cryptocurrencies me hot wallet & cold wallet me kia fark hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    cryptocurrencies me hot wallet & cold wallet me kia fark hai
    hello dear friends mera ek sawal hai k cryptocurrencies me hot walt or cold wallet me kia fark hai or ham in k use kaise kar sakte hai ?
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: cryptocurrencies me hot wallet &amp; cold wallet me kia fark hai

    Crypto currency
    Crypto currency aik digital currency hai aor aik bit coin ko bnany ky leay is ko multiple laptop ya personal computer ky sath connection dena dena prta hai aor yeh sary computer internet ky zareye aik dosry sy connected hoty hain aisi cutrency ko digital cryptocurrencies kaha jata hai aor iski physical koi shape nhi hoti hai.
    Cryptocurrency hot wallet
    cryptocurrency ka hot wallet ka mamatlb hai ky wallet internet sy connected hai aor functional hai aisa wallet inscure tasawar kia jatjata hai lkn aisy wallet sy ap baasani transaction kr sskty hain hor is sy ap deposit withdrawal kr skty hain.
    Cryptocurrency cold wallet
    ​aisa wallet jo Internet sy connected na ho us wallet kp cold wallet kaha jata hai aor aisy wwallet ko secure tasawwr kia jata hai aisy wallet ko hack nhi kia ja skta hai lkn is sy ap deposit withdrawal nhi kr sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: cryptocurrencies me hot wallet &amp; cold wallet me kia fark hai

      aoa dear friends and members . hot wallet nd cold wallet ka kia matlab hai crypto currency me to is k bary me ap sy information share krna chahta hn k sab sy phly to apko crypto currency ka pata hona cheye.. crypto currency ek tarha ki digital form of currency hai is ko bit coin bhe kaha ja sakta hai. ek bit couin ko bnanay k liye laptop ya computer sy connect kr k aur isi tarka sary computers ek dosry sy connected ho jaty hian isko digital currency bhe kaha jata ha aur iski koi physical shape ni hoti.
      hot wallet ka matlab hai k hamra computer internet sy connected hai to crypto currency ka wallet bhe internet sy connected hota hai jis sy ham easily transaction ya deposit kr sakty hian asy wallet ko insecure samjha jata hia. because isy hack krna asan hota hia.
      cold wallet asa wallet hota hia jis me computer internet sy connected na ho to crypto currency ka wallet bht internet sy connected nai ho ga ap transaction ya deposit tab tak ni kr sakty jab tak ap internet sy connected na ho jsen. aisa wallet ko secure samjha jata hia because isy hack ni kia ja sakta.
      • #4 Collapse

        Re: cryptocurrencies me hot wallet &amp; cold wallet me kia fark hai

        dear Forex trading mein cryptocurrency is basically digital currency hi hai jismein Ham working kar rahe hain Forex trading main jab bhi kisi actual currency ki digitalise form ko publish Kiya jata hai to vah cryptocurrency mein convert ki jaati hai jisse aapko ismein online earning ke liye jitna aapke pass money investment link to mobile yah computer padi hoti hai to vah hot ya cold wallet ki Surat main aapko show karta hai Forex trading mein working Karne wale members ko is baat ka shayad idea nahin hoga kyunki form mein work Karne wale members Forex trading mein personal wallet use karte hain aur hamen ismein working karne ke liye Jo chij required hai uske bare mein acchi information hona bahut jaruri hai jiske liye aapko for expanding mein hot wale and cold wale colours mein pata hona chahie dakiya Forex trading mein behtarin working Karne wale members Ban sake achcha work karne chahie Forex trading mein behtarin information and knowledge hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: cryptocurrencies me hot wallet &amp; cold wallet me kia fark hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
          hello dear friends mera ek sawal hai k cryptocurrencies me hot walt or cold wallet me kia fark hai or ham in k use kaise kar sakte hai ?
          brother Jo log cryptocurrency per kam kar rahe hote hain unko chahie ki vah cryptocurrency ke pilot banale aur is market Mein kam karne ke liye unko cryptocurrency ke wallet ki jarurat hoti hai kya cryptocurrency per jitne bhi log kam kar rahe hote hain unko withdrawal as a valid Mein milta hai jismein cryptocurrency add hoti hai agar aap cryptocurrency ke kisi violet Mein account open karte Hain to usmein aap apni cryptocurrency ko rakh sakte hain vaise hi jo log is man mein apni cryptocurrency wale blood ko internet ke sath connect karte hain unki 27 hath hoti hai kyunki vah har time Internet se nahin hote hain aur ismein jab chahe apne cryptocurrency kisi ko bhi send kar sakte hain magar yah paap market Mein offline ho jaate Hain jaise ki aap palette Mein account banaa lete hain agar aap internet ke sath nahin rahte to aapko ismein fayda nahin hota aapko chahie ki aap is market Mein kam karti hui hai kya Ham karen to aapko ismein fayda hoga agar aap offline hai to aapko ismein yah bheja hoga ki aap ismein main karte hain to aapko ismein fayda hota hai agar aap crypto-currency Mein kam karte hain to aapko yah fayda hota hai kya aap ismein jitna jyada time lagate Hain aapko itna hi jyada fayda ho jata hai aapko chahie to office market mein sahi samay per kam Karen tab aapko ismein fayda ho jaega.
          • #6 Collapse

            Re: cryptocurrencies me hot wallet &amp; cold wallet me kia fark hai

            Cryptocurrency type of wallet and depend on the storage
            1. hot storage wallet
            hot wallet ik aisa wallet hai jo ki Internet se Juda Hota Hai Jab Ham ismein Koi Paisa deposit Karte Hain To Ham is Mein Apne Paisa save Karte rehte hain aur vah Paisa Hamara mukhtalif internet platform Se Juda hota hai aur ham is se internet ki Tamam transaction kar sakte hain iska Hamen bahut jyada fayda Hota Hai ismein Hamara Paisa bilkul safe rahata Hai ismein Chori chakari Kisi kism Ka Koi Dar Nahin Hota Hamen chahie ki Ham Hot storage wallet ka istemal Karen aur apne paise ko save rakhen Jahan per Hot wallet k bahut jyada advantage Hai vahan Iske Kuchh disadvantage bhi hain ki agar Ham online storage mein Main Apna paisa hot wallet Mein store Karte Hain To is Mein Hamen hacking ka dar hota hai agar Ham kisi kesam ka koi bhi vpn istemal Karte Hain ya fir Malaysian website ke upar visit Karte Hain To fir Hamara account hack ho sakta hai jisse Hamen loss ho sakta hai
            software wallet
            online wallet
            2. cold storage wallet
            Aur dusri Taraf cold storage wallet ko Internet se koi taluq nahin Hota cold cryptocurrency wallet se Ham internet ki koi bhi transaction nahin kar sakte hain ismein Ham Apna Paisa USB aur hardware ke andar store kar sakte hain aur yah Paisa bhi Hamara Ek trha say safe Hota Hai ismein Hamen Kisi kism Ki Koi hacking ka dar Nahin Hota Hamen chahie ke hum chahie hai k hum cold wallet ka istemal Karen Agar Ham internet transaction Karte Hain To fir Hamare liye hot wallet best hai

            paper wallet
            hardware wallet
            • #7 Collapse

              Re: cryptocurrencies me hot wallet &amp; cold wallet me kia fark hai

              Dear ap na babut hi dilchasp question kia hai is hawaly sa ma apko sb sa phly ya batana chahata hun kay cryptocurrency kia hoti hai usk bad isk hot wellet or cold wellet ki bt hoge.

              What is cryptocurrency:
              Iski asan alfaz main apko definition batanay ki koshish krta hun Cryptocurrency ek esi digital currency hai jsko ek bitcoin ko bnany ky leay is ko multiple laptop ya personal computer ky sath connection dena hota hai or yeh sary computer internet ky zareye aik dosry sy connected hoty hain aisi currency ko digital cryptocurrency kaha jata hai or iski physical koi shape nahin hoti.

              Cryptocurrency main 2 different types ka wellet hoty hain jin ki briefly details apko batana chahata hun ta kay apka question clear ho jye.

              Cryptocurrency Hot wellet:
              Cryptocurrency hot wellet sa murad yai hota hai kay ap is wellet ko kisi bhi transaction ma internet ki help sa istemal kr sakhty han. Ya wellet internet sa connected hota hai or ap isko easily apny purpose kay liye utilities kr sakhty han. No doubt ya aik acha advantages hai per isk sath sath iska aik disadvantages bhi hai kay ya secure ni hota jesy kay ap janty han Internet per babut zyda hikers hoty han jo apki information hack kr laty han or unko misuse kr sakhty hain. Is liye apko is ma bahut careful rehna cheye or isko secure rakhny kay liye bahut Precautions ka istemal krna cheye.

              Cryptocurrency cold wellet:
              Cryptocurrency cold wellet ki jb hum baat krty hain tu ya totally hot wellet kay against hota hai. Kunk ik tu ya internet sa connected ni hota apko physically kisi device ma isko store krna hota hai for example hard disk ya phr USB etc. Jab ap us devices ko kisi dosry computer kay sath connect krty hain tu us kay bad ap transaction kr sakhty hain. Cryptocurrency cold wellet zyda secure hota hai as compared to hot wellet kunk ya internet sa connected ni hota tu hecker isko misuse ni kr sakhty.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: cryptocurrencies me hot wallet &amp; cold wallet me kia fark hai

                Forex trading mein cryptocurrency is basically digital currency hi hai jismein Ham working kar rahe hain Forex trading main jab bhi kisi actual currency ki digitalise form ko publish Kiya jata hai to vah cryptocurrency mein convert ki jaati hai jisse aapko ismein online earning ke liye jitna aapke pass money investment link to mobile yah computer padi hoti hai to vah hot ya cold wallet ki Surat main aapko show karta hai Forex trading mein working Karne wale members ko is baat ka shayad idea nahin hoga kyunki form mein work Karne wale members Forex trading mein personal wallet use karte hain aur hamen ismein working karne ke liye Jo chij required hai uske bare mein acchi information hona bahut jaruri hai jiske liye aapko for expanding mein hot wale and cold wale colours mein pata hona chahie dakiya Forex trading mein behtarin working Karne wale members Ban sake achcha work karne chahie Forex trading mein behtarin information and knowledge hasil kar sakte hain bahot shukriya apka.

                اب آن لائن

                Working...
                X