Basic tools kon kon say hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Basic tools kon kon say hain?
    Forex trading mai trading terminal pay bohat say tools available hotay hain. Agar sirf main ya basic tools ki baat ki jaey tou woh kon kon say hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Basic tools kon kon say hain?

    G dear forex business mai kafi zayda tools ka istamal hota hai ap ka kam hai kay ap tool ko samjhain aur es ka use kiya karain kiyu iay aj kal kay doar mai ap nay achi trading karni hai tu ap kaliye zaroori hai kay ap es mai apma kam mahnet aur lagan kay sath karain aur sath he ap ka kam hai kay ap es mai tools kay barye mai zayda knowldge rakhain kiyu kay tools kay hisab say kiya gaya kam ap ko es mai hamesha he kamyabi daita hai ye bat tu hai kay tool kafi had tak support kartye hain jis kay bad ap es mai acha kam kartye hain aur tool pay ap ka kam kafi had tak better ho jata hao aur ap es mai kafi acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu apna kam ap mahnet kay sath karain aur ap ka kam hai kay ap trading tool kay hisab say es mai kam kartye hain tu ap kaliye zayda asani ho jatye hain kiyu kay forex mai tool ka istmala zaroori hota hai na aur asna bhi hai
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Basic tools kon kon say hain?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
      Forex trading mai trading terminal pay bohat say tools available hotay hain. Agar sirf main ya basic tools ki baat ki jaey tou woh kon kon say hain?
      Dear ap na bahut acha question kia ha is ka jawab ma apko kuch important tools bta deta hun.


      Knowledge and information:
      Dear proper knowledge and information Ek bahut hi important basic tools Hai Forex trading ka aapko Koshish Karna chahie ke Forex se related knowledge aur information per focus Karen.


      Planning and Strategies:
      Dear planning and strategies Bhi Ek bahut hi important tool hai aap Agar Forex trading Mein kam job Hona Chahte Hain To apni trading co planning aur strategy se utilise karna learn Karen.


      Indicators and candlestick:
      Forex trading me kuch important indicators aur candlesticks hoti hai jinko aap utilise Karke fayda Hasil kar sakte hain.


      Analysis:
      Dear brother Forex trading Mein analysis bahut important tools Hote Hain analysis ki different types of Analysis han agar aap analysis per focus Karenge to aapko bahut fayda Hasil ho sakta hai fundamental analysis and technical analysis aur sentimental analysis important types Hai analysis ki.
      • #4 Collapse

        Re: Basic tools kon kon say hain?

        Dear brother forex kay basic tools mein sab say pehly knowledge or information haien jab tak hmary pas knowledge nahi hoga ham kabhi bhi forex mein kamyaab nahi ho sakty jitna zeda knowledge or information hoga utna zeda ham earn kar sakein gay or market mein move kar sakein gay hmary pas trading karty hoy jitni achi planning or stratgy hogi utna zeda ham trade achi kar sakein gay is liye market mein analyses ko dekh kay kaam karein in sab kay liye jitni ham mhnat karein gay utna hi succesful hoty jayein gay is liye forex kay sath sincere ho kay kaam karein us par apna time invest karein gay utna hi acha earn kar sakein gay ye sab hmari mehnat par depend karta hai agar ha,m forex kay tooles and rules ko folow kar kay kaam karein gay to kabhi nakaam nahi hongay.
        • #5 Collapse

          Re: Basic tools kon kon say hain?

          Aslam o Alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa honga,forex aik online karobar ha jisy ham apna garo ma bath ka kar sakta han ya ai lajawab business ha asa koi nai ha jo hamy gar bathy inti zyada earning da forex ma forex ma hamy bohat zyada mehnat karna ki zarort huti ha aik achi mehnat hamy es ma bohat zyada earning hasl huti ha markit ma hamy tools ka ismal karna huta ha jo hamy tradeing ma bohat zyada faid data han jn ma sab sa pahl tools ya ha ka hamra pas aik acha knowldge hu forex ka related hamy aik achi inforamtion hasl karni hu gi jo hamy markit ma achi kamyabi dati ha es ka bad hamra pas markit ma kam karna ki aik achi planing honi chahiya jis sa ham markit ko mange kar saky es ka bad markit ma hamy indicator ka acy sa istmal karna ma exprience hona zarori ha or markit ko hamy ach tara analysis karta ana bi zarori ha forex markit aik bohat hi muskal karobar ha es ma hamri koi galti maf nai huti es liya hamy asi markit ma bohat souch samj ka kam karna hu ga or en tool sa ka istmal karta hona zarori ha
          • #6 Collapse

            Re: Basic tools kon kon say hain?

            dear ap nay aik acha question kiya hai kay kay basic tools chart patterns jo hoty hain foex market ain jitnay bhe chart pattern hoty hian analysis startrgies ye sab forex market kay basic toools haiin haamen chaea kay ham in sab rules ko follow karty hiy trading karen ta kay ham sab rulea ko behta triky say jaan asaken ahmen in sab tools ki bhtar information honi chaea ta kay jab hamen sab rules ka paata hoga to ham aik achy triky say trading kar sken gay hamen apnay time table kay zariyr kam karna chaea or sab tools ko apni trading main use krna chaea jesy hi ham in sab tools ko samj kar trading karen gay hamen in sab chzon ki samjh ajay gi or ham in tools ko use kar achy say trading kar kay earning kar skaen gay.
            • #7 Collapse

              Re: Basic tools kon kon say hain?

              dear friends basic tools sab sy pehla kam ko samjna or or hamain pata hona ke hamain kis tarha kam karna hai or jab hamain pata ho ga ke hum ne kis tarha kam karna hai to hamain kam karny mai asni paida ho sakti hai is liya hamain kam ko samjna chahia or pher he kam ko karna chaia agar hum kam ko samjy baghair karty hai to hamain nuksan he ho ga is liya hamain kam ko samj kar ksarna chahia is mai hamian faida mil sakta hai is liya chahia ke hum mehnat ke sath kam kary q ke mehant aik ays akam hai ya aik aysa word hai jo har kam mai istmal hota hai agar na istmal ho to nuksan ho ga is liya hamain chahia ke hum mehant ke sath kam karya nahi to hamain nuksan ka saman karna parya ga agar hum mehant ke sath kam akrty hai to hamain faida mil sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Basic tools kon kon say hain?

                Forex trading ke basic tools mein main jo sabse Zyada important tools Hai vah indicator hai market mein bahut zyada indicator Hai Hamen Kisi Aise indicator Ka istemal Karna chahie Jo ke trusted ho aur Hamen free mein available Ho Kyunki beginners Jab Koi kam start Karte Hain To unke pass bahut hi kam investment hoti hai aur vah Jyada invest nahin kar sakte hain to iske liye unko chahie ki vah free wala indicator use Karen un ko indicator install Karte Hain To sabse pahle vah Apne senior se mashhur kar Le ki kya yah indicator sahi hai ya galat Uske alava Aur Bhi bahut jyada tools Hain terminal mein humko Tamam kar tools ka Sahi tarike se istemal aana chahie Agar Ham uska Sahi tarike se istemal Aana chahie Ham yahan se fayda Utha sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Basic tools kon kon say hain?

                  forex main hum es main analysis ko estmal kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our agar hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humian es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga our humain es main acha erxperience our humain es main acha knowledge ho ga to he hum es mian sucess ho skty hain our hum es main kamjab ekay tools ko use kar kay hum es main kam karain gain to hum es main nuqsan say bach skty hain our hum es main investment kar kay hum es main kam kar skty hain our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain our hum es main real main hum account bna kar hum es main kam kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Basic tools kon kon say hain?

                    Dear forex trading mein basic tools kafi sary hain ham jin ko use kar forex mein achi trading kar sakty hain hamyn sab se pehly knowledge hasil karna hota hai aur us k bad hamyn aik achi trading strategy banani parti hai aur hamyn market ka trend check karny k liye different trading tools diye gaye hain aur ham trading tools ko use kar k acha profit earn kar sakty hain hamyn different indicators bhi diye gaye hain jin ko ham as a trading tools use kar sakty hain aur is k ilawa hamary pass pending orders bhi hain jin ko use kar ham apni trading mein profit earning kar sakty hain forex market mein kamyab hony k liye apni trading strategy par achy trading tools use karny chahiyn aur rules ko follow karna chahiye tab he profit mil sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Basic tools kon kon say hain?

                      Deer is market Mein kam karne ke liye aapko sabse pahle basic tools Ka Pata Hona bahut jaruri hai Kyunki Jab aap metatrader 4 Mein analysis karte hain usmein aap ko use Karke is market Mein trade open kar sakte hain agar aap dolls ko use Nahin Karte to aapko ismein fayda tabhi Hoga Jab aap is market Mein Achcha kam karte hain aapko is market Mein mehnat Karni Hogi tab Wapas market Mein hamen bhi had kar sakte hain agar aap is market mein time spent karte hain to aapko tools ki samajh aati hai aur uske bad Wapas market Mein Unse acche analysis Karke Apne account pareshani se profit bana sakte hain aap ko chahie kya aap apne account per prapt banate hain to usko Aise use Karen jisse aapko jyada fayda ho jaaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Basic tools kon kon say hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                        Forex trading mai trading terminal pay bohat say tools available hotay hain. Agar sirf main ya basic tools ki baat ki jaey tou woh kon kon say hain?
                        brother is market mein kam karne ke liye aapke pass bahut sare tools available hai ismein aap hi apni marji hoti hai ki aap ko kaun se phool pasand aata hai magar yah baat bahut hi jaruri hai ki aapane is market mein kam karna ho to aapko sari tools ko ek dafa Sikh Lena chahie Kan ko use kaise karte hain uske bad aap intools ko use karti hui is market mein trades bana sakte hain aise hi is market main aapko jo bhi toll pasand aaye aap use per kam karke apni trading strategy ko taiyar kar sakte hain iske sath aap agar ek Hi bhool ko use karte hain to uske aap expert Ban jaate Hain aur usko acche tarike se use karke aap is market mein acchi trades open kar sakte hain agar aap kisi to ko acchi tarike se use karte hain to use per aap ko kafi jyada fayda hota rahata hai isliye aapko chahie aap is market mein Koi bhi to use kar rahe hain to usko acchi tarike se samajh Le Taki aap use per aasani se kam kar sake.
                        • #13 Collapse

                          Re: Basic tools kon kon say hain?

                          Basic trading tools ki information new traders ko bilkul be nahi hoti hay es bary me jaiza lena bahot zarori hay app ka select kia gia topic bahot hi acha hay es topic ki waja se junior traders ko trading key basic tools ki information mil saky gi,

                          Basic trading tools ye hey jo hamari trading performance me ezafa kar sakty hey,

                          1. Take profit aur stop loss: Take profit aur stop loss bahot hi zeyada aur zarori use key jany waly tools hey jo market me hamary profit ko mange karty hey aur loss ko control karny ka be kam dety hey,

                          2. Trailing stop: New traders ko jab trading me profit ho jata hay to un ko ye samaj nahi ati key apny profit ko kesy safe rak kar order ko hold par lagaya jaye esy traders key ley best tool hi trailing stop ka hota hay jo es situation me hi helpful hota hay jab hamara order profit me hota hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Basic tools kon kon say hain?

                            aoa dear members. forex me trading krny kliye apko kch basic bato ka khayal krna parta hia aur agr pa inko follow krty hian to apko0 success k chances bht ziada ho sakty hian and ap loss sy bhe bach sakty hian, so dear friends kch basi cheezain ap sy share kr raha hn
                            1- forex me trading keny k liye sab sy phli cheez apky pas proper planing honi cheye
                            2-apky pas proper expereience hona cheye jis sy ap acha khasa profit kama sakty hian
                            3- ap ko diffferent situation ko face krna ana cheye ap different situationm ko tab hi face kr sakty hian jab ap k pas proper expereience hota hia.
                            5- market k trends ko hamain properly follow krna cheye,
                            6- hamain candles sy trend ko dkehna ana cheye.
                            7- hamain market ko analyze krna bhe ana cheye.
                            8-hamain different strategies ko apply krna bhe ana cheye.
                            9 - trading krty hoey hamain forex k rules and regulation ko bhe follow krna zaroori hota hia warna hamain loss ho sakta hia ya hamara acount bhe block ho sakta hia.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Basic tools kon kon say hain?

                              Dear forex member Forex trading may Kam karnay Kaye liye haumay hamesha trading kamyab trading may istamaal honey walay tools ki information honi chahiye takay haum unko apni abilities Kay mutabiq trading kartay hoye istamaal karay aur kamyaabi hasal karay Forex trading esa business hay jiss may appko kamyaabi appki mehnut ki waja say milti hay appko forex trading may zayada profit appni learning ki base pay hasal hota hay.
                              Forex trading may sab say acha aur effective trading tool appki trading learning aur knowledge hota hay jo appko kamyaabi kay saath trading Karney ki trend line provide karta hay app jab knowledge aur learning ki base pay trading kertay hay to app ki trading qualities polished hoti hay app kamyaabi Kay sath trading kartay hoye trading may zayada profit hasal kartay hay.
                              Forex trading may strategy aur planning ki bohut zayada zarorat hoti hay jab app trading kartay hoye strategy Kay mutabiq trading kartay hay to appko trading may zayada kamyaabi hoti hay appko hamesha trading Kay liye money management kartay hoye trading karni chahiye jab haum money management Kay sath trading kartay hay to hanara account balance safe rehta ha aur haum kisi dar Kay element Kay bagair trading kartay hoye profit hasal kartay hay haumay trading may hamesha market ki movement ka knowledge hona chahiye aur market Kay trends ko samjhnay Kay liye haumay hamesha analaysis kartay hoye trading karni chahiye takay haum market kay trends Kay mutabiq trade open kar sakay aur kamyaabi hasal karay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X