strategy ke value ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    strategy ke value ?
    kay market mai ache strategy ka hona zarore hai ? agar strategy ko ignore kar deya jy to kaya hamy market mai lsos ho sakta hain ? is ko use karny sy kitny % kamaybe ky chances hoty hain ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: strategy ke value ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
    kay market mai ache strategy ka hona zarore hai ? agar strategy ko ignore kar deya jy to kaya hamy market mai lsos ho sakta hain ? is ko use karny sy kitny % kamaybe ky chances hoty hain ?
    What is strategy:
    Dear main aapko sabse pahle strategy ki definition batata hun aur uske bad strategy ki importance of Samne Rakh dunga. A plan of action designed to achieve a long-term or overall aim.


    IMPORTANCE OF STRATEGY:
    Dear aap Jab Ek strategy banaa lete hain aur usko Forex trading Mein apply Kaise kam Karte Hain To usmein aap ko bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai isliye aapko chahie k Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko strategy is ka proper istemal karna chahie Jo aapke liye bahut jyada faydemand sabit hota hai aur aap ko nuksan se Mehfooz Rakhta hai.


    Mutiple strategies:
    Dear aapke liye ek suggestion ji hai ki Jab aap forex market Mein kam kar rahe hote hain to aap kabhi bhi Ek strategy par depend na Kiya Karen aur aap multiple strategies Banakar use per kam karne ki koshish Kiya Karen Kyunki agar aap just Ek strategy per kam kar rahe Honge to vah ho sakta hai sari situations for conditions were properly Wo Kaam Na kar sake aur aapko ho sakta hai usse kuch nuksan hone ka Khatra ho isliye multiple strategies aapke liye jyada faydemand ho sakti hain.


    Achievement of Goals:
    Jab aap strategies istemal kar rahe hote hain aur Apna purpose Hasil karne ke liye strategy or goals hasil kar rahe hote hain to is per aap apne purpose aur goals aasani ke sath achieve kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	11
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12328075
    • #3 Collapse

      Re: strategy ke value ?

      G han dear forex mai ap nay trading karni hai tu ap ka kam hao kay ap es mai hamesha apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap es mai best stergety kay sath kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hai tu hamesha acha kam ap karain aur plan bana kay ap trade lagain kiyu kay planing mai kafi acha kam hota hai jun kay ap achi planing kay sath kam kartye hain tu ap es mai achi stergety bana saktye hain jis kay bad ap ka kam es mai hamesha acha ho jata hai aur ap har aik trade mai profit laye kay kamyab ho jatye hain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: strategy ke value ?

        Forex trading business me strategy ki value hi bahot zeyada hoti hay strategy use karny se apni kamyabi ko ham yakeeni bana sakty hey aur ye hamari success me be important role play kar sakta hay kesi be traders key Forex career me strategy ki bahot value aur ehmeyat hoti hay agar traders strategy use karny ko avoid karen gey aur apny mind se trading karny ko tarjeeh den gey to esy traders kabi be successful nahi ho saken gey, traders ki kamyabi me strategy 90% traders ko kamyab trading karny me help de sakti hay aur traders ki performance har week hi improve be ho sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: strategy ke value ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: umree پيغام ديکھيے
          kay market mai ache strategy ka hona zarore hai ? agar strategy ko ignore kar deya jy to kaya hamy market mai lsos ho sakta hain ? is ko use karny sy kitny % kamaybe ky chances hoty hain ?
          dear brother aap job is market mein kam karne ke liye koi trading strategy banate hain to usmein aap ko bahut sari chijen dekhni hoti hai ismein aapane yah decide karna hota hai kya aapane is market mein entry kaise leni hai aur uske bad is market mein kaun si chij ko dekh kar aapane market se exit hona hai agar aap jaise sari chijen apni trading strategy mein set kar lete hain to uske bad aapko sirf apne trading strategy ko follow karte hue kam karna hota hai ismein aap aasani se achcha profit banaa sakte hain agar aapki trading strategy mein mistakes kam hogi to aap apni trades per profit baat rahenge agar aap Koi mistakes karenge to iski vajah se aapko nuksan hoga isliye aapko chahie kya aap apni trading strategy ko beta karte jaen aur jab aapki trade strategy per achcha profit ho na start ho to aap is mein jyada discipline ka kam Karen tab aap aasani se apna target achieve kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: strategy ke value ?

            Strategy ka matlab kisi bhi kaam ko kernay ka aisa tareeka kaar banana hai jiss say woh kaam asaani say, jaldi aur faidamand nateejay kay saath Pura ho sakey. Ab Forex trading mai strategy ki baat ki jaey tou uss mai bhi yehi kerna hota hai kay traders apnay liye aik aisi planning kertay hain jiss ko use ker kay ya follow ker kay apni trading ko mehfooz bana kay faida mand business kia jaa sakey. Forex trading business mai strategy bazaat e khud ko trading technique nahi hoti hai bulkay iss ka Matlab kisi trading technique ka hona he hai. Aik proper strategy ki zarurat iss liye hoti hai kay traders ko pehlay say apnay targets ka pata ho aur unn ko haasil kernay kay liye he kaam ker raha ho. Strategy kay na honay ka matlab yehi hota hai kay tukkay say trading ki jaa rahi ho aur uss mai results ka pata he na ho kay kia hongay ya kia ho saktay hain. Issi tarah strategy bana kay trading kernay ka matlab hai kay proper tareekay say plan ker kay trading ho jiss mai results ka kuch na kuch idea pehlay say bhi ho.
            • #7 Collapse

              Re: strategy ke value ?

              hamy ache strategy bana kar use kar ky kam karn ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar sakty hain hamy ache strategy ko kabe be ignore nahi karna cahye pher he hum pasia kama saky gy forex aik best business hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara acount band ho jy ga hamy is mai mahnet karne ho ge oher he hum agy bar saky gy forex aik legal busienss hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamraa acount band ho jy ga forex aik legal business hain hamy market ko analysiz kar ky kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy yai aik legal business hain hum gar mai bath kar ismai kam kair sakty hain is jasa koi or busnes nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: strategy ke value ?

                Yes dear forex trading mein achi strategy hogi tab he kamyabi mily gi sab se pehly apko forex trading k liye aik achi planning banani parti hai aur planing mein he achi strategy decide ki jati hai aur strategy se murad hota hai k trading ki technique ap ki trading strategy jitni strong hogi apko kamyabi ki zamanat mily gi ap jab bhi trading strategy banayn tu apko har aik cheez ko soch samajh kar strategy banani chahiye apny account balance k accordingly strategy plan karni chahiye aur phir during tarding apko rules ko follow karna chahiye aur apni strategy par sakhti se implement karna chahiye aur koi mistake nahi karni chahiye aur lalach aur emotions se door rehna chahiye agar ap lalach se door rahyn gy aur achi planning k sath kam karyn gy tu apko kamyabi zaroor mily gi aur apko agar loss ho raha ho tu apko apni trading strategy ko review karna chahiye aur agar koi amendment ki zaroorat ho tu ap amend kar lyn apki trading apki strategy par depend karti hai is liye apki strategy achi honi chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: strategy ke value ?

                  Dear jitne bhi expert leta hai vah is market Mein Apni ek hi trading strategy banate hain aur usmein Roj kitne acche banate hain ki agar Unki trading strategy Kamyab Hoti Hai To Sirf on Roj ki vajah Se Hoti Hai Aap Bhi is market mein jo rules banate hain unko follow karti hui trading strategy perform Karen isase aap apne account per aasani se acchi dress open kar sakte hain agar aap Kisi bhi trade per risk lete hain to aapko yah Pata Hona chahie ki aapane jo trade open karni hai usmein aapane Soch Samajh Kar risk lena hai agar aap account Per money management ko follow karti hui ya kam Karte Hain To aap ismein kafi jyada fayda ho jata hai agar aap is market Mein Soch samajhkar trade Lagate Hain To aapki trading strategy Achcha work karti hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: strategy ke value ?

                    Strategy ki value forex trading me bohat hi zyada hy agar ap k pas aik best hukmat e amli mojood ho gi ap ko trading krny me utni hi asani ho gi ap us sy achy treeky sy trading kr paen gy or ap ko profit b zyada sy zyada hi ho ga.Q k jab ap ko pta ho ga k is trading me right time py trading krni chahey to hi ap is me kamyabi hasil kr paen gy ap ko zyada profit hasil krna ho ga is business me har hal me ap ko losses k chances ko kam krna hoga or hard working krni ho gi jab ap apny kaam me hard working kren gy tab hi ap ko reward b mily ga ye kaam bohat zyada hard work mangta hy or ap ko utna hi profit b deta hy ap ko best strategy k liy har wakt koshish krty rehna chahey ap ko har wakt practice krty rehna chahey Q k practice makes a man perfect isi liy zrori hy ap mehnat kr k aik achi c strategy bnae or is business me kamyabian hi kamyabian smeten zyada sy zyada profit hasil kren or apny dreams pury kren.
                    • #11 Collapse

                      Re: strategy ke value ?

                      Aoa dear members. Forex me AP Kam KR k but acha profit Kama salty Hain but aksar logo ko dekha gya hai k wo loss KR bethty Hain jiski waja bht sari ho sakti hain but ek common waja hai wo strategies bilkul istemal nai krty aur aagr krty bhe Hain ko situation k hisaab sy strategy istemaal nai krty. Situation k hisaab sy ghlat strategy istemaal KR lty Hain ji ki waja sy unko loss ka samna krna parta hai.
                      So agr hm forex me acha profit Kamana chahty Hain to hamain har situation ko face krna Ana acheye aur us situation k hisaab sy different strategies use krni b Ani cheye
                      • #12 Collapse

                        Re: strategy ke value ?

                        Dear forex member haumay kisi bhi Kam ko achay tareekay say complete karnay Kaye liye knowledge aur learning Kay sath sath haumay achi planning aur strategy ki zarorat hoti hay.jab haum TRADING Kartay hay to haumay achi strategy bna kar trading karni chahiye strategy ka matlub wo planning hoti hay jiss pay haum focus kartay hoye apney Kam ko kamyaabi Kay sath poora Kartay hay.agar haum trading ki achi strategy tarteeb daytay hoye Kam kartay hay to haum profitable trading kar saktay hay.forex trading may haum apni abilities Kay mutabiq planning aur strategy bna kar Kam kartay hay.hsum apni learning skills pay aur Apnay knowledge pay bharosa kartay hoye achi aur effective strategy bnatay hay tou app trade open kernay may zyada kamyab ho saktay hay.haum trading kartay hoye multiple strategy bnatay hay.haumay jab bhi trading Karni hoti hay tou haum ake hi strategy na bnayey balkay market ki movement aur trends ko dekhty hoye multiple strategy bnatay hoye trading karni chahiye.jab haum strategy bna kar kam Kartay hay to haum apney purpose ko gain Kar saktay hay.forex trading may hamesha achay aur experienced traders trading say pehlay achi aur effective strategy aur planning Kartay hay jiss may wo market ki movement aur trends Kay mutabiq trading karney ki strategy bnatay hay tou unko trading may zayada faida hasal hota hay.kisi bhi Kam ki kamyaabi uss ki planning aur strategy pay depend karti hay aur sath sath appki mehnut aur learning bhi count hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: strategy ke value ?

                          Forex mein trading kay lye her trader ka aik apna tareeqa hota hai jis se woh apni trades ko manage karta hai hum uss ko stragty kehtay hain aur hum kaisay apni stragty ko successful banain ta kay hum trading mein hamesha success karain aur mera khayal mein agar hum bar bar practice karain gae tou hum apni strategy ko successful bana saktay hain aap kia kehtay hain Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k ais market mai her trader ki apni trading strategy hoti hai aor wo ais mai aus k hisab se kaam karta hai agar hum ais mai achi trading stratgy par bhi kaam kar ley to hum ko aus mai loss ho jata hai aus ki asal waja hai k her kisi ka apna kaam karny ka tareeka hota hai aor her strategy k rules hoty hai aun ko follow karna parta hai tab ja k acha profit hota hai. apni Ek strategy Banake uspe trading start Karni chahiye daily ki planning chahiye market analysis karne ke liye fundamental technical the together karna chahiye technical analysis ke liye H4 timeframe ki selection Karni chahiye is se aapko market ki confirm understanding ho jayegi Iske baad agar aap trade Karoge aap ko bahut profit hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: strategy ke value ?

                            Unchi Ham Sabko Yahan per upay Tata ji Banakar Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Yahan per proper kam Karenge To Hamen success Milegi Soch liye Hamen Yahan per Apna proper kam karna chahie Ham Sabko Yahan per kam karne se pahle mehnat Koi Na Hogi aur mehnat karne ki Ham Sabko koshish Karni chahie Jo Banda Yahan per Apne time per Apna Kam Karta Hai vah Kamyab hota hai isliye Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie mehnat Karni chahie aur mehanat ke sath Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab Yahan per mehnat per Sath Apna Kam Karte Hain To Hamen kamyabi milati hai isliye Ham Sabko Yahan per profile analysis ke sath Apna aur ham apni proper strategy Banakar Apna Kam Karenge aur usse shaadi Ji ko Walon Karenge To Hamen Yahan per kamyabi Milegi so Ham Sab Ko Dil lagakar aur apni mehnat ke sath Apna Kam kar karna hoga mehnat ke sath kam karne mein Hamen kam hai Hamen chahie Apna Kam Karen mahine ke sath Apna Kam Karen Agar Ham Sab Yahan per apni mehnat ke sath Apna Kam Karte Hain To Ham Kamyab Hote Hain To So Dil lagakar aur apne time per Apna Kam Karen aur banaa bonus level improve karne ki koshish karen acchi se acchi posting ko India ki koshish karen Kitni acchi posting Hogi Hamen itni acchi kamyabi milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: strategy ke value ?

                              Achi strategy ke sath hamen forex mein hamen trading karni chahie aur is tarah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex trading main achi strategy ke ki wajah se ham loss se bhi bach sakte hain aur forex trading mein achi strategy ke sath ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein achi strategy ke sath sath achi learning ka hona bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain isliye forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein ham trading achi strategy ke sath karen aur forex mein achi strategy ke sath achi planning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading achi planning ke sath karni chahie aur is tarah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen koshish karna chahie ki forex mein apne experience aur knowledge ko increase karne ke liye hamen daily basis par demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practise karni chahie aur forex mein hamen koshish karni chahie ke forex mein ham apni trading mein stop loss our take profit ko use karen forex trading main stop loss our take profit ko use karne se hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hamara bonus account bhi increased ho jata hai aur forex trading mein hamara bonus account bhi wash hone se bach sakta hai aur forex trading mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X