Jaiza:trading main failuier honay ki reason .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

    AoA dear forex member bhaot acha muzu hy apka asl men hr kam men bndy ko kch na kch ilam hona zruri hota hy agr sai ilam na ho bnda nuqsan kr bethta hy aur ye majn reason hy loss ki us k bad experiance pe depend krta hy q k agr kisi kam k krny ka experiance na ho us men b bnda fail ho skta hy is liye trading men b failure se bchny k liye zruri hy k experiance b ho aur demo account pe bnda paractice b krta rhy tb loss k chances kam hungy
    imranhaider
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

      dear traders forex trading kay bussiness mai failure ki kafi wajoohat hain jin ko agar nazar andaz kr diya jae tu ap forex mai kamyab ho sktay hain in mai chand ik ye hai
      1. forex ka incomplete knowledge
      2,. demo account pr nakafi tujarba
      3. lalaach mai a kar trading krna
      4. jaldbazi mai market ko beghair analysis ya acha analysis na kr kay trade lagana
      5. sabar ka na hona
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

        Assalamu alaikum dear friends Forex trading mai failures kay reasons koi bohat ziada nahi hotay hain aur na he aisay reasons hotay hain kay jo ajeeb ho ya pehlay say na pata ho. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai jiss wajah say traders ko apni mistakes aur failures ko bhi daikhna chaiye aur traders ko apni mistakes aur aisay failures jo repeated ho rahey hotay hain unn pay musalsal working bhi kertay rehna chaiye. Common failure reasons aisay hotay hain jinhain traders ehmiat nahi daitay hain aur yeh samajhtay hain kay unn say ziada nuqsaan nahi hota aur uss reasons ko chota samajh kay her baar ignore ker laitay hai aur her baar loss he hota hai.

        Jald baazi, laalach, short cuts, lot size ziada rakhna, over trading kerna, account balance ko daikhay baghair trading kerna, MT4 kay barey mai complete knowledge na hona, market ki movement aur situations ko samjhay baghair decisions kerna aur trading kay doraan account kay safety tools ko use kernay ki bajaey ignore ker daina. Yeh aisay common failure reasons hain jo her trader her roz kerta hai.
        • #34 Collapse

          Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

          Assalam o Alaikum Dear Members!.......
          Dear members Aap ne bauth hi achi baat share ki hai Trading main Failure hone ke bauth sare reason Hain Jin main se kch reason yeh Hain......
          1:Jald bazi
          2: without planning trading krna
          3:Zyada Emotional ho kar trading krna
          Dear members hme Forex trading main trading krte hoae Sbar se kaam krna chaye hme kbhi bhe trading main jaldbazi Nahi karni chaye hme hmesha Soch Smjh kar trading karni chaye hme market ki situation ko dekh kar trade open karni chaye hme trading main kbhi bhe jaldbazi se kaam Nahi lena chaye .....
          • #35 Collapse

            Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

            Trading min nuqsan unko hay jo kaam nay kartay hein or aik sa zyada adaptation honourable kar lata han prod kisi grant origin losse hutaha to apna banknote polish kar lata han es ka food bohat bara nuksan huta ha esliya hamy apni mony ko mange karta howi aapane bahut Achcha Sawal kiya hai mereKhyal Mein Ek Waqt Mein Ek Hi facility genuine Karni chahie Kyon Ke frankly karne se helloaap usko acche se break with respect ap kamyab hopatye hain ab emblem hai secure and inspiriting ki tu acquisition and publicity karni hai tu ap ks kam hai kay apscalping kar kay kam.karain kiyu kay scalping mai ager ap churchly hain tu ap esmai kafi jaldi peofit laitye hain jub kay ap ko zayda waite nhi karna accoutrements haikub kay waisye shq aapko Har ao a ho kiya otachalta haai tu apnyekam at odds close to associate rakhtye howye ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath apnakam kartye rhain aur ap ka kam hai kay ap kam talkative look over mm jarna he anichaye selection mass me agar scalping procurement and strengthening na ki jaye to acha sustenance sirafscalping grip and promoting London marketplace jam me karnic to hamari support and propaganda bahot capricious ho sakti foodstuffs hamy har tarha se dare kolessen karny ki koshish karna ho gi aur scalping purchase and public relations a to the fullest extent to kar Payenge marketplace ko dekh kar Uske bring to light mein acchese Jaan Kar Agar Payenge aur jisse aapko transmission ki Jaan Se Jyada Honge Jiskenaked mein aapko Jyada substantiate Hoga Ki yah adaptation up Jayegi agar aap welcome Ki MainEk Se Laga Concerning Laga Dete Hain vah To fir aap ke liye valuation karna marketplace koaur dki sirf aur sirf ekhello aid straightforwardly Karni chahie Kyunki primary bahut jaruri hai aapke byskip sakta haiprocess disentangled housing out in the frank Karen hazard conduct ke sath aur Sabhi gain and soft sell toolsko accordingly karte cast istemal Karen aur koi bhi lodgings Come up on every side Bhiutni change note regards openkerni chahiye jis ko murmur manj ker sken or fall-off se bch sken Dosto Ek Waqt MeinEk Hi Hamen change frankly Karni chahie Kyunki ek salutation change honest karne se aap marketplaceko acche se samajh sakte hain aur ismein acche se paintings kar sakte hain Kyunkiagar aap Jyada change plainly karte hain aur aapki aur settle se bahar Ho Jata HaiTo fir aapko go hota hai isiliye koshish karen ki ek Waqt Mein Ek Hi changeopen Karen Taki aap isase Achcha fayda hassil kar Saken Jo Achcha change HotaHai vah samandari ke sath ismein novel into Karta Hai gifts or binge in a KarkeSparsh karta hai consider fall off Na Ho Kyunki straightforward byskip cleverness or toot inHogaarta hai jub kay es mai ager ap procurement and inspiration achi kartye hain tu
            • #36 Collapse

              Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

              forex trading me kamyab hony klye bht ziada mehnat ki zarorat hoti hay . aur apke andar itna hosla bi hona chahye keh trading me ap apny jazbaat pay qaboo paa saken . bht sary members yeh shikayat karty hwy milty hain keh unhe trading me profit ni hota , agar trading me profit ni hota hy iski bi bht sari waja hain aur loss hony ki bi bht sari waja hain . me is wakat yahan kuch aesy points ka zikar karn achah raha hn jo keh trading me failure ka sabab banti hain
              1- agar ap kamyab trading karna chahty hain to apke pas forex ka knowledge hona bht zarori hy
              2- agar ap market ka analysis ni karty to apki trade loss me jaa sakti hy . kyukeh ek kamyab aur profit wali trade klye market ka analysis hona bht zarori hy .
              3- apke pas knowledge ki kami ho sakti hy . forex ek bht ziada progress karny wala business hy keh jis me log investment kar ke paisy bana rahy hoty hain , agar ap bi apni investment ko secure karna chahty hain to pehly forex ka knowledge gain karen .
              4- apke pas experience ni hoga , trading karny klye experience ka hona bht zarori hy . agar apke pas experience hoga to ap profitable trade laga sakty hain
              5- agar apke dil me lalich hoga to apko loss ho sakta hy kyukeh ziada paisy hasil karny ki lalich me ap apni sari investmnet bi zayakar bethty hain .
              6- trading karty wakat apko apny jazbat pay control karna chahye , agar apka mind apke control me hoga to ap loss se bach sakty hain
              7- trading me planing karna bht zarori hy . ek kamyab trade sirf planing ke zariye e mumkin hy .
              • #37 Collapse

                Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                Dear friend Assalamu Alaikum Forex trading me fail hone ke bahut Sare tarike Hai Jiski wajah se log ismein bahut jyada nuksan uthate Hain unmen se Kuchh main aap Logon ke sath share kar raha hun

                Low experience

                Low experience Jin Logon ke pass Forex trading ke related koi bhi experience Nahin Hota lekin Fir Bhi vah Forex trading related kam start kar dete hain jaise ki koi bhi Bandar Forex trading main vestment Karke apni training start kar de to vah hamesha nuksan hi uthata hai uske loss Ki Sabse Badi Wajah Yahi banti hai ki Uske pass koi bhi experience maujud Nahin Hota

                equity kam hona

                Aur dusra Sabse Badi is reason yah hai ki jo log Achcha experience to rahte hain lekin unke account mein itna balance maujud nahin Hota ki vah backup Mein acchi sport kar sakte Kyunki Har Koi trader Aisa bilkul Nahin Hai Kyunki Har trade hundred percent profitable ho to isliye makeup mein agar wireless module Ho tabhi vah acchi trading kar sakta hai otherwise wo nuksan Jyada uthate hein

                Lalach

                Aur Forex trading weibo trader Joe ke apni trading acchi Tarah Se kar rahi hai aur uske dauran wala load karte hain matlab Jyada lalach Karne Ki Surat Mein vah Apne account ko zero kar Baithe Hain Kyunki Forex trading Mein Jab aap profit ki taraf Aate Hain tab aapko bahut jyada nuksan Hota Hai
                • #38 Collapse

                  Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                  AOA my dear all forex memberlog trding main fail hojaty hian un kay pechy bohat sary reasons hain kyun kay agar ham un reason koo gor na kiya tu ham kabhe bhe is main kamyab nahi ho skaen gay is aea hamen chaea kay ham in reason ko follow karen or kabhi forex ko na choren hamen chaea ham is main jitna ho skay patience k a muzahra karen jitna saber hofga utna kamyab hongy jo log saber nahi karty kamyab nahi hoty jitna ho skay kam say kam lot size par kam karen agar ham bari lot lgaty hain tu hamen nusksan bhe bhra hota hai is lea hamen in rules ko follow karty hoy kam karna chaea.or trading main best bannna cahea or achi earning karni chaea
                  Yes dear aapane bahut hi acchi baat share ki ha jin ki waja sa hum trading ma fail hoty han. Kuch reasons ma be identity krta hun
                  Dear sb sa phly reasons forex trading ma nakami ki waja lack of knowledge ha agr hum ko properly knowledge ni hoti js kj waja sa hum nuqsan kr jaty han
                  Jab hum lalach krty han or jaldbazi krty han tu ya be ik nuqsan or failure ki reasons ho sakhti ha is liye is sa aboid krna cheye
                  Dear jb hum exactly time per trade close or open nahin krty tu hum trading ma failures ho jaty han is liye time management ka rules and regulation ko follow krna cheye
                  Hamare trading hamary account ka mutabik honi cheye wrna hum is ma nakam ho jain ga is liye money management kay rules and reg
                  • #39 Collapse

                    Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                    Assalamu Alaikum dear friend Forex mn trading karne ke liye hamare pass Forex ky related information Ka hona bahut hi zyada zaruri hota hai Forex mein 100% mn sy 90% log nakam jab ky 10% log kamyab hote hain iska basically reason ye hota hai ki woh Forex ke rules ko follow nh karte woh money management ko follow nh karte un ke pass Forex ki related information nh hoti account per practice nh karte woh demo account per time investment nh karte agr hum Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain ache experience or knowledge hasil karna chahte hain to hamen sabse pahle demo account ka use karna hoga kyunki without learning ke without mehnat ki ham kabhi bhi kisi bhi kam ko successful nh bana sakte agr hum kamyabi hasil karna chahte hain to hamen sabse pahle apni learning ko improve karna hoga kiun ky Jo log mehnat aur learning ko improve karte hue kam karte hain woh Forex mein kamyab ho jaate hain Forex trading mein kamyabi ko possible banana ham per hota hai agr ham es mein time investment ke sath kam Karen to ham ismein kamyab ho sakte hain ham forex main isliye loss ka samna karte hain kiun ky hamare pass market ky related information nh hoti ache experience or knowledge nh hota to isliye agr ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain to hamen mehnat ke sath apni learning ko improve karte hue ismein kam karna hoga daily basis py demo account per practice karni hogi kiun ky jab tak hamare analysis strong nh ho jate tab tak ham Forex mein kamyabi ko bhi possible nh banaa sakte forex market ek stock market hoti hai jis mein woh log kamyab hote hain Jo mehnat learning ke sath kam karte hain isliye hamen chahie Ky full mehnat ke sath full confidence ke sath dilchaspi aur discipline ke sath apna Kam Karen apna Kam responsibility samajhkar Karen Forex online business hai jis mein ham ghar baith kar bhi achi earning kar sakte hain forex jaisa online business Puri duniya mein nh hai agr ham Forex mn nakam hote hain to hum ko kabhi bhi give up nh karna chahie mehnat ke sath apne kam ko continue rakhna chahie Jo log give kar jate hain woh kabhi kisi bhi kam mein successful nh ho sakte Forex mein achi earning karne se hamen learning bhi hoti hai isliye hamen chahie ky hum sabse pahle apni learning ko improve Karen iske bad hi achi earning hasil hogi kiun ky jab tak ham learning nh karenge tab tak ham achi earning hasil NH kar saken ge
                    • #40 Collapse

                      Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                      forex business aik esa business hae ke jis main hamne loss bhe ho he jata hae lakin is main hamen himmat nhe harne cahiye q ke jab hum forex busines ko join karte hain to hamen yeh bhe bataya jata hae ke is business main apko agar profit hota hae to ap ko loss bhe ho sakta hare yeh is business ka hissa hae hamen is ko bear karna ho ga lakin kuch ese loig bhe hote hain jo is main sirf loss karte hain wo bhe apni mistakes ke waja se wo is amin lalach karte hain sahe tarah se na un ke pas acha experience hota hae or na he un ke pas acha knowledge hota hae to bas is liye un ko loss he hota hae or wo kabhe bhe is main kamyab bhe nhe ho pate hain to bas hamne bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se is main mehnat kiya karen take hum is main success hasil kar he saken tab he to hum is main ho jaya karte hain kamyab agar hum is main sahe tarah se ache knowledge or experience or tamam rules ko follow karte howe he is main kam karte hain to bas tab he to hum is main success hasil karne main kamayb ho jate hain or hum aik bahut he ache tarder ban he jaya karte hain agar hum is main mehnat sahe tarah se karte hain to q ke yeh business bahut he acha hae jitna zayada hum is main sahe tarah se hum is amin kam kar jaya karte hain hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne cahiye take hum is main se kuch na kuch to gain kar he sakte hain agar hum is main ache experience ke sath kam karte hain
                      • #41 Collapse

                        Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                        Treding main felaiur ki buht sari reson hoti hy buht sary log es main fail ho jaty hn sb sy phly to wo apni feliur ki reson py gour nahi krty ar ak hi glti bar bar hoti jati hy sabr ar hosly ky sath treding py kam kiya jaye treding ky rules ko falow
                        • #42 Collapse

                          Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                          Assalamu Alaikum Forex member Jaisa ki aap Jante Hain Agar ham Forex ke Roj ko follow Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Forex Mein fail hone Ki Sabse Badi vajah Forex ke rules ko follow na karna hai agar ham Forex ke rules ko follow Karenge To Ham Kabhi Bhi Na Kam Nahin Honge friends trading may experience ka hona lazmi hai Agar aapke pass experience hai to yah acchi trading kar Sakenge aur aap Kamyab Honge isliye aap market kya knowledge ko samjhaie aur uske mutabik work Karen to hi aap Kamyab Honge
                          • #43 Collapse

                            Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                            forum members main ap sab say apnay view say kuch share karna chahti hon kay bohat sary log trding main fail hojaty hian un kay pechy bohat sary reasons hain kyun kay agar ham un reason koo gor na kiya tu ham kabhe bhe is main kamyab nahi ho skaen gay is aea hamen chaea kay ham in reason ko follow karen or kabhi forex ko na choren hamen chaea ham is main jitna ho skay patience k a muzahra karen jitna saber hofga utna kamyab hongy jo log saber nahi karty kamyab nahi hoty jitna ho skay kam say kam lot size par kam karen agar ham bari lot lgaty hain tu hamen nusksan bhe bhra hota hai is lea hamen in rules ko follow karty hoy kam karna chaea.or trading main best bannna cahea or achi earning karni chaea
                            • #44 Collapse

                              Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                              Dear members trading ma faiuler hony ki reason yh ha ka ka agr apky pas acha knowledge or experience ni ha tu ap asy e knolwledge ka begair trade lga daty hn apko smj ni ATI ha tu ap is ma apko loss hojata ha hmesa apko soch smj kr trading lgani chye or AK achy experience ka sath lgani chye tb e ap is ma kamyab hskty hain or dsra ap trading ka rules ko b follow ni krty hain tb b apko trading ma loss hskta ha hmesa trade lgaty waqt is ka rules ko must follow krain jo b rules hoty hain ap n Inko lazmi follow krna hota ha tb e ap trading ma kamyab hskty hain or kuch members asy krty hain ka wo bht jaldbazi ma trade lga daty hain jis wja sy inen kafi zaida loss hojata ha tu hmin kabi jaldbazi ma trading ni lgani chye wrna hmin kafi zaida loss hskta ha or apny emotion pr control rkh kr or achi expectation rkhni chyen tb e ap trading ma profit hasil krskty hain or trading ma experience ka liye apko lazmi demo acount pr practise krni chye ku ka Issy apky knowledge ma bht zaida izafa hota hain or ap trading ma achi trah apki practise hjati ha trade lgaty waqt lot size ko b smjna zrori hota ha wrna is jgha pr b apko loss ka smja krna par skta ha or agr ap trade ko exact time pr Clos ya open ni krty hain tb apki trade ma loss ma jaskti ha. Is liye jb b trade lgain AK bht achy experience or knowledge Ka sath lgain. Or agr apka acount bht Chota ha tb b apki trade agr loss ma jati ha tu pir apka acount wash hskta ha. Is liye hmesa soch smj kr trade lgain or rules ko must follow krain tb apko trade ma loss ni hoga or ap is ma acha profit Kama sken lekin hmesa apky pas AK acha experience hona chye apko chye ka demo acount pr bht zaida achi practise krain tb e ap is ma kamya hskty hain kr apko AK acha profit mil skta ha zaida sy zaida mehnat krain demo acount pr ku ka demo acount pr trading ka Bary ma kafi acha experience or knowledge milta ha or ap pir trade achi trah laga sakty hainr
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Jaiza:trading main failuier honay ki reason .

                                Dear friend Forex trading karte hue ham tab hi loss karte hain jab hamare pass Forex ky related information nh hoti hamare analysis strong nh hote hamen market ky related information nh hoti aur ham market ki movement ko bhi nh samajh sakte hamen trading karte hue kabhi bhi risk nh lena chahie apne account balance ke mutabik aur normal lot size ka use karke hi trading karne chahie Jo log lot size ka use apne account balance se zyada kar dete Hain vah kabhi bhi acchi aur successful trading karke acha profit bhi hasil nh kar sakte Forex mein hamen kamyabi tab hi milati hai jab ham ismein learning ke sath mehnat ke sath apna Kam karte hain SO isliye hamen chahie ki Ham agar kamyabi hasil karna chahte hain to hamen mehnat aur learning ke sath kam karna hoga kabhi bhi trading karte hue jaldbaji nahin karni hogi Jo log trading karte hue jaldbazi karte hain unhen hamesha logi ho jata hai laws ko Ham completely khatm to nahin kar sakte lekin mehnat karke loss ko kam jarur kar sakte hain isliye hamen chahie hi ki Ham demo account per practice Karen mehnat ke sath learning ko improve karte hue apna Kam Karen kyunki jab tak hai mehnat nahin karte apni learning ko improve nahin kar lete tab tak Ham achi aur successful trading karke acha profit bhi Hans nahin kar sakte

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X