Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

    Asalam O Alykum Dear Members G han hamari Zinadagi men Hamary Waldain He Hamara sb sy Bara Sahara Hoty Hain Or In Ka Hamri Zindagi men Hona Ek Bhot Bari Neemat ha Ham Jab paida Hoty Hain Or Hamen Jawan Krny Tak Hamari Har Chez Puri Krty Hain Acha Khany Ko Dety Hain acha Pehnanny Ko dety Hain Parhaty Hain achi Taleem dilwaty Hain Or Hamary Nakhry Uthaty Hain Un Kay Ilawa dunyan men Koi bhi Nahi JO hamare Zara C Bhi Parwa Krta HO Hamen Bhi Un Kay Jawan Ho Kay Sahara Banana Chaheya Un Ki Zarortain Puri Krni Chaheyan Un Ka Khayal Krna chaheya Shukria.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !

      Assalamu alaikum dear friends Sari dunya may jo mukhlis tareen hasti hoti hay wo hamaray parents hotay hay Agar hamaray liye hamarey waldain ki duaaye nai hoti hay tou haum poori dunya may khud ko akela mehsoos kartay hay parents ALLAH pak ki Azeem blessings hay parents har age may apni olad Kay liye fiker nand reahtay hay haum jitnay bhi baray ho Jaye haumay apney waldain ki zarorat hoti hay parents hamaray liye apni young age say start hotay hay struggle karna takay wo haumay zindgi ki sab facility aur luxuries provide kar sakay aur middle age tak wo mehnat hi Kartay rehtay hay takay haumay khabhi bhi koi tenision face nai karni paray parents ka haumay bohaut zayada khya rakhna chahiye haumay unki respect karni chahiye Kyu Kay haum unko return may Care loving attitude aur respect day saktay hay aur parents jab ake certain age may hotay hay tou haumay unka zayada khyal rakhna hota hay Kyu Kay jab haum childhood may thay to haum khud say kuch bhi nai Kar saktay thay yeah hamaray waldain hi hotay hay Jo hamari har zarorat ko khud say analaysis Kartay hay aur haumay provide kartay hay.

      Advantages:

      Dear friends waldain ki khidmat Karney say haumay zindgi may aur zindgi Kay bad bhi front of Allah haumay advantages hi advantages hasal hotay hay ajtak khabhi bhi koi insan apney waldain ki khidmat Karney ki waja say ya respect karney ki waja say nakam nai howa hay Kyu Kay waldain Jessi mukhlis tareen hasti appko zindgi may dobara nai milti hay iss liye haumay apni masrof tareen zindgi may say time apney parents ko bhi Dyna chahiye aur haumay hamesha apney waldain ki khidmat aur izzat karni chahiye unhay kabhi bhi kisi bat pay tokna nai chahiye Kyu Kay waldain say haum khabhi bhi misbehave nai Kar saktay hay aur na hi hamari tabiat aur relegious basis haumay iss bat ki ijazat nai dayti hay .

      Disadvantegs:

      Dear friends waldain Ki waja say gharoo may ronak hoti hay aur waldain ki khidmat Karney Kay kbhi bhi koi disadvantegs ho hi nai saktay hay waldain say misbehave karney waly khabhi bhi iss dunya may bhi zaleel hotay hay aor uss agli dunya may bhi zaleel hotay hay.

      اب آن لائن

      Working...
      X