Re: Yeh review waldain ki khidmat pe mabni hy !
Asalam O Alykum Dear Members G han hamari Zinadagi men Hamary Waldain He Hamara sb sy Bara Sahara Hoty Hain Or In Ka Hamri Zindagi men Hona Ek Bhot Bari Neemat ha Ham Jab paida Hoty Hain Or Hamen Jawan Krny Tak Hamari Har Chez Puri Krty Hain Acha Khany Ko Dety Hain acha Pehnanny Ko dety Hain Parhaty Hain achi Taleem dilwaty Hain Or Hamary Nakhry Uthaty Hain Un Kay Ilawa dunyan men Koi bhi Nahi JO hamare Zara C Bhi Parwa Krta HO Hamen Bhi Un Kay Jawan Ho Kay Sahara Banana Chaheya Un Ki Zarortain Puri Krni Chaheyan Un Ka Khayal Krna chaheya Shukria.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим