Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !
    Assalam o alaikum dosto me hu naveed Abbas sanwal or umeed hy k ap sb log khairiyat sy hu gy. Waldain ki khidmat zindgi ka shewa hy jo hamin awaleen frz k tor pe nibhana chaheay to dosto apny reviews sy nawazin. Shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

    asslam o alikam dear ap ne bohat achi thread open ki ha dear kam tu hote hi rehte hein lekin hume apney waldain ko khabi be ruswa na krna chaiye un ki achi tra khidmat krni hoti ha ise allah pak razi hota ha ur hume mazeed success milti ha agr hamre sath apney waldain ki duaein hein tu hum duniya ki har cheez hasil kr sakte hein .

    advantages

    dear sab ko paisa nai hota ha paisa ko kameya ja sakta ha lekin waldain ko dobra hasil nai kiya jata ha jab tak hamre waldain hamre sath hein hume bohat success milti aj kal mobile ki waja se be hum apni family ko time na de pa rhein dear esa nai krna chaiye hume apni family ko lazmi time dena chaiye apney waldain ki achi tra khidmat krni chaiye

    disadavantages.


    agr hamre sath waldain ki duaein na ho tu na hi hum se allah razi hota ha ur hum kameyab be nai ho sakte hein hume janat be nai milti ha is liye hume waldain ki khidmat lazmi krni chaiye
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

      dear hamko is dunya daari ko chorr kar kabhi ham is baat pay bhi nazar dourain k jub ham sab bahut chottay chottay thay to haamray waldain hamaray lie kuch kartay thay jub hamko bhook lagty the to unka burra haal ho jaya karta tha laikin jub ab unki baari aye hay to ham is baat pay kabhi bhi koi khaas tawajo nai daitay hain jis main yeh khud hamara he nuksaan hay qk is kudrat ka yeh kanoon hay k jaisa karo gay waisa he bharo gay aaj agar ham apnay waldain ki koi khidmat nai kartay hain to kal ko sakta hay k ham bhi isi age main jayn agar zindage rahi to hamaray sath bhi aisa ho sakta hay jis main hamko bhi koi nai sambhalnay wala hoga jis say hamko bhi is baat ka aehsaas hoga k ham nay bhi gahlt kia tha to aaj haamray sath bhi kuch waisa he ho raha hay agar aaj koi baap kisi apnay baity ko bulata hay to baita yeh kehta hay k mairay pass time nai hay to hamko us wakt ko yaad karna chaye jub usi baap nay hamko chalna seekhaya tha jisk saharay pay ham chal kar barray huway hain,waldin ki khidmat main hamko koi bhi nuksaan nai hay unk sath aik aik lamha jo guzarta hay usay hamko kisi bhi keemat say kam nai samjhna chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamko is dunya main he uska jurmana pay karan parrega jisk lie hamaray pass pachtway k ilawa aur kuch bhi nai hoga aur us wakt ham kuch kar bhi nai sakiangay jisk liye zaruri hay k ham sab kaam ko apnay time k hisaab say aik khaas wakt nikaal kar apnay waldain k liye kuch aisa makhsoos time nikalain jis main hamko is dunya main he raazi kar lain phir hamko aisa lagega k hamara har aik kaam asaan ho gaya hay aur hamko hamari har aik manzil bhi nazdeek he nazar anay lagige.
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

        Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Dosto puri duniya mein hmein sab se zyada pyar kerne wale hmare waldain hi hein.jo hmein brha kerne,achi taleem daine,or achi terbiyat k liye sari zindgi qurban ker dete hein.ager hum sari zindgi un ka THANKX ada karen to bhi km h.hum unka hak kabhi ada nhi ker skte.unki khidmat hmare liye farz hai.her haal mein hmara acha sochte hain.isliye hmein bhi chahiye k jub vo boorhe ho jaye ro unki her zroorat ka khyal rkha jaye .unhein kisi kism ki preshani na ho bachpan mein Jese unhon ne hmara khyaal rkha us se bad ker hmein unka khyaal rakhna chahiye.waldain ki nadermani kerne wale ko sakht azab hai.or jo unki farmanbardari kerta hai us k liye jannat us ka gher hai.
        Waldain Allah ki bohet bari naimat hai.is naimat ka hmain shuker ada kerna chahiye.or ager hum unki khidmat karen ge to hi hmare bache hmari khidmat kren ge.verna nafermani kerna wala zleel hota h or is duniya mein to kabhi khush nhi reh skta
        Waldain ki khidmat bohet zroori hai.
        Allah ki pervi ke baad waldain ki khidmat ka hukam hai.or jo aisa nhi kerta use Allah napasnd fermata hai.
        Isliye akhrat mein uncha mkam hasil kerne ke liye waldain ki khidmat zroori hai.tabhi hum duniya or akhrat mein sakoon hasil ker skte hein .THANKX
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

          Dear friends hamaray liye Sari dunya may jo mukhlis tareen hasti hoti hay wo hamaray parents hotay hay Agar hamaray liye hamarey waldain ki duaaye nai hoti hay tou haum poori dunya may khud ko akela mehsoos kartay hay parents ALLAH pak ki Azeem blessings hay parents har age may apni olad Kay liye fiker nand reahtay hay haum jitnay bhi baray ho Jaye haumay apney waldain ki zarorat hoti hay parents hamaray liye apni young age say start hotay hay struggle karna takay wo haumay zindgi ki sab facility aur luxuries provide kar sakay aur middle age tak wo mehnat hi Kartay rehtay hay takay haumay khabhi bhi koi tenision face nai karni paray parents ka haumay bohaut zayada khya rakhna chahiye haumay unki respect karni chahiye Kyu Kay haum unko return may Care loving attitude aur respect day saktay hay aur parents jab ake certain age may hotay hay tou haumay unka zayada khyal rakhna hota hay Kyu Kay jab haum childhood may thay to haum khud say kuch bhi nai Kar saktay thay yeah hamaray waldain hi hotay hay Jo hamari har zarorat ko khud say analaysis Kartay hay aur haumay provide kartay hay.

          Advantages:

          Dear friends waldain ki khidmat Karney say haumay zindgi may aur zindgi Kay bad bhi front of Allah haumay advantages hi advantages hasal hotay hay ajtak khabhi bhi koi insan apney waldain ki khidmat Karney ki waja say ya respect karney ki waja say nakam nai howa hay Kyu Kay waldain Jessi mukhlis tareen hasti appko zindgi may dobara nai milti hay iss liye haumay apni masrof tareen zindgi may say time apney parents ko bhi Dyna chahiye aur haumay hamesha apney waldain ki khidmat aur izzat karni chahiye unhay kabhi bhi kisi bat pay tokna nai chahiye Kyu Kay waldain say haum khabhi bhi misbehave nai Kar saktay hay aur na hi hamari tabiat aur relegious basis haumay iss bat ki ijazat nai dayti hay .

          Disadvantegs:

          Dear friends waldain Ki waja say gharoo may ronak hoti hay aur waldain ki khidmat Karney Kay kbhi bhi koi disadvantegs ho hi nai saktay hay waldain say misbehave karney waly khabhi bhi iss dunya may bhi zaleel hotay hay aor uss agli dunya may bhi zaleel hotay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

            Walekum assalam dear aapane apni review mein bahut hi important point ki taraf Ishara Kiya Hai Kyunki aaj kal Jab ham different homes main is factor ko carefully study Karte Hain To Humko yah Idea hota hai ki parents ki koi bhi respect nahin kar raha Agar Ham parents ki respect Nahin Karenge aur is important issue ko ignore kar denge Tu ismein Humko Duniya Aur akhirat donon Mein Hi nuksan Ho Jaega duniya mein humko iska nuksan Is Tarah Hoga Ki cal Hamare bacche bhi Hamari respect Nahin Karenge aur Hamari khidmat Nahin Karenge aur iske sath sath Humko bahut Sare problems ho sakte hain for example Hamari income Mein Kami a sakti hai yah iske sath sath Hamare Sath Kuchh Aise problem ho sakte hain hain Jinka Shabab Hamare Walden ki bad Dua ho sakta hai.

            Isliye Hamari a Priority honi chahie ki Ham Apne parents ki jitni ho sake Jyada Se Jyada respect aur khidmat Karen. Kuchh members Aise Hote Hain Jo Apne a parents e bahut jyada respect Karte Hain To iska unko bahut hi Achcha result is duniya mein bhi mil raha hota hai aur unko iska bahut hi Achcha reward mil raha Hota Hai Is vajah Se Agar aapke parents alive Hain To aapko ismein Allah ka shukar Ada karna chahie aur apne parents ki Jyada Se Jyada khidmat aur respect Karni chahie. Main meet karta hun ki aap is post se bahut Sare benefits aur advantages Hasil Karenge Kyunki ki Kuchh members Aise Hote Hain Jo by mistake ISI important factor ko miss kar Jaate Hain aur jab unko repeat Kiya Jata Hai To unko Apne use important factor ko practis karne mein aasani hoti hai isliye agar aap apne parents ki respects Nahin Karte to aaj se Unki respect karna start kar de aur Unki Kisi bhi baat ka bura Nahin Manana chahie
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

              Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Hamare liye Sari Duniya Mein Jo mukhya history hansti Hoti Hai vah Hamare Walden hote hain Agar Hamare liye Hamen Hamare Walden Ki Duniya Mein Nahin Hoti Hai To Hamen Puri Duniya Mein Khud Ko Akela mehsoos karte hain wall Den Allah Pak ki Di Hui nemat Hai Jo apni Aulad Ke Liye Ki Kar man Lete Hain Ham jitne bhi bade ho jaaye Hamen Apne waldain ki jarurat Hoti Hai Walden Hamare liye apni young age se start hote hain aur buddhe hone Tak vah Hamen Jindagi Ki sthapna tileti aur prabhavit kar sakte hain aur medal Aaj Tak vah minut karte hi rahte hain Sar ke Hamen Kabhi Bhi Koi tension Krishna karne pade Taron Ka Hamen bahut jyada Khyal Rakhna chahie Hamen Unki respect Karni chahie Kyunki Ham unko care or respect de sakte hain aur parents Jab Ek KL 58 Mein Hote Hain To Hamen Unka Jyada Khyal Rakhna hota hai Kyunki Jab ham bacche the To Ham Khud Se Kuchh Bhi Nahin kar sakte the yah Hamare wale Nahin Hote Hain Jo hamari Har jarurat ko Khud Se Anil Si karte hain aur Hamen provid Karte Hain

              Advantage

              Pyare bhai jaan waldain ki khidmat karne se Hamen Jindagi Mein Aur Jindagi ke bad Hui point of Allah Hamen advantage Se Hi advantage Hashmi hote hain ji aajkal Kabhi Bhi Koi Insan Apne waldain ki khidmat karne ki vajah Se Rishta karne ki vajah se na Kam Nahin vah Bil Ke kamyabi Jo Hua Hai To Keval danger scene full screen hansti aapko bhi Mein Dobara nahin milati hai isliye Hamen apni Nazro Se Milegi message time Apne Walden ko bhi Dena chahie aur Hamen Hamesha Apne waldain ki khidmat aur ki Jagat Karni chahie Izzat Karni chahie unhen kabhi bhi kisi bhi baat batana Nahin chahie Kyon Keval Den Hamen kabhi bhi mis beehive nahin kar sakte aur na hi Hamari tabiyat aur regulation Desh Mein is baat ki ichcha Satati Hai

              Nuksan
              Pyare bhaijaan balon ki vajah se gharon mein Raunak hoti hai aur waldain ki khidmat Karne Ki Tabeer Bhi Koi nuksan ho hi Nahin Sakta Hai Walden se Bura slow Karne Wale Kabhi Bhi Is Duniya Mein Bhi very hote hain aur aukat mein bhi Guru hote hain isliye aapke chahie ki aap waldain ki khidmat Karen Kyon Keval Den vo hansti hai ki Man Ke Niche Jannat hai aur Walden Jannat Ka Darwaza hai isliye donon ki Ijjat Ham par Farz hai
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                اصل پيغام ارسال کردہ از: alizay1 پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Hamare liye Sari Duniya Mein Jo mukhya history hansti Hoti Hai vah Hamare Walden hote hain Agar Hamare liye Hamen Hamare Walden Ki Duniya Mein Nahin Hoti Hai To Hamen Puri Duniya Mein Khud Ko Akela mehsoos karte hain wall Den Allah Pak ki Di Hui nemat Hai Jo apni Aulad Ke Liye Ki Kar man Lete Hain Ham jitne bhi bade ho jaaye Hamen Apne waldain ki jarurat Hoti Hai Walden Hamare liye apni young age se start hote hain aur buddhe hone Tak vah Hamen Jindagi Ki sthapna tileti aur prabhavit kar sakte hain aur medal Aaj Tak vah minut karte hi rahte hain Sar ke Hamen Kabhi Bhi Koi tension Krishna karne pade Taron Ka Hamen bahut jyada Khyal Rakhna chahie Hamen Unki respect Karni chahie Kyunki Ham unko care or respect de sakte hain aur parents Jab Ek KL 58 Mein Hote Hain To Hamen Unka Jyada Khyal Rakhna hota hai Kyunki Jab ham bacche the To Ham Khud Se Kuchh Bhi Nahin kar sakte the yah Hamare wale Nahin Hote Hain Jo hamari Har jarurat ko Khud Se Anil Si karte hain aur Hamen provid Karte Hain

                Advantage

                Pyare bhai jaan waldain ki khidmat karne se Hamen Jindagi Mein Aur Jindagi ke bad Hui point of Allah Hamen advantage Se Hi advantage Hashmi hote hain ji aajkal Kabhi Bhi Koi Insan Apne waldain ki khidmat karne ki vajah Se Rishta karne ki vajah se na Kam Nahin vah Bil Ke kamyabi Jo Hua Hai To Keval danger scene full screen hansti aapko bhi Mein Dobara nahin milati hai isliye Hamen apni Nazro Se Milegi message time Apne Walden ko bhi Dena chahie aur Hamen Hamesha Apne waldain ki khidmat aur ki Jagat Karni chahie Izzat Karni chahie unhen kabhi bhi kisi bhi baat batana Nahin chahie Kyon Keval Den Hamen kabhi bhi mis beehive nahin kar sakte aur na hi Hamari tabiyat aur regulation Desh Mein is baat ki ichcha Satati Hai

                Nuksan
                Pyare bhaijaan balon ki vajah se gharon mein Raunak hoti hai aur waldain ki khidmat Karne Ki Tabeer Bhi Koi nuksan ho hi Nahin Sakta Hai Walden se Bura slow Karne Wale Kabhi Bhi Is Duniya Mein Bhi very hote hain aur aukat mein bhi Guru hote hain isliye aapke chahie ki aap waldain ki khidmat Karen Kyon Keval Den vo hansti hai ki Man Ke Niche Jannat hai aur Walden Jannat Ka Darwaza hai isliye donon ki Ijjat Ham par Farz hai
                Salaam Alaikum ji han dear friend aapane bahut hi Achcha point share Kiya Hai Hamare sath yah bahut hi important point hai hi Hamare parents Hamare liye bahut jyada Aham Hote Hain Hamen Apne parents ki Kadar Karni chahie Hamen Apne parents Ka ehtram Karna chahie Jab Ham Chhote hote hain to hamare parents Hamari Khushi Ke Liye apni Puri Jawani e kharab kar lete hain but vah Hamen koi bhi taklif nahin Aane dete vah Hamari taklif par Sari Raat Nahin sote vah Hamen main acchi education Dete Hain acchi khurak Dete Hain Achcha Libas provide Karte Hain Hamen Hamari life mein profession choose karne mein Hamari bahut jyada help Karte Hain to Hamari bhi Jay responsive responsibility ye hai ki Ham Apne a parents ki Kadar Karen Unka adab se ahtram Karen.

                Parents ka adab karne se Hamen Main Duniya Mein Bhi iska Ajar Milta Hai hai aur takat mein bhi iska bahut jyada sawab Hota Hai Kuchh log Aise Hote Hain Jo Apne parents ko Apne Sath Rakhna Pasand Nahin karte aur vah bahut jyada badtameezi Apne parents ke sath Karte Hain unko Apne parents ki bad dua se Darna chahie Kyunki Agar Hamare parents naraz ho jaen to Fir Allah Tala bhi humse naraz ho Jaate Hain Hamen Apne parents Ki Khushi Ka Khyal Rakhna chahie Unki Jaruri 8 ko pura karna chahie Jis Tarah unhone Hamari Jaruri 8 ko pura Kiya Hai Walden Hamari Jindagi Mein Ek bahut hi kimati




                Walden Hamara kimati Sharma hai Hamen ine ki Kadar Karni chahie aur inke sath Izzat se pesh Aana chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                  Inshan hum log agr as dunia main aya tu humry any ki wja humry Walden hain jen ki wja say hum as dunia main aya hain walden ka humry Islam main buht bhara Maqam hain Allah pak ny maa jesi hasti k Qadmo k nachy Janat ko rakh dia or bap ko Janat ka darwza bana dia as lay humy apni zindgii walden k nisky qadam pay guzrnii chye humy apny walden ki kidmat karna chye khass tor pay us. Wqt jab wo 2no bhory ho jaye Allah pak k payr Nabii hazrat Mosaillyialam Allah pak say direct baty krty thy jab k un ki jab walda fout hui tu allha pak ny Hazrat mosam Illyialam say farmia k Ay Mosam ab trii maa nii rhi as dunia main jo tumy dua kary gie ab kbi koi galtii na krna tu Allah pak ny maa ka buht bhara maqam dia hain apny payry Nabi ko bata rhy hain k ab ap ki ami dua krny k lay ni bethii ab kabi koi galtii ni krna phly ap ki ami ki dua krtii thi humy ao I zindgii main apny walden ki jatna ho sky kidmat krna chye.......

                  ADVANTAGES...

                  Walden ki kidmat karna srf swb hi nii bilky humra haq banta hain hum un ki olad hain agr walden ki kidmat ni kary gay tu Janat ni mily gie as lay humsha apny walden ki kidmat kary un ki farmabardari kary walden ki kidmat karny say inshn ki dunia or akrat sanwar jati hain inshan dunia main bhi acha maqam hasil kr jata hain or ikarat main bhi zindgii ban jati hain zyda tar time aony walden k sth guzra kary ku k walden k sth guzra hun time Janat main jany ka zaria banta hain bhory maa bap ki khass tor pay har had tk kuda at kya kro un ki zurart zindgii ko pira kya kro.....

                  DISADVANTAGES...

                  Disto aik bat yad rkna jo log walden ko taklef daty hain dukh dety hain un ki kidmat ni karty wo log kabii kamyab ni hoty un ki dunia or akrat 2no karb ho jati hain as lay jatna zyda ho sky apni zindgii walden ki kidmat main guzry agr ap log apny walden ki kidmat ni kary gay ijzt ni kary gay tu kal ko tumri olad bhi tumry sth yhii saloq kary gie wo kal ko tumy bhii yhii dukh taklef day gie a slay humsha apny walden ko razi kary jo walden ko razi ni krta us ki dunia or akrat 2no taba ho jati a hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                    Assalamu alaikum dear members...
                    Jee ajj friends aaj ka hamara Jo topic hai..vah bahut hi achcha hai waldain ki khidmat.. ji bilkul hamen apny waldain ki khidmat karni chahie... hamen unhen jyada se jyada waqt Dena chahie... Waldain Jo hai vah duniya ki anmol nemat hai... isliye hamen ineki khidmat kr sawab hasil karke. Hamen chahie ke jab hamare waldain bring age k Ho jaaye to... hamen unko zyda time Dena chahie.. unki care karni chahie.. kyunki jab Ham chhote hota hai to vah hamara khyal karte Hain... ab is age mein aakar hamara farz bante Hain ...ki Ham unki khidmat Karen.. waldain ki khidmat karke hi hi Ham jannat hasil kr sakhty hn...

                    "Aap sallallahu alayhi wa sallam ka quol Mubarak hai...

                    "Maa ke kadmon ki tale jannat hai,,

                    Maa jo hai aisi chiz hai..jo garmi Ho chahe sardi Ho kuchh bhi Ho vah hamare liye khana banati hai hamare liye khyal rakhti hai...humy hr dhuk sukh sa bachati ha.. hmary liye hr wo Kam krti hai js sa bachu ko kushi milti ha...

                    "Baap Jo ha wo sir k Saya ha,,

                    Chaye dhop ho barish wo hmry liye bahir ja k km kr k apny bachun ko palta ha...apny bachun ki hr zarort k khayl rakhta ha..es liye humy bhi chaye k un k hr Hal me khyal rakhin .. waldain ki khidmat kr hi hum akhrat hasil kar sakhty hn...
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                      Assalam o Alaikum friends
                      Umeed he ap sab kheriyat se honge mera ye review waldain ki khidmat pe mubni he waldain jo ke Allah ka diya hua ek bara khazana he waldain Allah ki di hoye neamaton main se ek bari nemat hain Waldain ki hamesha dil se khidmat karni chahiye waldain jo Bolen olad ko wohi karna chahiye waldain ko naraz karna Matlab ke apne Rab ko naraz karna waldain ki khidmat jis ne bhi ki samjho ke us ne dunya aakhirat donon jeet li waldain ki hamesha khidmat karo dunya main yahe wahid rishta he jo apni olad ko zindagi bhar milta he.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                        Asalam o alikum dear member
                        Mera yh review apky topic waldain ki khidmat pr mabni ha apny AK bht e acha topic Dia ha. Hmary waldain hmary liye bht zaida khas hoty hn hmin apni waldain ki izat krni chye ku ka yh hmara Har hal ma sath daty hn is liye valdain ka sath kabi b nainsafi ni krni chye ku ka hmary waldain hmary liye bht azeem hasti hoty hn hmary liye yh hmari hr chez pori krty hn jo hm apny munh sy bolty hn yh Har hal ma hmary liye laty jo ka koi b ni krskta hmary liye. Hmin apny waldain sy bht pyar krna chye ku hmary waldain e hr hal ma hmara sath daty hn hmin apny waldain ko zaida sy zaida waqt Dana chye. Waldain hmary liye Dunia ki bht anmol minat hain. Is liye hmin apny waldain ki khidmat krka sawab kmana chye hmin apny valdain ki bht care krni chye ku ka jb hm choty hn tu hmary waldain e hmara sath daty hn. Hm apny waldain ki khidmat krka e janat milti ha hmin. Jb hmary valdain borhy hjain hmin unka bht khiyal rkhna chye kabi b akely ni chorna chye ku ka jb hm choty hn tu hmara waldain hmara bht khiyal rkhty hn. Is liye ab hmara b farz bnya ha apny waldain ka sath acha salook krain kabi b unchi Awa ma bat ni krni chye hmin apny waldain sy.
                        Bap wo ha jo ka sir ka Saya ha. Maa ka qadmo taly janat ha. Maa wo ha jo sardi ho garmi ho Har hal ma hmary liye khana bnati ha or hmara bht khiyal rkhti ha. Hmari maah hr dukh sukh ma hmara sath dati ha jo or koi b nai day sakta
                        Fayde.
                        *waldain ki khidmat krna sawab e ni blky hmara haq bnta
                        *agr hm apny waldain ko khidmat ni krain gy tu hmin jant ni mili gi hmin Har hal ma apny waldain ki khidmat krni chye
                        *hmary waldain hmary liye bht azeem hasti hn
                        *hmin apny waldain ka hmesa khiyal rkhna chye or unki care krni chye
                        *jhna pr waldain hmary sath hoty hn whan pr koi ni hota
                        *Hmin apny waldain ka bht zaida khiyal rkhna chye
                        *bap wo ha jo sir ka Saya ha dhoop ho ya chaion wo hmary liye Har hal ma bhair Kam krny jata ha hmari zaroorat ko pora krta ha
                        *waldain ki khidmat krka e hm akhrat hasil krskty hn
                        *hmin apny waldain sy kabi b unchi Awaz ma ni bolna chye
                        *hmin chye ka apna zaida time apny waldain ka sath guzarin
                        *hmin unki zindagi ma jitna hosky Inki khidmat krni chye
                        Nuqsanat
                        *hm sbko yad rkhna chye ka jo log apny waldain ki khidmat ni krty unen dukh daty hn wo kabi b zindagi ma kabi khush ni rah skty
                        *jo log apny waldain ko dukh daty hn unki akhrat or Dunia dono khrab hojati han
                        *agr aj hm apny woadain ko dukh dain gy tu hmari olad b hmary sath isi trah kry gi
                        *hmin hmesa apny waldain ko razi rkhna chye jo log apny waldain ko razi ni rkhty wo kamyab ni hskty
                        *hmary sir pr hmari waldain ki duaon ka hona bht zaida zrori ha
                        *
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                          walaikum salam dear aapane bahut hi achcha topic start kiya hai hamare majhab ke andar waledain ko bahut jyada ahmiyat hasil hai waldain aapko aap ki paidaish se lekar bada hone Tak aur jab tak aap apne pairon ke upar khade nahin ho jaate puri tarah aapko support karte hain vah apni jindagi ki har aasaish aapke upar kurban kar dete hain aur sabse pahle apni aulad ko ahmiyat dete hain vah aapki khane peene parwarish aur aap ki taleem ke upar khush ho kr kharch karte hain aur iske liye vah apne zati khowhishat ko bhi kurban karte hain isliye hamen bhi chahie ki ham apne waledain ko sabse pahle rakhen unki respect karen aur jhin gharon mein walden ki izzat nahin hoti in gharon mein barkat nahin hoti aur allah tala bhi aap se naraj hota hai hamara majab hamen sabse jyada apne waledain ki khidmat karne ka hukum deta hai aur jo log waldain ki nafarmani karte hain vah duniya aur akhrut donon mein nakam hote hain hamare mazhab islam ke andar waldain ke huqooq ki bahut jyada talkeen ki gai hai yahan tak kaha gaya hai ki jannat maan ke kadmon ke niche hai aur baap ko jannat ka darvaja karar diya gaya hai isliye hamen apne waledain ke bahut jyada respect karni chahie aur unke sath kabhi bhi unchi awaaz mein baat tak nahin karne chahie aur vah hamen jo hukum den hamen uska hukam sar aankhon par rakhna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                            ​topic: parents ki khidmat....

                            Assalamu Alaikum friends ummid hai aap sab khairiyat se Honge aap ko Maloom Hai Kya Aaj Hamen important topic Lekar Hath Rahe jaise ki aap sab bhi Jante Hain Ki parents Allah Tala ki taraf se ek bahut bada gift hai ...Hamen Apne parents ki bahut jyada respect Karni chahie Kyunki Agar Ham Jindagi Mein successful Rahana Chahte Hain To Hamen parents Ki Dua ki jarurat hoti hai aur parents Amitabh bhi Dua Dete Hain Jab Ham phone ki bahut jyada respect Karte Hain ...aapko yah bhi Maloom Hona chahie Ki Duniya Ke Andar vah log sabse Jyada successful rahte hain Janu ne apne Pairon ki bahut respect ki aur unko Kabhi Hath nahin kiya Unki Dil Se dwarli Vahi log Jindagi Mein kam job Hui Hai .....isliye hamen bhi Apne parents respect karne chahie Taki Ham Jindagi Mein kam jawab ho aur yah tabhi Mumkin hai ki Jab Ham Unki bahut jyada Izzat Karen unhurt na Karen Ki Har Baat Dil Se Mane aur Kabhi Koi baat reject na Karen Agar vahan mein kisi Baat par Samjha Rahe Hain To Ham samajh mein aur usko negative Na Le ...friend Kiska bahut se advantages jaise ki Ham Kamyab hote hain Agar Ham Apne parents ki respect Karenge to cal Hamare bacche ki Hamari respect Karenge Jo log Apne parents respect karte hain society Mein Tamam log use Bande Ko Pasand Karte Hain ...vo log jo Apne parents respect karte hain vah Kisi field of life mein nakam nahin Hote Kyon Ke unke parents Ki Dua Hamesha unke Sath hoti hai isliye hamen bhi Apne parents ki khidmat Karni chahie ....

                            llAgar Ham parents Ki khidmat Nahin Karenge to unke Dil Se Hamare liye Delhi Dua Nahin nikalegi jisse Ham life mein Kabhi Kam Jawab Nahin ho sakte Jo log Apne parents ki respect Nahin Karte Hain Ki khidmat Nahin Karte Baki society Ke Logon Ne Pasand Nahin Karte Aise log Zindagi Mein Kabhi Kam Jawab Nahin Hote To ummid Hai Ki Aapko Hamari information acchi Lagegi thank you
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

                              hamko is dunya daari ko chorr kar kabhi ham is baat pay bhi nazar dourain k jub ham sab bahut chottay chottay thay to haamray waldain hamaray lie kuch kartay thay jub hamko bhook lagty the to unka burra haal ho jaya karta tha laikin jub ab unki baari aye hay to ham is baat pay kabhi bhi koi khaas tawajo nai daitay hain jis main yeh khud hamara he nuksaan hay qk is kudrat ka yeh kanoon hay k jaisa karo gay waisa he bharo gay aaj agar ham apnay waldain ki koi khidmat nai kartay hain to kal ko sakta hay k ham bhi isi age main jayn agar zindage rahi to hamaray sath bhi aisa ho sakta hay jis main hamko bhi koi nai sambhalnay wala hoga jis say hamko bhi is baat ka aehsaas hoga k ham nay bhi gahlt kia tha to aaj haamray sath bhi kuch waisa he ho raha hay agar aaj koi baap kisi apnay baity ko bulata hay to baita yeh kehta hay k mairay pass time nai hay to hamko us wakt ko yaad karna chaye jub usi baap nay hamko chalna seekhaya tha jisk saharay pay ham chal kar barray huway hain,waldin ki khidmat main hamko koi bhi nuksaan nai hay unk sath aik aik lamha jo guzarta hay usay hamko kisi bhi keemat say kam nai samjhna chaye aur agar ham aisa kartay hain to hamko is dunya main he uska jurmana pay karan parrega jisk lie hamaray pass pachtway k ilawa aur kuch bhi nai hoga aur us wakt ham kuch kar bhi nai sakiangay jisk liye zaruri hay k ham sab kaam ko apnay time k hisaab say aik khaas wakt nikaal kar apnay waldain k liye kuch aisa makhsoos time nikalain jis main hamko is dunya main he raazi kar lain phir hamko aisa lagega k hamara har aik kaam asaan ho gaya hay aur hamko hamari har aik manzil bhi nazdeek he nazar anay lagige.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X