Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?
    Assalamu Alaikum dear member mai aap se puchna Chahta Hun Ki credit ka aur debit card mein kya Fark Hai Kya Ham credit card aur debit card donon ko ek hi maqsad ke liye use kar sakte hain ya fir in donon Cards ke alag alag kam Hote Hain explain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

    Assalamu alaikum my dear aapane bahut accha question share Kiya hai credit mein card mein debit card mein kya Fark hai ajam dekhenge ki yah donon card Ham kis liye istemal karte hain aur unke kya fayda hai ismein pahle Ham dekhte hain credit card ko
    Credit card
    My dear member all banks credit card provide karte Hain usmein yah hote Hain ki Ham credit card ki help se advance mein manager UCO bank se le sakte hain aur uski kuchh limits hoti hai ki kitni money Ham Le sakte hain ya bankon ki taraf category hai kuchh mein jyada hai kuchh mein kam hai vahan Bank ka apna apna system hai aur uske motor bakwas schedule banate hain aur advance mein Mani hai main dete Hain use money ko humne within one month wapas karna hote hain agar to Ham apne time period mein usko Mana wapas kar de FIR to Koi charges nahin honge lekin agar Ham vah money wapas nahin karte let Ho jaate Hain FIR usmani par kya hota hai ki charges lagte Hain Jo humne pay karne hote Hain dusre yah hai ki credit card ki madad se Ham per petrol pump aur maximum jagah per payment kar sakte hain uska arth ki madad se to vah karda main yah sari sorry yad provide karta hai thanks
    Debit card
    My dear forex forum member mein review main aapko yah batana chahta hun ki debit card jo hai hai isko ATM card bhi kahate Hain jis ki madad se Ham bank se rakam nikal sakte hain usko istemal karte Hain debit card kisi bhi Bank ko tamam r kasam ki Bank ki bahraich mein sambhal ho sakta hai hai aur 24 hours yah sab maiya ki jaati hai main yahan kisi bhi vah kisi bhi bank se paise nikal sakte aur apni jarurat ke waqt istemal kaise karen debit card ka pin code hota hai jo individual ko pata hota hai jisko estamal karke vah apni rakam ko mehfooz banata hai inke Sagar aapka debit card kiya jaaye to pareshan hone ki jarurat nahin hai aap Bank ka jo portal hai 24 hour helpline hai uska form 4 den to aapka last nahin hoga aapka Jo ATM mein vah close temporary close ho jaega aur yah to aap ko ATM mil jaega ya FIR aapane banva lenge yah bahut acchi solid hai mere dost ne bahut achcha question kiya hai mujhe bahut pasand hai I like it
    • #3 Collapse

      Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

      yes bhai sahi kaha ha ap ne credit card ur debit card mn yahi fraq hota ha is sab se apey apey rule hote hein har bank k diffrest rule hote hein is mn hume kameyabi hasil krne k liye sahi work krna hota ha is business mn hume daily acha kam krna hota ha debit chart mn kuch extra charges hote hein jo hume nuqsan pochna sakte hein is liye huem credit card ko hi use krna hota ha
      • #4 Collapse

        Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

        Walekum assalam yes dear aapane bahut hi important question Hamare Sath share Kiya Hai is question ke Jawab Mein Main aapko Kuchh important information Dena chahta hun jo aapke knowledge mein increment ka Shabab banenge aur aapke sath sath aur jitne bhi junior members Hain jinko credit card aur debit card ka difference Nahin Pata vah bhi is post ko study karne ke bad ismein difference aasani ke sath kar Sakenge aur apne knowledge mein izafa kar lenge.

        Debit card:
        Jab aap Kisi Bank Mein Apna account open Karvate hain aur usmein kuchh cash deposit Karva Dete Hain to uski against aapko Bank ATM card ya FIR debit card ki facility provide karta hai aur yah card aap Kisi bhi Jagah istemal karte hue yah apni withdrawal amount Hasil kar sakte hain for example Agar aapke pass ATM card hai to aap yah card Kisi bhi ATM machine Mein use karte hue apni required amount Hasil kar sakte hain aapka ATM card Agar debit card bhi hai to yah card aap Kisi bhi Shopping Mall mein jakar apni purchasing ke liye istemal kar sakte hain aur Iske against aapko apni required products mil sakti hain debit card mein simply main aapko yah batana Chahta Hun Ki jismein aapka account balance bank ke pass available hota hai Iske against aap ko debit card Milta Hai.

        Credit card :
        Dear jab Ham credit card Ki Baat Karte Hain To ismein aapko simply yah batana Chahta Hun Ki yah totally debit card ke against hota hai ismein Humne bank se loan liya Hua hota hai aur iski payment Ham installment Mein kar rahe hote hain debit card mein Hamari amount Bank ke pass reserve hoti hai aur credit card mein Bank ki amount hamare pass reserve hoti hai ya Ek dusre ke against hote hain credit card mein aap different product purchase kar sakte hain aur jab aap bank se credit card ki facility Hasil Karte Hain To iski aap payment monthly basis per Bank ko defined Karte rehte hain aur agar aap per mandali karte hain to ismein aapko extra charges bhi Dena Hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Malik Bilal پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum my dear aapane bahut accha question share Kiya hai credit mein card mein debit card mein kya Fark hai ajam dekhenge ki yah donon card Ham kis liye istemal karte hain aur unke kya fayda hai ismein pahle Ham dekhte hain credit card ko
          Credit card
          My dear member all banks credit card provide karte Hain usmein yah hote Hain ki Ham credit card ki help se advance mein manager UCO bank se le sakte hain aur uski kuchh limits hoti hai ki kitni money Ham Le sakte hain ya bankon ki taraf category hai kuchh mein jyada hai kuchh mein kam hai vahan Bank ka apna apna system hai aur uske motor bakwas schedule banate hain aur advance mein Mani hai main dete Hain use money ko humne within one month wapas karna hote hain agar to Ham apne time period mein usko Mana wapas kar de FIR to Koi charges nahin honge lekin agar Ham vah money wapas nahin karte let Ho jaate Hain FIR usmani par kya hota hai ki charges lagte Hain Jo humne pay karne hote Hain dusre yah hai ki credit card ki madad se Ham per petrol pump aur maximum jagah per payment kar sakte hain uska arth ki madad se to vah karda main yah sari sorry yad provide karta hai thanks
          Debit card
          My dear forex forum member mein review main aapko yah batana chahta hun ki debit card jo hai hai isko ATM card bhi kahate Hain jis ki madad se Ham bank se rakam nikal sakte hain usko istemal karte Hain debit card kisi bhi Bank ko tamam r kasam ki Bank ki bahraich mein sambhal ho sakta hai hai aur 24 hours yah sab maiya ki jaati hai main yahan kisi bhi vah kisi bhi bank se paise nikal sakte aur apni jarurat ke waqt istemal kaise karen debit card ka pin code hota hai jo individual ko pata hota hai jisko estamal karke vah apni rakam ko mehfooz banata hai inke Sagar aapka debit card kiya jaaye to pareshan hone ki jarurat nahin hai aap Bank ka jo portal hai 24 hour helpline hai uska form 4 den to aapka last nahin hoga aapka Jo ATM mein vah close temporary close ho jaega aur yah to aap ko ATM mil jaega ya FIR aapane banva lenge yah bahut acchi solid hai mere dost ne bahut achcha question kiya hai mujhe bahut pasand hai I like it
          Ji haan doston bhai Ne bahut hi acchi baat kahi hai aur yahi sab Kuchh ismein debit card aur credit card mein Fark Hai
          • #6 Collapse

            Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

            debit card

            Different Assalamu Alaikum debit card or Bank aapko provide Karta Hai Jiski Teri aap apni transaction kar sakte hain aur apni payment ko pad kar sakte hain jaise ki aap ke account mein koi bhi payment module ho to Uske jariya aap koi bhi transaction karna Chahe to debit card Kesariya aap apni payment ko nikalwae sakte hain koi bhi electricity ka Bil per kar sakte hain aur uske alava Sabhi transaction kar sakte hain debit card ki Sahu Le tab vajud Hoti Hai Jab aap ke account mein balance maujud Ho aap apne account ka balance Ko Kisi bhi Shopping Mall mein ya Kisi bhi branch main Jahan ATM card ki solid maujud Ho vahan per aap isko use kar sakte hain bade bade shopping mall main bhi yah istemal hota hai jiske liye aap apni payment kar sakte hain aur aapke account se payment detection Ho Jaati Hai

            credit card


            Dear friend credit card ka sabse bada Machhali Aaya hota hai kya credit card ke jariye aap bank se loan Ki Tarah payment Le sakte hain Jis ko aap istemal kar sakte hain credit card aapka tab Banta Hai Jab aap Bank ke sath acchi dealing kar rahe ho aur aap apna credit card wale to Jab Bhi aap koi bhi kam karte hain to aapko ka return Milta Hai Jaise kya kar aap ke account mein balance mein judna bhi ho tab bhi aap Kisi bhi Jagah shopping karna Chahe to Uske Sar aap shopping kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexboss2 پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum dear member mai aap se puchna Chahta Hun Ki credit ka aur debit card mein kya Fark Hai Kya Ham credit card aur debit card donon ko ek hi maqsad ke liye use kar sakte hain ya fir in donon Cards ke alag alag kam Hote Hain explain
              Assalamu Alaikum dear bahut hi achcha sawal poochha hai aapane aaj main aapko batata hun ke credit card or debit card mein kya fark hota hai aur ummid karta hun kah ap ki confusion clear ho jayegi
              Debit Card
              Debit card aik asa card hota hai jo aapko ATM card ki shakal mein har account holder ko issue kiya Jata hai jisse aap normally ATM se paise withdrawal kar sakte hain aur iske liye bank apse ATM card fees har sal charge karta hai debit card se aap utna Hi paise withdrawal kar sakte hain jitne paise aapane apne account mein deposite kaarvayi hon yani koi bhi extra paise aapko bank aisa credit nahin dega
              credit card
              Ek advance shape of ATM card hai jis main aapko bank extra withdrawal ki facility provide karta hai ki aap apne account mein deposit money se jyada withdrawal kar sakte hain aur most cases mein yah paisy aapane 60 dino ke andar wapis krni hoti hai agar aap 60 dinon ke andar Apne vah advance Jo aapane bank se liya hota hai wapas kar dete hain to bank aapse koi extra paise nahin laita aur agar aap 60 dinon ke andar wapas nahin karte to pir aapko extra fees per karni padati hai Credit card zayda ter shopping ke liye istemal kiya jata hai aur isase paise withdrawal karne ki surat mein aapko bahut bhari raqam bank ki fee k tor per pay karni padati hai isliye log usko jyadatar shopping ke liye hi istemal karte hain
              • #8 Collapse

                Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

                bht farq hay in dono k andar baad bhi careful rehna chaghiye , or market k trend ko confirm kerty rehna Kyunki bahut jyada log yah botch Karte Hain Ki vah yah Kahate Hain Ki market bahut jyada up ya down ja chuki hai aur vah Mazi Move Nain Kregi to vah oker is Meirn ke against read Laga Dte HaiTo Hit market thoda sa against Jaati Hai To fir Unka value kam Hona start ho jata hai to Is Tarah unhen is market ke andar misfortune ka Samna karna padta hai to is market immediately right into alobal inh day andnight lose maning.verseas change shoping and selling - the hig instancnow now no er faell rior, rein exchange changing have become visible asam hai kay ap es mai acha kam kiya kartye hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Credit card aur debit card mein kya Fark Hai ?

                  Debit Cards vs. Credit Cards

                  Debit cards make it more difficult to overspend since you're limited to only the amount available in your checking account.
                  With a credit card, you run the risk of spending beyond your means. Just because your credit limit is $1,000 doesn't mean you can afford that sort of spending in your monthly budget.
                  Plus, debit cards offer the same convenience as credit without requiring you to borrow money or pay interest or fees on your purchases. Choosing debit is great for managing your money and helping you live within your means.

                  On the other hand, some credit cards offer additional insurance on purchases and can make it easier to request a refund or a return. However, many companies are reducing or withdrawing these benefits.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X