Lack of knowledge is a dangerous thing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    saaalaaam bhaijee app forexm ein kaamkarna chahtay hian tu appko chahyia kaay app pehlaay forex kaay demo account mein kaam karin appko forex kaay baray mein mumkmaal knowledge rakhna bauth zaroori hai is kaay begair app forex mein kaamyaab nahih o saktay
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Agar app k pass proper knowledge trading say related nahe hai to.un traders leay ya boht he dangerous business hai wo log yahan pay boht loss kerty hain our apni jeeb say bohat sab gabwa beithy hain so completely knowledge k baf he earning sahe rahy ge
      • #48 Collapse

        Forex main agar ap lonf term ya lifevtime trading karna chaty hain to uc k liya apbko aik baat samj leni chia k forez main sirf wohibloog kamyab hoty hain jin k pass forex k bary main acha knowladege ho kuin forex main wohi loog kamyab hoty hain jin k pass forex k bary main acha knowaladege ho
        • #49 Collapse

          Jee ap bilkul sahiee kehtay hain ager ap bagir kis forex kay knowledge kay ager ap ney ise business main apna paisa lagaya tu phir ap ko loss hona yaqini hay ise liye ager forex ko karna hay tu phir ise ko learn karna hoga aur ise khoobe demo account par practice karni hogi.
          • #50 Collapse

            agr ap ismain work nhi kartey hain is main kuch b ni kartye hain onl ismain trading kartyehain to i se los sk swa ap ko kuch b hasil nhi ho ga is ley ismain greed nhakrain:eek:
            • #51 Collapse

              yes forex ki market aik aisi market hai jo totally experience logo k liye he hai isme bina practice k kam karne wale log sirf apna loss he karte hai knowledge ka hona lazmi hai ye risky business hai isme hum apni investment ko secure and safe karne k liye knowledge ka hona lazmi hai
              • #52 Collapse

                FOrex trading mai aesay bohot sai traders atay hain jin kay pas knowledge ki kami hoti hai aur phr bhi wo trade krtay hain mai aesay logon sai kahoonga kay lack of knowledge ki waja sai aap ko loss hoskta hai.
                • #53 Collapse

                  No dear mere khyal say to Lack of knowledge koi dangerious thing nhi hai blkay jinta zyada knowledge trader ko trading ka hoga utna hi acha or positive result trader ko trading say dekhnay ko b milay ga or trader profitable trading krnay mai kamyab ho paye ga.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #54 Collapse

                    Dear forex mai ap ko acha learning k bina jo faida ho skta hy agar wo ap bina learning k karo gy tu ap ko loss he ho ga soo ap ko aage chal kar mazaed acha kam karna ho ga aur apni life ko b set karna ho ga soo ap ko daikh sun aur smjh k apnii life ko b check karo aur apna faida b zyda se zyd akarne k liye try karo .,..
                    • #55 Collapse

                      g haan bilkul is main lack of knowledeg bht zaida dangerous hah kyun k jab tak ap is k pore tarah se nai samjho gay is ka re main complete knowledge nai hasil akro gay to is main ap kbhy bhe mere khyal main successful nai ho sakte ho is lie knowledeg is must
                      • #56 Collapse

                        ji mere bhi ap ki bat teek ha hume chaye k hum forex par trading k liye hard work karn or har baat ka knowledge hasil karn is k bad he hume forex ki trading ka experience hasil ho ga is k bana hum forex par trading ni kr sakte han is liye ye kaam sb sy best ha
                        • #57 Collapse

                          Traders ko ziada loss lack of knowledge ki waja sey hi hota hy. Maximum log trading main without knowledge ky enter ho jatey hain aur aik din main rich banna chahaty hain, jis ki waja sey un ko kafi bara loss uthana par jata hy. Pehaly forex ko properly learn krain aur phir forex main enter hon, takeh loss sey bacha ja sakay.
                          • #58 Collapse

                            Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                            g bhi haan bhai jaan forex treading busniss ma hama jatna acha knowlage ho atna he zada ham earning kama sakty ha our forex treading busniss lia good knowlige hona lazmi ha our ham acha treader tab he ban sakty ha jab hama good knowlage ho ga jab hama forex treading ma good knowkgae ho ga our hama good expernce ho ga to hama pata ho ga kab stop loss lagana ha kha average lagne ha kha average ko kam ya zada krna ha
                            • #59 Collapse

                              Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                              Nahi dear aisa nahi hai yad rahkain knowledge woh cheez hoti hai jis kay baray main ilm hota hai ap ko. jab ap apni knowledge ko test nahi karain gy us ka experience nahi karain gy tu ap ki knowledge kisi b kam ki nahi hai esleye koshish karain apni knowledge ko demo pay ya phir practical us ko test karain or check karain jab woh experience main badal jaye gi ap ko kafi faida hoga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                                Sir aap theek aa rahe hain lake of knowledge very dangerous ho sakta hai new traders ke liye kyunki new trader ko knowledge bahut jyada hona chahie aur market mein time dekh kar bahut accha experience demo par hasil kar sakte hain aur demo par experience ke sath Pakistan forex forum par
                                post ko read ker k knowledgee hasil karna hoga tab trading mein profit ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X