe kr sakta ha q k kabhe kabhe roboot bhe automed kam kr sakta ha as ma hamre koi marzi ni hote ha as lay hum logo ko chaye k hum apna kam khud kara aur as ma apne time k hasbe se kam kara as se hum profit hasle kr sakta ha
    • #3 Collapse

      Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

      Automated trading mai ap jab aty hain tu ap ko es ka kuch faida nahi hota hai. apni money ko or time jo trading mai day rahay hain waste kar rahy hoty hain.esleye koshish karian es taraf na ayain apni trading ko sahi se manage karny kay leye ap kudh trades ko open ya close karian apny meyar kay mutabiq es ko open karain. or manual trading say ap kafi kuch seekhty hain esleye automated mai apna career na kharab karian.
      • #4 Collapse

        Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

        Assalam o alikum mojah omeed ha kah sab dost khareet sa hon ga jisa kaha is thread mein pocha gia ha .dosto automated trading kay fawod ka sath sath is kah noqsanat bhai hain automated trading mein ik trader pr depend krta ha kaha woh us pr kitna waqt data ha.apni miar ka motabq us pr waqt dina zarori warna is sa noqsan bahi ho sakta is li zarori ha kah soch samj kr fresh hi kar automated trading krein
        • #5 Collapse

          Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

          automatic trading be aap per depend krti hai To Hamen automatic trading ke liye kam ko karna padega kam Ko samajhna Hoga aur aapko kam ki quality se bhi andala ho jaega ke kam kaise kiya Jata Hai automatic trading Hamesha market Mein kam karne ka mauka Deti Hai market Mein profit bhi De Deti Hai Lekin kam ko Hamesha Samajh Ke karne mein hun market Ne aapko fayda mil sakta hai ya nahin
          • #6 Collapse

            Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

            Slam sb kasa hain automated trading tb krtay hain jb bndy ko khud pa atmad na ho wo loss ki trf jany lgty hain es wja sa tohora sa wkt nekal k phaly esa samjin or soch smj k trading krin or sb sa bari bat khud pa atmad krain dusru pa nhi kamyab trader ki yhi paschan ha Sukriya.
            • #7 Collapse

              Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

              jab ap robot ki taraf jaty hain tu ap apni amount or future sub kuch robot ki taraf lay jaty hain. ap phir robot pay depend kar sakty hain. ap apny pay depend nahi kar skaty hain or ap ko nahi idea hota hai future mai kya decision liya jaye jis se ap ko profit ho sakta hai or ap acha earn kar sakty hian. ap bus bar bar loss jo karian gy tu apni mistake ki waja se karain gy. ap learning karain or seekhain lekin robot ki jaga kudh manual trade karain

              Shukriya.
               
              • #8 Collapse

                Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

                Assalamu Alaikum Tum Ham doston ko Pahli Baat To yah Forex Ek accha business se hai aur bahut se log ise Ghar Baithe fayda Utha rahe hain Jaisa ki ek dost ne kaha ki aap apne aap ko ek robot Hai Koi ke Hawale kar dete Hain To fir aapka Jo Jindagi Ka jo bhi Socha hota hai vah sirf robot ke hi Hawale hota hai agar Aage board ko loss hota hai To fir aapko bhi loss Hoga Agar bahut ko fayda Hota Hai To fir aapko bhi fayda hoga aapko bhi mehnat Karni chahie sara kam aur board per Nahin chhodana chahie aur aap acchi forest potendi karne ke liye Apne Aap Ko Nahin balke robot ka istemal Karen Forex Ka Shukriya
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Automated Trading Main Ap Apney Pay Depend nahi karty hain.

                  Automated trading main ap ko trading ka bara risk laina hota hai. EA ap kay capital ko kudh control kary ga or woh kudh ap ki trades ko open or close karta hai.us mai ap apna experience nahi use kar sakty hain. ap sub kuch robot ko dy daity hain jis sy ap ko faida yah loss hota rehta hai. esleye koshish karain kay jab be ap trade karain ap us ki base pay trade karain or manual trading sy ap ka experience be zaida ho ga or ap ka confidence level acha ho ga tu ap achi earning karain gy.
                   

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X