Aj USA trading session slow kyun hay,?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aj USA trading session slow kyun hay,?
    Aj USA trading session slow kyun hay?new week start honey kay bad kuch achi movement hoi thi magar USA trading session slow kyun hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
    Aj USA trading session slow kyun hay?new week start honey kay bad kuch achi movement hoi thi magar USA trading session slow kyun hay?
    Yes dear aapki baat bilkul theek hai aur aap Jante Hain market Mein different Char session Hote Hain Jo time-to-time chal rahe hote hain aur sometime Is Tarah ho jata hai ki market Mein Ek Ya Do session bahut jyada slow ho Jaate Hain aur Baki 2 sessions mein bahut jyada movement Ho Jaati Hai Lekin yah confirm Nahin Hota ke kaun se market session mein jyada movement Hogi aur kaun sa market session Jyada slow rahega daily basis per han market session ki movement change hoti hai isliye Jab aap trading karne Lagte Hain To aapko pahle acchi Tarah analysis karna hota hai aur uske bad Soch Samajh Kar aapko trading karna Hoti Hai Kyunki Jab market bahut jyada slow ho usmein bhi aapko trading se avoid Karni chahie aur Iske bad Jab market ki movement bahut Pass Ho To usmein bhi aap trading se avoid Karen aur jab market table ho aur uski movement normal Ho use time per aap trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Kyunki Jab movement bahut fast Hoti Hai To usmein unexpected movement hone se aapka nuksan ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

      Dear forex market mein different sessions hain aur har session mein movement hoti hai but kisi mein fast hoti hai tu kisi mein slow hoti hai is market mein movement par news bhi kafi zayada matter karti hai jab koi news ati hai tu us session mein movement zayada ho jati hai ap ne agar forex market mein kam karna hai tu apko is mein market k trend ko follow karna hota hai kyun trend mein market movement karti hai agar ap k analysis achy hain tu ap is market se acha profit earn kar sakty hain aur is market mein ap k pass jitna knowledge zayada hoga apko ki trading achi hogi kyun k knowledge aur practice bahut he important hain apko aik bat ka pata hona chahiye k is market mein jo mehnat zayada karta hai wohi kamyab hota hai ap ne agar profit acha earn karna hai tu apko market mein different sessions ki movement ko dekhna hoga k kis time aur kis session mein market ki movement fast hoti hai ham pakistan time k mutabiq agar sham 4 bajy se ly kar rat ko 11 bajy tak movement fast hoti hai ham is time market mein kam kar k profit earn kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

        Forex market mai Asian aur European session mai kuch movements record ho rahi hain laikin USA session jisay New York session bhi kaha jata hai pichlay kaafi sessions say he bohat slow hai aur kisi kisi waqt movement bilkul na honay kay barabar he ho rahi hai. Iss ki sub say Bari wajah USA mai Corona ki second wave aur andarooni halaat ka kharaab hona hai. USA mai trump ki policies ki wajah say ab kaafi ziada masaael paida ho chukay hain aur yeh saal USA mai elections ka saal bhi hai. Investors ab USA ki economy ko floating economy keh rahey hain. Dollar ko he Agar daikha jaey tou kaafi weak ho raha hai jiss ka impact investors aur market dono pay he nazar araha hai. Investors ab fillhaal sirf wait ker rahey hain aur soorat e haal ko sirf daikh rahey hain jiss wajah say USA market mai movement nahi ho rahi hai. Iss mai ab time bhi lagay ga phir he USA session mai activities ki kuch direction bannay kay chances hain
        • #5 Collapse

          Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

          dear sab sy pehli bat USA session rat ko open nahi hota hai balky wo sham ky time takriban 5 bjay open hota hai aur usi main market ki sab sy ziada taiz movement hoti hai is lea ap ko pehli galt fehmi yeh hai ky ap ko USA session ka nahi pata ha wo koi or session ho ga is le ap ko us ko thek karna chahye hamesha usa session mainn achi movement hoti ha is lea aksar professional trader us main ziada kam akrty hain aur usi main acha profit earn karty hain is lea ap ko is business main yeh session ko samjh kar kam karna ho ga phir he ap is business main achi tara say achi achi trade pick kar sakty hain is lea ap ko is business main har session ko achi tara say samjhna chahye phir kam karna chahaye
          • #6 Collapse

            Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

            assalam o alaikum my dear forex friends umeed karta ho ap sb kharyt sy ho gy or apna kam time py mukmil kar rhy ho gy dear ap ko ilam ho ga ke market aik aysa kam hai jis ko samjna kafi had tak ahsan he hai or mushkil bhe hai or pher ap is bat sy maloom kar sakty hai ke market ko samjna ahsan kam nahi hai is liya market ka pata nahi chalta ke wo kab slow hoti hai or kab fast hoti hai is liya hamain chahia ke hum agar trading kana chaty ha to hamain market ka ilam hona zaruri hai ke market ki postion kiya hai agar hum market mai invest krty hai to hamain nuksan ho ga ya profit hamain ya sb chizo ko samjna ho ga to pher he hum kamyab ho sakty hai is liya hamain chahia ke hum kam ko mehnat ke sath sekhy or pher he kam kary
            • #7 Collapse

              Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

              my dear friend forex trading main USA session slow hai es main kuch important news hain jin ki wjah se yah slow hai forex market main ayse changing ati rahti hain jis ki wjah se market kbhi slow or kbhi fast hoti rahti hain forex main hmain market ko follow kar k kam krna hota hai jub hum market ko achi trha se smjh kar karengy tab he ap forex main kamyab ho skty hain or achi trading kar skty hain forex main apko tab he faida milta hai jub ap market k hisab se apni trading karty hain jub ap market ko follow nahi karty skty tab ap forex main kamyab nahi ho skty na he ap achi earning kar skty hain forex main hmain dil lga kar pahly market ko smjhna hoga osk bad apni trading karni chahye tab he ap forex main achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain slow market main bhi trading ki ja skti hai aghr hmain experience acha hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: kimmi پيغام ديکھيے
                Aj USA trading session slow kyun hay?new week start honey kay bad kuch achi movement hoi thi magar USA trading session slow kyun hay?
                brother is market mein kam karne ke liye bahut sari trading solution available hai isliye yah jaruri nahin hota har trading session mein achievement Hoke jafar market slow Ho jaati hai aur kisi din Sachin mein itni jyada mama nahin karti aap agar kisi tension mein kam karte hain to aapko yah dekhna chahie cajun nagar market aapane sahi mood nahin kar rahi aur aap use trading session mein rojana trade karte hain to aapko aur din is market limited nahin karni chahie jis din market aapke liye hath se acche mood kar rahi ho aur tumhare pet*****fer lo kar rahi ho to aap is market mein achcha kam kar sakte hain is market mein aap agar mehnat karte hain to aapko ismein fayda tha per aisa hota hai yah Bas mein Kya hai is market main aapko fayda tab hota hai jab abhi market mein time lagate Hain aap ko mehnat karni hogi tab aapko ismein fayda hoga aise hi is form per jitne members achcha kam karenge unko fayda hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

                  Dear is market Mein Jab aap Kisi trading session ko select karte hain aur apni trading strategy ko uske liye Hath se set karte hain to aapko yah Pata Hona chahie ki kaun si trading session mein every movement Kitni hoti hai agar aap ekdum Sachin per rojana kam karte hain to aapko use per friend karne ka acche experience Aasan ho jata hai aur uske bad aap ek hi trading session per Achcha kam kar sakte hain aapko chahie ki aap ek trading session per kam karti hui Apne study study ko Aise set Karenge Agar aapko usmein koi acchi trade mil rahi hai to aap usmein trade open Karen Agar aapko Koi chij Mein Hi mil rahi to aap trade association for trade na lagaen Aur Kisi Aur trading session Ka vate Kar Le Jab aapko trade mil jaaye to aap is market Mein trade open kar len.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

                    Dear user ap nay acha point share kia hay aj kun kay is pa hamri tradind depend kar rahi hoti hay aur asal ma market kay slow honay ki waja say coron akibwaja say halat aisy ban gay hain jon k waja say aisa ho raha hy aur daily basis per han market session ki movement change hoti hai isliye Jab aap trading karne Lagte Hain To aapko pahle acchi Tarah analysis karna hota hai aur uske bad Soch Samajh Kar aapko trading karna Hoti Hai Kyunki Jab market bahut jyada slow ho usmein bhi aapko trading se avoid Karni chahie aur Iske bad Jab market ki movement bahut Pass Ho To usmein bhi aap trading se avoid Karen aur jab market table ho aur uski movement normal Ho use time per aap trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain is liay hamen sari baton ka khaya ralhna chahiay
                    • #11 Collapse

                      Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

                      aoa dear friends. wsy to dekha jaey to poori world me market slow hi chal rai hia mage eurpeon market bhe ziada slow ja rai hia aur us session to sab sy ziada slow ja raha hia. jiski sab sy bari waja us me corona ka phelao hia. us me corona virus ka attack ziada sever hia aur us me corona ki waja sy nuqsan bhe ziada ho raha hai jab k baqi countries recover kr rahy hian magr us lock down k bawajood bhe recover ni kr pa raha. balky us me scond wave aur bhe ziada khatarnak rahi hia. jis ki waja sy us session bht slow chal raha hia, ek aur waja trump ki ghalat policies bhe hian jin ki waja sy us market ko nuqsan ho raha hai aur unko down fall ka samna hia.
                      ek aur wja ye bhe hai k ye sall election ka saal bhe hia us me. traders is wqt us ko floating economy bhe keh rahy aur us dollor ki value bhe bht neechy ja rahi hia contineously in tamam reasons ki waja sy us session bht slow ja raha haio
                      • #12 Collapse

                        Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

                        my dears friends
                        umeed ha kay app sab thk ho gay ji han forex aik lajwab business ha or ya aik international business ha or sath hi ham ghar bath kar bot hi acxhy earning hasil kar sakty ha or ya sab hamary achy learning or market ma achy information or best knowledge hi ki bdolat hi mumkin ha or ajj market ma usa trading seasion slow ha kyu kay market ma graph ki move karnay kii speed bot hi fast ha kyu kay graph ki move karnay ki direction bot hi tazzy sat up or low ho ray ha or log is par risk nai lay rahy ha or market ma loss hony say hi dor rahty ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

                          Acha sawal hay forex market mein different sessions hain aur har session mein movement hoti hai but kisi mein fast hoti hai tu kisi mein slow hoti hai is market mein movement par news bhi kafi zayada matter karti hai jab koi news ati hai tu us session mein movement zayada ho jati hai ap ne agar forex market mein kam karna hai tu apko is mein market k trend ko follow karna hota hai kyun trend mein market movement karti hai agar ap k analysis achy hain tu ap is market se acha profit earn kar sakty hain aur is market mein ap k pass jitna knowledge zayada hoga apko ki trading achi hogi kyun k knowledge aur practice bahut he important hain apko aik bat ka pata hona chahiye k is market mein jo mehnat zayada karta hai wohi kamyab hota hai ap ne agar profit acha earn karna hai tu apko market mein different sessions ki movement ko dekhna hoga k kis time aur kis session mein market ki movement fast hoti hai ham pakistan time k mutabiq agar sham 4 bajy se ly kar rat ko 11 bajy tak movement fast hoti hai ham is time market mein kam kar k profit earn kar sakty hain shukriya.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Aj USA trading session slow kyun hay,?

                            Ji Ham Sab Ko market dekhni chahie Agar Ham regular market Dekhenge To Hamen regular Bhoot Uncle Ham Sabko Yahan per Apne time pass hi kahan kho complete karne ki koshish Koi Nahin chahie Agar Ham Yahan per Apne kam ko Apne time par complete Karte Hain To Ham Kamyab hote hain isiliye Dil Laga kar kahan Karen mehnat karne wala Insan Hamesha from Yad hota hai to isiliye Hamen Hamesha Yahan per kamyabi ka sochana chahie ok Ham mehnat kar lenge to future ke andar bhi Hamen kamyabi Milegi isiliye Yahan per kam Karen mehnat ke sath Karen mehnat parinaam Hamare liye bahut hi to Duri hai isiliye Dil Laga kar kam Karen Dil lagakar Kam Karne Wala Insan Kamyab hota Yahan per definitely success Milegi isiliye Yahan per kam karna chahie Apne time per karna chahie Apne time per Agar Ham Apne kam ko continuesly karte rahenge To Hamen definitely kamyabi milati Rahegi To Hamen Apna bonus level increase karne ka sochana chahie Agar Hamara bonus level increase hoga to Ham Kamyab Ho jaenge mehnat Karke Insan kamyabi Hasil kar sakta hai so mehnat Karen mehnat Insan ko kamyabi deti hai isliye Apne time par Apna Kam Karen Apne time par Kaun ko complete Karenge To Hamen aur Hamen Yahan per Apne time pass trading Karni chahie time par trading karne wala Insan hi Kamyab hota hai time par kam karna Ham sab ke liye important hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X