Planning mai weekend say kia help milti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Planning mai weekend say kia help milti hai?
    Forex market saturday aur Sunday ko close hoti hai. Traders kay paas acha time hota hai jo weekend pay usay available hota hai. Plannings mai weekend say kia help milti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
    Forex market saturday aur Sunday ko close hoti hai. Traders kay paas acha time hota hai jo weekend pay usay available hota hai. Plannings mai weekend say kia help milti hai?
    Yes dear aapane bahut hi Achcha question poochha hai Kyunki Jab Ham 5 days in a week lagatar trading Karte rehte hain aur uske bad weekend per Ham Ko Saturday aur Sunday do din bilkul rest mil Jaati Hai aur ine do din mein humko chahie ki Ham apni next week ke liye planning kar liya Karen aur is planning se Ham To Kuchh advantages mil sakte hain.

    Use of strategy:
    Is time per Ham different types of strategies ko use Karke apni planning acchi kar sakte hain aur jo last week mein Ham se mistake Hui Hain unko eliminate kar sakte hain.

    Analysis of Mistakes:
    Last week mein Humse Kitni bhi mistakes Hui Hain Ham Ko Unka analysis karna chahie aur koshish Karni chahie Ke Humse yah wali mistake Dobara repeat Na Ho.

    Targets Achievements:
    Humne Jo Apne trading Mein target set kiye Hue Hote Hain Humko chahie ke Ham in 2 Dinon Mein Apne targets ko compare Karen apni actual performance ke sath aur Agar takat achieve Nahin Hui Hai To usko fulfill karne ki koshish Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

      agar hum kamyab hna chaety han to hamy planing karn ho ge hamy aik time table bana kar kam karna ho ga hamy palning ko kabe be ignre nahi karna chaeye hamy ache learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pherhe hum agy bar saky gy hum is mai agar kam karty howe ki mistake kar dety hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai ahteyt sy kam karn ho ga pher he hm agy bar saky gy forex ko samjana aik din ka kam nahi hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hum isy apna life time careeer be bana sakty hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik inlve hain is mai hum agar kam kary howe koi mistaek kar dety hain to hamara account band ho jy ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Forex market saturday aur Sunday ko close hoti hai. Traders kay paas acha time hota hai jo weekend pay usay available hota hai. Plannings mai weekend say kia help milti hai?
        brother weekend per market close hoti hai aur aap is market mein trade open ya close nahin kar sakte magar analysis karne ke liye weekend ka time bahut hi best hota hai kyunki market is time close hoti hai aur aap ismein aasani se acche analysis kar sakte hain iske sath aapke pass kafi jyada time maujud hota hai agar aap weekend per free time mein analysis karte Hain to aap is market mein acchi trades banaa lete hain jinko aap pura vekh use kar sakte hain is market mein we can't par analysis ke liye Jo trader time nikaalte Hain vah is market mein apna weekly target bahut hi jaldi achieve kar lete hain isliye aapko chahie ke bich per aapke pass jo bhi free time ho usko market mein friend Karen aur isliye analysis karte rahen agar aapko koi acchi trades mil jaati hai to jab market open hoti hai bigad ke bad to use time aap yeh trade lagakar account per achcha profit bana sakte hain agar aap is market mein weekend per mehnat karte hain to aapko ismein achcha result Mil jata hai magar uske liye aapko anil se strong karne honge.
        • #5 Collapse

          Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

          forex main hum mahnat say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our humain es mian planing kar kay hum es main kam karain gain to hum es main apnay targt ko pora kar skty hain our agar hum es main new hain to humian es main demo accouint mian humian es main practice kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main expert bn skty hian our hum es main forex ko apna life time career bna skty hain be bna skty hian our forex business kam work USA CHAINA our NEWYOURK main be kea jata hain our forex 1 boht bra business hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hian
          • #6 Collapse

            Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

            weekend aik aysa time hota hai jo k hmari planning k liye boht best hota hai or jo log en dinu main jub market close hoti hai palnning kar le tu wo boht achi trading kar lety hain q k yah business plane kar k he kiya jay tu apko faida de ga aghr ap palbe kar k nahi karengy tu ap kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty na he apko forex main kuch milta hai tu apni trading ko planning kar k karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain forex main palnning kar k aik tu hmain loss hony k chances kam se kam hoty hain or aik hum market ko pahly se smjh kar he apni trading ka soch rahy hoty hain jis ki wjahs e hum achi trading kar lety hain tu hmaisha planning kar k apni trading karen jis se ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

              G han dear har koi weekind pay free hota hai aur weekind pay ap nay market mai kam tu karna nhi hota hao tu ap ka kam hai kay ap es mai posts ko clear kar diya matlaba kay ap kam hai kay ap es mai jitni bhi posts kar saktye hain karain ta kay bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho saitye haim jub kay weekind kay bad tu ap ka kam jo hai wo posts say hat jata hai jub kay ap ka dhiyan sarye ka sara jo hai wo trading mai ho jata hai tu apna kam hamesha mahnet kay sath karain aur weekind pay ap ka kam hai kay ap achye kam kay barye mai sochain aur ap planing pay zoar dain tu zayda better hai na
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

                Traders agar weekly trading ki planing karen gey to traders bahot soch samaj kar hi ye planing kar saken gey aur esi planing me weakness bahot hi kam hon gi esi weekly trading ki planing har tarha se strong hi samji jati hay aur ki kamyabi key chances be 100% hi hon gey, agar traders daily base par hi trading planing ko determine karny ki koshish karen gey to esi trading planing key fail hony key chances es waja se zeyada hon gey key ye 1 to strong planing nahi ho gi aur traders ki esi planing me bahot si weakness be hon gi jo key traders ko market me koi faida nahi de saketi hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

                  Saturday aor Sunday market close hoti hay aor usay he pooray world may weekend bi kaha jata hay . Forex trading may traders Jo weekend ka bohut say reasons ki waja say intezaar hota hay. Weekend start jab honay wala hota hay to traders Friday ko he bohut soch samajh Kay trading kertay hay pher Monday ko market opening ki waja say trading bohut mohtaat ho kay hoti hay . Ici tara weekend pay traders ko apnay bohut say kaam bi kernay hotay hay . Jo loog saath may forum pay kaam kertay hay wo bi weekend pay he zayada kaam plan kertay hay . Trading ki planning Kay liye bi weekend pay he time nikaalna parta hay . Kitaabi batay aor haqeeqat may bohut faraq bi hota hay. Real mai to traders shayad bohut kum he aysay hongay jo weekend pay apni pichli trades ko daikhtay hongay ic liye new week ki planning he ki jaa sakti hay kay Jo trades Friday ko open reh gai thi unhay kaysay aor close kerna hoga . Kiyu kay saari planning to market open honay Kay baad he ho sakti hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

                    G dear ap sab ko pata hoga k forex market hafty mein 5 din monday se ly kar friday tak open rehti hai aur 24 hours open rehti hai kisi bhi time kam kiya ja sakta hai aur weekend par 2 din forex market close hoti hai ab ham ye weekend k 2 din ham agar apni weekly performance par tawaju dyn aur apni weekly trading report par focus karyn k last week kitna profit hua aur kitna loss hua aur jo mistakes hoi hain unki correction karyn aur next week ki planing karyn aur apni trading strategy ko review karyn aur agar koi bhi khaami hai tu usko door karyn tu next week mein ham achi trading kar k profit earn kar sakty hain aur weekend par ham next week k liye chart bana kar analysis kar sakty hain aur koi achi trade talash kar sakty hain is liye hamyn weekend ka free time fazool ni guzarna chahiye aur ham agar forum par kam karty hain tu weekend par ham pak forex forum par post work kar sakty hain apni daily ki limit pori kar sakty hain aur forex tradig mein ap apni planing par tawaju dyn apki planning jitni strong ho gi ap ko forex mein itna he zayada faida hoga kyun forex trading aik bahut he complex business hai is mein kamyabi hasil karny k liye hamyn bahut zayada mehnat karni hoti hai tab ka k hamyn success milti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

                      Dearr market mein bahut Sare traders Aise Bhi maujud Hai Jo sirf weekend per analysis Karke is market Mein trades open kar rahe hote hain magar jo traders is market Mein scalping kar rahe hote hain vah sirf tab bhi analysis Karte Hain Jab market active hoti hai agar aap is market Mein intraday trading kar rahe hain yah ismein long term trading kar rahe hain to wicket ka time aapke liye bahut hi useful hota hai Kyunki ismein aap is time to use Karke pure bich ke liye dulces kar sakte hain aur Market Mein Mande ko Apne pending adults lagakar Baki activities kar sakte hain market Mein Jab aap lekin per analysis karte hain to aapko yah Pata hota hai ki aapane kaha se trade open karni hai agar aap is market Mein acche message kar lete hain to aapko bahut hi jaldi kamyabi mil Jaati Hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

                        Aik achi planning krny sy ap ko acha reward milta hy agar ap is ko nae kayam kren gy to ap ko loss b ho skta hy agar aik achi planning kr k chlen gy to ap ko wakey hi kafi acha profit hasil ho ga jab ap aik best strategy apnae gy sab k sath mashwra kr k chlen gy tab ap achy trader ban paen gy hard working forex trading me behad zroori hy ap ko har cheez sy touch me ehna pdy ga agar ap aik achy trader hen to ap ko markeets ka analysis b krna ho ga newses py b ghor krna ho ga logo sy mashwry b leny hon gy phir soch smajh k best sy best dessision lena ho ga yhe aik achy trader ki pehchan hy jo is kaam me mehna zyada sy zyada krta hy wo is kaam me zyada profit or name kma pata hy dunia ka har kaam ap ki hard work ko mangy ga aesi hi forex trading hy jitni zyada mehnat utna zyada paesa phir jab ap ko is field me experience hasil ho jay ga tab ap ko itni hard work ki zroorat nae pdy gi jitni ap ko pehly ho gi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

                          Aoa dear members. Forx market Friday ko raat ek bajy close ho jati hai aur sat Sunday ki close hi rehti Hain. Mind ko dobara sy open hoti hai so hamain cheye k Friday ko hi apni trade close KR lain. Sath ur Sunday ko hamain time mil jata hai k market k bary me news ko follow KR lain aur us k trends ko b follow KR lain . Is tarha ham market k bary me proper analysis KR lety Hain. So ham phly sy hi nalysis k zaroyr market ki movement ko predict KR chuky hoty hai. Jis sys ham Monday ko trading k liye planning bana lty hain kiss sy hamain oropelfit hony k chances b bht ziada hoty Hain. Thanx
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Planning mai weekend say kia help milti hai?

                            Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                            Ji han dosto yahan per bht hi achi bat ki ja ri hai dosto weekend Ek Aisa time hota hai jo ki Hamari planning ke liye bahut best hota hai aur jo log ine Dinon Mein planning kar lete hain vah Achcha profit Kama sakte hain Kyon Ke doston yah business Agar plan Karke kiya jaaye to hi Ham fayda Hasil kar sakte hain agar aap is kam ko planning Karke Nahin Karenge to aap Sadak Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte ismein Kamyab hone ke liye ek acchi planning bahut jaruri hai Forex mein agar aap lining Karke kam Karenge to aapko bahut fayda Hoga aur accha profit Hasil Karke Achcha kar liya Bana Sakenge Forex Mein planning Karke Jab Ham kam karte hain to loss hone ke chances kam hote hain aur dusre Aaya ke Ham pahle hi market ko Samajh Kar trading karne ka soch rahe Hote Hain Jiski vajah se Ham acchi trading kar lete hain acchi post Hogi to Hamari post ko like Kiya Jaega aur thanks Bhi Milega Yahi Hamari kamyabi ki vajah Hoti Hai Hamen chahie Ke Jab Bhi trading karna start karen to planning kar le Taki Kamyab ho sake acchi earning kar sake Agar Ham weekly trading ki planning Karte Hain To Kamyab hone ke hundred percent charge Hote Hain Ham Kamyab ho sakte hain aur ek Achcha kariyar banaa sakte hain.THANKX

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X