Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

    Dear forex trading mein learning and experience dono bahut zaroori hain sab se pehly forex mein learning hasil ki jati hai kyun k learning k baghair hamyn kuch bhi pata ni chalta k forex kya cheez hai aur jab learning complete ho jati hai aur phir demo account par practice ki jati hai tu experience gain karty hain air market mein time guzarny k sath sath experience barhta hai aur koi bhi kam hai us mein jab experience zayada hota hai tu tab he kamyabi milti hai forex trading mein apko agar successful hona hai tu ap sb se pehly apni learning par tawaju dyn aur learning hasil karyn aur learning hasil karny liye internet se help leni pary ya ap ko forex ki learning ki books read karni paryn tu ap learning hasil karyn aur learning ki sab se best jaga pak forex forum.hai pak forex forun par bahut zayada knowledge bhi milta hai aur hamyn bonus bhi mil jata hai so hamyn is mein regular kam karna chahiye ta k hamari learning improve ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
      Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience? Forex trading may acha Kam karnay Kaye liye haumay learning say zayada importance experience ko dayni chahiye?
      JI ap nay bohat acha question kia hay. Forex trading main learning kay sath sath experience bhi bohat ziada zarori hay aor donon ko bohat ziada importance hasil hay kun sab say pehlay knowledge gain karnay kay bad learning karna hoti hay aor es kay bad trading ki practice karna hoti hay agar learning na ho gi to Forex trading ki demo pay practice nahi ho pay gi yehni har hal main learning zarori hay aor Forex trading main kamyabi kay liay experience bhi bohat zarori hay lehaza tam traders ko Forex trading ka sab say pehlay knowledge gain karain aor es kay bad learning complete karain aor bad main demo account pay Forex trading ki practice kar kay acha experience hasil karain aor jab bohat ziada experience hasil ho jay to tab ja kar real trading main participate karain.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

        Ji han ap ko zyada tarjeeh experience ko deni ho gi agar ap ko markeets me kaam krny ka experience hy to ap jald kamyabi hasil kr paen gy trading me ye nae k learning ki zroorat hoti hi nae hy ap ko learning ki b zrorat hoti hy forex trading me magar ap ko trading k liy zyada experience ki zrorat honi chahey jin logon k pas zyada experience hota hy wo log trading me jald kamyab ho jaty hen is me ap ko zyada learning ki b zrorat hoti hy is sy ap ko zyada experince hasil ho pata hy jis ki bunyad py ap best sy best trading kr paty hen is liy ap ko chahey k ap hard working b kren or learn kren har baat ap ka experience aesy hi zyada ho pay ga or phir hi ap best trading kr paen gy jab ap is kaam me zyada mahar ho jaen gy agar ap aik time py loss khaty hen to agli baar acha profit hasil krty hen is cheez sy ap ko kafi faeda or experience milta hy phir ap k losses khany k chances kam ho jaty hen or ap aik nae progress ki janab badhty hen.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

          Aoa members. learning ziada zaroori hai ya experience aj ham ye nanny ki koshish KR rahy Hain so hamain phly dono ki alag alag dekhanho ga then is ka comparison krty hain.
          Learning.
          Learning se Murad Hota Hai Jab aap daily basis per Kuchh nai chijen learn karte hain aur uski different sources Ho Jaate Hain Jahan se aap new things ko Hasil Karte rahte hain aur kuchh chijen sikhte rahte hain is process ko learning kahan jata hai.

          Experience:
          Dear jab aap apni education aur information Ko Kisi chij per apply karte hain aur uske against aapko Kuchh results Milte Hain To vah aapka experience ban jata hai aur job aap Yahi education aur knowledge Bar Bar apply Karte rahte hain to vah Aapka experience banta rahata hai

          Experience and learning interconnected:
          Dear brother aapane question kiya tha ki Ham Ko Jyada focus learning per karna chahie ya experience per karna chahie to main aapko yah batana chahta hun ki agar aapki learning acchi Hogi to aap ka experience we automatically Achcha ho jaega aur Agar aapki learning effective nahin hai to aap kabhi bhi achcha experience gain nahin kar sakte isliye experience aur learning aapas Mein inter-connected Hote Hain.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

            Dear friend Assalamu Alaikum Jaisa ki aap ko Maloom Hai Ki donon chij hi same chij hai jaise ki learning by experience ko Kahate Hain Jab tak aap Forex trading ke bare mein Achcha learn Nahin Karenge aap experience Nahin Hasil kar sakte to isliye jaruri hai ki sabse pahle aap Forex trading ki basic learning Hasil Karen Forex trading ko acchi Tarah Se Samjhe ke Kaise ismein kam Kiya Ja sakta hai aur kaise se aap benefit Hasil kar sakte hain aur usko kaise kiya jaaye aur experience aapko tabhi Hasil Hota Hai Jab aap market mein jyada Se Jyada mehnat karte hain aur forex market ko dekhte hain ki Kaise ismein aap apne Khud Ke trading tools ko use karte hue kam karte hain vah aapko experience hota hai Jisko to Kaha Jata Hai To isliye mehnat jaruri hai acchi learning bahut jaruri hai aur uske bad FIR aap Achcha experience kar sakte hain forex market Mein meditative for main aap mehnat Karen demo account mein aap practice Karen aapke pass Achcha experience maujud Hoga aur aap acchi trading kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

              Dear brother aapne learning aur
              experience ka topic share kia hai ye bohat he acha topic hai or trading ka related be hai dear paly learning par tawaja dani ho ge pher experience par. k

              Learning:
              Learning se Murad Hota Hai Jab aap daily basis per Kuchh nai chijen learn karte hain aur uski different sources Ho Jaate Hain Jahan se aap new things ko Hasil Karte rahte hain aur kuchh chijen sikhte rahte hain is process ko learning kahan jata hai. Dear learning bohat zurarai hai or boht important hai meet khail SC learning zaida important hai trading main Kam karny ka lay .

              Experience:
              EXPERIENCE make work perfect.exprence ko istimal Kar ja ham acha easily hasl Kar sakty Hain.
              Experience and learning interconnected:
              Dear brother aapane question kiya tha ki Ham Ko Jyada focus learning per karna chahie ya experience per karna chahie to main aapko yah batana chahta hun ki agar aapki learning acchi Hogi to aap ka experience we automatically Achcha ho jaega aur Agar aapki learning effective nahin hai to aap kabhi bhi achcha experience gain nahin kar sakte isliye experience aur learning aapas
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                ji Assalamualaikum Pyare bhai jaan ji han aapane bilkul theek kaha ke is market mein aapane agar kam karna hai to aapko is market mein experience ki jarurat hoti hai agar aap is market Mein learning Karte Hain To Uske bad Yad kis market mein experience hota hai isliye aapko chahie ki aap use market Mein Apne aadami Ko complete Karen Taki aapko is market Mein kam karne ka Sahi tarika kar Ka Pata Chal Jaega Uske bad aap is market Mein Kamyab Ho Jaate Hain agar aap is market Mein Koi Aisi mistake karte hain Jin Se aap kaun nuksan hota hai to aap is market Mein Kabhi Bhi kam Yad Nahin ho sakte hain aapko chahie ke apps market mein experience Hasil Karen Uske bad is market Mein can start karen Uske bad aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai agar aap is market mein experience ke bare mein kam start karte hain to usmein aapko Kuchh time Lagana padta hai tab aapko is market ki samajh aati hai aur aap is market Mein acchi trade Laga sakte hain per aapko chahie ke aap is market Mein Jab train Lagate Hain To aapko chahie kya aap Soch Samajh Ke aur acche tarike se train lagaen Taki aapko use straight ka fayda ho Kyon Gajab aapko use trade lagane ka fayda hota hai to aapko bahut hi Achcha bonus Milta hai aur aap kamyabi ki tarah badh Jaate Hain aur Kamyab Ho Jaate Hain aur yah bhi Kaha jata hai ki Forex trading Mein learning bahut jyada important jaruri hai learning ke bagair Ham Kuchh Bhi Nahin kar sakte isliye sabse pahle kam Forex mein join hone ke bad Hamen use per Jitna jyada ho sake time dekar learning coding wallpaper karna hoga hamare pass knowledge hoga to hi Ham frocks Mein Kamyab ho sakte hain aur acchi learning Hasil Karke Achcha bonus bhi Hasil kar sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                  Assalamu Alaikum dear Forex members Forex trading Mein learning aur experience Dono hi zaroori hai lekin Jyada Jaruri learning Hai Kyunki Jab Ham Forex trading co join karne se pahle Forex ki bahut jyada learning karte hain to learning karne se hamare pass experience Khud Hi aa jata hai To Hamen chahie ki Ham Forex trading ki learning karne per bahut jyada dehan dain Kyunki Jab Ham learning karne per bahut jyada Dhyan Denge To Hamen Forex Ko sikhane Ka mauka Milega Forex experience lene ka mauka Milega aur Jab Ham experience ko use karte hue trading Karte Hain To Hamen bahut fayda hota hai Hamen market ki situation ko samajhne Mein Aasani Hoti Hai isliye Hamen chahie Ky Forex ko join karne se pahle Forex ki learning Karen Google se Forex ki video Dekhen ta ki Hamen Forex ki learning karne ka mauka Mile aur jab Forex ko join karain to demo account per practice Karen trading start karne se pahle demo account per time invest Karen Is Tarah bhi Hamen Forex ki learning karne ka mauka Milta hai aur hamare pass Forex experience a jata hai aur jab Ham Forex trading start kar dete Hain tab bhi Hamen cahehay ky Sath learning ko jari Rakhna chahie Kyunki Forex Ek bahut hi broad business hai to iski learning bhi bahut broad hai agar Ham iski learning karte rahenge Ham Yahan kamyabi ki taraf jaty Rahenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                    Forex trading ma dono chezain he bht Ziada important hein important hai Itni Izzat our experience bhi important hai jitni Jyada Ham learning Karenge to learning karne ke bad hi Hamen experience milega learning Jyada Karenge to experience badhta Jayega learning karna jaruri hai jitni acchi learning karte rahenge to Hamari working skills acchi hoti Jayegi Ham dusron Se Jab sikhenge To Hamen Pata Chalta Jaega Har EK rule ka aur ham expert trader Ban Jaenge isliye learning hi Kafi Hai experience ke liye Kyunki learning karne se hi experience Hoga aur jab Ham working Karenge use experience ke mutabik To Ham Ek acche trader Ban sakte hain aur ek expert Ban sakte hain to donon chij hi bahut important hai aur Hamen donon chijon per bahut focus karna chahie Tak Hamara bonus bhi achcha ho aur Hamara profit bhi achcha Aata Rahe isliye koshish karen ke learning ko Kabhi Na chhode Sab Logon ki post ko Jarur eat Karen Jiski vajah se aapko hi learning acchi Hogi aur aapka hi experience bhi achcha hoga
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                      ASLAM O ALAIKUM dear member forex trading me learning or experience dono bohat aham hain sbse pehly to hmen smjhna chahiye learning kis chez ko kaha ja ra hai learning ka matlab hai k aoko forex k bary me kitni maloomat hai kitna knowledge hai uske bad experience ka kia mtlb hai experience wo hai jo ap learning ko practically forex me use krty hain practical work ko krna hmary experience me shamil hota hai jitna hm.kam krty jaen gen jitna knowledge increase kr k uspe work kren gen utna hi experience gain hota jaey ga is liye learning or experience dono bht zruri hain forex pe bhi ye dono kam krna lazmi hai hmary liye seekhna or sikhana bhi ahm.hai jitna hm seekhty hain hmen chahiye k apne friends or students ko bhi btaen or sikhaen is se unka bhi bht faida ho ga or hmara bhi hmen monthly extra bonus milta rahy ga unke work krne pe per unke bonus pe koi fark ni pry ga unko unke work ka weekly bonus milta rahy ga is liye apne doston ko bhi add kren forex pe or faida uthaen kch hasil krne k liye mehnat to lazmi hoti hai wohi kr k hm jeet paen gen THANKYOU stay blessed always..
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                        assalam o alaikum dear friends trading aik acha business hai our ye buhat profitable hai lekin ye profitable tab hi hoga jab aap k pass acha trading knowledge and experience mojod ho agar aap k pass good trading knowledge and experience nahi hai to aap trading main kabi kamyaab nahi ho sakte hai lekin hame just knowledeg ya just experience nhi dono ki zarorat hoti hai

                        trading knowlegde :

                        dear friends trading knoweldge ap ko trading main kamyaab karne k liye bohat zarori hai trading main loss i sab se bari wajha b lack of trading knowledge hi hai jab ham trading main enter hote hai to agar hamre pass good trading knowledge and experience ho ga to hi ham achi trading karen ge warna blind trading hame hamesha loss hi deta hai is liye koshish karen k aap hamehsa after learning k bad hi trading start karen our apni trading ko profitable banye

                        Trading Experience :

                        dear friends trading knowledge k sat sat trading experience bhi hame good trading results k liye zarori hai bagair experience k ham kabhi b ache trader nhi ban sakte hain trading experience ham demo account par practice our apne galtyon se hasil karte hain jab ham apni kisi galti par loss lete hai to ye hamra experience ban jati hai our step by step hamara experience increase ho jata hai demo account par practice experience hasil karne k liye bohat zayda zarori hota hai

                        which is more important ?

                        dear friends trading main wese to knowledge and experience dono hi lazmi hai our aap bagair trading knowledge and experience k trading kani kar sakte na hi aap profit hasil kar sakte hai lein mere khyal main sab se zayda zarori experience hi ha agar aap k pass knowledge hai experience nahi ha to aap achi trading shayd na kar saken our loss hasil karen ge lekin agar aap k pass good trading experience hai to aap k pass good knowledeg na b ho tab b aap achi trade kar kate hai
                        lekin goo result k liye aap k pass dono ka hona zarori hain
                        Ayisha Cutey's Trading Journal
                        https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                          Doston Forex trading Mein kam karte hue aap ki mehnat aur Lagan hai aapko Kamyab banati hai jo log trading main sakte hain Jyada Se Jyada time ho Jaate Hain aur Achcha experience Aasan karte hain unko trade karne mein aasani hoti hai aur vah Achcha set Karke Ek Achcha profit Hasil kar sakte hain aap ki mehnat aur acchi trading hi aapko Kamyab banati hai aur Achcha experience deti hai isliye aapko chahie Jyada Se Jyada mehnat Karen Jyada time trading se Den aur Achcha earning karne ki koshish karen Taki aap acchi income Hasil Karke Ek Achcha profit Hasil karne Ke Kabil banaa Saken aur acchi trading kr sakain. Doston aap ko chahie Jyada Se Jyada time trading co Dain aur hayes Karen aur Apna work analysis karne ke bad hi Karen Agar aapko trading Mein analysis karna Nahin Aata to aap kabhi Kamyab Nahin ho sakte market ka knowledge or experience Ka Hona bahut jaruri hai isliye aapko Apne knowledge or experience on karne par focus karna chahie Rakesh aap Achcha trade kar Saken aur apne trade Mein Kamyab hokar acchi earning karne Ke Kabil banaa sake aapki mehnat aur Lagan hi aapko Kamyab banati hai aur Achcha trade karne Ke Kabil banaa te hai.
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                            Salam
                            Learning is important and with the time, we gain experience. We should learning the things that directly connected to our trading style, strategy and system. Now there is too much information
                            online available and if we try to learn every thing we will pass our whole life. Start with basic things, for example learn how to use MT4 software. Because MT4 or MT5 are the most used
                            trading platforms in retail trading, like trading from home. MT4 is the best because this gives you chance to make so many changes. You can install your custom indicators and expert advisers etc.
                            Again need to learn basic about trading pairs, best to start with on pair for example EUR/USD is good pair to start. Learn all about this pair with technical and fundamental effects.
                            One more idea we can do on this forum, we can make videos to answer the questions for those friends who can see on the videos and can learn quick.
                            Success to all
                            Ahmed
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                              Dear member Assalamualaikum Forex trading mein learning experience a Jyada jaruri hai to ke learning aap Karenge to aapke pass aaenge Jab aapke pass Aaegi to aap aap experience Sikh sakte hain without knowledge ke a aap kabhi bhi experience ko Get nahin kar sakte isliye Forex trading main aapko chahie Jyada Se Jyada mehnat Karen learning Karen knowledge gained Karen Jitna aapke pass knowledge Hoga utna hi aap Achcha trade kar sakte hain Forex wedding Mein learning knowledg boahut jaruri hai kun ke without knowledge ke learning ke aap kabhi bhi Forex trading Mein successful Nahin ho sakti agar aap chahte hain aap Forex trading mein Main acche level per trading Karen aapko Achcha bonus mile to aapko chahie Forex trading Mein sabse pahle learning Karen Jab aap learning kar lenge to aapko Forex trading ki about information collected Ho Jayegi Jis Se aap aap pura study Mein loss se Bach sakte hain aur aap khud ko save kar sakte hain khud ko save karne ke liye Forex trading main aapko chahie Jyada Jyada learning Karen knowledge Hasil Karen Forex trading ki news ko read Karen Taki aapka knowledge increase Ho Jab aapka knowledge increase hoga to aapke pass experience aaega jab tak aap knowledge Hasil nahin Karte to aap kabhi bhi Forex trading may experience Hasil nahin kar sakte experience ke liye aapko chahie demo account sunayen use per practice Karen jitni Jyada aapki Parikshit Hogi utna hi aapko Achcha bonus Milega To isliye kindly Forex trading mein jyada Se Jyada mehnat Karen knowledge Hasil Karen hardworking kam Karen Taki aap Achcha bonus Mile aapka time waste Na Ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex trading may learning zayada zarori hay ya experience?

                                Assalam-o-Alikum dear forex trading main humhy trading karny k liye learning ki zarort hoti hai ku k learning k nagir humhy trading nahi a skti forex main hum us waqt tak trading nahi kar skty jab tak humhy learning skill improve nai ho jati learning skill ko improve karny k liye humhy zyda sy zyda mehnat karni ho gai forex k demo account pay practice karni ho taki humhy learnin power strong ho sky us k liye humhy ik time table set karna ho ga daily main posting ki limit ko complete karni ho gai forex main hum mehnat kary gy tu humhy kamyabi hasil ho gai or hum achy trader ban sky gy forex main learning experience say zyda hai zarori hai ku k jab tak learning skill hi nahi ho gai hum achy trader ksi tar aban sakty hai learning say humhy acha experience gain ho skta hai acha kam karny k liye acha kam kary or zyda sy zyda mehnat kary

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X