Ye review National bank par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review National bank par mubni hay
    National bank ki bat ki jaye to ye Pakistani government ka bank hay aur es bank ko banany ka maqsad hi Pakistan ki economy ko behtar karny ka hay, es bank ko Pakistan banny key foran bad hi banaya gia, national bank apni sahuleyat har city me provide karta hay, agar small village be ho to Government ki ye koshish hoti hay key yaha par be national bank banaya jaye ta key Pakistani awam ko sahulat mil saky,

    Advantages: National bank ka advantage ye hay key jen logu ne government ki job ki hoti hey aur un ko salary ya per pensions di jati hay en ki transaction national bank key through ki jati hay jo key bahot hi asaan amaal hay aur har city aur village me national bank majood hony ki waja se kesi be person ko takleef nahi hoti hay, national bank me current aur saving accounts banany ki be sahulat hoti hay, ye bank other banks ki tarha bahot hi facilities provide karta hay es bank me utilities bills jama ho sakty hey, national bank me account banany ka procedure bahot asaan hay aur account holders ko payment ki transaction me koi mushkil be face nahi karna hoti hay,

    disadvantages: National bank key fawayed ko agar deka jaye aur es bank ki performance ka agar jaiza leya jaye to kesi be account holder ko es bank me koi khami nazar nahi a sakti hay es bank me deposit karny key bahot fawayed hoty hey aur mery experience key mutabeq es bank key koi disadvantages nahi hoty jes par bat ki jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review National bank par mubni hay

    asslam o alikam dear national bank pakistan government ka bank ha is bank k bohat se fawayed hein ye bank pakistan baney k band hi wajood mn ayea tha jo log goverment job krte hein unko is bank se bohat faida hota ha wo apni salray is bank se hasil kr sakte hein ur national bank har city mn majood hai.
    advantages national bank main agr hum apni money deposit karwate hein tu hume os k bohat faidey hote hein is main hamri money saving hoti ha is bank se hum bill py ada kr sakte hei ur ur be onlines trasacation kr sakte hein

    disadvantages dear kew k ye goverment ka bank ha is main hume kisi kisam ka farud nai hota ha hum is main apni money save kr sakte hein is bank ko use krne se hume kisi kisam k nuqsan ka samna nai krna parta ha.
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Ye review National bank par mubni hay

      National bank of Pakistan NBP
      PAKISTAN government ka apna commercial bank hai jo ky ststate bank of pakistan ky under kam krta hai.is ko 1949 ma bnaya gia tha.
      Bank dono commercial aor public services provide krta hai. Yeh debt equity market, cooperate investment banking, agriculture financing, aor treasury services maan bhai qaleed kirdaar rakhta hai.
      Students ky leay achy package hain national bank main. Yeh qarz e hassna bhi deta hai. National bank pakistan ka sub sy leading bank hai.
      Advantages:
      national bank ka sub sy bara fauda yeh hhai ky yeh aik pakistani bank hai.
      Is ma ap bina kisi khaof ky investment aor deposit kr skty ho. Bank sy loan lena aor account open krvana bhi bahot he asan hai national bank apko kam interest rate py achy package ky sath home loan car loan aor student loan deta hai. Apko atm service bhi provide ki jati hai jiski fees charges baki banks sy bahot kaam hoty hain
      National bank ki international level par bhi coordinator hain aor offices aor branches hain sub sy oehly saudi arabia ma pakistan national bank ki branch bni ab Bangla desh Uzbekistan Turkmenistan UK USA ma bhi branches hain. Dear members apko national bank ma account open krny ky leay just basic documents ko requirement hoti hai apka account open ho jata hai.
      Disadvantages:
      Trading members national bank ka sub sy bara disadvantage yeh hai ky iski ATM machines bahot limited hain hain aor bank ma decorations aor refurbished system py tawajo nhi di jati hai.
      Amly ka behavior itna acha nhi hota jis ki main wajah yeh hai ky bank sarkari hai aor commercial banks ma customers ki respect ki jati hai lkn yahan aisa nhi hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review National bank par mubni hay

        National Bank government of Pakistan ka aik official bank hai. Yeh bank directly federal government kay under ata hai aur state bank of Pakistan kay tehat kaam kerta hai. National Bank Pakistan ka qoumi Bank hai aur iss mai tamaam sarkaari idaaroo kay accounts hotay hain. Government of Pakistan jo bhi paisa state Bank kay zariye kisi bhi idaray ko kisi bhi Madd mai Ada kerti hai woh national Bank kay zariye he Ada kia Jata hai. National Bank of Pakistan ki pooray mulk mai her barey aur chotay say chotay city ya town mai branches mojud hain. Iss liye iss bank ki services bohat zaida wasee hain.

        Advantages

        National Bank of Pakistan mai pensioners kay accounts ki facility di jaati hai. Her Tarah kay utility bills aur her Tarah kay challan yaha pay deposits hotay hain. Licenses ki fees ho ya registrations fees ho sub kuch national bank mai he deposit hotay hain. Kisi bhi fard ya idaray nay koi bhi amount government kay khazanay mai jama kerwani ho tou national Bank kay zariye he jama kerwai jaati hain. National Bank mai government jobs kernay waley persons ko salary loans ki sahoolat flexiloans kay zariye di jaati hai aur national bank ka interest private commercial banks say bohat Kamm hota hai.

        Disadvantages

        National Bank ki online services bohat poor hain. National Bank ko abhi takk mukammal tore pay online nahi kia jaa saka hai iss liye iss bank kay baahir ab bhi pensioners, salary persons ya unhi dates mai deposits ya cash out kerwanay waley loogo ki lambi lambi lines lagi rehti hain. National Bank mai ammla bohat Kamm hota hai jiss ki wajah say private banks mai 5 minute mai honay wala kaam national Bank mai half hour mai hota hai. National Bank ki services jadeed taqaazoo ko Pura nahi kerti hain aur staff bhi bohat ziada qualified nahi hota hai jiss wajah say customers ko maslay atey he rehtay hain
        • #5 Collapse

          Re: Ye review National bank par mubni hay

          National bank of Pakistan 1949 me establish howa National bank of Pakistan (NBP) ko Pakistan me bahot hi ehmeyat ka hamel samja jata hay es bank key advantages aur disadvantages har kesi ko maloom
          hona zarori hey,

          Advantages: National bank of Pakistan key branches ki tadaad bahot hi zeyada aur koi be esa Pakistan ka area nahi ho ga jaha par Nation bank of Pakistan majood nahi ho ga, Ye bank government Pakistan ki maleyat hay aur es bank me workers be Government key employees samjy jaty hey bank intezameya apny workers ka bahot hi khayal rakti hay aur har tarha ki facility workers ko provide be ki jati hay, Es bank ka faida siraf es key customers ko hi nahi aam awaam ko be bahot hi zeyada hota hay, utility bills es bank me asani se ham jama kar sakty hey aur governament workers jo key kesi be profession me kinu na ho en ki salary un ko national benk of Pakistan me hi transfer ki ja sakti hay es key sath es bank me account bana kar pensions be hasil ki ja sakti hay, National bank apny workers ko week me 2 days rest karny key holidays be deti hay account open karny par bahot hi acha profit deposit karny par mil sakta hay.

          Disadvantages: Es bank key disadvantages ye hey State bank ki tarha es bank me Prize bonus ki khareed o farokhat nahi ki jati hay agar ye sahulat be es bank me di jaye to bahot hi achi facility awaam ko mil saky gi.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review National bank par mubni hay

            dear national bank hamara koumi bank hay jis main ham jitn abhi lain dain kartay hain usk sath sath hamko safety bhi milty hay aur hamko saving ki security ka milna bhi mumkin hay is bank main dusray banks ki nisbat say hamain aur bhi ziada facilities ka milna mumkin hay jaisay k aaj k is dour main hamko pentions walay hazraat k liye bhi yeh bank best hay yeh baat alag hay k is bank main hamko daikhnay k liye old sab kuch nazar ata hay wo is liye k jo kaam ya jo bank govt say related hota hay uska staff aur usk members kuch angehli ka muzahira paish kartay hain qk private jitna bhi banks hain un main hamain daikhnay ziada dilkash manzar milta hay unk lain dain k tareekay aur unka staff change hota rehta hay jub k national bank main aisa bahut he kam daikhnay ko milta hay jis main ham ko facilities bhi kam milty hain aur ham in say lain dain k wakt aur timing main bhi mushkilaat ka samna kartay rehtay hain is bank main agar kuch khamian hain to sath sath hamain is banks main kaam akrtay huway isay jub ham chortay hain ya is main ham retied hotay hain to hamko aur is main jitnay bhi mulazim kaam kartay hain unko pentions bhi milty hain aur unki baaki jo life bachty hay us main unhain bahut sari facilities bhi milty hain jin k saharay say is banks k tamaam mulazim yeh koshish kartay hain k unko jub bhi koi moukka milay to wo sirf aisay he national bank main kaam karnay ka sochaingay aur aisay he national bank main wo kaam karaingay jo ham sab k liye bahut ziada acha faida daitay hain.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review National bank par mubni hay

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              National bank ki bat ki jaye to ye Pakistani government ka bank hay aur es bank ko banany ka maqsad hi Pakistan ki economy ko behtar karny ka hay, es bank ko Pakistan banny key foran bad hi banaya gia, national bank apni sahuleyat har city me provide karta hay, agar small village be ho to Government ki ye koshish hoti hay key yaha par be national bank banaya jaye ta key Pakistani awam ko sahulat mil saky,

              Advantages: National bank ka advantage ye hay key jen logu ne government ki job ki hoti hey aur un ko salary ya per pensions di jati hay en ki transaction national bank key through ki jati hay jo key bahot hi asaan amaal hay aur har city aur village me national bank majood hony ki waja se kesi be person ko takleef nahi hoti hay, national bank me current aur saving accounts banany ki be sahulat hoti hay, ye bank other banks ki tarha bahot hi facilities provide karta hay es bank me utilities bills jama ho sakty hey, national bank me account banany ka procedure bahot asaan hay aur account holders ko payment ki transaction me koi mushkil be face nahi karna hoti hay,

              disadvantages: National bank key fawayed ko agar deka jaye aur es bank ki performance ka agar jaiza leya jaye to kesi be account holder ko es bank me koi khami nazar nahi a sakti hay es bank me deposit karny key bahot fawayed hoty hey aur mery experience key mutabeq es bank key koi disadvantages nahi hoty jes par bat ki jaye.
              Dear brother national Bank Pakistan ka ka Bank hai jo government ke Log isko chala rahe hote hain is bank main aapko bahut jyada facilities Di ja rahi hote hain kyunki jitne bhi log government ki job kar rahe hote hain unki payment swarabhi is Bank Mein a Rahi hoti hain Jo log apni government job complete karne ke bad retirement Le lete hain unki retirement ke bad payment bhi is Bank mein aur hi hoti hai national Bank of Pakistan mein aap kisi bhi kishan ka price band cash karwa sakte hain is maine aapko yah facility Di jaati hai agar aap new prize Bond purchases karna chahte hain to aap national Bank se prize Bond purchase kar sakte hain iske alava agar aapka kisi prize Bond Mein winner wali list mein prize Bond ka number a jata hai to aap apna price band kisi bhi national Bank ki branch se a Kash karva sakte hain ismein aapko bahut jyada facilities Di jaati hai agar aap apna account national Bank mein open karva dete Hain to aapko ismein ya fayda ho jata hai ki aapke param prize Bond ki amount aapke bank account mein shetkari jaati hai is bank account ki taraf se bahut sari ATMs bhi de gaye hain jinko aap kisi bhi city mein use kar sakte hain ya ek government ka Bank hai jismein agar aapki amount safe hai to aapko is per interest milta rahata hai aur ismein aapke maut bahut jyada se hoti hai jitne bhi private bank hote hain agar vah kisi vajah se nuksan Mein chale jaen to aap Kiya maut wapas nahin milati magar yah government ka Bank hai ismein aapki amount agar kisi vajah se nahin Di jaati to kuchh time ke bad aapki amount aapko wapas mil jaati hai isliye aapko chahie ka aap apna account national Bank mein open karvayen ismein aapko bahut jyada facilities Di jaati hai aur ismein aapke maut bhi safe rahti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review National bank par mubni hay

                Dear National Bank Pakistan ka ek government ka Bank hai jismein aap different facilities Hasil kar sakte hain agar aap apna account is Bank ke sath open karte hain to aapko bahut Sare advantages aur benefits Mil Rahe hote hain iske sath sath mein aapko yah Bata Dun ki Pakistan ke jitne bhi private bank Hain Agar unko government ke sath koi bhi transaction Karni Hoti Hai To vah apni transaction National Bank ke through hi complete karte hain sometime aapane is Baat Ko note kiya Hoga Ki Jab different private bank Apne a transactions ko close karte hain aur apni money transfer karne ke liye National Bank ke liye hi e-services utilise Karte Hain.

                National Bank Pakistan ke Different cities main aapko provide kiye Jaate Hain iski branches Pakistan ke bahut Sare cities Mein available hai uske sath sath Bank Mein Jab aap Jaate Hain to Pakistan ke government ke account mein aapane agar Kuchh transfer karna ho for example Jab aap Koi challan form ya passport ki fees submit karvana Hoti Hai To uske liye bhi aapko National Bank Mein Hi deposit karvani Hoti Hai government Ne almost Apne Sare account is Bank ke andar hi maintain kiye Hui Hote Hain.

                National Bank se related Agar aapko Kuchh information chahie ho to aapko Internet se bhi mil sakti hai iske sath aapko is Bank ke customer relation officer aur is Bank ke different receptionist aapko is Sawal se a schema information provide Karte Hain Jisko istemal karte hue aap advantages of benefits Hasil kar sakte hain Iske alava yah bank off ko different facilities provide kar raha hota hai per example agar aapane koi overdraft Kisi Jagah send karna ho ya ise related aapko koi bhi problem ho to bank aapki bahut jyada help karta hai aur aap ko Puri Tarah facilitate karne ki koshish karta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review National bank par mubni hay

                  Advantages

                  dear friend Assalamu Alaikum National Bank Punjab ek bahut hi Achcha Bank hai aur yah government bank hone ki vajah se ismein bahut sari facilities maujud Hai Jiski wajah se aap bahut acchi aur Baithe services Hasil kar sakte hain aur yah to 100% secure Bank hai Kyunki Agar aapki payment Ke Andar maujud hai to aap bilkul secure payment hai aur ismein koi bhi masala Nahin Hota Kyunki government aap ko bahut sari facilities provide Karti Hai Jaise ke transaction main aapko low budget charge Karti Hai jaise ki aap ki koi bhi transaction ho usmein aapko kam paise charge karne padenge to yah bahut Achcha benefit hai aur vaise bhi Yahi National Bank Punjab Mein Sabhi payment Di Jaati Hai jaise ki aap Kisi bhi job ke liye apply karte hain MTS vagaira Sabhi payment National Bank Punjab Kesari ki Jaati Hai Kyunki yah government ka Bank hai to isliye Ek famous aur Achcha Bank hai jo ki bahut acchi facilities Logon Ko provide karta hai


                  Disadvantages

                  Dear friend Jaisa ki aap Sabhi Logon Ko Maloom Hai Ki private bank mein aap ki bahut jyada Baat chit Sone Jaati Hai Jaise government bank Mein aapki koi bhi nahin Sunta private bank ko deposit chahie hota hai isliye usmein bahut jyada log aapko prefer karte hain aur bahut sari acchi facilities provide karte hain jaise ke private bank mein aap ki checkbook aur ATM card Ho Gaya free hota hai aur uski salana fees Bhi Nahin Hoti to usmein bahut acchi Delhi Logon Ko provide ki Jaati Hai private bank isliye baithe hai to isliye government ko bhi chahie ki vah acchi facilities provide Karen free of cost account open keeps it is logon ko de
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review National bank par mubni hay

                    National Bank Ham Logon Ko is bare mein idea hai ki Iske bahut se advantages hote hain Agar Ham Logon ke pass government job hai to basically Ham Logon ki Tamam ki Tamam income National Bank in the Jaati Hai vahan se ham log aasani ke sath usko Vitran karwa sakte hain Ek Achcha Bank hai uske andar savings account create ho sakte hain current account bhi ham log aasani ke sath open karwa sakte hain Is Tarah Ke accounts ke sath sath ham log unit account ko bhi open Karva sakte hain jo ki Ham Logon ke liye beneficial Hote Hain Iske the Tamam ke Tamam account ki jo free Hoti Hai vah Kafi cheaper Hoti Hai Jiski wajah se Hamari money growth Hona Shuru Ho Jaati Hai Hamari amount increase Suna Shuru Ho Jaati Hai saving account is a facility hai bahut acchi hoti hai agar aap Logon Ne Apna account Is Tarah ka cricket kar liya hai to weekly basis on monthly aur aur yearly basis per aap Logon ki amount increase Hona shuru ho jayegi ya aap Logon Ko money back guarantee Dete Hain aur is ke andar aap log protect hote hain Kisi bhi Kishan ki other activities ki vajah se Jiski vajah se aap logon ka account dangerous zone ke andar inter ho jaaye

                    Advantages

                    National Bank Ke swakatam Logon ke pass bahut se benefits Hote Hain Jo Kiye log Ham Logon Ko provide kar rahe hain uske andar account banane ke vajah se ham log online bill pay kar sakte hain apni amount ko transfer kar sakte hain safety of public wealth yah log provide kar rahe hote hain aur ine Logon ke loans cheap rate ke upar available Hote Hain aap Logon Ne koshish karni hai kya aapane is Kendra account create Kar Diya Hai To Kya Aap Logon ke liye credit card control ki bhi facility provide Karte Hain

                    Disadvantages

                    Iska sabse bada disadvantage ki Hota Hai Ki Is Kadar performance level bahut slow Hoti Hai Jab aap log Iske andar Jaate Hain To aapko Kafi vate karna Hota Hai Ek lambi ques Ke Andar Khade hokar aap log wait Karte Hain Uske bad aap logon ka time Aata Hai Jab aap Logon ke sath transaction complete Hona Shuru hoti hai aap Logon Ne koshish karni hai ki Jab uske andar aapka account create ho gaya hai to apni amount se aap log update Rahenge log aapko through messages update Karte Rahte Hain ki aapke account ke sath konsi transactions Hui Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review National bank par mubni hay

                      Dear National Bank Pakistan ka ek authorities ka Bank hai jismein aap one of a kind centers Hasil kar sakte hain agar aap apna account is Bank ke sath open karte hain to aapko bahut Sare blessings aur advantages Mil Rahe hote hain iske sath sath mein aapko yah Bata Dun ki Pakistan ke jitne bhi personal financial institution Hain Agar unko authorities ke sath koi bhi transaction Karni Hoti Hai To vah apni transaction National Bank ke via hello whole karte hain someday aapane is Baat Ko word kiya Hoga Ki Jab one of a kind personal financial institution Apne a transactions ko near karte hain aur apni cash switch karne ke liye National Bank ke liye hello e-offerings utilise Karte Hain.National Bank Pakistan ke Different towns foremost aapko offer kiye Jaate Hain iski branches Pakistan ke bahut Sare towns Mein to be had hai uske sath sath Bank Mein Jab aap Jaate Hain to Pakistan ke authorities ke account mein aapane agar Kuchh switch karna ho as an example Jab aap Koi challan shape ya passport ki charges post karvana Hoti Hai To uske liye bhi aapko National Bank Mein Hi deposit karvani Hoti Hai authorities Ne nearly Apne Sare account is Bank ke andar hello hold kiye Hui Hote Hain.National Bank se associated Agar aapko Kuchh data chahie ho to aapko Internet se bhi mil sakti hai iske sath aapko is Bank ke client relation officer aur is Bank ke one of a kind receptionist aapko is Sawal se a schema data offer Karte Hain Jisko istemal karte hue aap blessings of advantages Hasil kar sakte hain Iske alava yah financial institution off ko one of a kind centers offer kar raha hota hai consistent with instance agar aapane koi overdraft Kisi Jagah ship karna ho ya ise associated aapko koi bhi hassle ho to financial institution aapki bahut jyada assist karta hai aur aap ko Puri Tarah facilitate karne ki koshish karta hai.Dear brother countrywide Bank Pakistan ka ka Bank hai jo authorities ke Log isko chala rahe hote hain is financial institution foremost aapko bahut jyada centers Di ja rahi hote hain kyunki jitne bhi log authorities ki activity kar rahe hote hain unki fee swarabhi is Bank Mein a Rahi hoti hain Jo log apni authorities activity whole karne ke awful retirement Le lete hain unki retirement ke awful fee bhi is Bank mein aur hello hoti hai countrywide Bank of Pakistan mein aap kisi bhi kishan ka fee band coins karwa sakte hain is maine aapko yah facility Di jaati hai agar aap new prize Bond purchases karna chahte hain to aap countrywide Bank se prize Bond buy kar sakte hain iske alava agar aapka kisi prize Bond Mein winner wali listing mein prize Bond ka range a jata hai to aap apna fee band kisi bhi countrywide Bank ki department se a Kash karva sakte hain ismein aapko bahut jyada centers Di jaati hai agar aap apna account countrywide Bank mein open karva dete Hain to aapko ismein ya fayda ho jata hai ki aapke param prize Bond ki quantity aapke financial institution account mein shetkari jaati hai is financial institution account ki taraf se bahut sari ATMs bhi de gaye hain jinko aap kisi bhi metropolis mein use kar sakte hain ya ek authorities ka Bank hai jismein agar aapki quantity secure hai to aapko is consistent with hobby milta rahata hai aur ismein aapke maut bahut jyada se hoti hai jitne bhi personal financial institution hote hain agar vah kisi vajah se nuksan Mein chale jaen to aap Kiya maut wapas nahin milati magar yah authorities ka Bank hai ismein aapki quantity agar kisi vajah se nahin Di jaati to kuchh time ke awful aapki quantity aapko wapas mil jaati hai isliye aapko chahie ka aap apna account countrywide Bank mein open karvayen ismein aapko bahut jyada centers Di jaati hai aur ismein aapke maut bhi secure rahti hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review National bank par mubni hay

                        fayde

                        National Bank Ek bahut hi Achcha Bank hai aur government ka Bank hone ki vajah Se Har city mein uski branches maujud hai Kyunki ismein sari payment jo bhi government ko bhejna Hoti Hai vah Iski jarurat Hoti Hai jaise ki koi bhi Entry test ho jaaye FIR koi bhi University ki fees aur uske alava FB aapki payment sari payments is Bank ke jariye Hoti Hai Jiski wajah se yah Bank bahut jyada popular Bank hai aur government ka Bank hone ki vajah se bahut jyada log iske liye transactions karte hain aur iska other benefit gai hai ki aap is Bank Mein Apne account open karwa kar bahut sari fssility Sabhi kar sakte hain jaise transaction easy karna National Bank ok ka sabse bada advantage yah hai ki iski branch Har city mein maujud hai jaise ki koi bhi Chhoti City yah Badi City Hai Tahsil level par uski branches maujud Hai To yah bahut hi Achcha hai Kyunki Har city mein uski branches hone ki vajah se aapko apni payment transfer karne mein bhi problem Nahin Hogi

                        nuksan

                        Vaise to uska koi bhi nuksan nahin hai lekin iska aapko nuksan ya hota hai ki aap koi bhi private bank Mein Jab Bhi account open Karvate Hain To vahan aapko bahut sari facilities Di Jaati Hain aap ko free mein sari checkbook ATM ke sari chij de di Jaati Hai Jab Ke National Bank main aapko 1500 per ATM aur checkbook ke charge Kiye Jate Hain Jo ke Kafi jyada hai to isliye other bank Mein free services Milti hein
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review National bank par mubni hay

                          Advantages

                          Pyare dost National Bank bahut hi Achcha Bank hai aur yah behtarin Bank Banaya Gaya Hai government ki taraf se yah Sabhi Logon ke liye ek bahut hi Achcha Bank hai jaise ki koi bhi Banda jo ki apni government job se retired Ho Jaaye to usko FIR National Bank Punjab Mein pension milati Hai Kyunki bahut Sare log Aise Hain jinko pension milati Hai government Mein unhone Apni services Di Hoti Hai To unko National Bank of Punjab Se milati Hai Uske alava sari payments government ki jitni bhi payment Hoti Hai vah Uske gehri hoti hain Kyunki yah government ka Bank Hai Is vajah Se Harsh city mein iski branch maujud hai aur Jis Bank branch her city mein maujud ho agar aap usmein account open karvayen to aapko bahut jyada benefit hota hai Kyunki Jo Bank branch hoti hai use Braham bank se dusre Bank Usi Branch mein free paise Jaate Hain To isliye yah bahut hi Achcha Bank Hai Har city mein maujud hai to is account mein main aap Agar payment dusre account ya Kisi bhi dusri City bhejna Chahen ge to vah bahut hi aasani Se Mil Jayegi

                          Disadvantages

                          Iska nuksan Yahi hota hai ki government Ke Jo Bhi Bank Hain UN mein bahut jyada Khush hota hai aur dusri vajah yah hoti hai ki government Ke Log acchi Tarah Se aapki baat nahin ki sunte Kyunki unko Koi fayda Nahin Hota Unki government ki job Hoti Hai jaise ki private bank Mein Jo Bhi Banda Apna deposit Rakhta hai to bank wale uska bahut istaqbal karte hain aur uski Har Baat mante hain jaise ki usko deposit ke liye bahut sari facilities provide Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review National bank par mubni hay

                            National bank of Pakistan NBP
                            PAKISTAN government ka apna commercial bank hai jo ky ststate bank of pakistan ky under kam krta hai.is ko 1949 ma bnaya gia tha.
                            Bank dono commercial aor public services provide krta hai. Yeh debt equity market, cooperate investment banking, agriculture financing, aor treasury services maan bhai qaleed kirdaar rakhta hai.
                            Students ky leay achy package hain national bank main. Yeh qarz e hassna bhi deta hai. National bank pakistan ka sub sy leading bank hai.
                            Advantages:
                            national bank ka sub sy bara fauda yeh hhai ky yeh aik pakistani bank hai.
                            Is ma ap bina kisi khaof ky investment aor deposit kr skty ho. Bank sy loan lena aor account open krvana bhi bahot he asan hai national bank apko kam interest rate py achy package ky sath home loan car loan aor student loan deta hai. Apko atm service bhi provide ki jati hai jiski fees charges baki banks sy bahot kaam hoty hain
                            National bank ki international level par bhi coordinator hain aor offices aor branches hain sub sy oehly saudi arabia ma pakistan national bank ki branch bni ab Bangla desh Uzbekistan Turkmenistan UK USA ma bhi branches hain. Dear members apko national bank ma account open krny ky leay just basic documents ko requirement hoti hai apka account open ho jata hai.
                            Disadvantages:
                            Trading members national bank ka sub sy bara disadvantage yeh hai ky iski ATM machines bahot limited hain hain aor bank ma decorations aor refurbished system py tawajo nhi di jati hai.
                            Amly ka behavior itna acha nhi hota jis ki main wajah yeh hai ky bank sarkari hai aor commercial banks ma customers ki respect ki jati hai lkn yahan aisa nhi hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review National bank par mubni hay

                              National bank
                              National bank government bank hai ya government Kay under kam krta hai is Kay saray rules and regulations State Bank of Pakistan Kay mutabiq hotay hain .is bank main sub ki salary ati hai or Agay baki un Kay account main safe tarikay say transfer kar Di jati hai or wo Waha say arm say Apni pay lay sktay hain. In ki bank services bht achi hoti hai in ki account options b bht achi hain. Or chain to saving account b open ho jata hai jis main Hmra pessay save rhty hain or agr Hum nay khai apply wegra b krna hoga job Kay liya to hum national bank Kay through pay krtay hain or apni slip rcv kar letay hain.is bank main kam krnay walay log bht Achay or cooperative hotay hain. Or in ki help line Har Wqt on rhti hai Jb chain hum apnay account say related in say help lay sktay hain or wo Usi time hmri problem solve b kar detay hain.
                              ADVANTAGES .
                              Is Kay advantages ya hain Kay in ka banking system bht Acha hai hmain ziada wait nae krna prta. Or in Ki transactions through ATM service b bht achi hai. Or jb chain Apny account say jitni payment lena chain lay sktay hain. Low price par apka account open ho jata hai jis Kay Sath apko ATM card ki service b provide ki jati hai.
                              DISADVANTAGES
                              Jesay har cheez Kay advantage hotay hain wesay disadvantages b agr Koi apna account open krwnay Jata hai to wo sub say phly terms and conditions kp achi trha parh lay bad main Koi problem Na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X