Trading ki hamari strategy kia honi chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki hamari strategy kia honi chaye?
    Sab se best aur achi trading strategy kia honi chaye kia hamy market me zeyada profit earn karny key ley kam karna chaye ya per hamari strategy safe trading aur account ko secure rakny ki apnani chaye, kia esi be koi strategy hay key profit baghir kesi loss key aur baghir kesi big risk key hasil kia jaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Sab se best aur achi trading strategy kia honi chaye kia hamy market me zeyada profit earn karny key ley kam karna chaye ya per hamari strategy safe trading aur account ko secure rakny ki apnani chaye, kia esi be koi strategy hay key profit baghir kesi loss key aur baghir kesi big risk key hasil kia jaye?
    brother is market Mein kam karne ke liye aapko could decide karna hoga kya aapane kaun si chadh instead ki per kam karna hai is market mein aap jab kisi ek ladki per kam start karte hain to aapko yaad rakhna hoga ki aap kaun si trading strategy per achcha kam kar sakte hain agar aap kis market Mein achcha tha karte hain to aapko ismein fayda tab hota hai jab aap is market Mein achcha kam karte hain trading strategy lagatar market aapko is market Mein paida hota hai Kya bapas market Mein Mila karte Hain is market Mein aapane trading strategy use karni hai to usmein aapko bhi dekhna hoga Kya aap ismein kab trade lagate Hain kyunki kuchh trading strategies aise hote hain Japan per demo account mein practice karte Hain to aap kaun per kam karne ka accident ho jata hai otherwise aap hamen kabhi bhi kam yad nahin ho sakti aapko chahie kya aap is market Mein trading strategy banate hain to aapko ismein fayda ho jata hai demo account per practice jitni jyada karte hain aapko itna hi fayda hota hai is market main aapko fayda tab hota hai jab aap kis market Mein fayda hasil karna chahti hai to aapki trading strategy Mein mistake nahin hona chahie jab aap is market Mein 2nd ke sath kam karte Hain to aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain har trader apne liha se khud train start ki taiyar kar raha hota hai har tarike kuchh rules hote hain agar aapki trading study ke rules acche Hain to aap is market Mein sani se profit bana sakte hain aap ko chahie tha aap is marketed lagane se pahle trading strategy ko follow Karen aur usmein mehnat Karen jab aap is market trading study GK rules to follow karenge to aapko ismein aasani se kam yaha bhi mil jati hai Varna aapko is market Mein nuksan nahin hota rahega.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

      aoa dear user, forex market bht hi flexible market hoti hai ap ko is me khud hi soch smjh k kamm krna ho ga koi khas pet stretagy ni hai is me jisy ap follow kr saky har time stretagy different krni parti hia. forex market me trend har time chage ho raha hota hai isi liye ap ko har situation me nai strtagy k sath kam krna parta hai aur asa bhe ni hai k kisi situation k liye koi specific strategy ho gi. apko khud sy sochna pary ga. yaha sab sy ziada experience kaam ata hai. ap ko har situation ko face krna ana cheye. s dear users situation k hisab sy ap stretagy apnaen to bht behtar ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

        Forex trading mai kaamyab traders ki trading strategies aisi hoti hain kay unhain sirf profits he ho rahey hotay hain aur loss bilkul bhi nahi ho rahey hotay hain. Forex trading mai jab bhi traders wait ker kay market ki movement ko kisi pattern pay movements start kernay kay baad trades open kertay hain woh sirf aur sirf profit he earn kertay hain. Yeh aisi special strategy nahi hai jo sirf senior aur expert traders ka he success symbol ho bulkay koi bhi trader aisi strategy pay ammal ker kay profitable trading ker sakta hai. Forex trading mai her trader apni trading strategy aisay he banata hai kay usay sirf profit ho aur koi bhi trader yeh khawhish kabhi nahi rakhta hai kay usay kisi trade mai bhi loss ho. Trading mai aisi strategies mushkil ya paichida nahi hai.

        Forex trading mai kaamyab trading strategy usi waqt bann sakti hai jab traders wait karain aur munasib moqay pay he trade open karain. Traders ko market kay chart ko generally nahi monitor kerna chaiye bulkay success haasil kernay kay liye aur her trade profitable bananay kay liye selected pair ya commodity ki monitoring kertay rehna chaiye aur kisi bhi fine move pay achay lot size kay saath entry ker laini chaiye. Iss tareekay say jo positions open ki jaati hain unn say hamesha profit hota hai kiyu kay selected pair ya commodity ki movement ko monitor kerna, trends ko big time frames mai daikhna aur analysis ker kay entry time aur lot size select kerna pehlay say he mumkin ho jata hai. 24 ghantay trading mai iss tarah agar sirf 2 say 3 trades bhi open ker li jaey tou bohat achi regular earning bohat easily mumkin hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

          Dear friends forex trading may haumay appni strategy khud bna kar Kam karna hota hay.haumay planning aur strategy ki zarorat har business may hoti hay .jab haum forex trading may planning aur strategy Kay mutabiq Kam karna hi profitable hota hay.haumay trading karney Kay liye knowledge aur learning ki zarorat hoti hay aur experience aur information Kay bagair struggle hasal nai hoti hay.jab haumay trading say related knowledge aur experience hota hay aur experience aur knowledge ki base pay haum apnay kaam Kay liye planning aur strategy banatay hay.jab haum Forex trading may traders ki strategy aur planning Kay mutabiq trading kartay hoye dekhty hay to pata chalta hay kay Forex trading may wohi traders kamyab trading Kartay hay Jo planning Kay teahhat Kam kartay hay.trading karna bohat mushkil nai hota hay.jab haum trading ki effective strategy bna kar Kam kartay hay to zayada effective way may trading hoti hay aur profit bhi ziada hasal hota hay.hamari strategy hamaray knowledge ki base pay depend karti hay Agar haumy trading ki learning aur knowledge hoga to hamari strategy bhi achi hogi Jo haumay trading may made gaar sabit hogi.hamari strategy hamesha trading may acha Kam karnay ki honi chahiye aur market ki movement aur trends ko judge karna hamari strategy ka important element hona chahiye aur hamesha nuksaan ki soorat may haumay patience say kaam kertay rehna chahiye.hamari strategy esi honi chahiye Kay jiss Kay mutabiq haum trading kartay rahangay to faida hoga.forex trading may traders appni abilities Kay mutabiq hi kamyaab strategy create kartay hay phir uss strategy kay mutabiq trading kartay hay aur forex trading may kamyab traders bantay hay.kisi bhi traders ki kamyaabi uss ki strategy ko powerful show karti hay jitni ziada achi strategy aur planning hogi utni hi kamyaab aur achi trading hogi.magar my dear friends sab say zayada important hay Kay app trading may mehnat aur lagan sey Kam kartay hoye hi Kamyab ho saktay hay.
          • #6 Collapse

            Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

            dear jab aap forex trading start kartay hain to sab say pehlay aap trading ka achi tarha knowledge gain karain aur achi practice karen, jab aap achi tarha say practice kar lain gay to aap apni strategy khud banain gay kyun us pay aap ny khud kam kar k profit kamana hay aur trading karni hay aap achi tarha say planning karain apnay knowledge aur practice ko use kar k achi strategy tayyar karen and planning k sath kam karen jab aao achi trading karna chahtay hain to us k liay sab say important cheez hay analysis jitna aap ka analysis strong ho ga aur aap ki future prediction start ho gi utni achi aur kamyab trading ap kar saken gay phir kamyabi hasil karnay k liay aap ko har tarha ki news pay bhi nazar rakhni parti hay kyun news ka market pay bohat assar parta hay dollar rate upward ja raha hay ya downward es cheez ka bhi dehan rakhna parta hay es sab k liay aap ko social media and electronic media me news dekhni parti hain apnay seniors say guidelines bhi lain aur apnay kaam ko behtar say bahtar banain jab tak aap market main trading ka experience gain nai kar laitay tab tak market main real account say trading start na karen kyun k bina practice aur knowledge k kabhi bhi kamyabi hasil nai ho sakti forex ko samjna bohat hi zaruri hay candlesticks ki movements ko judge karen achi tarha say tabhi faida honay ka chance hota hay phir aap ki money management kaisi hay us pay aap ki trade and trading profit bohat dependent hotay hain aap nay apna account balance daikhtay hoay lot size select karni hoti hay lot size ki bohat importance hay forex trading ko kamyab bnany k liay aur phir last but not least aap ka sabar aata hay aap ap jaldbaz hain ya apnay emotions pay control nai hay aap ko to aap forex trading main kamyabi hasil nai kar saktay kyun k thoray say loss ki soorat main hath paoon phhol jain aur phir mazeed ghalti kar lain to es say bohat bara loss ho sakta hay es liay har cheez ka dehan rakh kar trading karen tabhi kamyabi milay gi
            If you work hard no body can stop you from success
            • #7 Collapse

              Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Sab se best aur achi trading strategy kia honi chaye kia hamy market me zeyada profit earn karny key ley kam karna chaye ya per hamari strategy safe trading aur account ko secure rakny ki apnani chaye, kia esi be koi strategy hay key profit baghir kesi loss key aur baghir kesi big risk key hasil kia jaye?
              Dear brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai Kyunki jab tak Hamari trading Mein strategies ka proper istemal Nahin Hoga Ham kabhi bhi acchi trading nahin kar sakte aur uske complete benefits Hasil nahin kar sakte. Is Hawale se main aapko Kuchh important information Dena chahta hun aur Main ummid Karta Hun ki aap meri baat se agri Karenge aur is post ko study karne ke bad aapki information Mein Kafi ijaafa ho jaega sabse pahle main aapko yah batana Chahta Hun Ki strategy kya hoti hai aur uske bad FIR main aapko trading Mein iski importance clarify karne ki koshish karunga.


              What is strategy:
              Kisi kam ko krny kay liye ya kei target achieve krny kay liye ik set of instructions ready kr k us pa amal krny ko strategy kaha jata ha.


              Components of strategy:
              Jab aap ek strategy banate hain To usmein Kuchh Jaruri components Shamil hoty hain Jo Main aapko batana chahta hun.


              Goals:
              Dear sb sa phly apka pas ik goal hona cheye kay ap kis maqsad kay liye strategy bana rhy han us purpose ko samny rakhty huye ap ik strategy ko banane ki koshish krty han.


              Planning:
              Strategy banany kay liye apko gols kay bad ik plan banana hota ha kay hum apny targets achieve krny kay liye kesy kam krin ga or kesy targets pora krin ga.


              Time limit:
              Sometimes is ma ap ik time limit ko bhi identify krty han ka aik specific time ka andr rehty huye ap apny goals ki achievement krny ki koshish krin ga.


              Importance of strategy in Trading:
              Dear Jab aap Forex trading me kam kar rahe hote hain to ismein strategies ka proper istemal aapko bahut fayda De sakta hai aur agar aap Forex trading Mein strategies ko ignore kar rahe hain ho iska matlab yah hai ki aap khabi bhi acchi trading nahin kar sakte aur kabhi bhi Forex trading se complete benefits hasil Nahin kar sakte isliye Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye strategies ka proper istemal karna learn karna hoga.


              Multiple strategies:
              Apko instaforex ma kamyabi hasil krny kay liye different strategies per focus krna ho ga kunk agr ap kisi specific ik strategy pa kam kr rhy han tu may be wo tamman situations and conditions pa achi tarah pori ni uthar rhi ho ge lekin Jab aap different secretaries ko istemal kar rahe Honge to vah aapke liye Jyada benefits hasil krny ka sabab bn sakhta ha.
              • #8 Collapse

                Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                Dear member trading ek wast field hai jis mein har trader apni strategy ke sath work karta hai lekin jitne bhi expert traer Hai Hamesha is baat per focus karte Hain ki Jab bhi aap trading start karne lagte Hain tu sabse pahle apne trading capital ki money management karke aur risk and reward ratio ko apne zahan mein rekh kar trading karenge to aapko fayda mil sakta hai. Ap ke jitne bhi trading strategies Hai tanmay aap ine baton Ka khyal rakhenge to Hamesha fayda uthenge.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                  First of all to bahis Karte Hain ke ye strategy hai kya strategy hikmet amli ko Kahate Hain Hamen main Forex trading Jaise Business mein kam karne ke liye koi acchi hikmet Amli mil Jaati Hai To Ham yahan se ek bahut hi Achcha Paisa Kama sakte hain Forex trading Mein strategy Ek bahut hi important chiz hai agar Ham ismein Ek Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen Kai strategy Milte Hain Hamen Kisi Ek strategy ko istemal karte hue Forex trading Mein work karna hai Agar Hum Koi strategy taiyar Karte Hain To sabse pahle Hamen use strategy ko Damo account ke upar kam se kam 50 martba test Karna chahie Agar 45 Martba humre strategy Hamen acche results dete hai To fir Uske bad Hamen isko real account ke upar work ke liye test karna chahie money management ka istemal karte hue Agar Hamen real account ke upar bhi acche results de rahi hai To fir Hamen is strategy ko pakad kar Forex trading Mein kam karna Hota Hai aur ham Ek acchi strategy ose Waqt Hasil kar sakte hain Jab hamare pass Forex trading ka ek Achcha knowledge or experience Hota Hai Hamen chahie ki Ham demo account ke upar Jyada Se Jyada time Dey aur Market ke sath touch Rahe Agar Ham market ke sath Jyada time touch Rahte Hain To Hamen market ke mutaliq bahut jyada knowledge ho jata hai aur ham yahan se bahut hi jyada acchi acchi se strategy banaa sakte hain aur Unse strategy ko use Karke Ek bahut hi Achcha Paisa banaa sakte hain Forex trading se Jab Hamen Koi strategy mil jaaye to Uske bad Hamen is main money management ka istemal bhi Lazmi Mein karna hota hai money management Ek bahut hi important chiz hai agar Hamen iska istemal Nahin Karte Hain To Hamara account wash ho jata hai money management ka use Nahin Karte to koi bhi strategy Se Ham fayda Nahin Utha Sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                    G dear humara kam hai kay hum es mai apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur es mai ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur mahnet kay sath kam karain aur achi say achi stergety kay sath kam kartye hain tu ap es mai hamesha kamyab ho jatye hain tu ap acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai plan bana kay kam karain kiyu kay ap es mai jitna achaplan bana kay kam kartye hain ap ka atna he faida ho jata hai tu acha kam ap ko hamesha he kamyabi daita hai jub kay ap es mai plan achye say acba bantye hain ap es mai tabhi ja kay kamyab ho patye hain achi say achi stergety bana kay kam kartye hain tu ap ka aur bhi faida hai tu ap acha kam karain aur achi say achi plan bana kay acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                      Dear forex me strategy ki but importance hoti Hy is leay AP ko is me ap ko Kam krna Hy to aik simple and short strategy according to capital develop krni chye hamesha strategy AP ko apny account balance Kay hisab sy banana hoti Hy jis Kay leay AP ko hamesha acha aur presently minded work krna hota Hy jab haum Forex trading may traders ki strategy aur planning Kay mutabiq trading kartay hoye dekhty hay to pata chalta hay kay Forex trading may wohi traders kamyab trading Kartay hay Jo planning Kay teahhat Kam kartay hay.trading karna bohat mushkil nai hota hay.jab haum trading ki effective strategy bna kar Kam kartay hay to zayada effective way may trading hoti hay aur profit bhi ziada hasal hota hay.hamari strategy hamaray knowledge ki base pay depend karti hay Agar haumy trading ki learning aur knowledge hoga to hamari strategy bhi achi hogi experience Hota Hai Hamen chahie ki Ham demo account ke upar Jyada Se Jyada time Dey aur Market ke sath touch Rahe Agar Ham market ke sath Jyada time touch Rahte Hain To Hamen market ke mutaliq bahut is Kay ilawa forex me ap ko practice ko use kar k achi strategy tayyar karen and planning k sath kam karen jab aao achi trading karna chahtay hain to us k liay sab say important cheez hay analysis jitna aap ka analysis strong ho ga aur aap ki future prediction start ho gi utni achi aur kamyab trading ap kar saken gay phir kamyabi hasil karnay k liay aap ko har tarha ki news pay bhi nazar rakhni parti hay kyun news ka market pay bohat assar parta hay dollar rate upward ja raha hay ya downward es cheez ka bhi dehan rakhna parta hay jis sy strategy aik important way of trading hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                        Aapane Sahi Kaha trading karte hue Ham Sabko apni strategy Pal focus karna chahie apni strategy Banakar Apna Kam karna chahie jo band Aaj itni acchi strategy banayega aur use per Apna Kam Karega vah Ghogha to isiliye Ham Sabko bhi apni strategy Banakar Apna Kam karna hoga Pani strategy Banakar Apna Kam Karne Se Hamen kamyabi hoti hai so isiliye Ham Sab Ko Apne time per Apna Kam karna chahie Apne time per Apna Kam Karne the ham Kamyab Hote Hain To Dil lagakar aur mehanat ke sath Apna Kam Karen mehnat ke sath Apna karne mein Hamen kamyabi milati hai aur ham Sabko Apne time par Apna Kam karna hoga Apne time par Apna Kam complete karne chahie hi Ham future live Kendra Kamya hote hain SO Hamen strategy design karne ke liye Navneet Ka Hona bahut hi jaruri hai To Hamen Apne Knowledge Park focus karna chahie Apna knowledge level increase karna chahie aur apne knowledge ko increase Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie so Ham Sabko Apne time par Apna Kam karna hoga Apne time par Apna Kam Karne Se Hamen kamyabi milati hai so Ham Sab Ko Dil lagakar Apna Kam karna chahie mehnat ke sath Apna Kam karna chahie mehnat ke sath Apna Kam Karne Mein Hamara bahut hi fayda Hai To Ham Sab Ko Dil Laga kar kam karna chahie aur Apna bonus level improve Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karna chahie Jo Banda Yahan per Apne time per Apna Kam kar Karta Hai vah Hamesha Kamyab Hota Hai sota Main Apne confidence ke sath Apna Kam karna hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                          Achi trading ke liye achi trading strategy hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex main trading achi strategy ke sath karne chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah se forex main hum loss se bhi bach sakte hain jisse forex main hamara bonus account mehfooz ho jata hai aur forex mein achi trading ke liye ache plan ka hona bhi bahut zaruri hai isliye forex main hamen trading ache plan ke sath karni chahie kyunki forex mein achi trading ke liye ache plane ka hona bahut hi zaruri hai jisse forex mein main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum kamyab trader bhi ban sakte hain aur forex mein achi strategy aur ache plan ke sath sath achi learning aur ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex main trading achi learning aur ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading ache analysis ki madad se karni chahie kyunki forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye hamen Koshish karni chahie ke forex mein ham trading se pahle market ko achi tarah se analyse karen aur forex main market ka fundamental aur technical analysis karen aur forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                            Assalm u alaikum kia hal hy umeed hy ap sab thek hon gy ap ny bilkul thek kaha main apki is bat sy agree karti hon ya apki bat bilkul thek hy is main hamyn mahnat ki zarort hoti hy mahnat karna lazmi hy mahnat na ki to humyn profit hasil nai ho ga agr zyada sy zyada profit hasil karna

                            chahty han to zyada mahnat karna ho gi ta k humyn fayda ho humyn forex ko read karna chaya or is par amal karna chahya us k aik aik point ko folloew

                            karna chahya or is ko proper time dyyna chahya jis sy hamyn fayda ho hamyn seniour logon sy help lyni chahya ta k achi succsses hasil ho forex main

                            hamyn mistake ka khas khyal rakhna chahya in ko drust karna chhaya or dobara mistake nai karni chahaya agr hum mistake ko ignor karyn gy to nuksan

                            ho ga zyada mahnat karni chahya ta k acha fayda ho forex trading aik asa bussiness hy jis main jitni hmahnat karo utna fayda ho ga agr hum daily isy

                            time dyn mahnat karyn to ya hamyn acha profit dy ga forex aik bohat acha bussiness hy ya aik bohat acha plate form hy is sy log easily ghr bathy kisi b time kam kar k earn kar sakty han is main hamyn

                            mahnat ki zarort hoti hy mahnat karna lazmi hy mahnat na ki to humyn profit hasil nai ho ga agr zyada sy zyada profit hasil karna chahty han to zyada

                            mahnat karna ho gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ki hamari strategy kia honi chaye?

                              Assalamu alaikum dear friends topic ki taraf badhate hue discussion ka aaghaz karenge forex main hum ager work karty haain to achi stratgy kay sat he karty haainor forex main work jab tak ap stratgy kay sat nahi kryn karty haain apko faida kum or nuqsan bahot he kum hasil hota hai or or forex main stratgye hoti hai kaam ki tertaib kay apny kaam ko kos terhaan compelet karna hai or kin kin bataon per amal karna haai so friends forex trading main sub say maen baat haai posting karny jo ap daily basse per lazmi karni chiye ap din main 50 post lazmi karyn or ager acha bonus ajye to ap usky baad trade lagyn mager apko minde main jab trading stratgye banie hoo to apko chiye kay market ko lazmi time dia karyn ager ap mrket kay sat chalty rehty haain apko choye kay behtr say lot or munsab say munsab lot per trade ko open karna chiye or kabhi bhi lalach ko apny minde main nahi rakhna chiye kyun kay lalach buri bala haai ye akser apky account ko wash karny main zeraa sa time nahi lagata haai so friends apko achi stratgy per ama kar kay kaam karna chiye iska he apko faida hasil hoo sakta hai Forex karne se pehle ham ko aik cheez zaroor apnr zehn mn rakhni chahie k jitni achi hamari planning aur strategy ho gi utna hi acha hamara trafe chale ga aur utna bi behtar profit ae ga so jab bi trading karen apni strategy excellent honi chahie chahie wo strategy khud banai ho ya phir kisi ki copy ki hui ho is se koi fatq ni parta but shart ha k stratrgy achi honi chahie aur Forex trading mai kamyabi hasil karnay ke liye trading ke knowledge aur experience ke tu apni ehmait ha he lakin ager trading ke liye proper trading strategy majood na ho tu phir b traders ko forex trading kay business say faida hasil karna bohot he mushkil ho jata hai . iss liye traders kay liye proper planning aur strategy lazmi hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X