All dear forum member mein aap say ye pochana chahta hon kay forex market mein stratgy ka kiya kirdaar hai kiya ye hamary kaam mein mater karti hai agar ham stratgy kay sath kaam karein gay to is kay kia benifits honagy kiya ye hmary liye success ka sabab ban sakti hai so plz dear member mujhy is kay bary mein guide karein kay forex mein stratgy ka kiya role hai?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим