Lack of knowledge is a dangerous thing
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

    Lack of knowledge can be the main source of you lose in forex trading. Forex trading is the dangerous online source of income. If you don't get proper knowledge from here you will loss your money in it. You need enough knowledge to be a shiny person in the world
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

      G forex trading business ma aisa hi ha aur is ka sath sath experience ki ahmiat sa inkar karna bhi mumkin nahi ha. jitna ziada experience ho ga aur sath knowledge bhi utna ziada hi kamyabi ka amkanat hon ga aur loss kam sa kam ho ga aur profit ziada sa ziada kayun ka loss bhi ksi bhi business ka hisa hota ha aur is sa inkar mumkin nahi ha.
       
      • #78 Collapse

        Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

        jab tak ap extra knowledge or us ki practice karain gy tu apna kafi time waste ka rahy hoty hian jis se ap ko nuqsan yeh hota hai kay ap ko samaj nahi ati hai kay kon c knowledge ap ki practice kay ley zarori hai or kon c knowledge ap kay kisi kam nahi anay wali hai. esleye ap apny pair kay hisab se trading karain or us ko aghy lay kay chalain. es tarha ap apni trading ko sahi se manage kar sako gy or apni trading ko sahi se open ya close kar sako gy.
         
        • #79 Collapse

          Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

          Assalamu alaikum dear Forex member ummid hai ki aap sab khairiyat se honge bilkul sahi Kaha aapane lack of knowledge dangerous hota hai agar hamen kisi chij ke bare mein koi ilm Nahin hoga to yah hamare liye acchi baat nahin hogi aur isase hamen loss ho sakta hai misal ke taur per agar ham trade karne se pahle maloom Nahin karte ke market mein kis chij mein loss ho raha hai aur kis chij mein profit to yah hamare liye nuksan hai isliye hamen knowledge rakhna chahie market mein kya ho raha hai aur is se hamen faida Hoga aur nuksan sy bach jaenge
          • #80 Collapse

            Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

            jab ap kay pas knowledge zaida hogi tu ap ko us ka faida tab ho ga jab aj ap us ko utilize karain gi. ap ko cheye kay ap apni trading mai skills ko use karain.koshish karain kay practice se madad lain or ap apni trades mai loss jab ho tu ap ko cheye kay ap time to time apni strategy update karian. or sath main apni mistakes ko note karian un ko time dain or un ko sahi se manage karna seekhain. es se ap ko faida yeh hoga ap ka experience din ba din acha hoga.
             
            • #81 Collapse

              Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

              Assalamualaikum g han dear member ap ny bilkul theek kaha hy ky lack of knowledge is a dangerous thing q k ager kisi member ky pas knowledge nahi hota hy to phir wo sahe sy kam bhi nahi kar pta hy es kliye hamy bhi chahye ky ham apny ap ko es trah sy tiyar rakhy ky hamy kisi chez ki preshani na ho aur ham sahe trah sy kam kar sky aik achy aur kamyab trader ky pas to knowledge ki koi kami nahi hoti hy balky wo to apny issi knowledge ki wja sy kamyab hota chla jata hy aur wo jald hi es ma kamyab bhi ho jata hy
              • #82 Collapse

                Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                ap ko zaida knowldge hasil karnay ki zarorat nahi hai. ap apny pair ko daikhain or us pay ap search karian. knowledge hasil karian. trade demo pay karain. fundamental or technical analysis dunu ko prepare karain. es se yeh hoga kay ap kay pas jo knoweldge ap kay pair kay hisab se hogi woh ap ko mil jaye gi or ap us ko sahi se utilize karna seekh jain gy or ap ko trading skills or decision making power be achi ho jaye gi. es leye es pay focus karian or sahi knowldge lay kay us ki practice karian.
                   
                • #83 Collapse

                  Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                  Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapke pass sabse Jyada experience ki bahut jyada jarurat hai jab tak aapke pass knowledge Nahin hoga tab tak aap market Ko Nahin samajh sakte naahi market Mein Achcha Mana Faisal kar sakte hain market ko samajhne ke liye aur Achcha munafa Hasil karne ke liye Forex trading bahut jyada the experience or knowledge ko mangti hai aapke pass Achcha knowledge hoga to aap bahut acche tarike se kamyabi ho sakte hain aur Market Mein Safai bhi kar sakte hain isliye main koshish karne chahie ki Ham Apne knowledge ko increase Karte Rahen jab tak Ham Apne knowledge ko increase Nahin Karenge tab tak Aage nahin kar sakte aur na hi Ham Kamyab ho sakte hain
                  • #84 Collapse

                    Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                    Assalam o Alaikum main umeed karta hoo keh ap sb khariat se hoo gee or mazzey se apni zindagi gozar rahey hoo gee yes of course Forex me apko knowledge ki intehae zaroorat hooti hai. Agr apko trade k about kuch bhe information nahy hai to yeh apk lye ik dangerous thing hai. Is lye apko chahye keh ap jitna ho sakkey trade k about knowledge rakhna chahye tabhy ap kamyab ho saktey hain.
                    • #85 Collapse

                      Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                      Forex p kam kerny k liye bohat acha knowledge or experience ki zarorat hoti hy jis k pass knowledge or experience hota hy wo forex me successful ho k rehta hy or dosra jin k pass knowledge ki kami hoti wo ziyada tar nakam ho jaty hain forex p un k liye firex p kam kerna khatara hota hy kbhi bhi apny ap ko loss kerwa sakty hain us k ilawa jab forex p hum kam kerty hain or trade lagana bihat important step hy or agar hamara knowledge ziyada nahi hota trade k bary me to hum trading k doran bohat loss ker bathty hain yo is liye ap ny sahi kha lack of knowledge is dangerous thing to is liye hamian apna knowledge gain kernay k liye din rat mehnat kerni chaiye or apna knowledge gain kerna chaiye q k forex p kam kerny k liye knowledge ka ziyada hona bohat important chez hy to agar hamara pass knowledge ki kami ho to ye aik dangerous chez hy knowledge ki kami ki waja se hamain kbbi bhi nuqsan ho sakta hy
                      • #86 Collapse

                        Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                        jab ap knowledge hasil karty ho or ap jab tak apni trading mai un ko use nahi karo gy tu ap ko loss ki taraf ana pary ga. koshish karian aisi trade open ya close na karian jis se ap ko loss ho. koshish karain apni trade mai ap jo knowledge hasil karty hain us ko practically use karian phir us kay bad he ap ko pata chal sakta hai kay ap kis kdar achi learning or experience gain kar rahy hain.
                           
                        • #87 Collapse

                          Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                          Lack of knowledge is the key factor of facing the loss . because when you have no knowledge about the forex are your work that what are you going to now.if you have to knowledge of work to do you should be successful and if you have don t knowledge about this so you face the loss
                          • #88 Collapse

                            Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                            Assalamualaikum, lack of information play an important role in making a profit able trading in forex, if you have information about this site , how to use it? How to make it able to get profit and how can we get profit?
                            All these things depends on Which and how much type of knowledge you have about it, knowledge is very important for it , if you have no knowledge and you use the forex you can get some loss in different ways
                            • #89 Collapse

                              Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                              Life ma koe bhe field ho us ma less knowledge both dangerous hota h forex bhe ase he ak Field h jis ma agr ap k pass proper knowledge nhi h to ap k lose hone k chance both zayida hoty h so Forex ma trade karne sy phly Forex ko proper seeke ya demo account pa practices kare aur phr real Account pa implement kare. Less knowledge is more dangerous than unknowing
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: Lack of knowledge is a dangerous thing

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Shams776 پيغام ديکھيے
                                G han dosto ap ny sahi suna lack of knowledge ap k loss ka subab ban sagti hy to behtr yahi hy k ziada sy ziada knowledge ekthi krin or phir ja kr trade lagin ta k hm nuksan sy bach sgy
                                bhai knowledge har trader ap ko share kar day ga lekin masla yeh hai kay woh jo knoweldge share karain gy us ka practial nahi kiya hota hai or na he un ko phir pata chalta hai yeh knowledge ya learning un kay kitny kam a sakti hai ya us mai mazeed kuch add kar kay us ko mukamal karna hai.esleye koshish karian learning karain ya koi knowledge ho us ko zaror demo pay test karain us kay bad us mai trade karaingy tu ap ko sahi us k andaza laga sakain gy.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X